Video ko End tak jarur dhekna, video ko accha laga to LIKE kare Channel me nye ho to channel ko SUBSCRIBE kare pls ऐसा ही और भी Video आपके लिए लाता रहा सके ।
Bhai ye seah me wark acha krega ya nhi...? Qki mere emergency light ki bhut jrurat h me himachal pradesh shimla se hu snow 🌨️ time me bhut problem hota h light ka
Hamne badal kiya tha us time check kiya to bahut slow chal raha tha Ye solar dhup me Kam karta hai Snow 🌨️ jagah me nahi chalega Dusra company ka chal sakta hai.
simple hai solar battery 🔋 ko solar tar se connect kare ++ me & - - me charging hona shuru, agar Acid katam ho gaya to battery charge dukhan me ja kar acid barkar charge Kara Lena.
Din me yadi 25W ka solar panel hai to 25W ka hi load le sakega Yadi battery me charge kar ke load Chalaoge to inverter ka yadi 200W ka hai to 200W tak hi load le sakega Controller use kar sakte hai but kitna Watt ka solar ya kitna Ah ka battery Utna hi load le sakega.
Hello aap ye nhi btaye ki battery ko charge kaise karna hoga Ya phir din me sath me battery charge bhi hota rahe aur light use kyo nhi bataya itna nhi samjhe
Comment Kiya tha mobile charge hoga ki nahi & Solar kitna waat ka hai? New video ka link Ja kar End tak dekh lena problem solve ruclips.net/video/RDJfJRXiASU/видео.html
Sir 12v 15w ki solar se chalega kya ye converter.
Yes Chalega kewal LED bulb jalega 220v ka 15w tak jala sakoge.
Video ko End tak jarur dhekna, video ko accha laga to LIKE kare Channel me nye ho to channel ko SUBSCRIBE kare pls
ऐसा ही और भी Video आपके लिए लाता रहा सके ।
Bro, 100 watts incandescent bulb continuous backup time approx eg : 15 , 30 minutes etc with 7ah or 12ah any idea..
Here new subscriber
9 watts ka 3 bulb 7ah battery ka backup time 3:00 , 3:30 hours: minutes etc
9 WATTS 3 LED BULB= 27 WATTS TOTAL OUT/PUT LOAD ?
BACKUP TIME 3 HOURS AND LEAD ACID BATTERY 7 AH correct or ? IF SO WOW EXCELLENT BACKUP TIME 👍
@@DesiTechniquexyzBro thanks for your reply 👍
Is se sealing fan chalega kya
Nahi
@@DesiTechniquexyz ceiling fan ke liye kaun sa lena chahiye
@@mohammadsahil3954 big converter se chalega
@@DesiTechniquexyz kitna watt bhai ?
4:39
Micro tech vs techsuprem which is best'
Yeah .. wanted to know the same
Same in inside components but branded differently
यह इनवर्टर मेरे पीछे
यह वाला इनवर्टर मुझे भी चाहिए
NEXT VIDEO PLS TECHSUPREME
VS
MICROTEK
Bhai ye seah me wark acha krega ya nhi...?
Qki mere emergency light ki bhut jrurat h me himachal pradesh shimla se hu snow 🌨️ time me bhut problem hota h light ka
Hamne badal kiya tha us time check kiya to bahut slow chal raha tha
Ye solar dhup me Kam karta hai
Snow 🌨️ jagah me nahi chalega
Dusra company ka chal sakta hai.
Bhai battery ki charge khatm ho jaaye to use kaise charging Karen
simple hai solar battery 🔋 ko solar tar se connect kare ++ me & - - me charging hona shuru,
agar Acid katam ho gaya to battery charge dukhan
me ja kar acid barkar charge Kara Lena.
Battery ko kasa charge kara ga
Direct solar panel se
Good job 👍
Thanks 👍
Battery kitne vol ka laga sakta hain
12 volt
Direct din me Solar panel load chala sakte he???
Direct din me Solar panel + charge controller use kor ke load chala sakte he???
Please reply 🙏🙏
Din me yadi 25W ka solar panel hai to 25W ka hi load le sakega
Yadi battery me charge kar ke load
Chalaoge to inverter ka yadi 200W ka hai to 200W tak hi load le sakega
Controller use kar sakte hai but kitna
Watt ka solar ya kitna Ah ka battery
Utna hi load le sakega.
Sar solar panel+bettery+ convetor joint kaise kre
Solar panel aur converter ek sath battery me joint kar sakte hai,
Aur baki sab janne ke liye video ko aakhir tak dekhlo |
Battery kitne ampere ki he?
7 ampere ki he.
Super 👌
100 watt ka bulb jalane ke liye kitne watt ka solar panel khariden
Miminum 100..
kitna time lagega bhai bina battery m
Inverter ka Kitna dam hoga
Ham kharida ta us time 500 tak dam ta
Sir teble fan chal skta h kya
No over load ho jayega
इस मिनी इनवेटर की कीमत और अपना मो. नं. आपने नही बताया इतना बताने का क्या मतलब रहा
Solar Kitna Watt ka he....
Next video end screen me dekhege ja kar dekh lo
Batrry charge ho gi kya
Battery Solar se charge hoga
12V 10w
Solar panel se chalane par bulb nahi jala to phone hi charge kar ke dikhate
Video ka link comment me dal denge,
New video ka link ja kar dekh lena problem solve
ruclips.net/video/RDJfJRXiASU/видео.html
Hello aap ye nhi btaye ki battery ko charge kaise karna hoga
Ya phir din me sath me battery charge bhi hota rahe aur light use kyo nhi bataya itna nhi samjhe
Comment Kiya tha mobile charge hoga ki nahi & Solar kitna waat ka hai?
New video ka link Ja kar End tak dekh lena problem solve
ruclips.net/video/RDJfJRXiASU/видео.html
Jhoot
Aare Bhai khud hi try kar lo sach hi ki jhoot
Exactly you are right bro