Thanks a lot, Do try the recipe and give your feedback. Apne time nikal kar recipe dekhi us k liyen bahut shukriya. Please, new videos bhi dekhain, achi lagay to comment aur share karain 😊
@@zaikamazedaar thank you so much me abi banany lagy hn apki recipe ki trha Mera beta bemr hai osk liy khtm k loy hai to banani hai pory mahaly me dongi
Walekumassalam. Umeed hai aap ko ab asani hogi. Recipe try kain aur apna feedback zaroor dain. New videos bhi dekhain, pasand aye to family friends mai zaroor share karain. Khush rahain saath bani rahain
1ltr milk mai 100gms (1/2cup) sugar dalti hai jo perfect meetha hota hai baqi main hamesha kehti hun k aap apnay taste k hisab say adjust kar lain 😊. Us hisab say 500gms bilkul perfect hota hai 5ltr milk mai
@@zaikamazedaar Ji zaroor. ..humne aapko aaj pehli baar dekha. ..ab tho saath bana rahega. ..asaan receipes jo kam ingredients se bane sikhati rahein 🙏🙏
💕5 KG Kheer ki Recipe Perfect Measurements k Saath | Chawal ki Kheer by zaika mazedaar💕
Asalam-o-Alaikum mam mny y puchna Hy 250 gram rice mtlb half kg
Ya half kg sy km ya zyda kindly please y bta dy
Nahi.. 250gms matlab 1/4kg
Half kg ka adha
Mtlb 1 pao
I will make this kheer tomorrow on Eid😀❤️
In sha Allah bahut achi lagegi. Eid mubaraq in advance💐❤️
you too👍🥰
ما شاء الله تبارك وتعالى 😊
Ameen
Looks so so Delicious 😋
Glad you liked it. 💕
😊
Maa Shaa Allah....
Masha allah bhut bhut achhi
Bahut shukriya
Yummy kheer, very tasty recipe 😋 new friend 😋😍😍
Thank you so much 😊
Looks so yummy I must try this recipe
Thanks! To the point.
Buhat buhat shukriya apka 😘😊
Most welcome
Me try krn gy
In sha Allah bahut pasand ayegi aapko
Nyc recipi❤
Shukriya. Recipe zaroor try kariyega aur meri video ko apni family aur friends mai zaroor share karein 😊❤️
Delicious......
Perfect recipe.
Yummy 😋
Scrumptious
Nice recipe
Didi i like it so sweet kheet
Thanks a lot 😊
I like kheer
Me too😊
Nice
Thanks a lot, Do try the recipe and give your feedback. Apne time nikal kar recipe dekhi us k liyen bahut shukriya. Please, new videos bhi dekhain, achi lagay to comment aur share karain 😊
Very nice
Assalamualaikum sis khoye ki jagah hum comel use ker skte hain???
Walekumassalam. Comel? Ye kya hai? Samjhi nahi mai
@@zaikamazedaar condence milk
Apne bikul meri sasu jaisi bnai h🙉😘😘😘
Shukriya. Recipe zaroor try kariyega aur meri video ko apni family aur friends mai zaroor share karein 😊❤️
New subscriber
Sugar melt krke dal skte h ??
Zaroorat nahi hai melt kar k dalnay ki.. baqi aap ki marzi. Agar caramel bana kar dalna chahti hain aap to dhyaan rakhiye ga ki taste alag hoga
Hi maam bht mazey ki lag rahi hai
Kia ap bata skti hai ka ye 5kg kheer se kitny palet ban jaingy kia 16 17 palet hogi ye kheer? Plz reply jaldi de
5kg kheer araam say 25-30 log araam say kha saktay hain
@@zaikamazedaar thank you so much me abi banany lagy hn apki recipe ki trha
Mera beta bemr hai osk liy khtm k loy hai to banani hai pory mahaly me dongi
@@hsk3961 Allah s.w.t aap k betay ko muqammal shifa ata farmay. Ameen
Thanks for this awesome recipe measurements are perfect for 40 people...
Glad you liked it. Please stay connected
is quantity me kitna logonko serve kar sakthe kai?? plz rply
Kareeb 30 log
Mam ye kitne logo kai liye ho sakti h
25-30 log araam say kha saktay hain
Sis ye 250 garam kitne cup hote rice ke
Measuring cup ka 1 cup ya 1 glass
@@zaikamazedaar thank you so much sis
Assalamualaikum api 3kg k lea measurements bta dein please 😢
Doodh 3ltr
Hari elaichi 12
Basmati chawal 150gms
Kesar/Zafran 2pinch
Shakkar 300gms
Khoya 1cup (200gms)
Dry fruits
Kewra water 2tsp
Walekumassalam. Umeed hai aap ko ab asani hogi. Recipe try kain aur apna feedback zaroor dain. New videos bhi dekhain, pasand aye to family friends mai zaroor share karain. Khush rahain saath bani rahain
Kitne logon k liye hogi ye kheer??
25-30 logon k liyen
Esme casturd powder kitna dal skte h
Rice kheer mai custard powder nahi dalta.
Agar aap ko pasand hai to aap chawal 50 gms kam kar dain aur 5tbs custard dal dain
Assala mu alaikum khoya kitne grams tha?
Walekumassalam. 400 say 500gms use karlain
Wsay to 5kg kheer ma 1 kg sugar dlti ha spny 500 grm dali yeh km nhi ho gi bht kia,??
1ltr milk mai 100gms (1/2cup) sugar dalti hai jo perfect meetha hota hai baqi main hamesha kehti hun k aap apnay taste k hisab say adjust kar lain 😊. Us hisab say 500gms bilkul perfect hota hai 5ltr milk mai
Ye kitne admi k liya Banya hai app 5kg milk +250gm rice
25 - 30 admi k liye
Sis baat sune,250 garam Kitne cup hote
Ise phirni kahete hai
Koi mjhy ye bta skta ha 250 kg chawal kitny hoty hain plz
Main batati hun dear ☺️ 250kg nahi 250gms chawal use hotay hain 5kg Kheer k liyen. 250 gms matlab measuring cup ka 1 cup ya 1 glass pani penay wala
Dhai killo chawal
2,5oo kilo dudh me chini kitni dalein
2500 kg ya 25 kg?
Kitne log kha skte hai 5 kg me ?
Takreeban 50-55 log kha saktay hain 5kg me
Aik cup yani aik pao ko 250 gram hoty hy
Ji.. 250gms ya 1 pao ya 1 cup measuring wala. Sab barabar hotay hain
250gm Kitna hota h
1 cup
@@zaikamazedaar thanks
Apka hisab Shi he rice ka
Thanks 😊
Hi how many people can be served
25-30 people
Bna na ata bhi h ki nhi
bad video very bad
It is looking nice 🎉😂❤
But when we are making so scared ly
What you found bad about. Do share your feedback
Mawa nahi ho to kya kare?
Milk powder dal lain.. 5kg doodh mai 3cup milk powder
@@zaikamazedaar Thank you. ..aapke samjhane ka thareeka bohut acha hein👌 aur receipes bhi👌
Shukriya. Khush rahain, saath banaye rahain
@@zaikamazedaar Ji zaroor. ..humne aapko aaj pehli baar dekha. ..ab tho saath bana rahega. ..asaan receipes jo kam ingredients se bane sikhati rahein 🙏🙏