Aurat par Niqab Farz hai? | Niqab and Hijab in Islam🧕 | Islamic Lecture by Zulekha Ishtiaq

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 сен 2024
  • Aurat par Niqab Krna Farz hai | Niqab and Hijab in Islam | Reminder for Muslim Girl's
    Islam aur Hijab...
    Islam me Hijab ki bahut ahimiyyat hai aur aaj ki muslm aurten is se dur hoti ja rahi hai.
    Parda karna bhi ek mustaqil ibadat hai. Allah ne muslim aurten ko parde ka hukm diya hai.
    Dadhi rakhna islam ke alawa aur durse mazhab me ke log bhi rakhte hai lekin hijab ye sirf muslim khatoon hi krti hai dusre mazhab ki aurten hijab nhi krti hain.
    Quran me Allah farmata hai, Aye aurton apne gharon me taheri raho aur zaman-e-jahiliyat ki tarah apne aap ko dikhati na phiro. Phir nhi aaj ke is daur me muslim auten kyu parde se dur ja rahi hain.

Комментарии • 1