Shukriya bhai maine apke sabhi videos dakke 1week mai bike chalana shik gaya aap bhot he ache se samjate ho like 2 finger se clutch ko padko Or mere family members batate hai full finger se pakdo toh mujhe isse problem ho rha tha toh apke video dkke maine 2finger se try krke abh pura bike cahlana sikh gaya ☺😊thnks
I have a new byck just 2 month ...any body say me some reviews Bajaj CT 110 X..But i m good Filing after Riding...Some problem has been solved after watching this Maji videos..So thanks for sharing Good Technique....
Its very difficult to train peoples practically while driving a bike in a traffic area. You are doing your job by putting your life in danger. We appreciate your efforts love you ❤
Bhai informative video❤ Ek question hai mere pas bhi apache rtr 200 hai 2 mahine hue leke..kabhi kabhi clitch chodne pe bike stall karnati hai and gear sensor warning ati hai. Ye apko bhi ati hai kya or kya solution hai? Me bike kaafi salo se chalara but apache me ye issue aya mujhe
Hello, I'm a beginner rider who is planning to switch to a bike from scooty. Your Videos are wonderful and I'm also learning bike from a motor training school. Is Yamaha FZ S FI Ver 4 a good option for a beginner?
Bro Motul ka engine oil kaisa chal raha hai ? Aapne last year video dala tha motul engine oil ka...uske bad engine oil change krvaya tha kya bhai ? Kaisi performance aur stability hai motul engine oil me ? Tvs ke synthetic oil se Better hai kya ?
Badiya tha , lekin fir service pe emergency me tvs true 4 fir se dalna pada, but isse performance thoda kam, noise jyada lag raha hai, firse motul dalenge 7100 ,10w40
Bhai maine 400z liya hu 2 month hua hai or 2280km chala chuka hu. 1st service hua hai or abb isse chod kar foreign country par Jana padh raha hai 😢 ye bike ghar par rahega 😢 kya isse 2 3 saal na chalane se kuch hoga... please answer me
Bhai mere pass unicorn bike hai 3 month hua hai 3000 km chalyi hai abb savare bike chalu karte time auto choke lagta hai par autochoke bandh hote hi bike bandh ho jati hai Accileter lete hai to bandh nahi hoti par autochoke lagne ke bandh jabb bandha hota hai to bike hi bandh ho jati hai Kya problem hoga sir please reply😊
Bhai second gear main bike ko slow kaise chalaye 2 gear main bike jhatke khake band ho jati hai mere aage gadi aa jati hai is jaise hi hm bike ko second gear main chalate bike ka speed 6'7 par aa jata half clutch dete hai fir bhi band ho jati hai mujhe bahut pareshani ho rhi hai
Bro 6-7 par to band ho jayegi 2nd gear pe 1st gear pe chalao 6-7 pe aur 10 k baad 2nd gear diya karo aur clutch ko dheere dheere chora kar race ko match krkr
Bhai ya aap second gear pe aate hoge toh aap jhatke se clutch pakadte ya chodte hoge aage speeed 6/7 aagyi hai toh half clutch pakde rahe jab tak apki speed 15 ke upar nahi pauch jati hai wrna jhatak deke gadi band ho jayegi ya phir clutch aur gear ka sahi combination nahi baitha hoga
Ha bhai baat sahi hai lekin chao toh itne me bhi second gear chal jayegi bas lekin half clutch ko chodna nhi hoga jab tak uski speed 10 ke upar na jaye uske baad dhire dhire chod di koi dikat nhi hao
Shukriya bhai maine apke sabhi videos dakke 1week mai bike chalana shik gaya aap bhot he ache se samjate ho like 2 finger se clutch ko padko Or mere family members batate hai full finger se pakdo toh mujhe isse problem ho rha tha toh apke video dkke maine 2finger se try krke abh pura bike cahlana sikh gaya ☺😊thnks
I have a new byck just 2 month ...any body say me some reviews Bajaj CT 110 X..But i m good Filing after Riding...Some problem has been solved after watching this Maji videos..So thanks for sharing Good Technique....
Thank you soo much your videos have been really helpful 👍
Excellent teaching❤
Its very difficult to train peoples practically while driving a bike in a traffic area. You are doing your job by putting your life in danger. We appreciate your efforts love you ❤
Thanks brother
Great video ❤️🔥
Bhai informative video❤
Ek question hai mere pas bhi apache rtr 200 hai 2 mahine hue leke..kabhi kabhi clitch chodne pe bike stall karnati hai and gear sensor warning ati hai. Ye apko bhi ati hai kya or kya solution hai? Me bike kaafi salo se chalara but apache me ye issue aya mujhe
Nice ❤
Hello, I'm a beginner rider who is planning to switch to a bike from scooty. Your Videos are wonderful and I'm also learning bike from a motor training school. Is Yamaha FZ S FI Ver 4 a good option for a beginner?
Yes very good bike to learn
@@majimotovlogs Thanks dada and honestly speaking your videos give more knowledge than the motor training school guy😀
Bhai jyada uphill mein heavy pillion ke sath gear upshift kaise kare aur acceleration kaise dena chaiye gearshift karte waqt?
1st or 2nd gear me chalao usse jyada upshift mat karo, and 1st se 2nd lagana ho thoda pehle acceleration thoda jyada dena , rpm thoda high karlena
@@majimotovlogs Dhanyabaad bhai next video mein agar aapne iss sub mein video banadenge toh bahut meherbaani hogi aapki
Bro Motul ka engine oil kaisa chal raha hai ?
Aapne last year video dala tha motul engine oil ka...uske bad engine oil change krvaya tha kya bhai ?
Kaisi performance aur stability hai motul engine oil me ? Tvs ke synthetic oil se Better hai kya ?
Badiya tha , lekin fir service pe emergency me tvs true 4 fir se dalna pada, but isse performance thoda kam, noise jyada lag raha hai, firse motul dalenge 7100 ,10w40
@@majimotovlogs thank you sir for reply👍🏻🤝🏻🙏🏻
Mere pass v same bike hain...ek qstn...isme jo automatically ride features hain wo use krna sahi hai ki nehi?
Kar sakte ho bhai traffic me 1st, 2nd gear tak sahi hai, lekin road up nehi hona chahiye
Bhai maine 400z liya hu 2 month hua hai or 2280km chala chuka hu. 1st service hua hai or abb isse chod kar foreign country par Jana padh raha hai 😢 ye bike ghar par rahega 😢 kya isse 2 3 saal na chalane se kuch hoga... please answer me
Jada Kuch nahi hoga bhai engine oil aur battery pe toda fark pad sakata hai baki gadi sahi rahega
@@roshan2800 agar ghar me daily start kare to sirf start karega to sahi rahega kya
Iss ke sath sath clutch lever ko press karke handle ke sath rassi ya kapde se bandhke jana
Bhai mere pass unicorn bike hai 3 month hua hai 3000 km chalyi hai abb savare bike chalu karte time auto choke lagta hai par autochoke bandh hote hi bike bandh ho jati hai Accileter lete hai to bandh nahi hoti par autochoke lagne ke bandh jabb bandha hota hai to bike hi bandh ho jati hai
Kya problem hoga sir please reply😊
Bhai second gear main bike ko slow kaise chalaye 2 gear main bike jhatke khake band ho jati hai mere aage gadi aa jati hai is jaise hi hm bike ko second gear main chalate bike ka speed 6'7 par aa jata half clutch dete hai fir bhi band ho jati hai mujhe bahut pareshani ho rhi hai
Bro 6-7 par to band ho jayegi 2nd gear pe 1st gear pe chalao 6-7 pe aur 10 k baad 2nd gear diya karo aur clutch ko dheere dheere chora kar race ko match krkr
1st gear lagao bhai
Bhai ya aap second gear pe aate hoge toh aap jhatke se clutch pakadte ya chodte hoge aage speeed 6/7 aagyi hai toh half clutch pakde rahe jab tak apki speed 15 ke upar nahi pauch jati hai wrna jhatak deke gadi band ho jayegi ya phir clutch aur gear ka sahi combination nahi baitha hoga
Ha bhai baat sahi hai lekin chao toh itne me bhi second gear chal jayegi bas lekin half clutch ko chodna nhi hoga jab tak uski speed 10 ke upar na jaye uske baad dhire dhire chod di koi dikat nhi hao
@@mishra_adarsh78 ye btawo second gear main bike ko aage kaise badhaye lekin speed 0 ho aur na gadi ko jhate na lage
Amr same bike . Gear change korar smy halka kot kot awaj hoy eta ki normal?
Ha bhai