@@vivekjadhav3594 Mercedes or Bharat Benz dono alag alag company hai or owner bhi alag alag hai ye dono company ka ek dusre se koi lena dena nahi hai Bharat benz Daimler truck German company ke andar ati hai But no doubt quality achi hai kyuke German company hai
@@Deadlyderivation ha toh daimler ke under hi mercedes ag ati hai ye truck isi company hai aur bhi brands ko own kiyi hai usne main baat ye hai ki unka name kharab nahi hona chahiye isliye strategy hai unhone dekha ki pehle se hi tata aur ashok leyland ne market capture kiya hai aur india mai itne corodo mai truck koi nahi lega isliye unhone india ke condition ke hisaab se truck aur buses banaye aur usko bharat benz name diya
@@vivekjadhav3594 baat to sahi bol rahe bhai tum,lekin fir bhi mujhe Leyland or tata zyada suitable lagte hai Indian condition ke hisab se,Bharat benz ke part mehenge hote hai
Staplijer ray me tata ka logo??
Bhai 12 wheeler me tipper body banwane ka kitna kharcha aayega
Nice Trek
Bhai capacity
Legta hain bhai ne tata prima ka naam nhi suna hai lexury me😅
❤🎉
Tata bs nam hi kafi he❤️💯
I love bhart beach
Nice truck 🛻
me bhi lunga ye
Body me tata motors ka logo kyu he 😂
Nice video
Jay bhim 💙 Bhai
50 lakh ki fortuner lene se to achaa he yo ghoda le ku me
But fav is leyland😂
Tata
4 sal me kabad ho ja rhi h
Ghante ka luxury hai 😂
Still better than others bhai quality kahi guna acchi hai torque dekhlo ye mercedes ke under ati hai company bharat benz
@@vivekjadhav3594 Mercedes or Bharat Benz dono alag alag company hai or owner bhi alag alag hai ye dono company ka ek dusre se koi lena dena nahi hai
Bharat benz Daimler truck German company ke andar ati hai
But no doubt quality achi hai kyuke German company hai