Nahi pura open nahi karna, back side or uppar side ke panel ko khol lijiye pechkas ki help se, aur jo jo tube lights aapko change karni ho wo aap change kar lijiye aur add kar lijiye
@@a2zcreativeworkschannel sirf 4-5 days.. uske baad light kam ho jati hai.. 12-14 tube lagao fir kmaal dekho backlit board ki kya glow aata hai... rah chalta har banda nazar utha kar dekhega
@@sagarshaibvlogger agar tumhare according koi itni tubelights lagayega shop wala to wo kahega ki electricity ka bill bhi tumhi de do, iss board ke sath sath 😂😆😆
@@sagarshaibvlogger aapko bahut hairani hogi ye sun kar ki aur ek baat aapko bata raha hu jisski shop par ye board laga hai na ussne iss 6 tube lights ko bhi electricity board se connect nahi kiya hai
@@a2zcreativeworkschannel humne to bahut lga rakhe..sabhi me tubes full lgaate hai.. kyunki hum high quality 5 years colours sun light me fade na hone wale (guranty ke sath) wale board lgaate hai..uske color itne sharp hote hai ki jitni jyada light ho utna jyada glow aata hai.. flex printing ki quality digital se bhi high hai..
very nice informative Thanks to Sitaramji
Welcome 🙏
Sir ye bhut achha video h bhut achha jankari diya h or sare dout mere clear hue h thank you so much sir
Welcome 😊
Very very nice Khurram Shahzad from Pakistan me ney ajman me khud Kam Kiya a
Nice video
@@world18newschannel76 thanks
Good video
Thank you
Nice but .. This cant be waterproof. . also its better to use aluminium for lightweight ..
Nice video
Thank you
nice video thanks
Thank you 😊
Nice
Helpful
nice
Tube light kaise replace hogi? In case of problem. Pura open karna padta hai kya?
Nahi pura open nahi karna, back side or uppar side ke panel ko khol lijiye pechkas ki help se, aur jo jo tube lights aapko change karni ho wo aap change kar lijiye aur add kar lijiye
Bahut achha,lekin ye jo side me band krne ke liye seat lagti hain inko kya bolte hain plz reply
Piche GI sheet hoti hai side wali powder coating GP sheet hoti hai
Fari
bhai bda chalu sa kaam hai ye toh.. 15x4 ke backlit me sirf 6 tube.. 🤔
6 tube light bhi zayda hai
@@a2zcreativeworkschannel sirf 4-5 days.. uske baad light kam ho jati hai.. 12-14 tube lagao fir kmaal dekho backlit board ki kya glow aata hai... rah chalta har banda nazar utha kar dekhega
@@sagarshaibvlogger agar tumhare according koi itni tubelights lagayega shop wala to wo kahega ki electricity ka bill bhi tumhi de do, iss board ke sath sath 😂😆😆
@@sagarshaibvlogger aapko bahut hairani hogi ye sun kar ki aur ek baat aapko bata raha hu jisski shop par ye board laga hai na ussne iss 6 tube lights ko bhi electricity board se connect nahi kiya hai
@@a2zcreativeworkschannel humne to bahut lga rakhe..sabhi me tubes full lgaate hai.. kyunki hum high quality 5 years colours sun light me fade na hone wale (guranty ke sath) wale board lgaate hai..uske color itne sharp hote hai ki jitni jyada light ho utna jyada glow aata hai.. flex printing ki quality digital se bhi high hai..
What is the name of the glue used
15x4 fir ka price kitna hai waha
Flex se pehle GI lagti hai na ki baad me
😂 correct
Iron sheet kitne ਗੇਜ ka hai
Dekhne se .25 mm lag rahi hai
Belgaum ko aaiye borad pesting kayse banate hai dikha tavu 20:28 20:28
😂😂
Golu sign board aise nahin Banta yah bhai shortcut mein banaa raha hai
Side me konsi material lagehe
iron lohe ke pipe hai
Nahi bhai, side me ek cover type kiya he ussi ka bareme puch rahahu
@@watchout5035 screen shot images share kijiye msg par, to bata dunga ki kya cheez hai, aise samjh nahi aa raha
18:44
Bhaijaan yah kam aapka totally galat hai yah kam do number hai aise hi kam ho to agar aapko yah kam achcha chahie to Ham sharab na Karen
Thuk Pati ka kam hai yah
Totally galat tareeka hai inka aise fit nahi hota board flex bhi tight nahi hai😂
acha
Very very nice Khurram Shahzad from Pakistan me ney ajman me khud Kam Kiya a