"Adv. Faiz Syed Assalamualaikum School me saraswati puja hoti hai jo ek shirk wala amal h jisme School me bachhe aur teacher ko jana padta jaha har saal Saraswati Puja hoti h jisme student aur teacher ko decoration karne ke liye help bhi li jati h aur waha shareek hone ko bhi bola jata hai kya usme shareek hona aur usme help karna jayaz hai ya shirk hai ?"
Maaf kariyega main is cheez ka jawab deta hu aap help kariye magar aap us chiz ka worship mat kariye agar aapko force kiya ja raha h to aap complaint kar sakte hai agar nahi maante to aap wahh school chod sakte hai q ki islam mein sirf allah ki ibadat jayez h ❤
Nhi jayaz nhi hai bhai aur agar aisa hai toh bacche ko absent karwado uss time pe school sei simple aur agar muslim school owner ho koi toh usmei daaldo agar hasiyat ho toh warna simple absent karwado. Main bhi jab school college mei tha toh wasse hi karta tha.
@@MdIslamuddinAnsari-i6h Mere hisab se sab niyat ka khel hai, agar unka ese events mein shareek hona school ke taraf se laazmi hai, toh aaj kal ke mahaul ko dekhte hue aap apne baccho ko Tawheed ki achchi samajh karaiye, aur unhe samjhaiye ki ese kisi bhi gair-islamic event main participate krte waqt apne Dilon mein gairullah ki kisi bhi tarha ki ibadat ya aqidat na ane de, aur shaamil hone ke dauran dil mein niyat rakhen ki yeh ke gair ibadati program hai jese ki koi shadi, party ya sarkari program, jise tum sirf school ke nizam ki ita'at krne ke liye kr rahe ho na ki gair mazhab ki mushahbat ke liye. Allah ta'ala toh Dilon ke haal janta hai. Jazak Allah 🇮🇳
Assalamualaikum jazak allah hu khairan Faiz sahab
Assalamoalaikum! Kya hazrat jibraeel ghair e nabi se baat kar sakte hai
"Adv. Faiz Syed
Assalamualaikum
School me saraswati puja hoti hai jo ek shirk wala amal h jisme
School me bachhe aur teacher ko jana padta jaha har saal Saraswati Puja hoti h jisme student aur teacher ko decoration karne ke liye help bhi li jati h aur waha shareek hone ko bhi bola jata hai kya usme shareek hona aur usme help karna jayaz hai ya shirk hai ?"
Bas hissa mat lena Puja m , agar wo bole ya compulsory krde wha maujood hone me liye to bas dur se khre rehna
Maaf kariyega main is cheez ka jawab deta hu aap help kariye magar aap us chiz ka worship mat kariye agar aapko force kiya ja raha h to aap complaint kar sakte hai agar nahi maante to aap wahh school chod sakte hai q ki islam mein sirf allah ki ibadat jayez h ❤
Nhi jayaz nhi hai bhai aur agar aisa hai toh bacche ko absent karwado uss time pe school sei simple aur agar muslim school owner ho koi toh usmei daaldo agar hasiyat ho toh warna simple absent karwado. Main bhi jab school college mei tha toh wasse hi karta tha.
@@MdIslamuddinAnsari-i6h Mere hisab se sab niyat ka khel hai, agar unka ese events mein shareek hona school ke taraf se laazmi hai, toh aaj kal ke mahaul ko dekhte hue aap apne baccho ko Tawheed ki achchi samajh karaiye, aur unhe samjhaiye ki ese kisi bhi gair-islamic event main participate krte waqt apne Dilon mein gairullah ki kisi bhi tarha ki ibadat ya aqidat na ane de, aur shaamil hone ke dauran dil mein niyat rakhen ki yeh ke gair ibadati program hai jese ki koi shadi, party ya sarkari program, jise tum sirf school ke nizam ki ita'at krne ke liye kr rahe ho na ki gair mazhab ki mushahbat ke liye. Allah ta'ala toh Dilon ke haal janta hai. Jazak Allah 🇮🇳
Bro it is clearly shirk you should avoid doing such activities no matter you are a student or a teacher!😢