REET 2025: शिक्षा मनोविज्ञान / साइकोलॉजी कैसे तैयार करें ? Psychology कैसे पढ़ें Level 1&2 Best Book
HTML-код
- Опубликовано: 2 фев 2025
- REET 2025: शिक्षा मनोविज्ञान / साइकोलॉजी कैसे तैयार करें ? Psychology कैसे पढ़ें Level 1&2 Best Book
REET Psychology Preparation | Complete 7-Day Study Plan
Hello friends!
Iss video mein humne REET Psychology ke liye ek systematic 7-day study plan share kiya hai jo aapki 29 number ki tayari ko strong banayega. Har din ka schedule aur revision strategy detail mein discuss ki gayi hai. Agar aap REET ki preparation kar rahe ho, to yeh video aapke liye perfect hai!
👉 Topics covered:
Psychology ka complete breakdown
Daily targets aur revision tips
Smart strategies for scoring high
🎥 Playlist Check Karein:
Complete REET Preparation Playlist : • CDP by Vivek Parikh
📂 PDFs Download Karein:
14) [NEP 2020] drive.google.c...
15) [Bal Kalyan Shaikshik Yojnaye] drive.google.c...
🔗 Join Karein Telegram par:
Channel: t.me/samyakdar...
Instagram: / samyak.panchori
Agar video pasand aaye, to Like, Share, aur Subscribe karna na bhoolein!
Comment karke batayein ki aapka favorite study technique kya hai aur aap kis topic mein aur help chahte ho. Let's crack REET together!
#REET #psychology
Ab pura viswas hai khud par mera reet pre clear ho jayenga 🎉 thank you so much
♥️♥️
U are really very inspiring bhaiya matlb aapki video dekh kar sach me bahut motivation milta hai or jo subject padhane me problam hoti hai uska aap pehle se hi solution bata dete ho thank you so much 🙏
♥️♥️
Math ko kese cover kr sar Es sub mai problem h bs or to sb acche h please sar reply 🙏🙏🙏🙏🙏
Khaa h Vivek sirki 24 video ki link
Description dekho ♥️
बहुत ही बढ़िया वीडियो बनाया
ऐसा ही एक वीडियो reet mains पर भी बनाओ
Phle se hai channel pr bhai♥️
Bhaiya mere abhi REET ki bilkul bhi tyari ni hui h kyuki CTET tha to abhi start ki h S. S.T. ki kse tyari kre jo hum use cover kr plz plz bhaiya Btaeye
Great sir🎉
♥️♥️
Thank you sir but what about evs😢..i am worried about it .. actually i am D.El.Ed first year student now and I want to clear reet pre
EVS ka bhi krte h kuch♥️
Only Mukesh sir book is enough for EVS
Same problem 😅 and EVS best book 📖 Mukesh panchali sir 😊
Same
Mukesh pancholi sir se pdo bhut acha pdate h
Nice classs sar👍👍👍👍👍👍👍
You are guiding in a very simple way....👍💐 Keep it up brother 🍫
♥️
Sir mere pass dheer singh dabahi ki psychology ki book hai kya mei video dekhne ke baad usse pad skta hu sir pls reply 🙏🙏
Mere hisab se aapko dheer Singh dhabai sir se hi padhna chahiye. To aapko wo book jyada acche se smj aayegi♥️
@SamyakDarshann ok sir thank you👍
Bhaiya... calender m 3rd grade k exam ki date nhi aae...h... fir iska exam kb hone vala h... pls reply soon...
Haa same question
Sir mere bsc bed 3rd year he mene abhi tk tiyari chalu nhi ki
Ab se tiyari kese start kru jise pass ho jahu kiya kiya padu
Sari videos bana rakhi hai bhai mene channel pr♥️
Bhaiya NEP- 2020 and bal kalyankari yona ki jo pdf provide karayi hai kya vo enough hai ya aur koi bhi source follow krna padega
Itna padho uske baad bhi ager aapke question sahi na ho to other sources follow Krna♥️
Thank you sir 🙏
Math bahut weak h, please ek detailed strategy video bna do, jo beginners ke liye helpful ho aur achha score karne me madad kare.
A step by step plan would be very helpful! 🙏🏻
Okay ♥️
@@SamyakDarshann
Jldi hi बनाएं
Yes
Great video sir.....can u plz share pdf notes of CDP which u have prepared from like u shared of Pedagogies....abhi time kam hai or ladies k liye specially difficult hai to save time for study.....kalam k hi notes pdf me share kare.....i will be grateful
Very wander full& very motivational speaker ho aap
♥️
Bhai question Practice kha se kare koi book bata do
Isi book me questions bhi hai ♥️
Wonderful video❤
♥️
Bhaiya psychology kr all pyq pdne jruri h ky ?
Haan Bhai pyq to padhne hi chaiye♥️
Bhaiya अवनी पब्लिकेशन और दिशा पब्लिकेशन - en dono me se konsi book laye psychology pyq k liye ???
Disha ♥️ waise pariksha Visheshank me bhi aapko PYQ mil jayenge♥️
@@SamyakDarshann ok thanks 🙏 bhaiya शिक्षण विधियों के pyq ke liye koi book asti h ky ? Disha ki book me sirf Hindi or English ki शिक्षण विधियों k pyq h . Mere pass sanskrit h to all subjects pyq ki koi book bta dijiye plzzz🙏🙏🙏
Good bro
Sir me B.Ed first year ki student hu or abhi daily collage jate hai 8.30-4 bj tak abhi 15-20 tarik ke bich me intership lag jaegi fir school jana padega es bich me 5 dairy banani hai jisme 32 lesson plan banane hai ab es bich Reet pre ki taiyari kese kru 🥺 please sir reply me bohot confused hu 🙏🙏🙏🙏 please reply me
Mene already is topic pr video banaya hai♥️
@@SamyakDarshann link mil sakta hai kya video ka
Sar please math mai problem h uske bare mai bhi asi class lao
Theek hai♥️
@@SamyakDarshannHaan maths ka bta dijiye, please 🙏🏻
Sir muje to ye psychology ka syllabus hi smj nhi aa rha ye aapne yopic btae vo yo topic k topic m bhi nhi h
Book se reference lo♥️
Sir vivek paarikh sir ke videos kaha milenge aapne bola description me samjh ni 😮
Video k description me dekho bhai♥️ pdf or lectures dono mil jayenge♥️
Hlo bhai mene 2022 me pre reet clear ki thi par us time meri age 18 nahi thi lekin result ane se pahle meri age 18 ho gi thi kya meri reet pre valid ho gi kya plz answer dena
Valid hai bhai♥️
Bhai aap sure to ho na kai log ese keh rahe h ki form fill karte time apki age 18 nahi thi to pre reet valid nahi hogi
My college staf not givem me enrollment no. 😢
Mne 2nd year internship me confusion ki vjh se starting ki 2 school primary bhar di ab eska koi solution hai kya plzz reply
College me smpark kro ♥️
Sir en videos ko dekh ne ki liye ye kalam ki psychology ki book lani chahiye ky ya phir khud hi notes bnaye ?????
Book le aaoge to accha rahega. Usi me underline kr lena. To revision bhi ho jayega♥️
Sir jruri h ky ki kalam ki hi psychology ki book laye 😢? Meri friend h jiske pass kalam ki book h to vo bol rhi thi ki book ki language hard h . Mere pass 3rd grade ke notes h jo mene utkarsh ki classes se bnaye the but vo classes smjh nhi aai thi to ky me Vivek sir ki classes dekh lu or mere 3rd grade ke notes se smjh leti hu ????
@@Sangeeta-vo2vr jaha se smj aata hai wahi se padho♥️ bs padho
Nice video bhaiya 😊
♥️
Lekin sir dusri subject bhi to karni hoti h . Or itna sara meterial 7 days me kare to revies karne ka time bhi nahi milega . Please help kare. Kuch aeisa bataye ki topic bhi clear ho jaye or revies bhi h9 jaye . Please please please help us.😢😢❤
Is plan ko follow kro 7 din. Abhi time bacha hai.♥️
Bhaiya ap rbse board se the ya cbse...or psychology english medium me ki thi ya hindi me cover
Cbse bhai. Psychology hindi me hi padhi thi. Pr Vivek sir english terminologies bhi use krte hai to mere liye easy ho gaya tha♥️
Sir aap mujje btaenge...ki Reet exam eligibility test h na? Ya govt job wla exam h?
Eligibility
Rajasthan ka samanya Gyan, shaikshik paridrishya kis book mein Se padhe video bnaye
Banai hai bhai♥️
English medium meh education physcology kha se padhe koi book batae.
Pyq ki bhi book batae
Please reply
Playlist dekho
Nhi milla konsi video meh h please mention@@SamyakDarshann
Sir app daily k targets de diya karo 7 days k please time management Krna aa jayega or habit bi ho jyegii
Diye hai na bhai video me daily targets
@@SamyakDarshann I mean exam tk continue rkhna......
Yee book reet mains exam me bhi chl jayegi kya sir
Haan
Math kau cover kese kre
Sir ye book hi nhi mile kahi p
Milri hai market me♥️
English medium CDP book and playlist please
Prateek Shivalik Book and Himashi Ma'am Let's learn classes
@Nikhil_77B reet meh facts jaada pucche jaate h toh himanshi ma'am ki ctet ki playlist enough h?
@@krishansingh8930 jitna mene observe kia hai 2022 k paper ko teeno shift k... Ye book or classes enough hai Pre mein...baki english medium se hai apne to Doobte ko tinke ka sahara wali baat hai...
@@Nikhil_77B thank you for replying
Om
Reet mains ke liye psychology objective book btao sird??????
Is book me objective bhi hai bhai♥️
Sir maths ki you tube pr free classes and book btaiya na plz reet level 2 ki
♥️
Book konc achi h
Bhaiya esi ek strategy video EVS ke liye bhi lao.
Mai to kahun ki ek Math, Hindi or English ki bhi bna hi do 😁
Koshish krta hu ♥️♥️
Hindi aur sanskrit kabhi yase hi bana dijiye plzz bhaiyaa
Bhaiya me level 2 ka de rhi hu
Mera first tym hai yeh or mna kisi s Bina pucha form bhar kr aagyi thi jiski vjhse se mene language Galt choice kr lii
Language first - English
Language second - Sanskrit
Sanskrit to mna fir bhi padhi hai Last tym jb level first ka exam diya tha tb to abi itni pareshani nhi hogi but English ka kha s padhu samjh nhi aa rha
Or Naa hi U-tube p online class dikh rhi h
Please help me
Shilpi Dwivedi mam ne English language 1 k bhi kuch topics cover kiye hai waha se padh lo. Or disha english 2020 wali book se question practice kr lena♥️
Bhaiya yase hi sst ka target bana dijiye plzzz bhaiya ..
Jinhone mukhya Pariksha ka pathykram pahle Se Hi padh rakha hai ab dobara padh rahe hain unke liye alag se video Banakar .....kaise taiyari Karen
Theek hai♥️
Sir mere pdf khul hi nhi rhi website block bta rhe h
Telegram join kr lo
Sir psychology me kuch topic aise hai jinme se questions nahi aate hai skip kar sakte hai
Kon se topic hai ese?
अभिवृद्धि और विकास टॉपिक में से किशोर अवस्था में शारीरिक विकास की अवस्थाएं बालक का क्रियात्मक गामक विकास इनसे koi question nahi aaye sir
Sir hmare to kal se bstc 2nd year ke exam h 😢😢😢
🥲
Sir kyaa aap ye bta skte h kya konse topic se kitne no. Ke Questions aatehai
Theek hai bhai♥️
@@SamyakDarshann please bhaiya jldi btanaa
Bhiya enme ek topic m hi 3. 4 topic or samil h fir kese kre
Haan. Book dekho or lectures dekho♥️
Bhai ye level 1 ke liye h sirf??
Dono level
😊😊😊
Sir please maths or , rajasthan history, geography ko bhi aacha see bataa de .
Video banaya hai mene us pr ♥️
Hindi ka kidr s pde sir ???
♥️
First time psychology kese pde sir
Psychology ese hi padho♥️ bs 7 din ki jagah aap apna time lekr chalo jitna time aapko lgra hai♥️
✨
♥️
Telegram kya hai aapka
Description dekho
bhai adhigam and bal vikash puri psychology ka 60 percent ha
Haan Bhai. Bal Vikas bahoot bada topic hai isiliye uske liye poora ek din diya hai or baad k chote chote topics me se bhi 1 1 no. K questions aate hai♥️
aapki government job h kya
Ji
English medium waale students ko bhot mushkil ho rha h G.K. or pedagogy ko hindi mein pda😢
Pr padhna padega bhai. Kyuki english me content hai hi nahi🥲
Shi baat h 😊but i will manage 👍👍
Bhai iske notes dal do
Description dekho ♥️
Bhiya suno
Bhai aap bhi koi jyada age ke nahi ho watchers ko bache na bolo bhai log bol do sab aap ke hamumar hi h lag bhag
Haan Bhai baat to sahi hai me aage se dhyan rakhunga😅 aap logo ne hi sir sir bol kr aadat bigadi hai😅
Itna jhut bolne ke liye tujhe ek unlike
@@dhirendrahada1487 🙂