@@आदि07 इनके बताये गए तरीके से नहीं बना, रिजेक्ट हो गया। मैंने अपने ब्लॉक में जा के पता किया तो वहाँ बताया गया कि पति का नाम नहीं डालना है। स्थाई पता मायके का डालना है और वर्तमान पता ससुराल का, और अपनी ID के साथ माता या पिता की ID भी अपलोड करनी है। ये सब किया तब जा के बना है मेरी मम्मी का, नहीं तो बार बार रिजेक्ट हो जा रहा था।
Ration card banate samaye meri pahchan me registration ke bad login ho raha hai but ration card number dal kar correction karane k liye search kar rahe hai to nahi ho Raha hai kya kare Es par ek seperate video baanye
Ladki bihar ki hai shadi jharkhand me hui hai jatti online bihar ke address se karte hai aur present address Jharkhand dalte hai to sub district ka option me nahi aata kya kare pze reply......
Sir jis old lady k Father mother nahi hai vo kya dalengi praman me agar bar bar nahi bana rahe hai ye log to unhe lagta hai k ye other contry k hai tab kaise banega husband hai unka dalne par nahi bana rahe hai
Muje meri mammy ka jati praman patra banvana h unke mayke me koi nhi h mammy papa kafi sal phle expire hogye the Ab apne yha ka jati praman patra banvana ke liye Mayke ki report jaroori h ya koi direct tarika h banane ka jisse muje report na banvani pade up me
❤❤❤❤Rahul भैया mera kahna hai ki agar maa ka cast banana hai to maa ke mata pita ka aadhar nahi hai kyuki no ka dath ho gya our bahut pahle to aadhar card nahi hota tha to nani ke yeha ka kiska aaddar lagaye our kiska name likhe❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhai aurat ki aadhaar card ka address sasural ka hai aur application rejected hua hai reason hai Current adress and Permanent address are same ab kya kare
Mera beta 9th class me padh raha hai jati pramanpatra nikal ne ke liye unke papa jaruri documents nahi de raha hai to kya ma ke name per nikal sakta hai?
@@entertainmentzone1434 tab bhi ho jayega, permanent address me maiyke ka address aur present address me sasural ka bas Nana Nani ka bina koi document attach kiye bhi ho jayega
Sir 👏 लड़की उत्तर प्रदेश की है जो ओबीसी जाति से है उसकी शादी उत्तराखंड में SC लड़के से हुई है। जाति प्रमाणपत्र कैसे बनाएं जबकि up का ओबीसी का प्रमाणपत्र है उनके पास।
महिला के document पर उसके Mummy papa ke यहा का ही address hai और जाति प्रमाण पत्र बनाते है तो 2 बार अस्वीकार कर दिया गया कैसे बनाएं प्लीज़ बताये और document कोण कोण से लगाएंगे
अगर लड़की का बनाना है तो, लड़की का आधार कार्ड , उसके पिता का आधार कार्ड, स्वयं शपथ पत्र का फॉर्म, लड़की के पिता के जमीन का केवाला या खतियान जिसमें जाति लिखा हुआ हो। ये सब 📃 दस्तावेज लगाना होगा तभी घर बैठे बन पायेगा! ❤❤
Married women ke pan card par unke father ka naam hota hai. Kya hum married women ka caste certificate banaye mein unke pan card aur aadhar card upload kar skte hai. Reject toh nahi hoga na
Sadi suda mahila NCL kaha se banega mera mayeke sheohar me hai sasural sitamadhi me koi cabarcauphe bale batate hai ki aaye+ni pati ke add se banega jati pita ke aad se banega uske bad ncl pita add se banega bihar stet pawer Haus holding ka phome bharna samgha digiye time nahi hai
सर सर शादीशुदा महिला के नाम से esharm card कैसे बनाए 2024 में इस पर आप video बनाए आप 2 साल पहले बनाए थे आज के date में गर्भवती महिला के लिए जरूरी हो गया है pls सर
Sirf aadhar card se nahi hota h bhai rejected kar deta h cast certificate, cast certificate banane ke liye pahle se ghar me kisi ka cast certificate bana hona chahiye tab jake uska APURuWAL karta ha SITAMARHI me
Hi sir,
Me aapka video hamesa dekhta hi much Dino see aur me bhaiya cafe me tora Mora Kam sikhta hi aur apke video se bhuut jata help hota h
RTPS में जितना भी काम होता है वो सब एक बार में ही बता दीजिए सर❤❤❤❤
शुक्रिया, देखते हैं आपके बताये गए तरीके से जाती प्रमाण पत्र बनता है या नहीं।
बना या नही
@@आदि07 इनके बताये गए तरीके से नहीं बना, रिजेक्ट हो गया। मैंने अपने ब्लॉक में जा के पता किया तो वहाँ बताया गया कि पति का नाम नहीं डालना है। स्थाई पता मायके का डालना है और वर्तमान पता ससुराल का, और अपनी ID के साथ माता या पिता की ID भी अपलोड करनी है।
ये सब किया तब जा के बना है मेरी मम्मी का, नहीं तो बार बार रिजेक्ट हो जा रहा था।
Maine apni mummy aur sister ka aadhar card ek sath attached karke dalte hain to document ke Karan reject kar deta hai har bar bar Aisa kyun
Thanks bhai
Bahut hi achhi tarah se bataya sir ji
First view bhaiya
Firbhi reject kr de rha hai sir kya kron proof me adhar or pita ka adhar card diyen, jaise jaise video btayen waise hi kiyen...😮
Sir 80+age Mahila ka caste certificate Uske mother father Nahi Hai To Kaise banaen
Jo Thumb Lagati Uska Kaise Bnega Resdintel Cetrificate
मैं झारखंड की हूं और मेरी शादी बिहार में हुई है स्थाई पता में सिर्फ बिहार राज्य का ही नाम आ रहा है तो मैं अपना राज्य झारखंड को कैसे select करूं
Thank you for sharing this 🙏
बॉस आधार विवाह के बाद जो अपडेट करवाएं हमें अपलोड करना है या विवाह से पहले वाला
Plzzz reply ❤❤
Mahila ka cast kha ka dalna h pita ka ya pati ka plzz reply me🙏
Agar mahila ka aadhar pr adress sasural ka hai to kya kre
Baap ke jamin ki jamabandi rasid laga sakte hain reject to nhi hoga ?
स्वघोषण फॉर्म भी अपलोड करना पड़ता है क्या?
Ration card banate samaye meri pahchan me registration ke bad login ho raha hai but ration card number dal kar correction karane k liye search kar rahe hai to nahi ho Raha hai kya kare
Es par ek seperate video baanye
Hello bhaiya Mera aadhar card sasural ka h to kya cast bnane me dikat hogi
Ladki bihar ki hai shadi jharkhand me hui hai jatti online bihar ke address se karte hai aur present address Jharkhand dalte hai to sub district ka option me nahi aata kya kare pze reply......
Present address ager jaha sadi hui hai waha nahi rahte hai to kya phir bhi wahi ka dalna hai...
My.nawagavklan se. Jati parman. Patra. Banvaya. Hu. To raipur. Me. Calega. Ki. Nahi
Present address me Jharkhand dalte hai to district ke bad sub district chhose option nahi aata hai
Thanks sir 🙏
Photo me signature mandatory hai kya ?
Mere pita ji ka address me dusre State ka naam hai...form me other state ka option nhi hai... Please btaye kya kre
Thank sir❤
Sir agar jis mahila ke jati praman patr banate hi agar uski mata pita ka adhar nahi hi to is condition men kya kare plies reply me
Sir khatiyan se jati Bana haye to kon sa Option chuj kare ...
Sir jis old lady k Father mother nahi hai vo kya dalengi praman me agar bar bar nahi bana rahe hai ye log to unhe lagta hai k ye other contry k hai tab kaise banega husband hai unka dalne par nahi bana rahe hai
Niwas prama ptra mein kya address dena hain ?
Sir
jaati Mahila ka Pita ka dena hai ya Mahila ka husband ka
Or jiska father mother ka आधार nahi hai to kiska आधार dege भैय्या
Kisi other state ka mahila ki shadi bihar me hui ho to uska cast kaise banega
Sir jese mahila ke pitaji or mataji ki death ho gayi he to fir vah kiska address dale
Bhai Maharashtra ke liye bhi same procedure hai kya please bataiye
Muje meri mammy ka jati praman patra banvana h unke mayke me koi nhi h mammy papa kafi sal phle expire hogye the
Ab apne yha ka jati praman patra banvana ke liye
Mayke ki report jaroori h ya koi direct tarika h banane ka jisse muje report na banvani pade up me
Jharkhand me huya hai to jharkhand option nhi deta hai na to phir kya kre
❤❤❤❤Rahul भैया mera kahna hai ki agar maa ka cast banana hai to maa ke mata pita ka aadhar nahi hai kyuki no ka dath ho gya our bahut pahle to aadhar card nahi hota tha to nani ke yeha ka kiska aaddar lagaye our kiska name likhe❤❤❤❤❤❤❤❤
Ladki ke father ka addar card nhi hai unka deth ho gya hai to ...kaise cast certificate banega???🤔🤔🤔🤔
Apko pta chla
@@Dkanjalipriyavlogsladki ki relation se khatian nikal ke
Ma ka laga dijiye
Bhai ka laga do
Hello sir mai up ki hu our shadi bihar me hua to bihar ka jati ban jayega?
No bihar ke tum general me reservation milega😅
Aur tumhara caste up se hi banega
Bhai aurat ki aadhaar card ka address sasural ka hai aur application rejected hua hai reason hai Current adress and Permanent address are same ab kya kare
Mahila up ka hai aur ab shadi Bihar me hua hai tab kaise banaye 😅😅
Option hi nahi hai
अगर लड़की ke pita nhi hai to kaise bangea
Ma ka adhar attached kar sakte hai kya please reply fast❤❤
Pita ka adhar card nahi hai to kya kare
Aur agr wo mahila ka sasural kahin ho aur wo job kahin aur krti ho to phir temporary address me kon se jagah ka dena h
Shadi shuda mahi la cast kon sa hoga unka father wala ki unka pati wala
Hello sir aap mera digital jati pramanapatr online bna sakte ho kya plz btaye
Sir meri new shadi hui h u.p police ke liye jati praman patra banvana h kaise banvaun banvane daal diye the lekin Reject ho gaye h
Submit karne ke baad pati ka name bhi bhar diye the sir kya karen kaise thik hoga message bhi aa gaya hai ki kab निर्गत होगा। Help me sir ji 🙏
Sir father death kar gya hai to kiska lagaye aadhar acteecth
Bhai k
Bhaiya agar usake father ki death ho gai ho to jati certificate banane ke liye kya kya documents de sakte h
Mother ka
Sir mere attach annexure kaa option nahi aaya
Mera beta 9th class me padh raha hai jati pramanpatra nikal ne ke liye unke papa jaruri documents nahi de raha hai to kya ma ke name per nikal sakta hai?
Jinka papa ji aadhar card banne se pahle hi gujar gaye ho to o kya kare 😢
Same problem
Other documents to hoga hi jaise voter card etc.
@@Md_Rizwan_45 no documents kyuki meri nani ka koi beta nhi tha or wo meri ma ke sath hi rhti thi mere ma ke sasural me
@@entertainmentzone1434 tab bhi ho jayega, permanent address me maiyke ka address aur present address me sasural ka bas
Nana Nani ka bina koi document attach kiye bhi ho jayega
Sir 👏 लड़की उत्तर प्रदेश की है जो ओबीसी जाति से है उसकी शादी उत्तराखंड में SC लड़के से हुई है। जाति प्रमाणपत्र कैसे बनाएं जबकि up का ओबीसी का प्रमाणपत्र है उनके पास।
Sem problem hai mera bhi
यदि आधार कार्ड नंबर दे देते हैं तो आधार attached का ऑप्शन नहीं देता है
तो रिजेक्ट भी होगा अटैच नहीं करेंगे आधार कार्ड तो
Please कोई बताओ
महिला के document पर उसके Mummy papa ke यहा का ही address hai
और जाति प्रमाण पत्र बनाते है तो 2 बार अस्वीकार कर दिया गया कैसे बनाएं प्लीज़ बताये और document कोण कोण से लगाएंगे
Best video batya sir ji
sir koi koi sa dowland nai ho rha hai
24 hours show kar rha hai
Nepal ki mahila hai to kase jati certificate banaye ge
Adhaar card se reject kar deta hai sir ji
Yadi Nepal ki ho to kya karen
bihar ke bahar ki mahila ka bihar ka jati kaise banaye
Sir usme kya kya attach krna prega
अगर लड़की का बनाना है तो, लड़की का आधार कार्ड , उसके पिता का आधार कार्ड, स्वयं शपथ पत्र का फॉर्म, लड़की के पिता के जमीन का केवाला या खतियान जिसमें जाति लिखा हुआ हो। ये सब 📃 दस्तावेज लगाना होगा तभी घर बैठे बन पायेगा! ❤❤
Sir ma haryana sa hu mujha kaha sa apply karu
Sir Meri mummy Ka Janam nepal me hua hai Aur Shadi India An Adress me kya likhe
Sthay pata me kaha dusre state ka de rha hai details
Bngal se bihar mai shadi huaa hai to bihar mai jati bihar mai banana hoga ya pangal ka hi jati se ho jayegA
( लड़की के मायके से बनाना होगा जाति प्रमाण पत्र) ❤❤
From wb
Sir hamari maidam utter pradesh ki hai sadi uska bihar me huaa hai bihar se jati kaise banay
Same problem
Kya aapka cast bn paya
Married women ke pan card par unke father ka naam hota hai.
Kya hum married women ka caste certificate banaye mein unke pan card aur aadhar card upload kar skte hai. Reject toh nahi hoga na
लड़की का Up में गांव है और शादी बिहार में हुआ है तो कैसे जाति प्रमाण पत्र बनेगा। और कहा से ऑनलाइन जाति होगा ? (राशन कार्ड के लिए)
Caste up se but income bihar se
Mujhe bhi rasan card banwani hai but Mera Nani ghar jharkhand hai aur bihar se belong karta hun aapka kaise bana bataye please
Reject ho ja raha hai to kya kare
Dangi ka jati kasa banaya onlin kart hai to reject ho jata hai
Hello sir adhar card kiska lagana hai
My mother ka jati pramad patra me adhar card kiska lagana hai
Married women ke aadhar card par uske husband ka address hota hai
Rejection cause= jati ka proof ?
Pita ka aadhar card kafi nhi h beti ki jati k liye
Pita paksha ka jati kaise banega
Sadi suda mahila NCL kaha se banega mera mayeke sheohar me hai sasural sitamadhi me koi cabarcauphe bale batate hai ki aaye+ni pati ke add se banega jati pita ke aad se banega uske bad ncl pita add se banega bihar stet pawer Haus holding ka phome bharna samgha digiye time nahi hai
Aise hi apply kiye hai reject kar Diya hai
Firbhi reject kr diya sir jaise jaise ap btayen waise hi kiyen
Sir agar us mahila ke mata or pita death ho gya hai or uska adhar card nhi hai to kya karen
Koi answer Mila kya sir
@@Rahulsinghh999khatiyan se
Sir झारखंड का जाती kaise बनाये.🙏🙏 please bataye.
सर
सर शादीशुदा महिला के नाम से esharm card कैसे बनाए 2024 में इस पर आप video बनाए आप 2 साल पहले बनाए थे आज के date में गर्भवती महिला के लिए जरूरी हो गया है pls सर
Sir dhanuk ka jati praman patra reject kyon ho jata hai
Pahle se koi or caste se bana hoga tera isliye
Super video sir 🎉🎉🎉🎉🎉🎉😊😊😊😊
Jis mehila ke father ka death. Ho chuka hai wo kya kare
Sar ye sab pura detail karne ke bad bhi nahin Ban raha hai reject bar-bar ho ja raha hai maine Teen Char bar Banaya Hai iske bad maine Nahin
Sirf aadhar card se nahi hota h bhai rejected kar deta h cast certificate, cast certificate banane ke liye pahle se ghar me kisi ka cast certificate bana hona chahiye tab jake uska APURuWAL karta ha SITAMARHI me
Mera post matric scholarship me +2 Gyanda high school ka name him nhi aa rha ha
Husband name likhane per reject ho jata hai
Same problem
@@Dkanjalipriyavlogsapply with the details of ur father's side
Jiska ka mata pita mar gya to kaise kare
Adhar kiska dale
sir pmegp loen me project cost kaise uplod kre😢😢
Thank you
Jata parman dounlod nahi ho raha hai
Jiska father and mother expire ho Gaya ho to kya kare
Kuch pata chala ki nahi
Bhai ka lagega
@@Rahulsinghh999khatiyan me caste likha hota hai ro office jaa ke ban jayega
Up ke liye kya karna hai
Jo out of Bihar rhahte h unka nivas kaise banaye
Hum bana denge , bihar ke koun district e rahte the 👍👍👍
Ager banwana hai toh reply karna
Nalanda district me
@@SarojKumar-n6s abhi kahi aur rahti hai na aap, ban jayega jydha tough nhi h
Kiya proccess h