Mam maine bohat kosish karne k baad b meri embroidery me mai taka ka size bada chota nai kar paarahi hu. Everyday 1 hr practice katne se kitne din lag jayen ge mujhe sikhne ko
Thankyou so much Hello friends mene is par video banai hui hai uska link mene is video ke discription box mai dala hua hai aap vahan se Klick kurke dekh sakte hain aap ko sub samuh mai aajayega
Thankyou so much Hello friends aap aapni machine mai chakke ke pass ek chhek hai wahan jayada oil dale or jub bhi embroidery kare pahle oil jarur dala kare isse apki machine kabhi jam nahi hogi
Thankyou so much Hello friends mene yeh bahut pahle li thi us time iska rate bahut kum thi lekin istime iska price 10000-11000/- Rs ke ass pass hai isme jayada ter 14 number ki needle use hoti hai mai yeh hi use karti hun
Aapki sari videos bhut use ful rehti hai thanks mam very nice mam
Thankyou so much video like karne ke liye or dekhne ke liye
Very informative ❤️
Thank you so much
Great video
Should the embroidery machine have a heavy table sir or is the work coming from a small table and can the motor also be small?

Very nice
Bus itne hi setting krna hoga .....or kuch nhi krna h kya mam....❤
Thank you so much
Hello friends bus is itreh hi setting karke app embroidery kar sakte ho
Tanq aunty
Thanks Hema Venky ji most welcome my channel
Ma'am ye machine regular seedhi silai karne ke liye sahi hsi???
Thankyou so much
Yes app simple silai bhi kar sakte hain
@@Taranjeetkaur reply late hogya ma'am
Mam maine bohat kosish karne k baad b meri embroidery me mai taka ka size bada chota nai kar paarahi hu. Everyday 1 hr practice katne se kitne din lag jayen ge mujhe sikhne ko
Thankyou so much
Hello friends mene is par video banai hui hai uska link mene is video ke discription box mai dala hua hai aap vahan se Klick kurke dekh sakte hain aap ko sub samuh mai aajayega
@@Taranjeetkaur thank u so much mam for urv reply
Mere pass master model ki zigzag machien hai pr uspar hoga kya embroidery
Thankyou so much
Hello friends agar vo Zigzag hai to jarur hoga lekin aapki machine mai nich foot se chalate hai ya bari motor hai mujhe batana
Motar hai dono se use krti hu or needel break bhi hai niche se
Needel break nhi hai niche
Aapka no mil jata to aapko foto send kr deti
Aap apna phone number dena mai apko call karungi aap kahan se hain
Mam aapki machine kitne me li aur Needle embroidery ke liye konse no ki use karte hai
Mam 3 mahine ho gaye hai maine 3 in 1 machine li hai lekin uska chaka bar bar jam ho raha hai upay bataye
Thankyou so much
Hello friends aap aapni machine mai chakke ke pass ek chhek hai wahan jayada oil dale or jub bhi embroidery kare pahle oil jarur dala kare isse apki machine kabhi jam nahi hogi
Mam mai abi new new sikh rahi kdai karna :
Mari embroidery machine jo nicha sa dagga nai khich rahi assa kio hai please mam btaiya
Thankyou so much
Hello friends aap aapni machine ki tention or bobin ka dagha thora loose kurde
@@Taranjeetkaur thanks mam
Mam mene ye sb sating kr liya lekin fir bhi embroidery nhi ho rhi h niche ka thaga uper hi nhi ata or tanka chodti h
Thank you so much
Hello friend aap apni machine ki needle ko thik se lagayen
@@Taranjeetkaur thanks mam meri machine ki sui me ko problems nhi h ache se piko krti h
Price kitna hai
Thankyou so much
Hello friends is machine ka price 10,000-11,000 ke ass-pass hai
Mem, क्या उषा 130 zigzag एम्ब्रोओइडरी machine को भी चेंज करने की जरूरत है। आपके जैसी एम्ब्रोओइडरी करने के लिए?.??
Thankyou so much
Hello friends agar apki machine peeko par hai to apko change karke embroidery ke liye set karni parti hai
@@Taranjeetkaur ma'am uske लिए कोई अलग से tool खरीदना पड़ताहै?उसे चेंज कैसे करते है?
Thankyou so much
Hello friends aap ko tool alag kharidne ki jarurat nahi hai sare tool hume machine ke sath hi milte hain
Mam aapki machine kitne me li aur Needle embroidery ke liye konse no ki use karte hai
Thankyou so much
Hello friends mene yeh bahut pahle li thi us time iska rate bahut kum thi lekin istime iska price 10000-11000/- Rs ke ass pass hai isme jayada ter 14 number ki needle use hoti hai mai yeh hi use karti hun