Government ko ek quic aur clear divorce ka otdinance banana chahiye take couple councelling mein saath rahne se inkar karen to fonon se inkar ko writing mein likhwakar liabilities ko mutual understanding ke fix karke juda karde. Yeh prakriya 9 maah se zeyadah naho aur punah ek doosre par kisi bhi prakar ka case na kare. Is se patni ki aayu ka noqsan nahi hoga aur wah doosre ke saath shadi kar sakti hai. Manavta ka yehi taqaza hai.
Ayse hi hona chahiye... court me sirf tamasa hota hai. Pti pr hi dosi diya jata hai aaor mantance bharaya jata hai... court sirf mahilaao ke liye bna hai....
❤❤❤❤❤❤
बहुत बढ़िया 👍👍
Government ko ek quic aur clear divorce ka otdinance banana chahiye take couple councelling mein saath rahne se inkar karen to fonon se inkar ko writing mein likhwakar liabilities ko mutual understanding ke fix karke juda karde. Yeh prakriya 9 maah se zeyadah naho aur punah ek doosre par kisi bhi prakar ka case na kare. Is se patni ki aayu ka noqsan nahi hoga aur wah doosre ke saath shadi kar sakti hai. Manavta ka yehi taqaza hai.
Good sar ji
Ye terms or conditions bhi honi chahiye ki dusri shadi karna chahe to kar skte he
Hahaha