Ekdam sahi bataye Anwar bhai , sab masale bekar hai, Paisa barbadi ke siva kuch nai hai. Mei bahut masale use kiya koi faida nai, Paisa 25000 tak barbad haa, 5kg machi nai mara masalaon pe
assalam o alaikum anwar bhai ma Pakistan hon aik to ap ny chawal ka power mix kia or ye dosra konda kis chiz ka power hai ye zara samja dain konda kis ko bolty hain ap bhai
Bhai hamare idhar singh shikar ka spot ni he ham sirf feeder par khel sakte he aap bataye feedar par ye bite kaam karega ispeshali katla ke liye bhai katla maarna rehu normal aate par lagta hamare idhar pls bataye feeder bite
Anwar bhai ki jhalak sabse alag ❤️🔥❤️🔥 bhaiya last ki baat bolke talabon ki baat bolkar aapko ungal Laga Diya pure RUclips Ram ki yah baat sunkar bahut jalan ki 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥💯💯💯💯💯💯💯
Assalamualaikum Anwar bhai M Delhi se hun M jamuna m sikar karta hu sirf aate pe magar sikar nahi hota Aap video m to masallah mazaa aajata hai Kya aap mujhse baat kar sakte hai
Anwar Bhai assalam walikum Anwer bhi shikar karna hai aap ku aaoo karimnagar ku aap ku ek sey ek addey bata tu, aajoo, karimnagar ku bohhat bada shikar hai.
Pure youtuber me Anwar Bhai sahi admi hai bhai sidi bat no bakwas,Allah kamiyabi de Anwar Bhai ku
Ameen
Ameen summameen
Konda kya hota hai ye 😢
Dhan ka bhusa hota hai Bhai konda
Bahut hi sahi baat kahi Anwar Bhai, aap ka tips kam kar raha hai. Tips dene ke liye aap ko Dhanybad, Anwar Bhai.
Aap ka Dil saaf hai Anwar Bhai
Allhamduuallh
Shukreya bhai very useful information batha neke leye...❤❤❤
Konda= Rice Bran ( you are all welcome).
With love from Nagaland.
Very genuine Anwar Bhai very clarity TQ so much 🎉🎉
Aoa anwir BHI Allah ap ko apne hifzoaman mein rakhe Ameen bhi snake head ya dolla fish or talapia k lye baite btain thanks Sajid from Pakistan panjab
Sahi bath karay samjaya Anwar Bhai
AsSalamualaikom khairyath MashAllah TabarkAllah zaberdas
Walekomassal bhai
very good ..umer khan from pakistan
Trust bhaiya aap pe
Ekdm shi bol rhe ap🙏🙏
Anwar bhai me pakistan se Adeel Awaan hon konda kya cheez hai tafseel se btaye bhai
Nice your trick
Assalamu Alaikum ya rahmtullah Bhai main Bangladesh se aap ki Video dakhti hoon konda kaa hain meri naam Mohammad jakir Hossain. I love your videos
Anwar bhai nice videos
RUclips mein sahi baat bolate Hain Anwar bhai main aapka belt drive Kiya hai ekadam perfect
Allhamduuallh
Ekdam sahi bataye Anwar bhai , sab masale bekar hai, Paisa barbadi ke siva kuch nai hai. Mei bahut masale use kiya koi faida nai, Paisa 25000 tak barbad haa, 5kg machi nai mara masalaon pe
humare yaha Maharashtra main krishna river hai aap aa sakte hai fish pakadne ke liye plz.. Mujhe aapse sikhna hai. Ya main waha aa sakta hu. Plz..
aSalam alaikum bhi ge mai Pakistan sai hon mashallah bit ki buht achei video hai ap ki❤
Allhamduuallh
I am from Bangladesh. I understand rise but what is konda?
আমিও বাংলাদেশ থেকে এদের মাছ ধরার ভিডিও দেখি❤❤❤❤❤আমার ঠিকানা রাজ-রাজশাহী।
Ji Aap na Sahi kha
Buhat Shukriya Aap ka
assalam o alaikum anwar bhai ma Pakistan hon aik to ap ny chawal ka power mix kia or ye dosra konda kis chiz ka power hai ye zara samja dain konda kis ko bolty hain ap bhai
Chawal ka aata hai
Bahut badiya anvar Bhai 🥰😇🥰
Bhai aap Sahi baat bole aapke sath mein Rahane wale aur videos banane Wale aur log mola bana rahe logon Ko
All right bhaya
Bhai ye konsa chawal he
Bhai hamare idhar singh shikar ka spot ni he ham sirf feeder par khel sakte he aap bataye feedar par ye bite kaam karega ispeshali katla ke liye bhai katla maarna rehu normal aate par lagta hamare idhar pls bataye feeder bite
Kare ga
@@fishhunteranwar8220 bhai agar chawal ka aata jiyada ho jayega to feeder par kitni der tak tikega bhai
Ye bait pigal nahi jaiga pani me , guchhe ko laga saktey kya is bait ko
Masha Allah ❤ one Man Army. Annu Bhai .Bhohot khoob
Mashallah
Anwar bhai ye konda kiya hai u p men kiya kahte hai
West Bengal ,district -Birbhum, mayurakshi river pe catch karte hain sir
Ha bhaiya
Bhai Guchchha gal, single hook aur feeder sab ka bait me kitna konda aur chaawal aata Milana hai uska video banao.
Video dale dekho bhaiya
Konda kaika bhaiya...plz reply karo
Konda ka matlab chawal ka bhossi ya purified rice brown pollice powder
Kis tarah ka spat me baithe ki jyada machli sikhar हो
Nice bhayi bohat acha video he
Bhai ea kuda konsa paudar ha hamko batao
वालेकुम अस्सलाम जनाब क्या गुना मध्य प्रदेश आ सकते हो
Love u bhai from azad kashmir❤
Ye konda kya hota hai anwar bhaijan
Assalamualaikum bhai konda sabhi jaga nahi milta or kya sbhi jaga ka rohu konda khata h
Mashallah Bhai
Sir
Hmare city me konda nhi milta. Konde ke jgh par koi dusra bait bataye .
Okay sir inshallah
100% sahi bat bloli anwar
Aslam o alakam dear brothere please explain me .chawal ka aata ka sath konda kya chez ka aata ha urdu ya punjabi ma btayan
Konda ka video dalunga inshallah
Bhai ye konda kya hota hai please
konda kiya hota hai??
Plz btao konda kya hota ha
Bhai jinka konda na ho toh kya used karsaktai.
Kalka video dekho
Salam o alakum anwer bahi.i am abbas khan from pakistan.what is kota....?explain plz
Love you Anwar Bhai Sidhi sidhi bath karte app
G bhai
Bhai main Pakistan say zubeer .. Islamabad say ap bot achy insan ho
Shukriya bhai
Anwar Bhai bonda kise khety hai plz reply
Video dalru inshallah
Anwer bhai kondha matalb kya ..jara thik batao na
Anwar bhai ki jhalak sabse alag ❤️🔥❤️🔥 bhaiya last ki baat bolke talabon ki baat bolkar aapko ungal Laga Diya pure RUclips Ram ki yah baat sunkar bahut jalan ki 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥💯💯💯💯💯💯💯
Kya bites use kr rahy ho jnb tell me
Very good congratulations
Very good Anwar bhai
Bhai ap Lajwab Ho
Humlog taraf konda nhi milta hai. Bhaiya.. Konda ki jagha kya dale bataye.. Bhaiya
Bait video Dale hai
Assalamualaikum bhay har yek machi pakadneku liye bait kaisa banaye bolo bhay
Video banaru inshallah
Ji khurja se
Disstt Buland Shar
Sir main pakistan se ho
Yeh konda Kaya hai plzz Bata dy
Bhi normal bait btao home made aur jammu tawi ma pakad ta hu pani bohat tazz chalta ha
Bhi btao na fish bait
Masha Allah bhai anvar bhai
Assalaam wa lay kom.
Bhai may puna se hu ye jo ap konda bol rahe hae ye kya chiz hae batayiye.
Konda Kay haii bhai
Konda Kiya hai Anwar Bhai
Aap ka Dil saaf hi anwar Bhai
Allhamduuallh
Dil jit liya sir aapne
Aaj ke waqt ma #Anwar bhai top pe hy 🎊 🎉
Allhamduuallh aap logo ki dua hai bas
@@fishhunteranwar8220 bhai aap se phone 📱 pe baat krni thi mgr wo number nhi lgre koi aur number dejiye na?
Hyderabad ma shinkshekar cheailtha hamara tharaf single hook ka kal chelatha yaa bait hook para tikenga kya bolo
Ha bhai
Assalamualaikum, ek to chawal ka powder hy second samaj nhi Aya k kia hy pls verify kr dein?
Walekomassal bhai konda Bolte
Bhai konda hai kya
Mashallaha bhai zabardast shikari hai ap allaha sehat de apko salamat rakhe...
Ameen summameen
Aoa anwer bhai mein pakistan sy hon ya kunda kis cheez ka ata hai
Anwar vhai Assalamu Alaikum main Bangladesh se aapki Video dekh rahi hoon
Walekomassal bhai
Mashallah Anwar Bhai
A bit barish ki lal Pani me Kam aaye gi kya
Kare ga bhai
@@fishhunteranwar8220
Shukriya Bhai
Javab de ne k liye
Anwar Bhai A Bait
Guccha Gul Aur Single Hook Shikar Ke Liye Chalega Kya
Ha bhai
Bhi konda kya hota ha
Ami Bangladesh theke chaul ki Atta. PONA ta ki
Vai What is konda flour? Is it whole-wheat? Ata?
Rice polish
Masha Allah Perfect video👌
Bai hammarh yaha konda nahi milat hai bai.agar
Sir, mai village me rahta koi easy wala bait bato, konda idhar jaldi ni milta.
Konda hona chahiye best Bait vahi hai
Nadi may ye bait kaam karegi
Ha bhai inshallah
Bhai ye kon si jaga hai
Gheuka ka konda kya
Konda kae rhata bhai
Assalamualaikum
Anwar bhai
M Delhi se hun
M jamuna m sikar karta hu sirf aate pe magar sikar nahi hota
Aap video m to masallah mazaa aajata hai
Kya aap mujhse baat kar sakte hai
Call me
Assalamu alaikum Anwer bhai sahi bole bhai ap ye baat bait ye dalo wo dalo khali banate loga mai naam ma to nai letu par ap samajjo 😂😂😂😂
Mashallah boss
Anwar Bhai assalam walikum
Anwer bhi shikar karna hai aap ku aaoo karimnagar ku aap ku ek sey ek addey bata tu, aajoo, karimnagar ku bohhat bada shikar hai.
Call me 7801098652
Walekomassal bhai
Bhai konda matlab???
Single huk par kaunsa ped wapre
Kiya
Machali pakdne ke liye konsa bet wapre singal huk par
Konda kya hai sir
Kaha hein ye lake
Hello sir kya aap Maharashtra ke Raigad jile me aa sakate ho kya
Boliye to sahi inshallah
What is konda dust, please reply me.
Mujhe bhi Janna h ye konda matlb kya h
Bahi Koi tip batwa bahi