Plz mujhe 1 cheez baataingee jao haleem ma dalta ha jao ko kis tarah baanataa ha , ma na samnak ka atta baanana start kar dia ha ajj 2nd day ha , dowa keagea ga
@@mohammadmoinuddin8908 ap Joa kah rahay hain is ko English main barley kehtay hain .jasay gandum hoti hay issi tarha joa bhi aik grain hay jo easily market se mil Jay ga .is ko bnana nahi perta ...kiya ap yahi poch rahay hain mujhay asay hi samjh aaya
U can watch akhroti sohn halwa from the link below: ruclips.net/video/w1MF5cj-hYQ/видео.html And multani sohn halwa by this link. ruclips.net/video/RTPJOSTcVR0/видео.html Dhoda recipe ruclips.net/video/h6U2TZE6-kM/видео.html
@@mrsayub3764 Saba samnak bohat jaldi kharab ho jati hay summer season main .lakin ham air tight container main is ko store ker saktay hain .winter main yah kharab nahi ho gi .main ne yah kab bhi bnai hay kabhi kharab nahi hoi kunke mere pas mosam acha hay zayada germi nahi hoti.mere aik or suggestion hay ke summer main issay container main daal ker fridge main rakha jay.
Baji: mere pass roti k att ki tarah bareek sprouted wheat flour hai, kiya woh sohan halwa main use ho sakta hai? K mota sprouted wheat flour hi chahiye ho ga. Thanks
Khas qism ka hay . Is terha ke aam gahoon bhigo ker ugatay hain .phir dry ker ke grind kertay hain . Ap samnak ya angoori bnanay ka tareeqa meray channel pr dakh sakti hain
Depend kerta hay ke kitnay dino main sprote nikal ayay ..merey 3 days main sprout nikal ayay thay .winter hi main main ne bnai ..ap is ko kisi garam or dark jagah per rakhain to jald hi ban Jay gi ..
Ager white sprout taqreeban half inch nikal ayain hain to ban gayy hain ab is ko tray main phela ker dry ker lain . Or ager abhi sprout nahi niklnay to aik din wait karain
Winter main to kafi dair theak rehta hay ap Sara winter bhi rakh saktay hain .but summer main kharab ho sakta hay ..ap air tight jar main band ker ke fridge main rakh saktay hain.
Ap kon se county main rehtay hain...her country main asian store jo pakistani , indian yah or kisi muslim country ke hotay hain wahan se gandum mil jati hay ...is ke ilawa superstores main bulk main se mil jati hay ...main ne bhi wahan se hi li
Ap ne kiya oper wet cloth rakha hay or din main ussay 3,4 baar wet kerna hay. Is ke ilawa issay kisi cabnit ya garam jagah per rakhain sprout nikal jain gayy
mene aj call ki jis brand k oat groats mangwaye the online to they said k it cant be sprouted, pata nhi unlogo ne kya nikala hua hai is se to wo keh rhe hain k ye sprout nhi hoskta , really disappointed , kisi lotus brand k oat groats the likha tha 100% organic oats grain phir bhi ab mujhe smjh nhi arahi k kahan se lun oats, bht mushkil se miley yahan supermarkets me available nhi hain
@@shahanayan ap ne oats nahi balke wheat ko sprout kerna hay kiya Australia se wheat nahi milti . Hamaray yahan Canada se to asian stores se mil jati hay
Smell anay ki wajah yah hay ke is ko bilkul band pot main nahi rakhna kisi strainer main rakhna hay takee hawa lagti rahay.wheat ko bilkul halka sa geelay kapray se cover kerna hay to sahi se ban jayy gi
Jee app sahee samjhee , ma ajj kal bangladesh aaiaa huwa hoo , hoo pakistani yaha jao nahi milta eska baanana ka koi process ha , ma karachi ma rahata ho abhi koi kar sa aanaa wala nahi ha samna ramzan ha haleem tu bangali ko khilana ha
Ap joa ke baghir bhi haleem bna saktay hain main kabhi joa nahi dalti sirf gandum se hi haleem bnati hoon ap joa ki jaga utni miqdaar gandum ki daal dain zaiqa bohat acha bnay ga
Fozia is ko aik din hi bhigo ker rakhna hay .or phir aik do dafa pani se dho ker sprout niklnay tak rakhay . Zayada smell nahi anika chahiyay . Halki se smell hoti hay jo zayada buri nahi hoti
Nice buhat maze ki video hi dear Thanku for shering .
Thanx
Lk ten yummy and delicious
Thanx
Yes we can make yummy and delicious halwa from it.
wow such a tasty & yummy shohan halwa
Yes it is smnak for tasty Sohn halwa.
Wow very helpful tips..... bahut hi badiya share h👍👍👍
Thsnx
Nice now I knew what is Angoori samnak
Thanks
For video and explain
Wow very nice recipe 👍🏻👍🏻👍🏻
Thanx
Seems easy and explained properly
will definitely give it a try.
Thanks
Thanks for sharing..very helpful video..big thumbs up.
Thanx
mashaallha
Very good
Very nice
yummy food with thirty four lykii
new frd
stay in touch
Thanx
Mashallah app na bohat aachaa taariqa sa samjhiya ha
Jazakallah .ap or bhi bohat se recipes dakh saktay hain mere channel pr .or ap ke valuable comments ka intizaar rahay ga
Inshallah
Plz mujhe 1 cheez baataingee jao haleem ma dalta ha jao ko kis tarah baanataa ha , ma na samnak ka atta baanana start kar dia ha ajj 2nd day ha , dowa keagea ga
@@mohammadmoinuddin8908 ap Joa kah rahay hain is ko English main barley kehtay hain .jasay gandum hoti hay issi tarha joa bhi aik grain hay jo easily market se mil Jay ga .is ko bnana nahi perta ...kiya ap yahi poch rahay hain mujhay asay hi samjh aaya
Wow this recipe is so cool
Thanx
Awesome....
Thanx
Wlc
Nice ji
Healthy...
Thanx
Nice share
Thanx
Very nice recipe
Thanx
It’s very nice recipe and helpful 👍👍☺️
Thanks for sharing 😊
Thanx
Wow nice recipe
Thanx
awesome recipe dear..stay conn
Thanx
wow nice helpful video thanks
Thanx
Very nice 👌👌
Thanx
Nice
Thanks to share
Thanx
Thank you so much .i am looking for that recipe for sohni
Yes it is called angori , samnak or sohni .
Thanks shazia it is very useful recipe .very good.
Thanx
Jee aachaa shukriya
Tkanks
Very healthy food
Thanx
Very nice preparation.. 👍👍
Stay connected
Thanx
Thank you for your video 🙏
Wow great lk37
Thanx
Wow, learned something new...
new friend here.
Thanx
looks yummy😊 let's stay connected.
Thanx
Good
Thanks
Very informative
Thanx
U can watch akhroti sohn halwa from the link below:
ruclips.net/video/w1MF5cj-hYQ/видео.html
And multani sohn halwa by this link.
ruclips.net/video/RTPJOSTcVR0/видео.html
Dhoda recipe
ruclips.net/video/h6U2TZE6-kM/видео.html
can we store it in air tight jar????for how long????
@@mrsayub3764 Saba samnak bohat jaldi kharab ho jati hay summer season main .lakin ham air tight container main is ko store ker saktay hain .winter main yah kharab nahi ho gi .main ne yah kab bhi bnai hay kabhi kharab nahi hoi kunke mere pas mosam acha hay zayada germi nahi hoti.mere aik or suggestion hay ke summer main issay container main daal ker fridge main rakha jay.
@@easycookingwithshazia9220 bohot shukria ap ki guidness ka.
Aslam Alikum
Mashaallah
But khoob
Waalaikum assalam
Very useful tips thanks 🙏
Thanks
Healthy cooking, delicious recipe I am your new friend stay connected
Thanx
Luv u yar
Thanx dear sister
Nice video
Thanx
Thanks
plz btaiye kiya main kese bnaon
Nice
Thanx
Ix ko ziada pesne sy sohan halwa kharab tou nahi hota api???
Nahi .pr thora mota pisain gain to sohan halwa ka daana acha bnay ga
Baji: mere pass roti k att ki tarah bareek sprouted wheat flour hai, kiya woh sohan halwa main use ho sakta hai? K mota sprouted wheat flour hi chahiye ho ga. Thanks
Kindly tell us whether it's wheat or barley?
Wheat
Ye kisi khaas kism ka gehu hai ya koi bhi regular gehu le sakte hai?
Khas qism ka hay . Is terha ke aam gahoon bhigo ker ugatay hain .phir dry ker ke grind kertay hain . Ap samnak ya angoori bnanay ka tareeqa meray channel pr dakh sakti hain
@@easycookingwithshazia9220 mujhe is gehu ka naam bata sakti hai
whats the name of blender u used ??
It is crups brand blender ..u can use any good quality blender
Madam barley say bhi ker sakty hain yeh kam?
Nahi yah wheat se hi banta hay ...barley different grain hay us ka taste bhi diffent
Plzz mjy batain is m smell to nh paida hojygi ??
Ye wheat h men jise aapne bhegoya tha
Yes
Jan k mahine m kitne din rakhe
Depend kerta hay ke kitnay dino main sprote nikal ayay ..merey 3 days main sprout nikal ayay thay .winter hi main main ne bnai ..ap is ko kisi garam or dark jagah per rakhain to jald hi ban Jay gi ..
Mery gandum ki white white to nikal ae Kia Kia ye ban gai h ya r rakhna h..?
Ager white sprout taqreeban half inch nikal ayain hain to ban gayy hain ab is ko tray main phela ker dry ker lain . Or ager abhi sprout nahi niklnay to aik din wait karain
@@easycookingwithshazia9220 sprout to nikal aye Hai.. Half inch.. But kuch videos dakhi to us me green part b Tha.
Sajiya ji aap kahan se Hain
I live in Canada origin from Pakistan
Mam ya atta kitny din rih sakta ha
Winter main to kafi dair theak rehta hay ap Sara winter bhi rakh saktay hain .but summer main kharab ho sakta hay ..ap air tight jar main band ker ke fridge main rakh saktay hain.
@@easycookingwithshazia9220 thank you ab bhot achi ha ap reply deti ha
@@hassanmustafa8404 thanks
ھم گھر بنا رھے ھیں بازار سے نہیں ملا
Jab ban Jay to btain ke theak ban gai .
@@easycookingwithshazia9220
انگوری آٹا بنانے میں ھمیں سات دن لگے ھیں زبردست بنا ھے اور ڈھوڈا تیار کیا ھے جو خوشاب والوں سے بھی بہتر بنا ھے
Bohat khushi hoi sunn ker .kunke ghar ki bnai hoi saaf sweet ka jawab nahi ...
Jazakallah for replying and sharing ur experience
Meine 24 hours se zyada bhigoy kya sprouts niklega?
Yes ap baqi procedure follow karain .
السلام عليكم باہر کے ملک میں گندم نہیں ملتی صرف گرینڈ آٹا ہوتا ہے ۔ایسے میں ہم کیا لیں کے حلوہ کڑک بن جائے ۔پلیز بتا دیں مجھے بنانا ہے ۔
Ap kon se county main rehtay hain...her country main asian store jo pakistani , indian yah or kisi muslim country ke hotay hain wahan se gandum mil jati hay ...is ke ilawa superstores main bulk main se mil jati hay ...main ne bhi wahan se hi li
@@easycookingwithshazia9220 Germany
To ap asian store pr dakhain zaroor mil jay gi
@@easycookingwithshazia9220 pakistani shop per bhi nahi hai
آپ باجی جرمنی سے ہیں ۔ا
Aaram se dikha lungi😍
excellent video
Thanx
Awesome recipe 👍💖"°º🌷🌷🌷🌟¨
Thanx
plz mujhe gyide krein mene isi procedure se kiya hai aj 3rd day hai koi root nhi nikli.
me Australia me rehti hun or Australian ka weather ajib sardi hak ajkal
Ap ne kiya oper wet cloth rakha hay or din main ussay 3,4 baar wet kerna hay. Is ke ilawa issay kisi cabnit ya garam jagah per rakhain sprout nikal jain gayy
@@shahanayan ap yah sab karain or phir mujhay btain
mene aj call ki jis brand k oat groats mangwaye the online to they said k it cant be sprouted, pata nhi unlogo ne kya nikala hua hai is se to wo keh rhe hain k ye sprout nhi hoskta , really disappointed , kisi lotus brand k oat groats the likha tha 100% organic oats grain phir bhi ab mujhe smjh nhi arahi k kahan se lun oats, bht mushkil se miley yahan supermarkets me available nhi hain
@@shahanayan ap ne oats nahi balke wheat ko sprout kerna hay kiya Australia se wheat nahi milti . Hamaray yahan Canada se to asian stores se mil jati hay
main ny ishi process sy bnaya lakin nahi bani
oper sy to thory thory nikly lakin nichy sy nahi nikly or smell aany lag gai 3 days k baad
Smell anay ki wajah yah hay ke is ko bilkul band pot main nahi rakhna kisi strainer main rakhna hay takee hawa lagti rahay.wheat ko bilkul halka sa geelay kapray se cover kerna hay to sahi se ban jayy gi
Ok thanks .
It's called sabnak
Done, perfct moms chanl
Thanx
Jee app sahee samjhee , ma ajj kal bangladesh aaiaa huwa hoo , hoo pakistani yaha jao nahi milta eska baanana ka koi process ha , ma karachi ma rahata ho abhi koi kar sa aanaa wala nahi ha samna ramzan ha haleem tu bangali ko khilana ha
Ap joa ke baghir bhi haleem bna saktay hain main kabhi joa nahi dalti sirf gandum se hi haleem bnati hoon ap joa ki jaga utni miqdaar gandum ki daal dain zaiqa bohat acha bnay ga
Bht gandi smell ati ha jb ye gela hota ha
Fozia is ko aik din hi bhigo ker rakhna hay .or phir aik do dafa pani se dho ker sprout niklnay tak rakhay . Zayada smell nahi anika chahiyay . Halki se smell hoti hay jo zayada buri nahi hoti