Apka meter me MD KAV jyada bargaya hoga adhik load ke karan kuch hi dino me meter jal jayegi or Vibhag ke yanha software me record ho jayegi or Vibhag ki or se notice bhi milega load barane ke liye
Sar ji domestic ya commercial kaneksan jharkhand me lene se security fees jama karne par mitar free diya jata hai ya hud se Lena hota hai please reply dijiye sar
DS-1(b) rural area APL consumer ke liye hain iska load 500watt soubhagya yojna ke taraf se diya ja raha tha lekin online apply karne par 1KW ka load le sakte hain isase kam ka option nahi hain
@@MahliTechInfo sir mere ghr ka load capacity 2KW hai...kon sa connection Lena chahiye, jabki Mera ghr rural area me aata hai. Kya main APL connections k liye eligible hun?
Sir mera meter 2kw hai usko 1 kw enhance krna hai toh kya 1 kw ka hi Paisa lagega ? Ya 3kw ka Paisa lagega security m please reply kre aur abhi mere grh
Apka connection place Rural area me hogi to aap ek application likh kar najdiki sub division office me ja kar mele agar ho jati hain hain to dikh hain nahi connection disconnect Kara kar phir se apply kar sakte hain
Sir mera pura ganow main meter nahi laga hai lekin sabka meter number Chadha hua hai kya kare sabhi milke kyonki kabhi ganow main kabhi cheaking hoga toh sabhi par case hoga aap hi upay bataye sir
@@MahliTechInfo sir eee ke pass gaye toh wah sahab kahte hai ki jab Tak report jee nahi dega tab Tak mai kuch nahi kar sakta ese kaha par milega sir complaint karne ke liye sir eee ,jee koi baat hi nahi sunte ese kaha par milega main Ranchi district mera subdivision tatisilwai hai aur division office kushay colloni hai kripya madat kare sir
4kw apply kar sakte hain apply kaise karne iska video already upload kiya huwa hain us video ka link me click kar ya channel me ja kar dekh sakte hain ruclips.net/video/LywmKb9trsk/видео.html
Sir ajj hum online load badhane ka apply kiye to waha kahi bhi option ni dikh raha tha 3 phase connection ka sirf kitna pahle kw tha aur kitna abhi chahiye bas wahi dalne ka option tha
Load badhane ke liy Aap online ya offline kar sakte hain online karne ke bad aap sub division office me ja kar ek rasid katawana hoga or jald se jald baki security money jama karna padega load ke anusar 4 kw se adhik hone par meter bhi change karna hoga
Abhi ke anusar additional security money 26 kW ka paid karna hoga sath hi LTIS connection hain to phir se agreement karna hoga eske liye apko sub division office Jana hoga
Sir isma property ka pappers bhi dena hota hai load badvana ka liy
Jaruri nahi hain lekin bijli bill bakaya nahi hona chahiye
1ton ya 1.5ton ac single phase me ni chalega kya ???
Apka meter jal jayega
Chal jayga 1 se adhik ac na ho bs
Mere ghar mai 1.5 ka ek ac ha or 1 ton ka dusra ac dono chal rhe ha single face me
Apka meter me MD KAV jyada bargaya hoga adhik load ke karan kuch hi dino me meter jal jayegi or Vibhag ke yanha software me record ho jayegi or Vibhag ki or se notice bhi milega load barane ke liye
Sar ji domestic ya commercial kaneksan jharkhand me lene se security fees jama karne par mitar free diya jata hai ya hud se Lena hota hai please reply dijiye sar
Soubhagya yojna ke taraf se free connection or meter sath milta tha lekin abhi meter khud se kharab kar lagana parta hain
Sir mere ghar par 1kw ka load hai kya mai usme ac 1.5 ton ka chala sakta hoon ?
Apka meter jal sakta hain 1.5 to ka ac chalane ke liye three phase ki jarurat parti hain
Sir DS-1(b) kinke liye hota hai..tatha Esme kitne KW ka load milta h?
DS-1(b) rural area APL consumer ke liye hain iska load 500watt soubhagya yojna ke taraf se diya ja raha tha lekin online apply karne par 1KW ka load le sakte hain isase kam ka option nahi hain
@@MahliTechInfo sir mere ghr ka load capacity 2KW hai...kon sa connection Lena chahiye, jabki Mera ghr rural area me aata hai. Kya main APL connections k liye eligible hun?
Aap rural area se hain to DS-1B CATEGORY me apply kar sakte hain
@@MahliTechInfo reply dene ke liye dhanywaad sir
@@jjf310 sir mai adityapur se hoon to mera location kya hoga rural ya
Sir mera meter 2kw hai usko 1 kw enhance krna hai toh kya 1 kw ka hi Paisa lagega ? Ya 3kw ka Paisa lagega security m please reply kre aur abhi mere grh
Abhi ke rate ke anusar 3 kw load ka security money lagega or aple se jama security money minus kar extra amount jama karna hoga
Sir ds2 se ds1 krne k liye kya krna padega🙏🙏
Apka connection place Rural area me hogi to aap ek application likh kar najdiki sub division office me ja kar mele agar ho jati hain hain to dikh hain nahi connection disconnect Kara kar phir se apply kar sakte hain
Sir agar load badhana bhi hai to kya new connection me Jake fir se apply karna hoga
Nahi bro.. wase load badhane ka option hain usi application me hain
Sir mera pura ganow main meter nahi laga hai lekin sabka meter number Chadha hua hai kya kare sabhi milke kyonki kabhi ganow main kabhi cheaking hoga toh sabhi par case hoga aap hi upay bataye sir
Sub-division office me complain karen bill me Meter number aa raha hain lekin meter nahi laga hain
Meter se bill generate hone par 100 unit ka benefit milega
@@MahliTechInfo sir jee baat hi nahi sunta
EEE se miliye agar eee nahi sunte to ese Sir ke pass complain kijiye
@@MahliTechInfo sir eee ke pass gaye toh wah sahab kahte hai ki jab Tak report jee nahi dega tab Tak mai kuch nahi kar sakta ese kaha par milega sir complaint karne ke liye sir eee ,jee koi baat hi nahi sunte ese kaha par milega main Ranchi district mera subdivision tatisilwai hai aur division office kushay colloni hai kripya madat kare sir
1kwh load m kya chala sakte hai??
1000 watt tak ka load koi bhi equipment chala sakte hain moter, tv. Fridge etc.
@@MahliTechInfo 1hp ka motor maximum kitna watt lega??
1HP = 746 watt
Aee work order and forward to jee
Status ka matalab kya hai sir aur kitna time lagega consumer number Milne me
Aap JEE ke pass ja kar mil lijiye apka Connection laga hain ya ho nahi agar lag gaya hain to status check kar dekh sakte hain
@@MahliTechInfo connection lag gaya hai sir Consumer number show nahi kar raha hai aur kuch prosess hai kya sir
Video upload kiya huwa hain status check karne ke liye aap dekh lijiye agar usme me bhi nahi dikh raha gain to connection realise nahi kiya huwa hain
2kw bdhwane m kitna khrcha ata h jaise 3 kw se 5 kw krbana h to kitna kharcha ayega
Apka connect Domestic hain ya Commercial uske anusar security amount bata sakte hain or meter single phase hoga to 3 phase wala meter lagana hoga.
Sir maine shop ka load bday hai 5kw rotal air fee 6985rupeea lge hain kyabinme se paise ja security wapis mil jaati hai baad me?
Jab final line disconnection kijiyega tab security money bill me adjust Kara sakte hain ya wapas amount le sakte hain
Sir Online kaise apply kare ,aur ds 2 m 4 kw ka load mil skta hai ?
4kw apply kar sakte hain apply kaise karne iska video already upload kiya huwa hain us video ka link me click kar ya channel me ja kar dekh sakte hain ruclips.net/video/LywmKb9trsk/видео.html
Sir ajj hum online load badhane ka apply kiye to waha kahi bhi option ni dikh raha tha 3 phase connection ka sirf kitna pahle kw tha aur kitna abhi chahiye bas wahi dalne ka option tha
Load badhane ke liy Aap online ya offline kar sakte hain online karne ke bad aap sub division office me ja kar ek rasid katawana hoga or jald se jald baki security money jama karna padega load ke anusar 4 kw se adhik hone par meter bhi change karna hoga
पावर लोड को 20 किलोवाट से 26 किलोवाट बढ़ाने के लिए
Abhi ke anusar additional security money 26 kW ka paid karna hoga sath hi LTIS connection hain to phir se agreement karna hoga eske liye apko sub division office Jana hoga
Double feg kaise milta ha8
Apka Connection Load 4kw se above honi chahiye
Good