bhut hi safai se wiring ki h ekdum mst wrna kuch electrician aisa krta h board kholo to smjhe m 10 min lag jaye aur jo pne neutral ki itni wires use ki h vo safety k liye achha h wrna ek hi wire dalke load bda dete h
Neutral ki itni saari taar kaha se aa gayi bhai . .neutral loop karte hue 1 hi taar lete ... paise kharab karwa diye customer k ....and earthing is same As neutral ...
Grahak ka Paisa barbad.mai jab bhi wairing karta hu to grahak ka Paisa kam se kam lage jisase grahak khus ho aur market me ijazat bhi ho@@PintuKumar-vg3sp
Chalega,jab ac line aayega to inverter ka jo connection Diya rahta hai us time ac line se kaam karega, aur inverter charge bhi hoga lekin jab light nahi rahegi to us time jo inverter se connection Kiya rahta hai wahi chalega
Bhai yr different gharo Mai different wires huti hai samajh nhi ATI ky phase konsi hai neutral konsi h isspy video B'nai or Kai mrtba tester 3,4 wires mai on huta hai btai yea kia msla h please koi video bna dy
Earthing ka wire jo wire ek to db se aaya hai,aur es board se dusare board tak gaya hai,aur ek wire Gi board me connection kiye hai to total earthing wire 3 hai
Bhai netural ki single wire se kaam chl jata itni wire lgani nhi pdti but maybe aapne safety purpose se lgayi hogi wese acche se smjhaya h tnx
achha sahi kya,
welcome
Sir Useful but fase and nuetre wire ka jodna slow moment dikaana tub hum easily humare ghar ka switch board fit karlete thanks
Ok Bhai,
@chandrahasdewangan3204 fan regulator me neutral nahi Diya jata hai
@@SAElectricals board kitne ka milega sir
@official_ak_421 kam se kam 800 rs padega ander ka gi borad leke
Thanku mera guru parda rakhta mere se tumne samjadia 🎉
Simple learning thank you so much sir 😮😮😮😮
Welcome
bhut hi safai se wiring ki h ekdum mst wrna kuch electrician aisa krta h board kholo to smjhe m 10 min lag jaye aur jo pne neutral ki itni wires use ki h vo safety k liye achha h wrna ek hi wire dalke load bda dete h
welcome
Neutral ki itni saari taar kaha se aa gayi bhai . .neutral loop karte hue 1 hi taar lete ... paise kharab karwa diye customer k ....and earthing is same As neutral ...
Bhai m apki bat se सहमत hu
Bhai sab logo ka kamishan hota he
Issiliye ye extra saman lagwate he dukan se coustomer ka
@veerendrasingh2553 kya extra saman laga hai es baord men
New user hai bhai 😂
Grahak ka Paisa barbad.mai jab bhi wairing karta hu to grahak ka Paisa kam se kam lage jisase grahak khus ho aur market me ijazat bhi ho@@PintuKumar-vg3sp
Good evening ❤
good evening
Very nice sir video 🙏🙏🙏🙏
Ghanta kuch nhi samAjh aaya.. board hi thik se nhi dikh raha
Face wire kept on the right side of the socket
Kon se kalr ka bord use karana chahiye
Thank you guruji ❤❤🎉🎉❤❤❤❤
Light aur inverter donon ka connection kaise karen
0 क्या जिस तरह अपने न्यूट्रॉन सेट किया है क्या इस तरह फस भी सेट कर सकते हैं
Thanks sir ❤❤❤❤❤
welcome
Aao khabi rajasthan udaipurc❤🎉
Bhai aap Kahan se ho bhai
District Maharajganj up se
Bhai lan cable ya internet cable tv unit me kis socket se nikale setup box ke socket se ya tv ke socket se
Welcome All electrician 🎉🎉
Bhai ji without earthing bhi wiring kr sakte h kya
Sir 12 Model 8 Switch board with switches ki rate appoxi
Thok rate 19 rs mujhe padta hai, anchor penta
Good sir 😊 thanks
Welcome
Hello bhae 🎉🎉
Hello Bhai
2 five pin 2 button board m ek switch direct kam kr rha h
Ek switch dono button on krne k bad Kam kr rha h
Nice ❤❤❤
thanks
Good 👍👌
Hindi may likha hone k Karan wire connection dikhai nahi deraha hai
Likha hua agar ek side may ho toh video Acha dikhega
Nice information
thanks
Light aur inverter ek sath board me kaise wiring kren
Bhai common neutral k vedio upload karoo bahi aur achy samjawoo yaar
MCB set karne ke bare mein hamen bataiye
Thora zoom karna tha.....board ka kuch dikh nhi raha h
Ok ji
Good bhai 🎉
Good sir thanks
Kis company ka switch hai
Anchor Penta
Aapne neutral ki jagah par yellow wire kaise lagayi he or neutral ka connection yellow wire ko kaise mil gaya he
Bhai kitchen me khali bulb holder hai koi plug board nahi hai kya usi holder ki 2 tar se power board ka connection le sakte hai
Nahi ji,bulb ka wire 1 mm ka hoga,aur power ke liye.1.5 yaa 2.5 ka wire chahiye
❤good
thank you
Bhai hamara 1 line me 3 fan hai to reguleter 3 rahega
Ami kaj korbo 😊
1room wiring 2board 2bulb 1fan
Half wire ko neutral supply to nhi mila hai. Usko batao
System neutral ke liye kitne mm ka wire use kar sakte hai
Sir AAP inverter ke liye 1 light or fan ko alag kar Diya ta , wo dono sirf inverter se chalegga or AC line se fan nahi chalage kya
Chalega,jab ac line aayega to inverter ka jo connection Diya rahta hai us time ac line se kaam karega, aur inverter charge bhi hoga lekin jab light nahi rahegi to us time jo inverter se connection Kiya rahta hai wahi chalega
Bhai neutral ki wire to looping karke bhi ho jati ....har point ki wire bord Tak la diye customer ka kharcha badha diye tum😅
achha sahi ka
Bhai aap kiyaha job miljaayga bhai
Switch Board me kitne mm ka wire use kare jisse induction jaise heavy chij ko chalaya ja sake ?
2.5 mm
Agar usi ek fan ko or ek light ko bijali se bhi karna hota to kaise connection krenge
inverter ka supply hata ke main line ka connection kar denge
Bhai yr different gharo Mai different wires huti hai samajh nhi ATI ky phase konsi hai neutral konsi h isspy video B'nai or Kai mrtba tester 3,4 wires mai on huta hai btai yea kia msla h please koi video bna dy
Ok
Awaj nahi samjh me arahai
Bhai Jo yellow wire lagaye socket ka wo neutral hai hai ki line ka
Line ka wire hai switch se socket ka connection Kiya hon
Kya light se bhi fan aur 💡bulb jalega
Han
बलास्ट होगा😂😂😂😂
AEK newto sab Ghar me hota he kya
❤❤❤
Mujhe house wiring ka kaam aapke sath karna hai
Thanks sir
खास महराजगंज से हो क्या भाई, या कही और से
Han
@@SAElectricals ओके भाई
Bhai main line se fan kese chlega fir investor se hua h connection to
Sir neutral ki 1 hi wire hoti h kya invetar or main line ki
han
@@SAElectricals ok Thanku sir ji🥰🙏
@mrkitchenfood welcome ji
Sir Jo apne Fase ke do wire liye wo khon-2 se hai
Main ka toh 1 hai
Or arth mai 3 wire keshe ho rahe hai
Earthing ka wire jo wire ek to db se aaya hai,aur es board se dusare board tak gaya hai,aur ek wire Gi board me connection kiye hai to total earthing wire 3 hai
Bhai Hindi mein Jo likha aa raha h usko hta dete to jayeda aacha se samjh aata.
Ok
Aap ne socket ki connection galat kiya he,right side me hona chahiye
Are Bhai sahab jaise hame sunai nai dete us type se lyrics likhne ki kya jarurat thik se video bhi ni dikhtaa voice diye fir lyrics not 🚫 a good yrr
Mere paas Jo board hai usne left side me l aur right side me n likha hai to kaunsa wire switch ki upar vale lagega?
Switch ke upar Wale points se connection kariye socket ke l point par chahe wo jis side me ho
Bhai jo hra tar aarthing ka v kha se ki
Anchor switch bekaar hote hai
tab kaunsa achha hota hai
Baye Saab ragolatr ka AK wair man ma dalo awar AK switch ma to fain awar ragolatr ka jorna nahe paraga😢😢😢😢
Thik hai Bhai
Is board ko Banane Mein Kitna kharcha Aaya
Ek board ko ketene phase wire a sakta hai
Vedio is too fast and shaky. Please make stable dedio.
ok
तार का बर्बादी बहुत किए हो न्यूट्रल और अर्थ के लिए 1 सिंगल वायर काफी होता है।
achha ji
Good job
Thanks
Bhai switch ko kaise nikalte he yrr btao do
Sir, Earth ka cable bird mai que Diya hai
Board mein bhi Diya jata hai
ac ke leye 2.5 mm dal sakte hi
Han
Muzhe 16 empires ka caneksiotion kaise kare
Itna cofusion hai samajh nahi ash raha hai
Inbh0tr ka kanekshan kise hota hi
न्युट्रल कि ईतनी सारी वायर क्युं ढाली है जबाब दिजीए
dalna padega, point ka bhi neutral hai,aur es board se dusare board ka bhi neutral hai, es liye jyda neutral ho gaya hai
Invetar ka kalakshan kanfeus
Bhai inverter ka taar switch main kisi kare bhai
video jald aane wali hai
Jo board ke samne likh raha hai vah bilkul Samne hi a raha hai thoda usko aap Chhota Karke likhiye
Ok bhai
Video ke last me bord ka photo achha se dikhao
Ok bhai
Ruplain kaese hota hai
2way switch wiring kaise kare
jab milta hai kaam 2 way wiring to jarur banaunga
Hifi usekarte hey hum
Nutan ka itna tar kesa hai sir
main neutral ki wire,aur yahi se dusare boad ka neutral,aur light ka fan ka neutral yahi sab wire hai jo looping kiya hon
Wrong socket switch. The switch of socket should be alway in the right side
🤔
@@SAElectricals❤
❤
welcome
Ac connection kse kre
price
Bhai group dall do
What is inwater
Nice
Thanks
कॅमेरा उपर्से dikhana chahiye आप खुद ही सबकुच कर रहे हो यसे नहीं samajaate
Kitne ka board milega
6amp k swich me men line kyo nahi dete hai
Koi jaruri hai ki N etna rahe ga
Inverter neutral kha rkha thw
अछि तरहसे देखाई भि नही मिलता है