Sir mere aadhar card me date of birth ki limit cross ho gayi hai to mai Lucknow uidai office gaya tha to waha wo birth certificate ke sath koi sdm ka aadesh patra mang rahe hai wo kaise milega
Hospital me birth hua tb offline tha aur hospital ka koi proof nahi hai aur registrar office vale hospital ka proof mang rhe hai but itna purana proof nahi to kya kare SDM se affidavit vagera sb krva liya but hospital ka proof nhi hai itna purana kisi ko pta iska solution to bataye?????
1-Lokseva kendra se pehle aprapta certificate banae 2-us certificate k aadhar par.. patwari,ri ka letter panchayat se sachiv sarpanch k letter - panch log ka panchnama banwae 3-school se dakhil kharij 4- chalaan etc. Banwa k fir se lokseva kendra me awedan kare.. 5-fir jis sdm office ka naam ho..waha jake pesi ki date le fir 2 gawah ko lekar jae.. 6 - fir sdm order karega..jo apko fir lok seva kendra se lena hai.. 7- fir us aadesh ko panchayat le ja kar waha sachiv se banwae.... Is sab k liye ek vakil se mile...aur jeb me dher sare paise rakhe..har jagha ghoosh dene ke liye...
Govt portal for kyun hai jab online ka value nahi hai to.......janm se 21 dino ke ander online birth/death praman patr ban sakta hai. Jankaari Durust kar le pehle
Father / Mother Deth KAR GIAA HAI, BIRTH CERTIFICATE MEIN LATE TYPING HOGA YA NAHI (OLD ADGE K LI E) PLEASE ADVICE .
Than you
100% genuine information
On youtube
Thankyou bhaiya 🙌👍
Govt has opened Portal like Service plus for various services including making Birth Certificate.
Thank you so much sir ❤❤❤❤
Arrai bhae pehlai k time mei 20 sal pehlai ghar par kitno ka janam hota to wo kha sai laega document
6 वर्ष पूर्व बच्चे का जन्म मायके में हुआ हो तब कैसे बनेगा? कृपया बताएं।
वा 👌👏
Thank you , sir
Sir mere aadhar card me date of birth ki limit cross ho gayi hai to mai Lucknow uidai office gaya tha to waha wo birth certificate ke sath koi sdm ka aadesh patra mang rahe hai wo kaise milega
Bhai lagta hai abhi aap ko pata nahin hai har jagah ab online hi Manga ja raha hai of line ka koi Matlab Nahin hai
Jis bachcha ka haspital me bana ho par khogaya ho to kya vah haspital se date of birth pe nikl sakta h
Mera dib galat hai adhar card me aur mere pass koi document nahi hai pls ,, kuch jankari dijiye
Sir janam praman patr caretion kar ne k liye court se half nama chahiye kya janjari dijye please sir
Sir peocess ka Step by step bataye n,
Sir plz jabab dy mother k aadhar card par husband name nhi hy father name hy to kya bachy ka birth certificate nhi bny gaa
भैया जन्म प्रमाण पत्र डाक द्वारा आता है क्या या ब्लॉक में आता है please reply
Good
Maine 3 saal pahle court affidavit banaya tha kya usi affidavit se abhi Janam pramaan patr banwa sakte Hain, ab aage kya karna padega plz kuch jankari de
Hospital me birth hua tb offline tha aur hospital ka koi proof nahi hai aur registrar office vale hospital ka proof mang rhe hai but itna purana proof nahi to kya kare SDM se affidavit vagera sb krva liya but hospital ka proof nhi hai itna purana kisi ko pta iska solution to bataye?????
Agar maa zinda na ho toh kaise banega birth certificate
भाई cast non creamy layer birth certificate etc. सब ऑनलाईन ही होते है 😅😅
nahi hota he online bihar me
Bhai tum log ko malum nahi Potal wala birth online bhi hoga to Pakre jaoge kyon potal wala sahi nahi hota hai
60 saal ke budhhiya ko maike se direct birth certificate ban sakta hai kya yadi ban sakta hai to achhi bat hai jankari dijiyega
Sir 1915 ka janm praman patra ban sakta hai kya
पंचायत से सुधार कैसे कर सकते हैं।
अरे भाई जिन बच्चो का होस्पिटल मे रिकॉर्ड नही है और बच्चे की उमर 8 साल हो गई है सीधा बताइए कैसे बनेगा
1-Lokseva kendra se pehle aprapta certificate banae
2-us certificate k aadhar par.. patwari,ri ka letter panchayat se sachiv sarpanch k letter - panch log ka panchnama banwae
3-school se dakhil kharij
4- chalaan etc. Banwa k fir se lokseva kendra me awedan kare..
5-fir jis sdm office ka naam ho..waha jake pesi ki date le fir 2 gawah ko lekar jae..
6 - fir sdm order karega..jo apko fir lok seva kendra se lena hai..
7- fir us aadesh ko panchayat le ja kar waha sachiv se banwae....
Is sab k liye ek vakil se mile...aur jeb me dher sare paise rakhe..har jagha ghoosh dene ke liye...
Mere bacche ka janm Jammu Kashmir mein hua hai mujha kya karna hoga
सर ओफ ल इनमें सुधार कैसे कर सकते हैं
1960 में जन्मे व्यक्ति की जन्म प्रमाण पत्र कैसे बनेगा?
मार्कशीट में जन्म तिथि मान्य नही है क्या ?
Sir bacha agar apne mama ghar me huwa hai to kaha se banega
Govt portal for kyun hai jab online ka value nahi hai to.......janm se 21 dino ke ander online birth/death praman patr ban sakta hai.
Jankaari Durust kar le pehle
SDM SE KYA EFIDEVIT BANVANA PAREGA TU KHUD CONFUSE HAI AK BAAT KO CILEAR NAHI KARTA DUSRI BAAT SHURU KAR DETA HAI
Sir agar janm praman Patra kho Gaya to kese nikle ga
नमस्कार सार जी अगर ऑनलाइन बना हुआ जन्म प्रमाण पत्र बेकार
Sir mera 13 sal hai mera janam pramanpatra nhi bana hai ab mai kya karoo jaldi batao
Mera janam ghar me hua me kayse banwougi
Online 21 दिन ke अंदर करो बन जाएगा वैलिड है
Agar bhai online ban gaya hai to uska solution kya hai
Block to nhi jana pdega
Sar Mera bhi nahin banaa hai
16 varsh ho gaya hai
To fir online kyu csc se apply ho raha hai
Ofline wala bahut jruri h
13sal k bachh hto
To phir Sarkar online banane ka system kyu rakha hai
Ok
Shadi sudha aurat ka kaise banega bhai
22 din nahi 21 din bolo
Sir jo 2001 ma pada huwa uska date of birth kase Bane ga
Bolo ji
Bana aapka abtak??
Nagar Nigam
Aaj kal to 60 saal ke baad yeh birth certificate banbane ke pata kar raha hai or aaj kal 60 ki age meine death certificate bante hai
Potal wala birth certificate sahi nahi hota bhai sahi bol rahe hai
Ye site ab band ho chuki hai bhai ye portal wala bhag gya hai
Bhai kisi age ka birth certificate kese banvaye without proof
Sir 22 dino ke baad kya kare.
Chillaa kyuu raha hai bhai 😂
Y
जानकारी अधूरी है भाई
Bade logo ka bataiye
Thank you bhaiya ji ❤
6 वर्ष पूर्व बच्चे का जन्म मायके में हुआ हो तब कैसे बनेगा? कृपया बताएं।
Are jaha bacche ke pita ka pata h vahi banega panchayat me panchayat sahayak banyega