For Blouse and Kurti Drafting PDF and Tailoring Scales Order and Many More Click Here👇 The Fashion Art And DesigningApp :play.google.com/store/apps/details?id=co.diy.vluhi
first part me hi bola huaa hai ki iske bare me bahot sare part banege...sirf ek hi video me sare point samja nahi payege....kyuki yah practical hota hai.... plz watch all part and learn All the best
Yah beginners students ke liye hai isliye ho sake utni detail me samjaya hai, taki koi confusion naa rahe, agar aap master hai to skip karte karte samaj sakte hai
km nahi ho rahi hai...back part me pahle se 2 inch extra rakha huaa hai...hame jo length chahiye hoti hai wahi aa jati hai..iske liye aapko shusuaat se lecture course ko samajna hoga...aur waise bhi deepneck ka yah first part hai...aage badhte hue final cutting tak pahoch jayege tabhi aap samaj payege.. plz understand thank you
Hello sir watching your videos for first time, muze lagta hai is tarah se cutting karne par length bhi kam hogi because aap ne upper se bhi approx half inch cutting kiya hai. Correct me if I am wrong. Thank you 🙏
video me bola huaa hai ki...deepneck ke bahot sare part banege....iske bare me sabhi point sirf ek hi video me possible nahi hai..... krupya aanewale lecture bhi samjte rahiye...definitely aapka knowledge pakka ho jayega plz wait..thank you
Sir jin logo ko seriously sikhana hai wo aapke har video se kafi kuch sikhate hai. Please keep teaching, stitching practice se hi acchinhotinhai par hum log kya galtiya karte hai vo to samajh me aa raha hai. Thanks once again.
sir ji meri blouse ki fitting shi he lekin shoulder par jha par baju silte vha se shoulder 1/2 .75 inch ke karib uda rheta he please solusan btaye ye custmar ki blouse ma hoa he
सर, Super!!! सर,(1) kolar neck,(2) boat neck, (3) high neck,(4)deep neck. समझते है par close neck kise कहते है? क्या back neck 4"depth(gahera)तो unko कहते है?
across line tak....neck banne par close neck bolte hai......yani ki across line open nahi hona chahiye..... yah line tak neck banta hai to...shoulder maximum 0.25 inch tak falling hota hai.... jaise-jaise across line open hota hai.....waise shoulder falling jyada hona shuru hota hai..... yah chhote point ko hi hame samjna hota hai
Yah aapka cutting Sahi Nahin Hai abhi Itna chauda galat Koi bahut kam log pehnate Hain shoulder Gale Ke Pass se kam Karega to hi aaj aaj ki tarikh Mein fitting Sahi Aati Hai soulder ke hisab se do Hi Kam Karega to fitting Nahin Aaegi
lekin abhi hamne yah nahi bola hai ki, is method se cutting karna shuru kare aur banana shuru kar de, waise har koi method se 70 ya 80 ya anubhav jyada ho to 90% result aata hi hai, yah sab aapke anubhav aadhatit hota hai, hamari yah method complete hone par 95% guaranteed result deta hai, lekin isme bhi bahot practice chahiye hota hai, agar aapko khud ka cutting sahi lag raha ho to, iska matlab yah nahi hota hai ki, dusro ka cutting sahi nahi hai, is duniya me sabhi log khud ke method se banate hai, sab ka dukan chalta hai, agar sirf aapka hi cutting sahi hai to, sabhi log aap hi ke pas aa jayege aisa bhi nahi hota hai yaha par ham apna khud ka method samja rahe hai, aapko thik lagta hai ya nahi, yah sirf aapki najariya hai agar hamari method me aapko koi kami lag rahi ho to aap nischit roop se hame comment ya whatsapp kar sakte hai, kyuki har kisi ke pas kuchh na kuchh knowledge hota hi hai, ham aapke suggestions ke aabhari hai understand plz thank you
Thanks again from uk looking forward to next parts as I’m still confused with this and deep neck is very confusing hopefully over next videos it will make sence thanks again sir
For Blouse and Kurti Drafting PDF and Tailoring Scales Order and Many More Click Here👇
The Fashion Art And DesigningApp :play.google.com/store/apps/details?id=co.diy.vluhi
Excellent sir 🙏
Practical mein Apne bahut acchi tarah se samjhaya hai . Dhanyvad sir🙏
খুব ভালো কাটান প্রোসেসিং আচ্ছা হেয়
Thank you sir. Aape aatli mhtvpurn jankari vidio ma smjavi 🙏
Deep neck me puri jankari dijiye sir pls.
first part me hi bola huaa hai ki iske bare me bahot sare part banege...sirf ek hi video me sare point samja nahi payege....kyuki yah practical hota hai....
plz watch all part and learn
All the best
Types of neck ma apna jo main phrama rakha tha vohi lanea hai kya
Ji
Sir best video hai pury datal kay sath
Sir length ka nahi hogi kya ??
Thank you very much master ji
🙏 Thank you
Watching again, it’s very helpful thanks
Sir bahut bahut dhanyawad aap sikhate rahe please.
Amazing sir 👌👌👌👌 please continue
Thank you Sir👍
Sir aapane drafting purchase kiya hai kaha hai is video me
Sir aapke notes agar mil jaye tho aapka lecture sunate hua sikhane me asani hogi
hamara matlab hai....ham drafting selling karte hai...more information whatsapp +91 9033833919
Super.. We are waiting your next video...
बेस्ट से बेस्ट जी सर
और नीचे कम हुआ तो कैसे,, ऊसे कैसे ठीक करे
koi bhi blouse me tucks lagane ke baad aise hi dikhta hai
explain lecture samjne ke baad aapka confusion clear hota jayega
Thank you
Happy Learning
Thank you so much sir. Hats off to you. Aap bina kuch chupaye sabhi tricks aur tips samjhate hai. Bahut bahut dhanyawad aapko!
Sir ap 42 size se Bada size ka blouse kab bana na sikhaoge...
Abhi chal raha hai wo size ke according sabhi step upload hone ke baad jaroor banayege
Thank you sir
long videos aupka bhaiya chota video karo
Yah beginners students ke liye hai
isliye ho sake utni detail me samjaya hai, taki koi confusion naa rahe,
agar aap master hai to skip karte karte samaj sakte hai
😇
Sir blouse ki length Kam ho rahi he uska kya hoga
km nahi ho rahi hai...back part me pahle se 2 inch extra rakha huaa hai...hame jo length chahiye hoti hai wahi aa jati hai..iske liye aapko shusuaat se lecture course ko samajna hoga...aur waise bhi deepneck ka yah first part hai...aage badhte hue final cutting tak pahoch jayege tabhi aap samaj payege..
plz understand
thank you
@@TheFashionArtAndDesigning thank you
THANK YOU NICE IDEA
Good informative video. Eagerly waiting for next video
Sir jb bhi deep neck banana ho to kya aise hi do kpde ki jarurat hogi directly deep neck ke liye kya kya km jyada krna hai kaise pta chalega .,
Explain lecture me sab smjaaya huaa hai
Hello sir watching your videos for first time, muze lagta hai is tarah se cutting karne par length bhi kam hogi because aap ne upper se bhi approx half inch cutting kiya hai. Correct me if I am wrong. Thank you 🙏
Sir पूरा blouse cutting stitching दिखाओ
video me bola huaa hai ki...deepneck ke bahot sare part banege....iske bare me sabhi point sirf ek hi video me possible nahi hai.....
krupya aanewale lecture bhi samjte rahiye...definitely aapka knowledge pakka ho jayega
plz wait..thank you
Sir jin logo ko seriously sikhana hai wo aapke har video se kafi kuch sikhate hai. Please keep teaching, stitching practice se hi acchinhotinhai par hum log kya galtiya karte hai vo to samajh me aa raha hai. Thanks once again.
Nice sir thanks
sirji deep neck blouse cutting completely banaye jaldi
ji bilkul...deepneck ke bare me bahot part ban sakta hai...
kupya wait kare ...thank you
Thank you very much sir. Do you have offline classes. Pls send d details. Thank you
yes..any detail msg me on WhatsApp
@@TheFashionArtAndDesigning sir I don't know ur number
sir ji meri blouse ki fitting shi he lekin shoulder par jha par baju silte vha se shoulder 1/2 .75 inch ke karib uda rheta he please solusan btaye ye custmar ki blouse ma hoa he
deepneck cutting lecture ka sabhi part upload hone par aapko khud jankari mil jayegi
सर, Super!!!
सर,(1) kolar neck,(2) boat neck, (3) high neck,(4)deep neck. समझते है par close neck kise कहते है? क्या back neck 4"depth(gahera)तो unko कहते है?
across line tak....neck banne par close neck bolte hai......yani ki across line open nahi hona chahiye.....
yah line tak neck banta hai to...shoulder maximum 0.25 inch tak falling hota hai....
jaise-jaise across line open hota hai.....waise shoulder falling jyada hona shuru hota hai.....
yah chhote point ko hi hame samjna hota hai
Sir, thanks for the kind reply.....Sir ," क्याacross line open" का मतलब across line से निचे का gala?
@@navrangtailoranddesigns1994
Yes
Sir please reply
Sir meri do comments thi ab nahi dikh rahi hai
Thank you v.much sir 🙏 for sharing your valuable knowledge...it's really very helpful .
👍
सर, आपने बताया कि deepneck cutting samajne के लिए(03:01vdo hrs.) 50 bar practice karni होगी तो काग़ज़ par करे या lining, या कपड़ा ऊपर?
Kapad par
Yah aapka cutting Sahi Nahin Hai abhi Itna chauda galat Koi bahut kam log pehnate Hain shoulder Gale Ke Pass se kam Karega to hi aaj aaj ki tarikh Mein fitting Sahi Aati Hai soulder ke hisab se do Hi Kam Karega to fitting Nahin Aaegi
lekin abhi hamne yah nahi bola hai ki, is method se cutting karna shuru kare aur banana shuru kar de,
waise har koi method se 70 ya 80 ya anubhav jyada ho to 90% result aata hi hai, yah sab aapke anubhav aadhatit hota hai,
hamari yah method complete hone par 95% guaranteed result deta hai, lekin isme bhi bahot practice chahiye hota hai,
agar aapko khud ka cutting sahi lag raha ho to, iska matlab yah nahi hota hai ki, dusro ka cutting sahi nahi hai,
is duniya me sabhi log khud ke method se banate hai, sab ka dukan chalta hai,
agar sirf aapka hi cutting sahi hai to, sabhi log aap hi ke pas aa jayege aisa bhi nahi hota hai
yaha par ham apna khud ka method samja rahe hai, aapko thik lagta hai ya nahi, yah sirf aapki najariya hai
agar hamari method me aapko koi kami lag rahi ho to aap nischit roop se hame comment ya whatsapp kar sakte hai, kyuki har kisi ke pas kuchh na kuchh knowledge hota hi hai, ham aapke suggestions ke aabhari hai
understand plz
thank you
Thanks again from uk looking forward to next parts as I’m still confused with this and deep neck is very confusing hopefully over next videos it will make sence thanks again sir
Thank you sir
Thank u sir 🙏