Kya hasband ka bhi bharna hai Chal aur Achal sampti ya fir Anm log ke nam Jo chal achal sampati hai o jaise gadi 2018 me maidam ke nam lithi o bharna hai
Hllo bhai mera portal par jo naam hai usme soni likha hai or jo Aadhar hai usme saini hai is liye adhar mismatch dikha rha hai verification mai. ab shi kha se hoga kya karna padega government employees ko
जिनके नाम सम्पत्ति और सकुटी है क्या उनको भी No immovable property and No movevable वाला आपसन भी भरना है।
Nhi
Sir mera movable data nhi dikh Raha portal pe submit or lock bhi kiya tha
Fir se bhariye
Kya hasband ka bhi bharna hai
Chal aur Achal sampti ya fir Anm log ke nam Jo chal achal sampati hai o jaise gadi 2018 me maidam ke nam lithi o bharna hai
Hasband ka nhi karna hai
LIC 2020 ME LI THI MAINE HAR SAAL 60000 RS JAMA HOTE HAI USKA KAISE BHARNA HAI
Good morning sir ji
Good morning
Jo bhi btaya kariye achhe se samjha kr btaya kariye
Or demo dikha ke video banaya karo
Jisse sb logo ko achhe se samjh me aa jaye or form ko bhar sake
Good afternoon sir sir maine scooty finance pe li hai 3march 2024 me to usko bharenge ki nhi
2024 me bharna hai
Mere naam ghar hai wo 2013 main liya tha
Scooty 2017 main lia tha
Wo kaise update karna hai
Please btaye kya kre
Namaste bhaiya 🙏🏻
Namaste
2022 ki scooty hai loan per liye gaya tha uska vivaran Diya jaega
Sirji 2022 ya usase pahle ki sampatti bharni hai ya nahi ?
San dalkar bhar dijiyega
8 January 2024 ko sip plan liya kya abhi bhara jayega ya nhi
Ye details contractual samvida employee ko bhi deni hai ya only permanent ko??
Login nahi ho raha hai password forgot bhi nahi ho raha hai kaise login
All other departments
Crypto k bare me kaise btaye
Hllo bhai mera portal par jo naam hai usme soni likha hai or jo Aadhar hai usme saini hai is liye adhar mismatch dikha rha hai verification mai.
ab shi kha se hoga kya karna padega government employees ko
Apna Aadhar Sahi kara lijiye aap
@@examcity5702 bhai adhar shi hai portal mai galat likha hai uska btao kaise shi hoga
CMO office Jana padega
नाम की स्पेलिंग्स गलत है कैसे सुधार करें
Lucknow se hi ho payega sudhar
New samvida walo ko bi Dena h kya
Maine apna bhar liya hai dost ka bhar rhe hai to password invalid bta rha hai kiu
Forget password kar dijiye
Id aur password kaise pata chalega
Manav sampada portal pr mere name ki spelling mistake hai tb kya karna hai
Same problem adhar verification nhi ho rha uske bina kuch solution mile to batana kaise sahi hoga
Lic ke bare mai kaise bharna hai
Investment colum mein jakar bhar sakte hain
Apne hath se online bharna hoga ya CMO Office ke babu bharege
Ok
@@examcity5702 कुछ बताइए भाई जी
Khud bharna hoga cmo office ki koi jimmedaari nhi h
Sir jiska manav sampda pe name glat h wo ti nhi bhrege
Lucknow se sahi hoga
Agar house 2 jilo me h to kaise bharenge
Pahle wala bhar ke dusra wala bhi bharna hai FIR submit karna hai
सर जी पति के नाम कि प्रॉपर्टी भी भरनी है
Nhi
Sir LIC ko kaise bharna hai
Chal sampatti(moveable property)me
Sir Bank f d agar h to bhrna h ya l i c
Bhar sakte hai
Mere pass koi property nahi hai me me to grand father ke ghar me rahti hu
To Keval declaration bhar dijiye bus
Bank ka bhi detail fill karna hai
Nhi
हमारी सीएचसी पर कुछ भी नहीं बताया है।
CHC वाले तो लास्ट में बताएंगे जब लास्ट डेट रहेगा
😢sir jiske name pr kuchh bhi nhi h tab kya bharana h
Declaration wala form bharna hai
Galat kyo bata rahe hai sirf 2023 tak ka hi bharna hai 2024 ka nahi
कितने वर्ष तक का रिकार्ड भरना है
2023,2024
धन्यवाद
Sar ji naukari milane se pahle agar kisi ke pass sampatti ho to 2023 se pahle wali
23, 24में जो चल अचल किए हैं सिर्फ वही देना है,पहले का नही
2023 ka dena hai 24 ka abhi nahin 24 ka uthaega hi nahin
जिस के नाम पर कुछ भी नही है bo क्या करे
जिसके नाम पर कुछ भी नहीं है उनको भी भरना पड़ेगा डिक्लेरेशन में नहीं नहीं हो जाएगा
पर्सनल लोन भरना है क्या?
Sir link send kar dige
Manav sampda portal likhenge a jaega
स्कूटी 2018 की है उस का विवरण देना है
Ha
But mere me to kuch is trh kuch khula hi nhi hai
2023 me dena hoga
Sir hamare pass scooty 2018 mein aaya tha to kab bhara jaega
Ha