5:07 yahi situation thi hijack ke samay apni police duty nibhaye ya family ka farz Aur jab twins ke kidnappers divert liya toh Sandhya ko bachane mei sochne mei time nahi tha
Ankur ki problem bulbul ki zid nhi rathi family ka uski life me hona tha Ankur ke rishta todne ki wajah unka doglapan hai suraj Sandhya ko bachche ke legal parents nhi banna aur parents ka haq jatakar sab barbad karna hai
Seriously ankur jesa bhai kisiko na mile..... Phle sandhya ki shadi dhoke se karayi .... Ab uske bacche ko bhi usse cheen liya...aur inn sbmai suraj ka bhi utna hi hath hai
Bachcha chenne wala suraj hai ankur ne sahi kia bachcha dene ke baad unhe bachche par haq jatane ka koi haq nhi rathi family uski personal life me interfere kar rahi thi
Ankur ne rishta jodne wali ki baaton me aakar galti ki rathi family ka such samne aane par wo bahen ke liye sab kuch chhorne ko tayar tha jab na hone par gahene bechkar bahen ke sasural ke liye mahenge gift kharidta rha sasural ko 5star hotel flight me aish karwaya ghar me 9-10 month aish karwaya bulbul ki zid khatam ho chuki thi bina matlab bahen ke bachche ko bhi pala itna bhi koi bhai nhi karta
sahi mai ek toh behen ne itna bada sacrifice kiya aur ussi behen se uska bacha alag kar rahe hai. Suraj sandhya ko apna bacha kisi aur ko kabhi dena hi nhi chahiye tha
@@Zyna-0 sacrifice nhi pati ki gulami hai Sandhya se uska bachcha suraj ne alag kia suraj ko sirf ek hi bachcha chahiye tha.. ankur ne sahi kia bachcha dene ke baad uspar parents ka haq jatane ka koi haq nhi hai
story ko complex banane ke liye ankur ke character ko achanak se itna selfish banaa diya, nahi to jo apni behen ko itne achhe se jaanta hai aur uske liye logo se ladta hai hamesha vo gusse me bhi aise nahi bolta. ankur starting se thosa selfish hai aur apne decisions sab par force krne ki aadat hai par vo wapas pushkar aane ke baad badal chuka tha aur actually me sandhya par aise ilzaam nahi lagaata agar uska character sahi se likha hota to.
Ankur 💯% right suraj bachcha dekar uspar haq banakar rakhna chahta tha ye log koi ek rishta thik se nhi nibha sakte Sandhya ki mamta ab bhi nhi jagi usne vansh ki legal maa banne ke liye nhi kaha suraj ko sahi bol rahi
@@Zyna-0 ankur ko bachcha chahiye hi nhi tha suraj ke liye bachcha bojh tha usse ek hi bachcha chahiye tha.. dono family ke milne ke baad suraj Sandhya ki mamta ka drama khatam ho jayega bhabo accept kar legi vansh ke sage parents usse achchi parwarish nhi de sakte
@@Zyna-0 ankur matlabi hota toh paraye bachche ko nhi palta suraj Sandhya bachche par haq jatana chahate the par uske legal parents nhi banna chahte the
Tom dono k Sath hasa e hona chaya tha Jo ho Ra a q k bra man bna tha ya dono pr Sala Kya mala wa acha Howa Kya zarort the APNA Bata Dana ki hin logu ko
9:08 isi wakt Sandhya ko apna bachcha wapas lelena chahiye tha. ankur ne had kar di
3:52 Aaj bhi ankur wahi ego , gussa wala face lekin Ankita kitni sad dikh rahi hai 6 years baad apni Sandhya nanad se jo mile
Sandhya looking so beautiful
Maaza aa gya ankur 😅kya tamacha mara hai Suraj par ye log isi layak hai 😂
Suraj or Sandhya ke sath esa hi hona chahiye
Kyu bhyi
Meenakshi kaha hai yarr😂😂
Ankur apni behen aur patni Ankita se bahut galat kar raha.
Ankur ki problem sirf uski zidd aur ego hai
Isa hi hots h JB koi apna bacha kisi ko deta h pahle to bacha Lene ke Liye accha vyavhar karate h Baad m SB Kuch bhul Kate h😢😢
De diya to phir ye sab matak kyu😅
0:16 what a coincidence vansh Bina apni maa ko pehchan hai apni asli maa ko gale laga liya
Write /sahi. Kha kitni bar gale lga liya
Sandhaya jindagi bhabho vo nhi dikhta rathi parivar ko
5:50 isi ko dekh raha dha aaya kyo nhi
5:07 yahi situation thi hijack ke samay apni police duty nibhaye ya family ka farz
Aur jab twins ke kidnappers divert liya toh Sandhya ko bachane mei sochne mei time nahi tha
Ankur hi matlabi h
Ankur ki problem bulbul ki zid nhi rathi family ka uski life me hona tha Ankur ke rishta todne ki wajah unka doglapan hai suraj Sandhya ko bachche ke legal parents nhi banna aur parents ka haq jatakar sab barbad karna hai
Abhi k abhi apna bcha waps le lena chahiye tha apne bche se adhikar kse ja skta h.
Paagal ho kya ekdam se
Diya our bati ki Jodi ki serial. Bhaut aachha hai number daliye please jaldi jaldi please
8:36 Sandhya bulbul ko datene ki wajah se ankur ko suna rhi ankur ne bulbul ko datkar sahi kia tha suraj ne galat zid ko support karke galat kia
Mujhe ye samaj nahi aaya ki vansh abhi bhi zinda kaise hai woh toh pahad se kud gaya tha 3:20
Anas ranhid like5000 💯👍👍😎☺️😊😌🎉😇😇😇🤲💯👍👍👍👍👍👍👍
Meenakshi kha hai
Vansh touar gaya tha bach kaosy gaya
Ankur bahut selfish hai or bahut Ganda bhi h sandhiya ke bhai hone ke layak nahi hai
First view
❤❤
M janu hu 😅😅😅
Diay aur baati hum episode please sand karo bhai please 1011
Ankur ka dar ne Sandhya se rishta toda tha aur woh dar tha ki kahi Sandhya jo vansh ki bhua hai woh maa banke vansh ke saamne represent na kar de
Seriously ankur jesa bhai kisiko na mile.....
Phle sandhya ki shadi dhoke se karayi ....
Ab uske bacche ko bhi usse cheen liya...aur inn sbmai suraj ka bhi utna hi hath hai
Bachcha chenne wala suraj hai ankur ne sahi kia bachcha dene ke baad unhe bachche par haq jatane ka koi haq nhi rathi family uski personal life me interfere kar rahi thi
Ankur ne rishta jodne wali ki baaton me aakar galti ki rathi family ka such samne aane par wo bahen ke liye sab kuch chhorne ko tayar tha jab na hone par gahene bechkar bahen ke sasural ke liye mahenge gift kharidta rha sasural ko 5star hotel flight me aish karwaya ghar me 9-10 month aish karwaya bulbul ki zid khatam ho chuki thi bina matlab bahen ke bachche ko bhi pala itna bhi koi bhai nhi karta
sahi mai ek toh behen ne itna bada sacrifice kiya aur ussi behen se uska bacha alag kar rahe hai. Suraj sandhya ko apna bacha kisi aur ko kabhi dena hi nhi chahiye tha
@@Zyna-0 sacrifice nhi pati ki gulami hai Sandhya se uska bachcha suraj ne alag kia suraj ko sirf ek hi bachcha chahiye tha.. ankur ne sahi kia bachcha dene ke baad uspar parents ka haq jatane ka koi haq nhi hai
@@Zyna-0 Sandhya jaisi bahen kisi ko nhi mile sasural pati ke saath milkar bhai ko barbad karne lagti hai
Ankur mahamatlibi n egoistic hai
Bulbul ki bajaye se yi sab hua hi
story ko complex banane ke liye ankur ke character ko achanak se itna selfish banaa diya, nahi to jo apni behen ko itne achhe se jaanta hai aur uske liye logo se ladta hai hamesha vo gusse me bhi aise nahi bolta. ankur starting se thosa selfish hai aur apne decisions sab par force krne ki aadat hai par vo wapas pushkar aane ke baad badal chuka tha aur actually me sandhya par aise ilzaam nahi lagaata agar uska character sahi se likha hota to.
Ab bulbul gyi kha
Mtlbi ankur pshle b apne mtlb k lie dndhya ki dhadi krai ab b wsa hi h
Dhandya ki dhadi😂😂😂
Hii friend kya maha bali mission tha wo episode agae ane wala hai ya pichhe chala gya hai plz batana? Muje dekhna hai
Aane wala h shyd wo episode
Age❤❤
Aage
Ok frds thanks👍
Mission mahabali me bahut time hai zakir ki entry exit ke baad start hoga
Ankur 💯% right suraj bachcha dekar uspar haq banakar rakhna chahta tha ye log koi ek rishta thik se nhi nibha sakte Sandhya ki mamta ab bhi nhi jagi usne vansh ki legal maa banne ke liye nhi kaha suraj ko sahi bol rahi
suraj sandhya ko aise matlabi insaan ke haath mai apna bacha saupna hi nhi chahiye tha. Itna acha aur mahan bhi nhi banna chahiye kisi ko. Aur legal vegal kuch bhi biological parents humesha sandhya aur suraj hi rahenge. Hopefully unki family dubara unite ho jaaye
@@Zyna-0 ankur ko bachcha chahiye hi nhi tha suraj ke liye bachcha bojh tha usse ek hi bachcha chahiye tha.. dono family ke milne ke baad suraj Sandhya ki mamta ka drama khatam ho jayega bhabo accept kar legi vansh ke sage parents usse achchi parwarish nhi de sakte
@@Zyna-0 ankur matlabi hota toh paraye bachche ko nhi palta suraj Sandhya bachche par haq jatana chahate the par uske legal parents nhi banna chahte the
Bahii agar aise hote h toh naa hookio behtar h
आईपीएस की ड्रेसिंग सेंस देखो इससे कई गुना अच्छा ड्रेस एमिली पहनती है एक आईपीएस को स्कूल की प्रिंसिपल तक नहीं पहचान पा रही है
Ye ankur ka baccha toh kabhi se hi selfish tha hi aaj sandhya Rathi pariyaar me nhi hoti
Tom dono k Sath hasa e hona chaya tha Jo ho Ra a q k bra man bna tha ya dono pr Sala Kya mala wa acha Howa Kya zarort the APNA Bata Dana ki hin logu ko
First view
❤❤