Bilkul sahe problem pakde hai apny mera HAIER KA AC hai n usmy bhe yahe ho rha tha . HAIER technician aye unsy thek he nhe hua na vo smjh Pye.. gir Haier ka branch head ka owner aye usny same yeh problem minutes mai pkd lee... plus gas top-up krde.. cooling phly sai bhe better ho gye.. main reason tha voltage 197 tha bs unhone mere voltage stabilizer khrab tha vo hta dia ekdum perfect work kr rha hai❤❤ isly bolty hai professional technician ke baat he lag hote hai 🎉h
Our sab ac company advertising kar te hai ki ' stablizer free operation ' hai . Ghar ka Voltage supply hi kam hoga to ac to chalega kintu mahine ka bill baadka bana ke dega . Or upar se inverter ac ka pcb sensitive hota hai voltage fluctuations se . Jada jor ka voltage up down hua or pcb fook gaya . Is liye stablizer ache brand ka laga na acha idea .
Mera Hitachi AC hai usmain cooling nahi ho raha hai kavi kavi cooling karta hai kavi kavi nahi karta hai or 4 green light blink karke ac off ho ja raha hai 😢😢😢😢😢😢
Bai mane voltes ka 1.5 ton inverter ac lia hai ac ko 16 par 2 gante chalye phir bi room tampture 24° se down nehi hota kya dikat hai bai please batyo 36° room temperature se 24° sirf 10 mint main aa jaata hai us ke baad vhi rukha rehata hai 😢
Bhai mere me to stablizer bhi lga hua fir bhi yhi problem hai tecnician se baat bhi kiya to btate hai sab sahi hai power ki dikkat hai stablizer bhi lga hua hai 130 to 300 volt ka
Bhaiya zara hamara samsya bhi hal kar dijiye 2 ton ka non inverter ac hai cooling kam kar raha h 8 mahina se pareshan h Electrician ko bulaye the bola outdoor ganda h clean krva dijiye karva diye Fir dusra ko bulae bola indoor ganda h pura dismantle hoke dhulega vo bhi karva diye Sab karliye tab bhi cooling kam kar raha h
Bhai Mera Samsung ka Split AC me bhi cooling problem hain.On karne ke baad garam hawa nikalta hain.Kya problem hain aur kaise repair karu batayen please?It's urgent.
Bilkul sahe problem pakde hai apny mera HAIER KA AC hai n usmy bhe yahe ho rha tha . HAIER technician aye unsy thek he nhe hua na vo smjh Pye.. gir Haier ka branch head ka owner aye usny same yeh problem minutes mai pkd lee... plus gas top-up krde.. cooling phly sai bhe better ho gye.. main reason tha voltage 197 tha bs unhone mere voltage stabilizer khrab tha vo hta dia ekdum perfect work kr rha hai❤❤ isly bolty hai professional technician ke baat he lag hote hai 🎉h
V guard stabilizer is best I have 32 AC in my office and there were too power fluctuating But AC working in good condision
Our sab ac company advertising kar te hai ki ' stablizer free operation ' hai . Ghar ka Voltage supply hi kam hoga to ac to chalega kintu mahine ka bill baadka bana ke dega . Or upar se inverter ac ka pcb sensitive hota hai voltage fluctuations se . Jada jor ka voltage up down hua or pcb fook gaya .
Is liye stablizer ache brand ka laga na acha idea .
Microtech 4150 best stabiliser है, हम भी use कर रहे हैं, मस्त है
4160+ better hai isse display bhi aata hai
4130 better hain,,low voltage se work karta hain
Tum kaha per rehe te ho vai ?
Top 5 staplizer me VOTAS aata h ?Apni taraf se bataea,190 input hota h output 231- 232 hota h.pls reply
Agar voltage kam hoga or load/ power same hoga to jyada amp flow hone pe wire bhi garam hota he kya?? Bhai plz replay
Yes
Mera Hitachi AC hai usmain cooling nahi ho raha hai kavi kavi cooling karta hai kavi kavi nahi karta hai or 4 green light blink karke ac off ho ja raha hai 😢😢😢😢😢😢
Same problem 🥹
1.5 tan inverter ac ka best super duper best stabilizer konsa brand aur model bataya please bhaiya!!
Blue bird full copper winding staplizer is the best
Bai mane voltes ka 1.5 ton inverter ac lia hai ac ko 16 par 2 gante chalye phir bi room tampture 24° se down nehi hota kya dikat hai bai please batyo 36° room temperature se 24° sirf 10 mint main aa jaata hai us ke baad vhi rukha rehata hai 😢
Bhai second hand lene samay kya check kare
Sir main Bihar se hun Maine ek ac liya tha ek din ke baad cooling nahi ho Raha hai
Hai bhaiya r22 Mein return gas min and max Kitni honi chahie for 2 ton
Hi
Hamare yeh par to stabiliser bhi Hain phir trip ho raha Hain.
Agar aap help kar sake to.
Bhai mere me to stablizer bhi lga hua fir bhi yhi problem hai tecnician se baat bhi kiya to btate hai sab sahi hai power ki dikkat hai stablizer bhi lga hua hai 130 to 300 volt ka
Bhaiya zara hamara samsya bhi hal kar dijiye
2 ton ka non inverter ac hai cooling kam kar raha h 8 mahina se pareshan h
Electrician ko bulaye the bola outdoor ganda h clean krva dijiye karva diye
Fir dusra ko bulae bola indoor ganda h pura dismantle hoke dhulega vo bhi karva diye
Sab karliye tab bhi cooling kam kar raha h
10Amp le raha h ac hum check kiye hai shi hai ya galt aap batao
Sir mera Lloyd new ac me cooling problem hai kya kre
Bhai Mera Samsung ka Split AC me bhi cooling problem hain.On karne ke baad garam hawa nikalta hain.Kya problem hain aur kaise repair karu batayen please?It's urgent.
sitamarhi side koi hai kya ac technician
BEST STABILISER V GUARD VE 400 FOR 1,5 TON OR 2 TON VE 400
Experience ❤
Bhaiya mere pass bhi yehi vala AC hai same hai aur usme bhi yehi problem hua hai
Stablizer laga loo
😂😂@@BJP_only
Ap sa service lana hai darbhanga sa hai.. kasa baat ho paya gi apsa sir? Apka followers sa bahut dino sa
Vguard stabilizer best
Bhai kya me ap se bat karsakta hu
Aap ka clam meter kitne ka hai
Nice
Bhai ehsaan ji baat krni hai
Neutal Ka prolem
Mera Samsung ka fridge compressor chal raha hai child nahin Ho Raha hai kyon filter garm nahin ho raha hai
Gas leakage
First comment 🥇
Hair ka fack digeya
Hair😅😅
Bhai aap apna no dijiye
Bhai Dadar West aa sakte ho kya?
Number send kar do
Are sar apna number to do mujhe bhi jarurat hai aapse aisi theek karana hai bahut pareshan hai
12/12 का कमरा है कौन सा एसी लेना चाहिए
1.5 ton