Sir please reply mere paas 3hp ki ac submersible pump hai 80 feet depth se pani nikalta hai 2 inch pressure bijli pe agar hum 3kw solar panel lagvai to kya yehi motor use kar sakte hai ya fir dc motor laini padegi or kya dc motor bhi itna paani degi and konsi solor panel lagvaie plz reply
And yeh motor khaitan company ki hai jo starting k time 18 ampere leti hai and baad mai over all 15 ampere leti hai to kya 3kw solar panel k sath utna paani milega jitna electricity pe milta hai, Sir koi esa idea hai jis se hum jab pump band ho to isi solar system se ghar(home) ki cheeje jaise fan light and freeze use kar sake kyuki kheto mai ghar hai please reply
Ha use kar sakte hai bat aapko inverter lagana hoga jo DC Ko AC banaye to usi motor Ko use kar sakte hai solar se, or aap 3kw solar panel Laga ke ke motor chala sakte hai
Parallel me panel jorne se current badhta hai or series me jorne se voltage to aapko motor ke anusar or inverter ke anusar hi connection karna hai panel ka
मेरे पास normal exide battery 150Ah and inverter 850 का है जो कि घर में लगे बिजली कनेक्शन से चलती हैं। मैं चाहता हूँ कि इसे solar panel and solar conversation कि सहायता से चलाने के लिए, क्या यह हो सकता है यानिकि नाँरमल बैट्री सोलर पैनल से चार्ज होगी।
Ha ho jayega but aapko kuchh Janna chahiye vo ye ki solar se use karne ke liye solar acha hota hai but aapke pass pahle se hi normal battery hai to koi baat nhi use hi kar Lena connection or aapka inverter bhi sahi hai
Aapko charge controller Lena hoga 1kw ka or 500watt ka solar panel matlab 250watt ke 2 solar panel lagana hoga isse aapka battery pura charge ho jayega
Mera pass luminuos 12v 75AH battery or 100wat ka ek solar panel hei mera sawal, luminuos ka kitna VA inviter laganese achaa rehega??? ...likin us inviter me laine input or solar input rehna chahie
Yes you can but u will also need to set up a solar inverter... Its a bit more exp but will last you 2 times than the normal Lead Acid battery. it will be a good investment.
Agar aapko aage kuchh dino me solar lagani ho to solar battery use karna nhi to kyu jada rupiya lagaoge solar battery me , normal battery se jada cost parta hai solar battery ka isi wajah se bola,
@@SolarAcademy wo to theek hai sir but aap ye btao ki solar battery ko bijli ke charge krne or panel se charge krne Mai battery ki life pr kya fark prega. Kya solar battery ko bijli ke inverter se use krne pr uski life km ho jayegi.please reply sir.
200ah battery having 2400watt power, one fan take power in one hour 60watt you have 6fan so fan power 360watt in one hour, led bulb 8watt so 8*6= 48watt , TV 80watt total 488 approximately 500watt in one hour
@@rakeshkumarsutar6241 yes ups is the better than the inverter , inside UPS having battery bank and ups prosser going on very smoothly , when ever main line/ main current are cut that time inverter stopped flow current and then again flowing by battery but inside UPS having very less time taken in changing current source
jaise mere paas solar pannel nhi hai to kya mai normal battery ki jagah solar battery ko use kar sakta hu.... koi problem to nhi hoga n...... mera ups microtek 900 hai to us par kitne ah ka battery use kar sakta hu.... agar mujhe 2 battery lagani hai to kitne kaunsa ups lena sahi rahega....
Bro ek baat batao agar hm solar battery or solar inverter purchase kre to us ke liye zaroori to nhi ki solar panels lagani chayea.ya ve solar panels se hi chalegi please reply ye light se nhi chl sakte kya please tell me
I also need to do this as my normal battery on normal inverter has gone bad. So need to replace this with solar battery of amenities power specs. Hope this is OK ¿
Sir hmare ghar eapro 1000 watt ka inverter lga hua hai. Phle battery 150 ah ki desi company ki lgi hui thi. Ab vo khraab ho gya Humne new lagvana hai. Hmare solar plate 150×4=600 watt ki lgi hui hai. Plz aap suggest kre hum solar battery lgaye ya normal battery or company konsi le.
Hello sir... mene 150ah solar battery ke sath 900wats ke solar panel or luminous nxg 1100 inverter install kiahe... taki main day and night main vi solar power ka use karsaktahun... kya ye system sahi hey
Sir 900 watt panel me to ak or battery Laga sakte ho hala ki acha hai aap din me bhi use kar sakte ho power or raat ke liye to battery pura charge ho jayega
aap battery kyu use kroge isse kharch badh jayega bina battery use kiye aap chala sakte ho pump din ke time me bas ak controller cahiye hoga 4 panel isme jur jayege or usse pump me bas
@@SolarAcademy battery hogi to nyt me usi se mere labour k liye cabin banayi hai usme use ho sakti hai na power ... kyu ki aur koi electricity connection nahi hai waha....
@@SolarAcademy aapne jo ans. Dia h mera ye question nhi h mera question h battery choose krne ka h luminus solar battery(150ah) ya luminus iltt18048n model ki c20 (150ah)battery me se konsi choose kru long backup k lia or microtek 1100 va sine wave inverter battery se connect krna h
Mujhe LED bulb jalana hai or 2 fan 6ghnta jalana hai. Roj bijli 18 ghnte rahti hai. Mere pas 8000rs hai kya usme kuch mil skta hai jo 6ghnte chal sake.
Mere pass 3150watt/3hp DC solar pump hai. 225 watt ke 14 penal hai. Battery nahi lagi hai. DC se AC banane ke liye kitni battery, ya direct AC banane ke liye kya karna hoga.
Sir mere pass luminous 150ah solar battery h uske front me 150ah Tall tubler likha h or side me product name me lead acid battery likha hua h to me apne pcu me tubler par set karu ya lead acid par
I need an inverter battery for my home. Which battery should I buy... solar battery or non solar battery. After few months I will be installing On grid system at my home. please suggest.
Sir meri shop pr ek fan 50 wat aur 2 led bulb 9 wat ke aur ek home theater hai mujhe kon c bettry lagani chaye aur kitne wat ka solar panal lagna chaye plz reply
Hello Sir ! , maire pass normal battery hai 150ah ki or 600 watt ka inverter , jo ki maine 5 saal pahle lagwaya tha... Ab mujhe battery change karni hai .. kya mai solar battery "150ah c10 " use kar sakta hu? Kya mujhe us k liye inverter change karna hoga ya fir koi controller wagera lena hoga? Ya normally battery change kar k baat ban jaayegi, aur koi problem toh nahi hogi Please reply jarur kare Thank you🙏🙏
Exid 150ah normal batry he or invator luminous 675va he kia tik charge hoga sir ia jada va lagega best konsa hoga batadije, or is ka ampiar kitna he, change hone kitna time lagega batadije sir
@@unknownbaba2083 aapne 35ah sayad likha tha but vo msg kahi or likh diye the aap but mai samajh gya tha , 40 watt ke panel se nhi ho payega 35ah ka battery
Sir mere pass solar 850 eco Watt inverter hai our 100 Watt ke 3 solar panel hai to muzhe 160 ah ki battery lagani hai to wo battery full charge karne ke liye our kitane panel lagane padenge our 10w ke 4 led 1 freeze our 2 fan chalau to kitana backup degi battery.plz reply
Sir please mujhe Ghar k liye battery lagani hai to mujhe kaun si battery lagani chahiye please help me sir 🙏 & early reply me sir Solar ya Normal battery lagani chahiye please bataiye sir
Sir agar 150wat solar min din 150wat ke Batrry laga kar fain bhi sath min lga kar chlain to batrry rat ko kitna backup 1 stand fain min dega pliz reply me from Pakistan
Aapka battery 150watt ka hai ya 150ah ka ?? Kyuki agar 150watt bola aapne to battery 12.5ah ka hua agar 150ah ka battery hai to battery 1800watt ka hua. Or
Ydi hum kisi shop pr jaye to kaise pata chalega ki solar battery kon sa hai🤔 ya usse kahna padega ki hme solar battery dijiye or kya price pr bhi fark hota hai
mere pass normal battery 200ah aur inverter 1025 se chalti hai Mai Chahta hu ki ise solar panel aur solar conversion ki sahayta se chalane ke Liye Kya ye ho sakta he.yanki normal battery aur Normal inverter solar panel se
Sir please reply mere paas 3hp ki ac submersible pump hai 80 feet depth se pani nikalta hai 2 inch pressure bijli pe agar hum 3kw solar panel lagvai to kya yehi motor use kar sakte hai ya fir dc motor laini padegi or kya dc motor bhi itna paani degi and konsi solor panel lagvaie plz reply
And yeh motor khaitan company ki hai jo starting k time 18 ampere leti hai and baad mai over all 15 ampere leti hai to kya 3kw solar panel k sath utna paani milega jitna electricity pe milta hai,
Sir koi esa idea hai jis se hum jab pump band ho to isi solar system se ghar(home) ki cheeje jaise fan light and freeze use kar sake kyuki kheto mai ghar hai please reply
Off grid system lagvana hai without battery
Ha use kar sakte hai bat aapko inverter lagana hoga jo DC Ko AC banaye to usi motor Ko use kar sakte hai solar se, or aap 3kw solar panel Laga ke ke motor chala sakte hai
Parallel me panel jorne se current badhta hai or series me jorne se voltage to aapko motor ke anusar or inverter ke anusar hi connection karna hai panel ka
Aapka motor ac se chalne wala hai to aapko inverter use karna hoga ya to dc motor use karna karna hoga
I have normal Exide 220ah battery installed. Should I purchase solar panels, will it charge ?
Best battery kon sii company ki ha sir
Normal battery ya solar battery??
Normal aur solar dono bataiye
Ads
Exide normal,best hai
Exide normal battery using last 5years ... no problem.
Hi...hot 1oo watt panel got...which battery should I buy
मेरे पास normal exide battery 150Ah and inverter 850 का है जो कि घर में लगे बिजली कनेक्शन से चलती हैं। मैं चाहता हूँ कि इसे solar panel and solar conversation कि सहायता से चलाने के लिए, क्या यह हो सकता है यानिकि नाँरमल बैट्री सोलर पैनल से चार्ज होगी।
Ha ho jayega but aapko kuchh Janna chahiye vo ye ki solar se use karne ke liye solar acha hota hai but aapke pass pahle se hi normal battery hai to koi baat nhi use hi kar Lena connection or aapka inverter bhi sahi hai
Aapko charge controller Lena hoga 1kw ka or 500watt ka solar panel matlab 250watt ke 2 solar panel lagana hoga isse aapka battery pura charge ho jayega
@@SolarAcademy thanks
@@SolarAcademy solar conversation ka jaroorat hogi
@@SolarAcademy
Matlab ke 150Ah battery ko full charge karne k leye 500watt ka solar panel lagana hoga
Mera pass luminuos 12v 75AH battery or 100wat ka ek solar panel hei mera sawal, luminuos ka kitna VA inviter laganese achaa rehega??? ...likin us inviter me laine input or solar input rehna chahie
aapka 75ah ka battery pura charge nhi ho payega 100watt ke ak panel se aapko ak or panel lena hoga 100watt ka tab ho payega.
or aap 350va ka luminous solar inverter kharid lo usme solar , main , battery sabhi ka connection karne ka hota hI
Can we charge normal battery with solar?
Yes you can but u will also need to set up a solar inverter... Its a bit more exp but will last you 2 times than the normal Lead Acid battery. it will be a good investment.
Sir mere yahaa 1000w ka consumption hai,suggest kijiye mujhe solar battery +inverter aur kitne watt ka panel lena chaiye
Sir solar battery ko bijli ke inverter se use kar sakte hai
Ha kar sakte ho aap
Agar aapko aage kuchh dino me solar lagani ho to solar battery use karna nhi to kyu jada rupiya lagaoge solar battery me , normal battery se jada cost parta hai solar battery ka isi wajah se bola,
Yes use kr sakte he
yes ...
@@SolarAcademy wo to theek hai sir but aap ye btao ki solar battery ko bijli ke charge krne or panel se charge krne Mai battery ki life pr kya fark prega. Kya solar battery ko bijli ke inverter se use krne pr uski life km ho jayegi.please reply sir.
Sir ,solar inverter ,aur battery ,bina panel ke bijli par chala sakte Hain,Jaise panel baad khriden ge
I want to install luminous NXG 1400 inverter and 200ah solar battery to use 6 fans, 6 LED bolbs, 1 Tv. Is this a good combination?
Use time??
200ah battery having 2400watt power, one fan take power in one hour 60watt you have 6fan so fan power 360watt in one hour, led bulb 8watt so 8*6= 48watt , TV 80watt total 488 approximately 500watt in one hour
@@SolarAcademy 6 hrs
@@SolarAcademy NXG 1400 inverter/UPS a good product or not? Please give more information about inverter/UPS.
@@rakeshkumarsutar6241 yes ups is the better than the inverter , inside UPS having battery bank and ups prosser going on very smoothly , when ever main line/ main current are cut that time inverter stopped flow current and then again flowing by battery but inside UPS having very less time taken in changing current source
jaise mere paas solar pannel nhi hai to kya mai normal battery ki jagah solar battery ko use kar sakta hu.... koi problem to nhi hoga n...... mera ups microtek 900 hai to us par kitne ah ka battery use kar sakta hu.... agar mujhe 2 battery lagani hai to kitne kaunsa ups lena sahi rahega....
dono battery me price ka fark hota hai or ye sabhi company ka hota hai kya
Kya Solar battery ko normal inverter se charge kiya ja sakta hai
Sir Amaron 200ah battery achha hai ya luminous 200ah please replay
Luminous battery Amaron battery se jada acha hai aap luminous hi Lena.
Amaron main kya problem hai ? Luminous Kyun achha hai Amaron se ।।
Bro ek baat batao agar hm solar battery or solar inverter purchase kre to us ke liye zaroori to nhi ki solar panels lagani chayea.ya ve solar panels se hi chalegi please reply ye light se nhi chl sakte kya please tell me
Can we use solar battery (with normal domestic power supply) at place of normal battery without having any solar power source
Yup...y not
yes
I also need to do this as my normal battery on normal inverter has gone bad. So need to replace this with solar battery of amenities power specs. Hope this is OK ¿
Sir mai Amaron ki battery lena chahta hu .....kaisi rahegi battery.....pls suggest
Sir mere pas already normal inveter or beterry h to Solar panel me use ho jayegi kya
Even I need to know about this.
Yes bhai
Use solar charge controller
Sir hmare ghar eapro 1000 watt ka inverter lga hua hai. Phle battery 150 ah ki desi company ki lgi hui thi. Ab vo khraab ho gya Humne new lagvana hai. Hmare solar plate 150×4=600 watt ki lgi hui hai. Plz aap suggest kre hum solar battery lgaye ya normal battery or company konsi le.
Nice
Thanku
Bhai inverter kam UPS mein solar battery lag jayegi kya
ha bilkul
Good efforts, explanation is zigzag coverage. Pls avoid repetitive points for better presentation. Thank you.
ok and you will see new uploaded video
ok and you will see new uploaded video
Ohhh man yahan reply main be repetition
Wahh maangaya janab apka repetition ka
Solar battery se bijli /power se chala sakte hei?
Is it necessary to show your award 😄😄
ye isko abi abi abi mila hai 😅😅
Inam tho banta h 😀😁😂😃😄😅😆😊😎
Mujhe bina solar se chalne wali battery leni hai inverter ke liye kon si lu normal battery ya solar battery.??
Normal battery
solar ke liye kon sa battery acha hota hai? kon kon companysolar battery banata hai
Solar battery lagana sahi rahega, luminous solar battery Patanjali solar battery
Solar inverter ( pcu) me normal baitry ke sath solar baitry jod sakte hai kya
Live fast inverter battery Nahin lena Ham 15 din se complaint Kar Raha Koi sunvaee Nahin ho rahi hai 5 sal ki guarantee ke naam per Thag Rahe
Kheti mein lagana hai kon si solar sahi hai,,..kitne ah ki bettry lagaon,,plese ,,
Solar per normal battery lga sakte hai ja nhi
No
Laga sakte ho but life km hone lagega battery ka kyuki cycle ka fark or charging or discharge ka fark se effect parega
Yes, normal 4 sal waranty and cheap cost.
35
yes
For solar use Likha huwa battery ko Ghar main Norman bijili se charge Karne wala inverter main laga sakte hai ki Nahi...???
Laga skte hain,
Sar ham ghar lagna chate h kon battery lagai
Agar solar panel se charge kroge to solar battery hi lagana or agar main se charge kroge to normal battery
Sar main se main charj ho ga aor solar se bhe. Nxg 1100 luminous ka inverter ha sar
@@SolarAcademy sar luminous ke 200 ah ke batrry ate h solar me
@@laviverma7246 ha bilkul aate hai 200ah ke solar battery
@@laviverma7246 ha bilkul aate hai 200ah ke solar battery
Ghar ke liye koun sa battery acha hai.
Hello sir... mene 150ah solar battery ke sath 900wats ke solar panel or luminous nxg 1100 inverter install kiahe... taki main day and night main vi solar power ka use karsaktahun... kya ye system sahi hey
Sir 900 watt panel me to ak or battery Laga sakte ho hala ki acha hai aap din me bhi use kar sakte ho power or raat ke liye to battery pura charge ho jayega
Aapka sab sahi hai but ye batao panel Ko parallel me hi jore ho na ?
@@SolarAcademy han ji parallel pe he..Or isme kitne sqmm ki wire logana sahi hoga
2.5 mm itne se ho jayega
@@SolarAcademy 900wats solar panel main 45amp se jyada current hotahe....kya 2.5 sqmm etna carry kar payega
Muje 1 Hp pump k liye Solar water pump system lagaani hai
330 w k 4 panels rahenge
To battery konsi n kitne Amp ki use karni chahiye....??
aap battery kyu use kroge isse kharch badh jayega bina battery use kiye aap chala sakte ho pump din ke time me bas ak controller cahiye hoga 4 panel isme jur jayege or usse pump me bas
@@SolarAcademy battery hogi to nyt me usi se mere labour k liye cabin banayi hai usme use ho sakti hai na power ... kyu ki aur koi electricity connection nahi hai waha....
solar battery kitne amp ka aata hai?
200 ah tak aata hai solar battery
Microtek sine wave 1100va ke sath luminus 150ah solar(60) battery use krna chahta hu only for long backup purpose kya ye right h ya iltt18048n use kru
1100va ka hi use karo aap jada Power ke inverter lene pe voltage bhi jada dena hota hai battery ka .
@@SolarAcademy aapne jo ans. Dia h mera ye question nhi h mera question h battery choose krne ka h luminus solar battery(150ah) ya luminus iltt18048n model ki c20 (150ah)battery me se konsi choose kru long backup k lia or microtek 1100 va sine wave inverter battery se connect krna h
Good vedio, because you started immediate. Didn't tell subscribed or for like
Which battery consumers less electricity..
Sir please make video about SPD AND SPD CONNECTION
Ji bilkul banaunga thora time dijiye
@@SolarAcademy ok sir ji
@@SolarAcademy 200w local invertor ke liye soler battery sahi hoga ki nhi
I have aluminous zelio 1100 inverter.which battery will be most suitable for this?
I have been brought Luminous solar nxg 1400 & Luminous solar Lpt200H 200Ah battery few days ago. Solar nxg 1400 have some operating issue.
Your system having warranty so you connect that company
Kaise issue aa rha hai.
Mere pass NXG 1100 hai.
Battery heating issue hai. Mere bale mein
Mujhe LED bulb jalana hai or 2 fan 6ghnta jalana hai.
Roj bijli 18 ghnte rahti hai.
Mere pas 8000rs hai kya usme kuch mil skta hai jo 6ghnte chal sake.
aap battery le lo aa jayegi itne me
solar battery lagane se pahle cc bhi lagate hai
😅😅
Solar battery with electricity se bhi chla sakte hai na without solar
sir, Barrie's Ka price n address Di jia
Sir solar panels me normal battery connect kar sakte hai ya solar battery hi lagana hoga please reply. Thanks
Aapko solar battery hi lagana chahiye.
But aapke pass pahle se normal battery hai to aap usme lga lo but aage se solar battery hi lijiye ga.
10 hr sunlight for solar panels.. Good joke
Mere pass 3150watt/3hp DC solar pump hai. 225 watt ke 14 penal hai. Battery nahi lagi hai. DC se AC banane ke liye kitni battery, ya direct AC banane ke liye kya karna hoga.
sir ji aap Ac kyu banaoge ???
aapka pump to dc hai na to aap sidhe solar se pump chala sakte ho or jitna panel chahye utna hai bhi aapke pass
bas pump ka voltage dekh ke batao aap ki kitna voltage input likha hai usme
Luminous solar nxg 1100 inverter , hai usme normal battery lagasakte?? Kya
Sir normal battery ki jagah solar battery laga sakte he solar plate nahi lagaya ho tab PL reply
ha lga sakte hai aap
सर 40 ah की सोलर batteey में 200watt ka panal laga sakte Hain ,, please reply kare,
Ha but controlar Laga ke
ha ji laga sakte ho
Normal battery ke is than par solar battery use kar sakte hai kya Sir
nhi solar battery 10hr me charge hota hai or 10hr tak chalta hai but normal battery 20hr me charge hota hai or 20hr tak chalta hai
Sir mujhe inverter lagana hai kon sa battery lu jo bad mai solar bhi laga sakte hai
Sir mere pass luminous 150ah solar battery h uske front me 150ah Tall tubler likha h or side me product name me lead acid battery likha hua h to me apne pcu me tubler par set karu ya lead acid par
Inviter connection home. Konsa battery Lena sir.?. (05 fan ,bulbs 07-(09wat ).T V._32incy.,tube light 05,and 01 computer, 01 Motor. Konsa company battary lena sir please? .
Sir shop konsa battery lagaye
300 watt 24 hour chalan chahata ho kintna watt pannel and kitna baterry Lagana padega.kitna cost padega. Kanha e sab saman miligega
I need an inverter battery for my home.
Which battery should I buy... solar battery or non solar battery.
After few months I will be installing On grid system at my home.
please suggest.
Solar
Solar battery ko normal inviter Mai lgatar bijli se charge kre to. Battery Mai Koi dikkat hoga kya
Sir meri shop pr ek fan 50 wat aur 2 led bulb 9 wat ke aur ek home theater hai mujhe kon c bettry lagani chaye aur kitne wat ka solar panal lagna chaye plz reply
Sir pahle aap use time batao kitne hr k backup time chahte ho tab Mai bata pauga battery or panel kitne ka chahiye hoga
12 hours
@@mongamobileaccessorieshole5712 aap 120ah ka battery laga lo
Sir panal kitne wat lagne h
Thank you sir. Let me know wheather I can I use normal battery with solaror not.
Hello Sir ! , maire pass normal battery hai 150ah ki or 600 watt ka inverter , jo ki maine 5 saal pahle lagwaya tha... Ab mujhe battery change karni hai .. kya mai solar battery "150ah c10 " use kar sakta hu?
Kya mujhe us k liye inverter change karna hoga ya fir koi controller wagera lena hoga?
Ya normally battery change kar k baat ban jaayegi, aur koi problem toh nahi hogi
Please reply jarur kare
Thank you🙏🙏
Sir kya nxg 1100 solar inverter ke sath charge controller lagana padta hai kya
Exid 150ah normal batry he or invator luminous 675va he kia tik charge hoga sir ia jada va lagega best konsa hoga batadije, or is ka ampiar kitna he, change hone kitna time lagega batadije sir
ha ho jayega thik hai
NXG1100 UPS ke saath kitni battery laga sakte hai 👉 maximum
NXG1100 UPS ke saath 150Ah lagi hui hai allready, Incrise krna chahta hu....? Plz 🙏
nhi isse jada ah ka battery mat lagao aap is inverter me nhi to vo puta charge nhi hoga, mai 150ah hi bolne wala tha max lgane ko.
Sir Exide ka Jo Chota wala battery hai wo 40 watt k sollar Pannell se chal Sakta hai kya. Pls Reply
Kitne Ah ka battery hai??
15ah tak ke hi battery charger hoga is panel se
@@SolarAcademy thanks sir
@@unknownbaba2083 aapne 35ah sayad likha tha but vo msg kahi or likh diye the aap but mai samajh gya tha , 40 watt ke panel se nhi ho payega 35ah ka battery
G sir thanks
850 va inverter se 40ah solar battery ko charge dene main problem hoga ya nahi
Sir menay 150 w ki 4 plates lagain hyn to mujay battery k hawalay say kuch maswara day
Sir mere pass solar 850 eco Watt inverter hai our 100 Watt ke 3 solar panel hai to muzhe 160 ah ki battery lagani hai to wo battery full charge karne ke liye our kitane panel lagane padenge our 10w ke 4 led 1 freeze our 2 fan chalau to kitana backup degi battery.plz reply
Aapka freezer kitne watt ka hai??
Aap 2 panle or le lo 5 panel ho jayege to aapka battery full charge ho jayega
Sir freeze to inverter support hai 100w par bhi chal sakta hai.muzhe battery kitana backup degi ye sab chalaunga to
Which battary good for him
Home
Can I use solar battery to current invoter
yes , but solar battery having C10 only so it's types battery long life but single day discharging time 10 hr but normal battery 20hr
Unisex Salon vich lagvani aa inverter kon sa vadia rahu
सोलर बैटरी को इलेक्ट्रिक और सोलर दोनों से चार्ज कर सकते हैं क्या एक साथ या चेन्जर लगाना पडेगा
क्या मैं साधारण इन्वर्टर के साथ सोलर बैटरी इस्तेमाल कर सकता हूं क्यू कि इस की कार्य सीमा अवधि अधिक मिल सके।
ha kr skte hai
Sir please mujhe Ghar k liye battery lagani hai to mujhe kaun si battery lagani chahiye please help me sir 🙏 & early reply me sir Solar ya Normal battery lagani chahiye please bataiye sir
सर मेरे घर पे 24 घन्टे 1फ्रिज और 8 घन्टे 5 पंखा 10ledबल्ब जलना है तो कितना वाट का सौलर panel और कितना पावर का बैटरी लगना होगा
For residential use please advice solar or normal
Solar ki battery kharab ho gyi ho to kya bo dubara ban jayegi kya sir plz batato
Kya solar battery ko current se bhi charge kar sakega
ha
Mere pass solar battery hai sir kya ham inverter me use kar Sakta hoo normal battry jaise use hota hai
ha use kar sakte ho aap.
solar battry bijli se charze hoga to ye kharab nhi hoga sir
nahi hoga kharab
Bhai ji great information......
Ye btaiye solar system ghar pe lgane k liye jo Iron frame set up hota h wo kon krta h
Customer ya company ?~~
jinse lagwaoge vo sara kaam kar ke dega aapko
company hi karegi
Kya main solar battery ko current se charge kar sekta hon ?
ha
मेरे पास लूमिनास का eco 650+ इन्व्हटर हे उसके लिये कोणसा बॅटरी लगाना सही होगा ?
150ah bhi laga sakte ho 200ah ka bhi vo to aapko dekhna hai aap kitna time backup chahte ho
Kya normal inverter se solar battery Chalai Ja sakti hai Mujhe 3 Sal bad solar panel lagana hai
Kya normal betery kho solar mei use karsarte hain?sir
सर 200 वाट लोड के लिए कितनी ah वाले बैटरी ले और कौनसी कंपनी की ले
सरजी ईलेक्टरी के उपर सोलर बेट्री लगा सकते हैं क्या बताए
Sir agar 150wat solar min din 150wat ke Batrry laga kar fain bhi sath min lga kar chlain to batrry rat ko kitna backup 1 stand fain min dega pliz reply me from Pakistan
Aapka battery 150watt ka hai ya 150ah ka ?? Kyuki agar 150watt bola aapne to battery 12.5ah ka hua agar 150ah ka battery hai to battery 1800watt ka hua. Or
Or fan kitne watt ka hai aapka 60, 70 , 80watt ye batao aap??
Mera 40ah battery hein . Aur 💯 watt solar panel hein ....
Kitna Ah ka charge controller lena hein?
6ah
@@SolarAcademy if I use 10 Ah controlar .. then it will be damage?
no. you can use 10 A
your Solar panel Amp is??
Bhai luminos charge cantrol hota hai us mai jumper diya jata hai Short karne ke liye Battery Tipe Likha hai us baare mai Bataye....
kitne watt ka hai
@@SolarAcademy 6amp
Normal battery solar se charge nehi hoga kya plz bataye
Ydi hum kisi shop pr jaye to kaise pata chalega ki solar battery kon sa hai🤔 ya usse kahna padega ki hme solar battery dijiye or kya price pr bhi fark hota hai
sir ji solar battery me bade bade latter me likha hota hai solar aap dekh ke samajh jaoge
@@SolarAcademy धन्यवाद 🙏🙏🙏🙏
Best solar panel brand kon sa hai exide or genus or luminous
Sir Sabse acha to TATA ka hota hai but ye jada cost ka aata hai baki sabhi de isse Kam ka or acha me luminous, Innova ye ache hote hai
@@SolarAcademy exide ke baare mai kya opinion hai??
Solar 60month 10c batary sada karand my conacting karna sakthy ho pls anser
Sir aap solar panel ki baat kar rahe ho ya solar battery ki ?? Kyuki aapne upar likha tha panel kare me.
Sorry sir ha luminous ke ak video me luminous ke store ka address or contact number diya hu chahe to unpe baat kar sake hai.
Sir 1 kw solor panal say 150+150 ke battery bana load charge karnay ma time kina lagatga
60 watt ka soler me kitne amh ka bettry sahi rahega
30 amp
mere pass normal battery 200ah aur inverter 1025 se chalti hai Mai Chahta hu ki ise solar panel aur solar conversion ki sahayta se chalane ke Liye Kya ye ho sakta he.yanki normal battery aur Normal inverter solar panel se
Ghar me konsa battery inverter me logao
Kya ghar me normal UPS inverter me solar battery laga sakte hain?
ha lga sakte hai
@@SolarAcademy बैकअप और लाइफ क्या नार्मल बैटरी से ज्यादा होगी?
Koi fark padta h kya battery ki life pr