Kal degi aaloo gosht banaya haqiqat mein sab ko achcha laga aur jab khane ke baad tareef karta hai tu bahut khusi hoti hai aur mai aap ki cooking ki qayel hoon bahut hi mehnat karti ho aap Allahpak aapko iska azr de jazakallakhair dear for an excellent and easy recipe
inshaAllah jald hi.. Ek alag type ka bahut hi tasty Aaloo parathe ki recipe jo meri mummy ki hai aap sab ke sath share karne wali hu .. so please wait same days😊
Bahut shukriya. Aap bata sakti hai ke kisi gosht ke salan mein gosht aur pyaaz, adrak lehsun ka kya ratio hona chahiya? Dhaniya ke salan mein kitni quantity gosht mein kitna dhaniya padna chahiye?
Peyaz to recipe ke hisab se add hoti hai kisi recipe me ek do padti hai to kisi recipe me jitna gosht ho us ki aadhi aur kisi recipe me gosht ke barabar bhi add hoti hai aur dhaniya powder powder usi hisab se add hota hai jab piyaz zyada add hoti hai to dhaniya powder kam dala jata hai aur piyaz kam dali jati hai ya dahi ya tomato add ho to fir dhaniya powder kam quantity me sirf khushboo ke liye add hota hai aur adrak lahsun ka pest to jaise ek kilo gosht me 3-4 tbsp add karte hai Waise aap agar naye hai khana banane me to kuch dino tak aap jab bhi koi recipe banaye to us apne Ghar me kisi se puch kar banaya kare ya jaise koi video dekh kar carefully follow kar ke aap banati rahe aap kuch dino me aachi tarah mahir ho jayegi fir aap ko khana banane me kisi se puchna nahi padega inshaAllah ❤️
Mash Allah Aloo Matar Gosht Recipe Looks Very Tasty And healthy 👌💯😋 Thanks for Sharing 💞👍
Walikumsalm zabsart recipe 🌹🌷💐🌹❤️
Thanks a lot dear 💞
So delicious recipe 😋 well prepared thanks for sharing dear friend 😋
Mashallah bahut lajawab perfect recipe hai 👌👌
Ma shaa Allah zaburdust mazaydar or delicious 😋 mari family 👪 ka favourite 😍 thx for sharing 💕 😊 😘
Mash allah bahut hi testi recipe banaya hai
Jazakallah 🤍
Mashallah aloo gosht looks so delicious and yummy 😋
Very nice recipe with simple masalas
Thanks a lot dear 💕
Maasha Allah nice recipe 😋😋😜😜👌👌👌👌
Thanks a lot dear 💕
Mashaallah looks really delicious 😋👌
MashaAllah very delicious my favourite 👍
Shukriya
Mashallah yammiiiiiiiii
JazakAllah khair ❤️
Bahut testi
Thanks,❤️
wow!!
Aapki recipes me best in tha world Channel hai mere liye thank you itni achi achi recipes ke liye
JazakAllah khair my dear 💖❤️
@@ZaikaeLucknow aameen
Excellent recipe
🥰❤️
Your all recepies mashallah yummy
Thanku
Masha allah☺
Jazakallah
M ne aaj hi ye dish banai mashallah bohot achi banai
😃❤️❤️❤️
JazakAllah
Aap ki her recipe zaberdest hoti hain aloo gosht tu bouhat hi acha lag raha hai....
Allah aap ko kamyab karey
Nice sharing 👍🏻
Ameen ❤️
Jazakallah 🥰
Excellent 👍
Thanks a lot dear 💓
Good
Yummy 🤤
Thanks
Aaj mai try karungi fir btaungi
Shukriya dear 💖
@@ZaikaeLucknow bhut hi acha bna tha husband ne bht tareef ki
Yummy look
Thanks a lot dear ❤️
Taste food
Shukriya
Barak Allah. Looks tempting. Last me thoda nimbu juice nahi add karna hai?
Jazak Allah and stay connected with us
Kal degi aaloo gosht banaya haqiqat mein sab ko achcha laga aur jab khane ke baad tareef karta hai tu bahut khusi hoti hai aur mai aap ki cooking ki qayel hoon bahut hi mehnat karti ho aap Allahpak aapko iska azr de jazakallakhair dear for an excellent and easy recipe
Aameen summa aameen 💕
Thanks a lot my lovely sister 💗💗🥰😘😘 for your lovely compliment 😍❤️❤️
JazakAllah khair ❤️
Assalamualaikum
Khairiyat to hai ?
Appi kya hum gosht pehle se ubal k bana sakte h. 80 percent
Banaa sakte hai but jab is method se banayege jo authentic deghi style hai to is ka jawab nahi zaike ka ❤️
Very good recipe. Bengali s always put aloo
Aaloo ke parathe btaiye plzzz
inshaAllah jald hi..
Ek alag type ka bahut hi tasty Aaloo parathe ki recipe jo meri mummy ki hai aap sab ke sath share karne wali hu .. so please wait same days😊
@@ZaikaeLucknow ok & thnxx
Bahut shukriya. Aap bata sakti hai ke kisi gosht ke salan mein gosht aur pyaaz, adrak lehsun ka kya ratio hona chahiya? Dhaniya ke salan mein kitni quantity gosht mein kitna dhaniya padna chahiye?
Peyaz to recipe ke hisab se add hoti hai kisi recipe me ek do padti hai to kisi recipe me jitna gosht ho us ki aadhi aur kisi recipe me gosht ke barabar bhi add hoti hai aur dhaniya powder powder usi hisab se add hota hai jab piyaz zyada add hoti hai to dhaniya powder kam dala jata hai aur piyaz kam dali jati hai ya dahi ya tomato add ho to fir dhaniya powder kam quantity me sirf khushboo ke liye add hota hai aur adrak lahsun ka pest to jaise ek kilo gosht me 3-4 tbsp add karte hai
Waise aap agar naye hai khana banane me to kuch dino tak aap jab bhi koi recipe banaye to us apne Ghar me kisi se puch kar banaya kare ya jaise koi video dekh kar carefully follow kar ke aap banati rahe aap kuch dino me aachi tarah mahir ho jayegi fir aap ko khana banane me kisi se puchna nahi padega inshaAllah ❤️
Real recipe. But kindly try to mention which meat 🥩 is being used. Thanks
Thanks a lot dear 💖
Can I make it with chicken
of course you can make it
Thanks
Isme haldi nhi dalti
Nahi dear...
Thanks for watching
Salam…plz bata sakti hain 600gm meat,kitna kg hota hai?plz
Walekum assalam 💖
500 gm 1/2 hota hai aur 100gm 1/2 kg se thoda sa zyada huaa
@@ZaikaeLucknow JazakAllah 💕💕
Dear please aap ingredients disruption box me mention kar diya karen badi aasani ho jaati hai samajhne me
Zaroor my dear sister 💕
Aaj kal kuch masroofiyat zyada hone ki surat me kuch chize rah ja rahi hai mazrat chahti hu
JazakAllah khair ❤️
@@ZaikaeLucknow it's okay baji ham samajh sakte hain par koshish jaroor kijiyega
Yummy recipe