कितना खर्च आयेगा 100 गज का घर बनाने मे |100 gaj house cost| 900 square feet house construction cost
HTML-код
- Опубликовано: 7 фев 2025
- Hi in this video we will see 100 gaj house construction cost 900 square feet house construction cost
#housecost #constructioncost #houseconstruction
house cost calculator
constructionzo...
Instagram
/ construction_zone1
Email
constructionzone77@gmail.com
Site
constructionzo...
Subscribe to new channel
• What is mutual fund in...
Humne 2500sqft ghr bnaya Punjab me.
Ground floor 1500 or first floor 1000 sqft.
30 by 50 dimension.
Humari constructional cost 20 lakh k qreeb thi isme foundation 4.6 ft ki thi sari foundation ki excavation ki thi ( coloumn+ jo wall k niche ka area hota hai jese old times m krte the).
April 2023 ki construction hai.
Sb material A class lga hai.
Reasonably correct guidance. Thank you!
Badiya bhai very helpful video
Thank you bhai. Me vi bnane ja rhi hun. 🎉🎉🎉🎉
Sir mera plot ka size 32×25 h banane mein Kitna kharcha aa jaega sir ground floor me
yeh single floor k liye hai ya double k liye ?
Sir aapka video bahut hi achhi information wale hote hai...plzz mujhe batayiye 2024 me 475 sq ft ground floor aur 475 sq feet first floor ke liye kitna kharcha aa sakta h
Haryana mein 25*45 makan banane mein kitna kharcha aayega
Sir 100gaz makan banany ka cost batay
1st floor ke liye construnctions cost ?
very nice review sir,,👌👍
From-: Bhilai, CG
1600 kg steel
300 bag cement
10000 brick
Sand and aggregate 1 lakh rupees ki mili
Labor : 140 sqft ka hisab se mila
95 Gaj mai kitna kharcha aayega only Rcc ka Linter kharcha btana baki sab bna hua hai
660 sq feet bnane me kitna kharcha ayega agar ek room underground bnwate hai to...???
Sir i have 110 gaj ka plot hai us me kitna kharcha aayga
Super Bhai
Kya 100gaj 18×50 mai ground floor par 3 room banaya ja sakta hai kya sir sahi sa jasa ek aga or 2 pecha
103 gaj ka kitna kharcha aayega Noida me ??
Hello sir.
Ek 30*60 ka single full hal.
And second story pr residence k liye ghar.
Jisme 2 bed room 2 letbath 1 open lobby
Toh esme kitne kharacha aa jayega
Agr help kr sakte ho toh toh me email kr dunga over view apne plan ka.
How much cost for 250sq mts to built ground + 2 floor
Please answer me sir my house size is 19 ×40 so please kitna kharcha aasakta he isko banane me tell me sir ji
1 flore ki baat ho rahi ha ya do flore ye to bta jate
Sir maine baara me 50 gaj ki jameen li hai
2 manjil banwana hai
Har manjil me 2 kamre toilet kichchen
Kitne ka kharch ayega
500000
100 gaj me kitna kharcha ayega
75 gaj ground plus 1stori me kitna khrch lagega
Paint mai hi labour kay 1lakh ka uppar hota
150gaj me kitna kharcha lagega
But sahi baat h apna ghr banane ke ley jada se jada pesa rakho bas
Sir 100 Gaj Ka Makan Hai Aur Usme 50 gaj banana Hai Khali plot pe sir Pls Video Bana Sakte Ho Help Hojayegi meri
Mohammed nagar , bandlaguda chandrayangutta Hyderabad Telangana.
100sq fet Kitna kharch hoga Ghar ke liye
Rajsamand distric Rajasthan
Village sardargarh
Plot size 25 into 44 fit total fet
1100 fit ke kitne lagat aaygi
1 bhk banane me kitna kharch aa sakta hai
Thanks brother
20X45 size cost in Rajasthan
Ham Gaziyabad me 100 gaj ka ghar banwa rahe he hamse contractor 21 lakh mang raha he graound floor ka kya sahi he ye?
Mai assam se hu .. recently 1000 sq ft ka house complete banaya total kharsa almost 25 lakhs gaya
1400 sq foot mai chata , dis mathura mai kitna kharch aayega
9 rupye ka rate kha chal rha h bricks ka
15×60 ka double story ghar banane me Kitna kharch ayenga
900
165 गज में भाई कितना खर्चा आएगा
147 Gaj me kitna cost hoga 2 bhk
Thank you sir❤
Sir mere pass 100gaj ki jamin h jisme mujhe sirf 50 gaj me hi Ghar banana h to isme kitna kharch aayega ?
9 lakh tk
Baki 50 gaj m kya Krna h😂
Are bhai yeh video mei only ground floor ka bataya ta 2 floors ka… yeh to batao
70 gaz me kitna khacha ayega
700 square feet kitna kharch aayga
Sir aap jo centring + Brick work and plasting ke1,98000 bole itne me kaun karta, 100 gaj ku sirf centring work k liye 190000 lere aur brick work and plasting k 1,65000 to 1,80000 lere
Total Centring 1,90000+ Mestari 180000= 3,70000. Hore. Without material.
Ground floor ka itna kharcha😮
Kya bewakuf banate ho dusro ko video dekh kar maine abhi apna ghar banaya 900 gaz ka pura furnished ke sath 9 lakh mein ban gaya tum logo ko knowledge na ho to faltu ka video banakar public ko bewakuf na banaya karo.
9 lakh kse bhaii?
10 ×46 gar banane kitna kharch aata he 2024
1400 sq ft ground floor , what will be the complete cost in Assam please let me know.
How many floors
RCC Tipe ka
100 gaj me kitana kharch hoga
10 x 45 ka ground floor banana ka kya total kharcha hai
inr 697500
Ye shi nahi bata rhe aap 1200 per saqure fit full ready karke dete hai hum yani bed tak
kiTne mEin DOst ?
🙏 सर हम छज्जा मकान पुराना हर्ष इत्यादि तोड़ने का काम करते हैं अगर कहीं काम हो तो बताएं हम हम बस्ती से सर नमस्ते
25*45 mein kitna kharcha aayega
Good job❤
7 feet गैरेज 7 feet toilet, 3 feet प्लिंथ लेवल बनाने का क्या नुकसान है
Asking 1800 per sq ft in rural Karnataka
Inki vidio dekh k to bndaa Mkaan bnaane ki bhul hi jaye😢😢😢
😊
15by 28 kharha up ghaziabad
200 Gaj
Your site is not working
1200 1200 square foot
Bhai bda jayada bta rahe ho
Hmm yr 1200 me kam ho jana chahiye
2022 mere dost ne ghar banaya. 1250sqft 14lakh 50 hajar cost aya. Ye bhaisab ka reat sun kar. Admi ghar banan bhol jaye 😅😅
11 se 12 lakh
100 metre plot
21/42.6 Kitna khacha aayega
Gattar ka AAC block main 650 sqft ka hisab bolenge
Total information is wrong
Agra
Sand se jyada rate gitti ka hota hai
kamal ka kharcha bta raha h tu bhai Mujhe de tu 9 Lakh me ban wata hu tera ghar
100 gaj ke plot me kam se kam 1000000 lakh rupee lag sakta hai bhai 2023 me
Aap ke kitne RS lage thy bhaiya
Ek dam sahi kaha hai bhai 10lakh se kam ho skta hai jyda nhai
@@ArchanaUjjwal-rt8kimai apna ghar banbaya hai 2023 me sir ji 100 gaj me 1000000 lag hi jata hai bhai
50 gaj Gha only hall banana hi Kitna kharch lagega
@@ShadabHusain-qo3ii designing kr k gate cupboard
861 area का खर्च
19.5*44
78 Gaj hai
5 lakh mujhe do mai ready karwa duga
Guruji bahut cost
sab galat bata raha h bhi.
1200 per saqure fit mujhe theka dedena khi bhi
Kaun se area mai karte ho aap kaam?
1900 SQARE FEET.
900 sqf
35×45 ka cost kitna aaye ga
1000 rupis par mitar
1300 ईसकेल फिट
@1900
84sq ft
👍
3bedrom kichan haol bathroom kitna x pit aaj
800 squd feet
600sq fir me
581sf
1200 sq fit
Bht jyaada bta rhe ho
Itna hi hota hai 😅 ground floor or bnane ka baki first floor ka sasta pdta
275 gaj ka
40x 80 k ghar m kitane kharcha aiyga 6 room.2 kitchen .4 toilet h
147 sq meter ka cost Kitna hoga 2 bhk
1100 sq ft.
861 squire feet