For Blouse and Kurti Drafting PDF and Tailoring Scales Order and Many More Click Here👇 The Fashion Art And DesigningApp :play.google.com/store/apps/details?id=co.diy.vluhi
sabhi prakar ka deep neck ke liye bhi lecture banega.... lekin aapko sahi deep neck ke liye pahle yah blouse cutting lecture course aur sabhi tarah ka measurement liya huaa video practical samajna jaroori rahega plz understand thank you
Sir basik kating may solder maynas 1 say 2 inch tak karty hai vahi kating appky profasanal kating may kasy pura solder may jakar perfect ayega sir is per vi video thy santosh
Sir please reply .. full bust aur kamar me 10" ka difference ho to back me dart kitna inch lena hai ... Aisa measurement ho to blouse ka cutting kaise karna hai please bataye... 🙏
step by step lecture upload ho raha hai...aapne batai waise problem ke bare me bhi samjane ki koshish karege... back tucks 0.75 inch se jyada nahi lena chahiye....lekin kai baar jyada lena bhi pade to.....1 inch se jyada kabhi bhi nahi lena hai....
maine video me kb bataya ki ab aap is method se blouse banana shuru kar dijiye.....? video me bataya hai ki aap pahle falling ko samje.... aur waise bhi koi bhi blouse me tucks lagne ke baad upar ki taraf hi uthta hai.... ye sab ka practice karke anubhav karne ke liye hi ye sab lecture course bana rahe hai... abhi aap is method se banane ka koi bhi decision mat lijiye...lecture 13 me hi bata diya tha ki iske sabhi point alag alag part me samja payege.... abhi to front part ka falling lecture baki hai... final hone par eksath cutting karke bolege ki aap isko apply karna shuru kare.... understand plz thank you
ji bilkul...iske bare me pahle bhi samjaaya huaa hai ki agar thickness kapda ho ya customer loose pahnna chahta ho to 1 inch tak loosening apply kar sakte hai
adhura gyan se pata nahi chalega sir ji.....blouse Cutting Lecture 18,19,20,21 dekhe Yah video neck ka shape anusar shoulder falling alag alag hota hai sirf usike bare me hai Hame shoulder km kyun krna padta hai iske bare me explain lecture ka final result dekhe Thank you
For Blouse and Kurti Drafting PDF and Tailoring Scales Order and Many More Click Here👇
The Fashion Art And DesigningApp :play.google.com/store/apps/details?id=co.diy.vluhi
Great explain.. You are a jenius.. Congrats..regularly apload videos.. Thank you...
Best realy
Very good sir
Thanks for sharing knowledge. Very helpful.
Basic farma rakh kar alag alag neck. Kaisa kare
@@neelamkothari6726 short time me iski easy method aayegi, wait kare plz
Sir matka neck phir kaisa ctng kare
Tuks nahi lagaya to hi ye prosscess karna hee kya
@@nilimagotmare4580 yah process karne ke baad tucks cancel kare
Information good
Very very nice explaination sir
Sir aap samzate ho to bahut acchese samza me aata hai.
Waiting for next vidio.
❤thank beta ham 🇱🇰
सर यहा तक आने तक समझ मे आ गया हे आने के बाद मुझे कन्फ्युज हो रहा है आपने डायरेक्टली कितने शोल्डर पे आपने ऐसे दे दिया है
Continue dekhte rahiye, lecture 18 se aage sab samaj me aata jayega
Thank you sir for teaching. You are a very good teacher. Please keep teaching.
Aap mera bahuth acha GURU he! 🙏😍
Sir aap dress ke video bhi dalo
Thankyou so much sir. Very informative video.🙏🙂🙂
आगे का पार्ट केस कटिंग करे plse
Excellent sir 🙏🙏
Excellent explanation
You are great Sir je
Yes u are real master 🙏🙏🙏
you are the best teacher
Thank your very helpful video
Waiting for your next video sirji!
Thank u for teaching point to point
Agar aap bta toh muje bhot aasani ho jayegi please sr
🙏Thank you sir for this detailed explanation
Thanks sir ji takske bareme itni jankari deneke liae
Waiting for next video sir
Sir muje 39 full bust me deep neck 8 per kaise ctting kre aap aisi vidio b bnaye ,aapk smajane ka trika acha lga,mujecustmer ka blouse sttich krna he
sabhi prakar ka deep neck ke liye bhi lecture banega....
lekin aapko sahi deep neck ke liye pahle yah blouse cutting lecture course aur sabhi tarah ka measurement liya huaa video practical samajna jaroori rahega
plz understand
thank you
Thank you for the video sir..
Sir basik kating may solder maynas 1 say 2 inch tak karty hai vahi kating appky profasanal kating may kasy pura solder may jakar perfect ayega sir is per vi video thy santosh
wait for next part
Thank you master
Waiting for next video
Nice video great explain 👍
Sar eagerly waiting for your next video please
Blouse me press kaise karte hai vo bhi dikhaye please.
Gujrati cho k atak shuche kya thi chovo..name shu che...hu Mumbai dombivali thi Chu aavirit first time joi che sari lagi.. ajmavi joish ..
Dipak Sanchaniya
From Surat, Vedroad-Katargam
Sir please reply .. full bust aur kamar me 10" ka difference ho to back me dart kitna inch lena hai ... Aisa measurement ho to blouse ka cutting kaise karna hai please bataye... 🙏
step by step lecture upload ho raha hai...aapne batai waise problem ke bare me bhi samjane ki koshish karege...
back tucks 0.75 inch se jyada nahi lena chahiye....lekin kai baar jyada lena bhi pade to.....1 inch se jyada kabhi bhi nahi lena hai....
Sir mai mareliye blouse banatihoo usme 1.5 inch ka dart lagati hoo Nani toh back Lamar main uttha nelagata hai
agar usme sahi fitting aa raha ho to changes naa kare....
0.75 inch dart sirf basic+professional cuttin ke liye hai
@@TheFashionArtAndDesigning thanks a lot for your reply sir waiting for the next video
Lekin sir blouse back center se uth rha hai jo uska kya kre phnne ke baad ye kmr se upar uthega
maine video me kb bataya ki ab aap is method se blouse banana shuru kar dijiye.....?
video me bataya hai ki aap pahle falling ko samje....
aur waise bhi koi bhi blouse me tucks lagne ke baad upar ki taraf hi uthta hai....
ye sab ka practice karke anubhav karne ke liye hi ye sab lecture course bana rahe hai...
abhi aap is method se banane ka koi bhi decision mat lijiye...lecture 13 me hi bata diya tha ki iske sabhi point alag alag part me samja payege....
abhi to front part ka falling lecture baki hai...
final hone par eksath cutting karke bolege ki aap isko apply karna shuru kare....
understand plz
thank you
Thanks for reply sir you are genius and your lectures are precious thank you
Thanks sir 👌👌👌👌👌
thank you very much sir
Fast like
Thank you sir
👌🆗👍
Tucks jyada lagayenge to sholder b badh jayega...
Sbka apna treka h
ji bilkul...👍
Sir aapki technique sandar hai
Aapne upper aur full breast par half inch losing Li he kya ye ham collor aur boat neck me bhi le sakte hai.
ji bilkul...iske bare me pahle bhi samjaaya huaa hai ki agar thickness kapda ho ya customer loose pahnna chahta ho to 1 inch tak loosening apply kar sakte hai
@@TheFashionArtAndDesigning thank you
Sir four years se RUclips par aap ko hi dund rahe hai mil gaye aap Thanku
Tera arm hole cutting hi galat hai . Pahle Sikh ke aa
adhura gyan se pata nahi chalega sir ji.....blouse Cutting Lecture 18,19,20,21 dekhe
Yah video neck ka shape anusar shoulder falling alag alag hota hai sirf usike bare me hai
Hame shoulder km kyun krna padta hai iske bare me explain lecture ka final result dekhe
Thank you
Thanks sir ji
Thanks sir ji