Jeetey rahain khan saab. Kya rooh bhari hai aap nay. Zahid saab kay harmonium ka volume thora kam hota to aur b maza aata, magar shayed recording waley bahi on k pass bethey hovey thay. Bohat aala kaam. Aisa kaam aaj kal sirf mehfil mai sun'ney ko milta hai. Bohat bohat khoob.
He sings so well, but ruined this ghazal by talking in between and showing off his singing. He could have sung much better. He's a wonderful singer however beats his own drums by praising himself. Pity
Kia baat ha ustadji😮😮😮😊😊
Waa WA WA bhot khub
Subhan Allah. Mind blowing but unfortunately really under rated artist.
Aisi gayaki aaj tak ke daur men abhi bhi barkaraar hai ❤️❤️ kya kehne Ghulam Bhai ka.... Shukriya ji
Composer ustad nazar Hussain ki sub sy zeada radio pak ghazliat or p t v ki compositon gany waly only ustad Ghulamabbas sb ko aizaz hi
ek to composition itni mushkil doosra gayiki us se bhi upar poori composition ki rooh ko samajh kar waah waah waah
Subhanallah Ustad G subhanallah waah waah
Waah bhot khub❤
کمال کمال
Great sureli awaaz & lea kari
Beautiful
Ever green
Jeetey rahain khan saab. Kya rooh bhari hai aap nay. Zahid saab kay harmonium ka volume thora kam hota to aur b maza aata, magar shayed recording waley bahi on k pass bethey hovey thay. Bohat aala kaam. Aisa kaam aaj kal sirf mehfil mai sun'ney ko milta hai. Bohat bohat khoob.
Ma Sha Allah
Lah diti u dand gazal di😬 zukaaam
Harmonium wala to bhai koi lajwab h,,subhanAllah,,kindly koi btay k second harmonium py kon h
Ustad g Zahid Mubarak Sahiwal 03009588720 call anytime from 2:00pm to 11:00 pm
Is gajal ki khubsurti ko barbad mat kijiye aap jinhone ise gaya hai jara aap unhe suniye.bilkul bhi sahi nahi hai ye aapka gayan.
Khach e mari u
طبلہ نواز نے پوری غزل کی ایسی تیسی کر کے رکھ دی ھے اس سے کہیں بہتر تھا کہ خان صاحب بنا طبلے کے گاتے
بغیر طبلے اور ہارمونیم کے گاتے تو زیادہ مزہ آتا ۔
Dosara harminm kon baja raha hai janb???
ZahidMubarak from Sahiwal 03009588720
Thank bro
@@rimsstudio1346 sir pl upload your solo harmonium performances on RUclips too.
singer kdchohan sindh
Lagend log hain inki tareef me kya alfaz istemal Karen bas yehi kahenge k Lagend hain bss
Not good. Missing the nasar touch..m
Sari composition begar di mazirat
Bhai aapko live ghazal sun'ne ka sense nahi hai ap pehle sun'na seekho.. Achha su'nna aapke naseeb me nahi hai.
He sings so well, but ruined this ghazal by talking in between and showing off his singing. He could have sung much better.
He's a wonderful singer however beats his own drums by praising himself. Pity
Very bad sound recording destroying credibility of the vocalist.