मेरी वाइफ के आधार कार्ड मे एड्रेस ससुराल पक्ष से है और उनके पिताजी नहीं है और CO बिना आधार कार्ड के नहीं बना रहा!पिताजी का डेथ सर्टिफिकेट का मान्य हो जायेगा
Ek aabedan Likh Kar Usme mention Karke Bataiye Ki Father And mother Expired Hai Aur Jatiye praman Patra Banbana hI aur usko Aadhar Card ke sath scan Karke Attached Kar dijiye
मेरी वाइफ के आधार कार्ड मे एड्रेस ससुराल पक्ष से है और उनके पिताजी नहीं है और CO बिना आधार कार्ड के नहीं बना रहा!पिताजी का डेथ सर्टिफिकेट का मान्य हो जायेगा
aap mere gamil par massage kijiye dhanjaykr222@gmail.com
Tq bro
❤️
Parents expire kar gye to kya brother ka aadhar card add kar skate h?
Ha kar sakte hai lekin ek aavedan likhna parega aur use aavedan Me problem mention kar DIJIYE fir ho jayega
@@DhananjayOnlineTech thanku
शादीशुदा महिला के आधार कार्ड पर उसके पिता का एड्रेस उसे स्थिति में कैसे बनाए please
Wase condition me mahila ka pati ka aadhar card bhi pdf me attached kar dijiye
Jis ka jate parmnpatre husband ki naam ka bna hua h or father ki naam ka nhi h or ban bhi nhi raha father ki naam ka vo khya kari kasi banvayi
Farher ka address fill up karke banaiye ban jayega
😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Or agar adhar card py pati ky adress bhra ho to kaisy bnny .brr brr reject horha hy mai bnna rhi to khud sy
Apne Aadhar card ke sath pati ka Bhi aadhar card scan karke upload kijiye Ho jayega
@@DhananjayOnlineTech or pita ka nhi Dena hy kya attach kr ky
@@DhananjayOnlineTech pita pati dono ka aadhar attach krna hy kya
Bhai agar father mother ka aadhar card nhi h to kya kre... Qki mere father mother abb jharkhand me rehte h to unka adhar card whi ka h then kaise hoga
Online Apply Kar dijiye aur ek aavedan likh Kar block me co ke pas jama kar dijiye Aur aavedan mension Kar dijiye Jo Problem hai so
Meri wife ka father, and mother expire ho chuka hai phir kaise banaye
Ek aabedan Likh Kar Usme mention Karke Bataiye Ki Father And mother Expired Hai Aur Jatiye praman Patra Banbana hI aur usko Aadhar Card ke sath scan Karke Attached Kar dijiye
Ye dikkat hai mere sath bhi hai
@@KartikKumar-yg9hh same step flow kijiye
Agar adhar card papa ka nhi ho to
Papa ka aadhar nahi Hoga To Mukhiya Se Stamp par Pura Details ko Likhba kr mohar laga kar usko Upload kijiye ho jayega
Rajasthan government ki konai site h
Rajasthan Edistrict portal
Bhaiya state bihar se up kaise kare permanent addres me plz bata do bhai😢
Up ka ek awashiye praman patra bana ba lijiye fir usse aadhaar card correction ho jayega
@@DhananjayOnlineTech hmm thanks ❤
Bhai original kinte din me banta hai
Reciving par date mention rahta hai Jo date diya hua Hoga wo date me under me Banega maximum 15-20 din
Bro...female ka permanent adress ka state or present ka state change ho to ky kareee???
❤❤❤❤👍👍👍
Bhai state kaise change kare permanent section me ka😢
Mahila ka asthai Nivas Praman Patra Kaise banaen
Video dala hua hai