CARBURETOR OVERFLOW PROBLEM

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 10 янв 2025

Комментарии • 282

  • @rajbhairaj1677
    @rajbhairaj1677 2 года назад +4

    Sir ji apka bahut bahut dhanyawad meri bike me overfuel ki problem thi mene apka video dekh kar ghar pe problem solv karli

    • @amanraza4184
      @amanraza4184 2 года назад

      Bahi jaan mere hero honda Passion puls ma yahi kharabi ha tu kay same yahi karna ha kay

    • @amanraza4184
      @amanraza4184 2 года назад

      Ma bouth pareshaan ho yaar

  • @arvindjoshi2436
    @arvindjoshi2436 Месяц назад

    बहोत अच्छे से समझ दी गई है भाई साब 😊😊

  • @VijayPatel-yo2zc
    @VijayPatel-yo2zc 5 месяцев назад +3

    ऐसे ही गाइडेंसे देते रहे. थैंक्स.

  • @sunilisrani2041
    @sunilisrani2041 3 года назад +20

    Bahut hi ache tarike se samjhaya aapne. Carburetor ka gasket Kab change karna chahiye. Aur ye alag se milta hai kya.

  • @hindustani7945
    @hindustani7945 3 года назад +3

    Sar main practical karne ke bad aapko comment Kiya Hai Jay Ram Ji ki meri gadi overflow ho rahi thi aur bahut sara Paisa Nikal Raha tha aur mini Tarika aapka dekha aur Kiya aur theek ho gai gadi meri

  • @VikramSingh-hp3ls
    @VikramSingh-hp3ls 4 года назад +4

    Bdia tareeke se bataya h,,good

  • @sachinpanchal8190
    @sachinpanchal8190 4 года назад +14

    Sar aapka Samjhane Ka Tarika bahut Achcha lagta hai aur samajh mein bhi acchi Tarah Aata Hai

  • @moneydada7409
    @moneydada7409 2 года назад +8

    Thankyou Prakash ji..🙏❤️
    Itna badhiya explain krne aur itni informative video banane ke liye ❤️Dilse Aapka bahut bahut aabhar..🙏
    Ummid hai Aap aise hi Jankari wardhak videos sadaiv banate rahenge..🙏

  • @Vg_k_vlogss8538
    @Vg_k_vlogss8538 2 года назад +7

    Best explanation 🙏🙏🙏

  • @sahjadali3087
    @sahjadali3087 2 года назад +1

    धन्यवाद थैंक यू शुक्रिया सुपर से ऊपर

  • @sagarmanuja3008
    @sagarmanuja3008 2 года назад +4

    Sir I have one question yeh problem gadi parked ke time hoti haiii overflow ki ya fhir gadi chalate time bhi..

  • @saurabhsharma6374
    @saurabhsharma6374 2 года назад +1

    Bohot badiya saini saab...

  • @patelalpesh8751
    @patelalpesh8751 Год назад +1

    Thanks sir your video GOOD 👏

  • @kailashsarojsaroj1799
    @kailashsarojsaroj1799 3 года назад +1

    Nice Bhai
    Aap Sahi or sedha bataya

  • @bherulalmahatma3275
    @bherulalmahatma3275 Год назад +28

    float,pin change kar diye, cleaning bhi kar li phir bhi overflow ho raha hey to kya vajah ho sakti hey

    • @princepatel7566
      @princepatel7566 6 месяцев назад +3

      Same meri bike me bhi ho raha hai

    • @amitshaw7290
      @amitshaw7290 4 месяца назад +3

      Float change kro bhai wahi problem he mera bhi hua tha sabh kr diye tabh bhi overflow ho rha tha phir float change kiya uske baat stop hogya

    • @munirrangrej-h5h
      @munirrangrej-h5h 4 месяца назад

      Float 2 baar chang kiya fir bhi over flow hota he

    • @amitshaw7290
      @amitshaw7290 4 месяца назад +1

      @@munirrangrej-h5h tabh carburettor change krdo

    • @dhanarajprabhu489
      @dhanarajprabhu489 3 месяца назад

      Float adjust karo

  • @ravisharma9394
    @ravisharma9394 Год назад +2

    Bhai.. Mere pass Purana model bike hai.. 2 stroke wala..
    Uske carburetor ke saath 4 pipes Di hui hai..
    Ek toh petrol overflow k Liye hai..
    Baki teen Kis Kaam Aati hai..?????
    Mere bike Mein patrol overflow ki problam hai..
    Petrol knob Se patrol onn Kerta hu toh Pehle Thodi der Mein hi patrol pipe se overflow hona shuru ho Jata tha.. Machenic Se Theek Kerwaya
    Lekin 1-2 din baad hi patrol Fir overflow hone lga Hai Lekin Abb 15-20 minute baad Hota hai..
    Lekin Abb patrol knob onn Kerta hu toh bike start hi Nahi Hota..
    Agar Hota hai toh 1-2 km Chall ke
    Band Ho Jata hai..
    Fir start Nahi Hota..
    Kya dikkat ho Sakti hai..??
    Plz rply

  • @bhojrajsharma4550
    @bhojrajsharma4550 3 года назад +7

    Very good explanation

  • @nkit_Rolan
    @nkit_Rolan Год назад +10

    सर अभी मेरेे पास मैं ct 100 मोटर साइकिल है ।।और उसम ओवरफुल वाली प्रॉब्लम है वो टिक अभी तक नही हुआ । लेकिन सर मैने दो तीन बार मैकेनिक दिखाया था लेकिन सर प्रोबलम सोल नही हुआ 😔😥 सर प्लीज रिप्ले दो ।

  • @yashb.9377
    @yashb.9377 3 года назад +3

    Agar overflow vali nali ko band karde to kuch nuksan hota h???

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  3 года назад +1

      Nuksaan hoga petrol engine ke andar pahuch jaayega

    • @yashb.9377
      @yashb.9377 3 года назад +1

      @@2008pankajsaini kag ko bandh karde tab to nahi ja sakta na???

  • @ahmadraja9335
    @ahmadraja9335 2 года назад +1

    Ahmad
    Sir ji carburetor ke jis pipe mein air nahi jayega matlab wo sahi hai to us pipe ka name kya hai aur wo pipe carburetor se hote huye kis jagah par connect hota hai please reply

  • @RahulYadav-xe6cj
    @RahulYadav-xe6cj Год назад +4

    Us chhed ka jarurat Kya hai?
    Or agar usko pack Kar denge to koi problem hoga Kya?

  • @sahilkamboj4715
    @sahilkamboj4715 2 года назад +1

    Sir meri bullet me same overflow ki problem hai bike ko 25 km chla skte hai mechanic ke pass le jane k lie

  • @VillageTV
    @VillageTV 2 года назад +2

    Good work 😺👍🏾

  • @yadhavcompare6988
    @yadhavcompare6988 10 месяцев назад

    Sir ek doubt hai
    Kisi bhi bike ka carburetor replace kar sakte kya kisi aur bike ka carburetor se
    Example
    Mera pass passion plus Hero honda ki old model ki bike hai B series ka Uska Carburetor nikalke
    Suzuki Samurai 2 stroke bike ka Carburetor laga sakte kya sir

  • @deepaksolanki2390
    @deepaksolanki2390 4 года назад +4

    Sir.meri splendor bike me ae pareshani ho Rahi he. Mne Kai sare mechanics ko dikhaya fir BHI petrol over hota he

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  4 года назад +1

      Deepak ji maine jaisa bataya vaise hi kar lo ya fir mechanic se samne baithkar karva lo sahi ho jayegi

  • @sandeepmahatma3284
    @sandeepmahatma3284 14 дней назад

    Sir ye petrol injan m gir raha h gadi start krne m isme aag to ni lag jygi plz reply

  • @ravisharma9394
    @ravisharma9394 Год назад +2

    Bhai.. Mera bike baar baar over Ho Jata hai orr plug oily Ho Jata tha..
    Bhai.. Main machenic Se
    needle V Badalwa chuka hu..
    Lekin mere tvs bike fir Bhi
    over Ho Rha hai..
    Machenic Apne hi Jugaad lgaye Ja Rha hai..
    Koi solution Btao Bhai..

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  Год назад

      बाइक धुआँ तो नहीं दे रही हैं

    • @ravisharma9394
      @ravisharma9394 Год назад

      # Practical Guru..
      Nahi sir..
      Nahi sir Aisi Koi dikkat Nahi..
      Maine well maintain Kiya Hua tha..
      Abb toh Start hi Nahi Hota..
      Agar jyada kick lag jaye toh
      spark plug udd Jata hai..
      Main Apna bike jab raat Ko
      Ghar khada Kerta toh Agley din
      Floor per oily oily Hua Hota..
      Machenic ko dikhaya toh
      usney Needle change Kerdi..
      Lekin Woh problam Abhi Tak
      solve Nahi hui..
      Mere ko Lagta hai k needle ki problam nahi thi..
      Kyoki problam
      Abb jyada Ho chuki hai..
      Abb toh bike start hi Nahi Hota..
      Orr agar jyada kick Se Ya
      plug Saaf kerke start Ho Bhi jaye
      toh jha bike band Kiya Ya rukkey ,
      Uskey baad start hi Nahi Hota ..
      Machenic Ne silencer khol ke
      Sara Saaf Kiya..
      problam wahi ki wahi..
      Agley din patrol tank khol ke khali kerke Saaf Kiya Lekin
      Agley din fir wahi problam..
      Fir Agley din usney carburetor Saaf Kiya Lekin Agley din fir problem wahi ki wahi..
      Machenic aaltu faaltu Jugaad kiye Ja Rha hai..
      Abb keh Rha hai k Iska carburetor nya dalwao..!!!!!!

  • @ramborey8085
    @ramborey8085 14 дней назад

    Bhaiya meri fz v1 kam average de rhi hai 28 30 ka....kya main usmien pulsar 180 ka carborator daal sakta hn

  • @Raghav-gr6qr
    @Raghav-gr6qr 3 года назад +2

    Carburetor clean kia fir b leak, Average Cost kitna hoga flot change karana ka, aur needle change karana ka... Plz reply.. Thank u

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  3 года назад +1

      Orignal parts ki keemat jyada hoti hai

    • @Raghav-gr6qr
      @Raghav-gr6qr 3 года назад +1

      Mumbai me local garage me, local float valve avg 100 to 140rs

  • @sampatkhatak2278
    @sampatkhatak2278 2 года назад +1

    bhai koi bi hu uoska koi bhi kaam hu no video bejdo ye video muje bahut acchi laggi

  • @mandeepchalotra9696
    @mandeepchalotra9696 2 года назад +2

    Sir mera bike 2011 model splender hai main engine ja kam karwa hai 2to3 month hu gai sir aveg 20to 25 per 1leter deta hai sir kya problem hu Sakati hai please reply me

  • @mahakalgaming3245
    @mahakalgaming3245 Год назад +2

    8 '9 Baar shi krwa chuke h sab chij new dalwai h pr bo over Hoti hi h kya krna chiye new Lena chiye ya ekk baar Orr try kren plz comment

    • @nikhileshyadav5016
      @nikhileshyadav5016 6 месяцев назад

      Bhai carboretar ka life 10000se15000 tak hota hai ushe exchange hi krva lo

  • @108mohanbhole9
    @108mohanbhole9 3 года назад +2

    Agr mai us nali ko band kar to kya hoga...
    I mean close from end

  • @OctavioDecunha
    @OctavioDecunha 4 года назад +8

    Informative video .

  • @onlykids8729
    @onlykids8729 3 года назад +2

    खोल के साफ भी किया उसके बावजूद बेल बराबर निकल रहा है क्या कार्बोरेटर चेंज करना पड़ेगा

  • @ravisharma9394
    @ravisharma9394 Год назад +1

    Aapney Ismein sir Kya, change kiya
    Jis Se problam solve Ho gayi..??
    Mere bike Mein same problem hai..
    Spark plug Bhi oily Ho Jata hai..
    Jis Se bike start hi Nahi Hota..
    Machenic Ne float pin needle badal Di Lekin problem wahi ki wahi..
    Abb keh Rha k Iska carburetor Badalna Padeyga..????
    Apne level per Machenic Ne
    Kuch Bhi check Nahi kiya..
    Machenic-
    Carburetor Badalna Padeyga..
    Sir Kuch orr check Kerna hai Ya change Kerna hai plz Bta Dejiye..
    Main kisi doosrey machenic Se
    Chk Kerwa Loonga..!!!!!
    Plz rply orr, Solve my bike problam..
    Plz rply...!!!!!

  • @murtjaali5774
    @murtjaali5774 3 года назад +1

    TVs sport baik old madal carbetor kitne ka hai carbetor kaun sa company achaa rahega coment me batana sir please

  • @mv5091
    @mv5091 2 года назад +1

    hero bike 2020 model ke carburetor air screw ki O Ring mil skti hai agency ya fir market se? Plz btayiye...bhut problem hai

  • @manojmule3761
    @manojmule3761 3 года назад +3

    Sir 2 bar flot pin change kiya he fir bhe petrol Aa raha he kya kare

  • @leomartin-hl9xk
    @leomartin-hl9xk 11 месяцев назад +1

    Ye cd dawn hai na bike?

  • @indranarayan5716
    @indranarayan5716 3 года назад +2

    Dear pankaj,
    mere pass CD100ss bike hai usme carburetor overflow problem hoo gaya tha local technical mistri ne pin or float change kiya lakin overflow problem nahi thik hua
    phir usne bola carburetor change kar do wo bhia maine change kar diya
    SPICO ka carburetor change kar diya
    lakin phir overflow hoo raha please suggest what i have to do
    Thanks & Regards

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  3 года назад

      Float check kiya kya

    • @HarshalPatil-ls6ki
      @HarshalPatil-ls6ki 2 года назад

      Same condition

    • @HarshalPatil-ls6ki
      @HarshalPatil-ls6ki 2 года назад

      @@2008pankajsaini carburatetor kholneke baad float me petrol nhi dikhta khali achha jesa dikhta hai fir bhi check kru kya

  • @complexblue14
    @complexblue14 Год назад

    Bhai Maine Naya float pin aur plastic floater lagwaya kintu oil over flow ki samasya bani Hui hai.
    Mechanic ka kahna hai Naya carburettor lagana hoga. Kya Karu?

  • @bablubawra1352
    @bablubawra1352 Год назад +1

    Mera bike ka carburetor sadharan roop se nhi failta par jab side stand pe bike hota tab naatak shuru hojata toh kya mujhko poora badalna parega ya andar kuch repair hosakta ?

  • @SunilKumar-jf7hi
    @SunilKumar-jf7hi 3 года назад +1

    Carburettor clean karaya fr b whi problem ha. Kya fluid pin se problem solve ho jayegi

  • @Harinofarmarnofood
    @Harinofarmarnofood Год назад +2

    Ye pura nya karboretar kitne ka aayega parkash ji, price.

  • @Rajnishpandey392
    @Rajnishpandey392 3 года назад +2

    Achha lag sir, video

  • @inni4057
    @inni4057 3 года назад +1

    भाई क्या carburetor में नीचे कोई पाइप भी लगी रहती है?

  • @guddukumar-qh9xh
    @guddukumar-qh9xh Год назад +1

    Sir lekin aapne mujhe ea nahi bataya ki esme kya prublam tha jiske wajah se over flo ho raha tha

  • @faiyazboss6370
    @faiyazboss6370 3 года назад +1

    Nice bhai jaan 🙏👍

  • @vagishgpatil3013
    @vagishgpatil3013 2 года назад +1

    Sir Isi Confidence Ki waja Se gahr Me Carborator CLEAN kiya Ab chalu nahi hori hai Gadi..Chalu hoti hai.. Accelerate.Kia to band Ho raha Hai..Kya kare

  • @mayurgodhaniya7805
    @mayurgodhaniya7805 3 года назад +1

    Hello sir
    Meri bike shine sp hain
    Usme carburettor ka screw ghis gaya hain to honda vale kah rahe he ki replacement karna padega
    Price 6000 to kya badlana jaruri hain?

  • @mr.androidji1046
    @mr.androidji1046 3 года назад +2

    Bhai mera pass Vijay super scooter h uske carboretar se petrol gir raha packing ki dikkat to nhi h

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  3 года назад +1

      Ek baar carburetor ki safaai karva lo sab sahi ho jayega

  • @dwaipyanbanerjee5332
    @dwaipyanbanerjee5332 2 года назад +1

    Ei prothom solve karna ka kimat kitna leta hay

  • @abhishekyadavcgplay9754
    @abhishekyadavcgplay9754 2 года назад +4

    SS bike bahut Tel Le rahi hai usko Kaise theek Karen uska Tarika bataiye

  • @JP_SARKAR1
    @JP_SARKAR1 3 года назад +2

    Bhaie meri bike start hi nhi ho ra hai patrol bi hai plug bi thik hai bas overflow ho ra hai kya us ki vjh se to nhi ho ra hai

  • @HarshalPatil-ls6ki
    @HarshalPatil-ls6ki 2 года назад +1

    Ye sab kuch kr liya sir fir bhi over ho aha hai 😢 kya kru sir plzz replay

  • @akshayadhane7782
    @akshayadhane7782 4 года назад +2

    Sir mere pas passion plus hai morning me gadi res nahi hoti eska karan ky ho sakta hai sir

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  4 года назад +1

      Mornings mai sab ko problem hoti hai sardi ke samay pehle chock lagakar hi chalu karo iske baad gadi garam ho jayegi tab problem nahi karegi

    • @akshayadhane7782
      @akshayadhane7782 4 года назад +1

      Sir pickb nahi karat

  • @AmanThakurfamepageup75
    @AmanThakurfamepageup75 2 года назад +4

    Full support brother ❤️❤️❤️

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  2 года назад

      Thank you very much 🌹❤️🌹❤️🙏

  • @ad_status6619
    @ad_status6619 3 года назад +1

    Super splendor mei carburetor mei kitna oil reheta hai

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  3 года назад

      Carburetor mai oil nahi raheta hai

    • @ad_status6619
      @ad_status6619 3 года назад

      @@2008pankajsaini oil valve off karke chalane se bike chalta hai kuch der tak isliye bola hai... millage test karne k liya

    • @amanraza4184
      @amanraza4184 2 года назад

      Only 10 ml

  • @losrohansda571
    @losrohansda571 Год назад

    Net wala karvetor me over fholo ho raha hai,uska upay ky hai?

  • @mananpatel9635
    @mananpatel9635 2 года назад +1

    Bhai meri bike tilt karte ho 45 degree tab carburettor overflow ho jata hai, sidhi khadi rakho tab nahi hota, it is normal??

    • @sach1098
      @sach1098 Год назад

      Carborate ke us pipe se patrol aa raha hain use band kardo

  • @sandipsonawane52
    @sandipsonawane52 Год назад +1

    Nice video sir 👍

  • @AwadheshKumar-ys9wd
    @AwadheshKumar-ys9wd 3 года назад +2

    भाई जी बहुत परेशान हु कम से कम 20 लोगो को दिखाया लेकिन सही नही हो पा रहा है ओवर फ्लो क्या करे

  • @bhanugoyal6618
    @bhanugoyal6618 3 года назад +1

    Sir mne new needle dlwa di fir b overflow bnd no ho rha kya krna chahiye.

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  3 года назад

      Float kaise hai usse bhi over flow ho sakta hai

  • @myidea1568
    @myidea1568 4 года назад +1

    Same bike me raat ko petrol on karke rakh dete h aur jab subah gadi stand se hatate h to petrol girne lagti h pls reply

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  4 года назад

      Over ho raha hai ek baar carburetor ko maine bataya hai baise clean karba lo ya aap kudh kar lo sahi ho jayegi

    • @myidea1568
      @myidea1568 4 года назад

      Kis wajah se ye dikkat ho jati h??????🎂@@2008pankajsaini

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  4 года назад

      @@myidea1568 dust ki bajay se

  • @Mahakal-Deewana
    @Mahakal-Deewana 2 года назад +3

    Sair meri ghadi over flowe hoti band nai hoo rhi hai

  • @gogoiofficialm
    @gogoiofficialm 4 года назад +1

    Over full pipe block hogoito kia hoga

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  4 года назад

      Pipe badal do ya fir saaf kar do nahi to petrol engine ke andar ja sakta hai bike start nahi hogi

  • @ashibulhoque6954
    @ashibulhoque6954 3 месяца назад

    Agar bike ka tank mel jama ho to kya jal jata hain

  • @fakecasmiro7010
    @fakecasmiro7010 2 года назад +1

    Problem kya thi aapke me?

  • @pratikksawant8767
    @pratikksawant8767 4 года назад +2

    Sir mere bike Mai bhi overflow ki problem hai maine bike ka petrol tank change Kiya abhi carburetor bhi change Kiya phir bhi overflow ho raha hai please kuch solution bataye

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  4 года назад +1

      Tank aapko change karane ki koi jarurat nahi thi na hi carburetor change karane ki jarurat thi ek baar aap carburetor ke part change kara dete to overflow nahi hota yadi abhi bhi ho raha hai to carburetor ke ander needle or float check kar lena sahi jayegi

    • @pratikksawant8767
      @pratikksawant8767 4 года назад +2

      New carburetor lagaya hai needle to acchi hi rahegi na

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  4 года назад +1

      foat punture to nahi hai

    • @pratikksawant8767
      @pratikksawant8767 4 года назад +1

      New carburetor ka kaise rahega

    • @pratikksawant8767
      @pratikksawant8767 4 года назад +2

      Original carburetor liya hai Mai jab petrol bharvata hu bike Mai to petrol overflow hona chalu hota hai

  • @umeshlavsavre2978
    @umeshlavsavre2978 5 месяцев назад

    Kitne logo ke
    Thik hue hai bhai

  • @Harjagam.sarnam
    @Harjagam.sarnam 2 года назад +1

    Kitna kharcha aayega

  • @chanakya-niti
    @chanakya-niti Год назад +1

    Agar iske baad bhi theek na ho to kya karu

  • @murliyadav3968
    @murliyadav3968 9 месяцев назад

    Thankyou bhai ❤️,👍

  • @guddi-d3c
    @guddi-d3c Месяц назад

    Sirf kachra hi tha Na?

  • @prncrai2533
    @prncrai2533 3 года назад +1

    Your shop location

  • @rishikrishan3736
    @rishikrishan3736 5 месяцев назад

    Bhagwaan aap ka bhala kare 🙏

  • @truelove8966
    @truelove8966 2 года назад +1

    Bhai mera clean bhi ho gya h aur pin bhi change kar liya gaya kai baar but o problem ja hi nhi raha h ..tvs sport h .

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  2 года назад

      Tip ke pass bali jagay mai kachra hoga usko bhi saaf kar lena theek ho jayegi

  • @murtjaali5774
    @murtjaali5774 3 года назад +1

    Carbetor TVs sport old madal
    Carbetor kitne ka hai carbetor rupees ka hai comment mein batana sir please

  • @takbeermodelpublicschoolla1599
    @takbeermodelpublicschoolla1599 Год назад +1

    Yar bat sonu uper se jab over ho phir kiya kry

  • @ganeshkumarsawsaw3707
    @ganeshkumarsawsaw3707 3 года назад +1

    Sar mai raste phas gaya hu carbetar se petrol aa raha hai kya kre

  • @losrohansda571
    @losrohansda571 Год назад

    Apka video dekh ke bahut aacha laga, pr ak bat samajh mr nahi aaya?

  • @prakashmane9443
    @prakashmane9443 4 месяца назад

    Naya carburatur daalneke bad bhi likeg ho raha hai kyaa kare

  • @frontliner8275
    @frontliner8275 2 года назад +1

    Carborater ke screw fell ho gaye hai kya kare .....?

  • @hongkong3285
    @hongkong3285 4 года назад +2

    Sir ji ab over kare bike to yahi tarika apnawunga

  • @ravisharma9394
    @ravisharma9394 Год назад +1

    Spark plug oily
    kyo Hota hai sir..????
    Mere bike Mein Pehle overflow ki problam thi..
    Raat Ko bike Ghar khada Kerta toh
    Agley din bike ke neechey oily oily
    Leakage Hua Hota..
    Woh problam Abb Tak solve Nahi hui.. Orr Abb Spark plug Bhi
    oily oily Rehta hai Jiske Karan
    Bike over ki problem shuru ho gayi..
    Yeh Dono problems Abhi Bhi hai..
    Machenic aaltu faaltu Jugaad kiye Ja Rha hai Lekin Abhi Bhi problam wahi ki wahi..??????

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  Год назад +1

      Oil burn inside cylender so problems created ❤️

    • @ravisharma9394
      @ravisharma9394 Год назад

      # Practical guru..
      Sir machenic Se Kya
      Chk Kerne k Liye bolu..??
      Machenic Apne aaltu faaltu
      Jugaad kiye Ja Rha hai.. ??
      So plz rply
      Jo Aapko lag Rha Ho K
      Yeh Yeh problam Ho Sakti hai..
      Main Wari Wari se machenic ko
      bolke ussSe Chk Kerwa loonga..????
      So plz rply

  • @aashishsahu2563
    @aashishsahu2563 3 года назад +1

    Nice video sir ji

  • @soumitrasahoo7317
    @soumitrasahoo7317 2 года назад +1

    Sab kuch karwaliya fir bhi mere bike se petrol leakage kar raha he ..ab Kay karun bataeye plz

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  2 года назад +1

      Needle ki pin ek baar acche se clean kar bapas laga lo

    • @soumitrasahoo7317
      @soumitrasahoo7317 2 года назад

      Mene service center me 2,3 bar karwa chuka hun still same problem abhi bhi ho rahahe

    • @soumitrasahoo7317
      @soumitrasahoo7317 2 года назад

      Mere paas petrol leakage ka video bhi he

    • @soumitrasahoo7317
      @soumitrasahoo7317 2 года назад

      Kuch bole nehin

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  2 года назад

      Needle pin per jo rubber point hota hai baha kuch fasa hoga

  • @FundamentalGurujee
    @FundamentalGurujee 4 года назад +3

    उपयोगी जानकारी

  • @SuperAman4ever
    @SuperAman4ever 2 года назад +2

    Sb krke dekh liya bs ab toh bike hi bdlni baki hai ye petrol nhi rukaa

  • @vikasrana2111
    @vikasrana2111 8 месяцев назад

    Sir mere scotey ma pipe sa likee ho raha hai kya karu

  • @rajallthebestchannel6480
    @rajallthebestchannel6480 2 года назад +1

    Iska parts kaha milega

  • @Officialasif154
    @Officialasif154 3 года назад +1

    Bahut dhanya bad

  • @sikandarsingh6764
    @sikandarsingh6764 3 года назад +1

    Sir bile race denay pr ruk rhi hy

  • @premmalik6776
    @premmalik6776 2 года назад +1

    Mast video

  • @ChandanKumar-daeloc
    @ChandanKumar-daeloc 3 года назад +1

    Sir tvs Radeon bik isatatig porablam hai

  • @rajthakur.1273
    @rajthakur.1273 3 года назад +1

    Clean karne ke baad bhi agar fuel aa rha to kya kare

    • @2008pankajsaini
      @2008pankajsaini  3 года назад

      Needle point ko check karo or jaha needle lagta hai baha kachra hoga

  • @puspendrathakuriya8771
    @puspendrathakuriya8771 Год назад

    KitaNe rupay ka aata gai

  • @badshabhi9155
    @badshabhi9155 3 года назад +1

    Apache 160 me dikkt ho raha h

  • @shakiralam1868
    @shakiralam1868 2 месяца назад

    Mera 220 me same problem hai bahut kuchh kar liya lekin problem solve na huwa