Chala sakte ho but output load nhi degi kyunki aap solar panel 580watt laga rahe ho to apko output maximum 400-470watt milega... Agar aap battery use karte ho to phir ok hai....
Tum logo ko galat jankari de rage ho ish life mai tumhe unsuskrib kar raha hoo 40 watt panel se maximum 25 se 28 watt kahi load chal shakte hai kyoki electric ko jitane prose's se gujaroge utana power loss bhi hota hai galat jankari mat do aap jaise log pause ke liye much bhi galat kar rage hai aap logo par police karwai honi chahiye
Maine koi galat jankari nahi di hai apko bas samajh me aana chahiye ki maine video me kya bataya hai agar apko bhi abhi tak samjh me nahi aaya to aage apki marji or apne video ko dekh iske liye bahut bahut dhanyawad 🤗🤗🤗🤗🤗
Sir appka power inverter socket me dono taraf current ata hai kya? me Amazon se ek power inverter liya tha usme dono taraf current Aya tha isliye bapas karke dusra mangaya isme bhi dono taraf current aaraha hai.please replay me.
Bhai solar panel kabhi bhi proper 12volt output nhi deta kyunki solar panel pe direct 22-25volt output milta hai.... To agar app jaise inverter ko solar Panel se connect karoge turant inverter blast ho jayega... Ab apki marji direct lagana hai to lagao ya phir direct solar panel pe Solar Charge Controller laga do...
Sir mere paas 24v 330watt ka solar panel hai or 7 ah ki battery hai me 1000watt ka power inverter ko agar charge controller ke load me laga Raha hu to fault ki light jala raha hai charge controller me or power inverter bhi nahi chal raha hai plz tell me me kya karu kya mujhe badi battery chahiye.?
Solar Panel ko direct inverter pe nhi laga sakte aap solar charge controller ka use kare inverter pe laga sakte ho.... Solar panel pe direct 22-25volt output aata hai or inverter ko 12volt ki jarurat hoti hai... Okay 👍👍👍
देखो भाई में किसी दूसरी या कंपनी की बात नही मानता क्योंकि खुद की एक्सपीरियंस से पता चलता है कितना लाइफ टाइम होता है किसी भी प्रोडक्ट की।। लेकिन अगर आप जानना चाहते है तो चैनल पर बने रहे।।।
Great sir jee
Mje ye bataen k kya direct 580 watt solar penal se me 3000w ya ziada ka inverter chala skta hu
Chala sakte ho but output load nhi degi kyunki aap solar panel 580watt laga rahe ho to apko output maximum 400-470watt milega...
Agar aap battery use karte ho to phir ok hai....
Tum logo ko galat jankari de rage ho ish life mai tumhe unsuskrib kar raha hoo 40 watt panel se maximum 25 se 28 watt kahi load chal shakte hai kyoki electric ko jitane prose's se gujaroge utana power loss bhi hota hai galat jankari mat do aap jaise log pause ke liye much bhi galat kar rage hai aap logo par police karwai honi chahiye
Maine koi galat jankari nahi di hai apko bas samajh me aana chahiye ki maine video me kya bataya hai agar apko bhi abhi tak samjh me nahi aaya to aage apki marji or apne video ko dekh iske liye bahut bahut dhanyawad 🤗🤗🤗🤗🤗
@@HELPGURUCHANNEL 40 w panel se froze kaise chalaya
100cc ka bike train ko nahi chala shakata
Aap bhi chala kar dekho
Chalega
40 watt se 3000 watt kise
Sir appka power inverter socket me dono taraf current ata hai kya? me Amazon se ek power inverter liya tha usme dono taraf current Aya tha isliye bapas karke dusra mangaya isme bhi dono taraf current aaraha hai.please replay me.
Nahi bhai mere pass do inverter hai ek 200Watt or dusra 1,000Watt ka par dono me sirf Phase Wale par hi Current aata hai Neutral me nahi.
12v DC to ac 2000watt invetor ko direct solar se Chala sakte hai Kya 😊😊
Nhi aap agar puri tarah DC12volt doge to ho chal payega warna😩 destroyed
@@HELPGURUCHANNEL 12v dc to ac 2000watt invetor ko direct 12v solar se Chala sakte hai Kya 😌❤️
Bhai solar panel kabhi bhi proper 12volt output nhi deta kyunki solar panel pe direct 22-25volt output milta hai....
To agar app jaise inverter ko solar Panel se connect karoge turant inverter blast ho jayega...
Ab apki marji direct lagana hai to lagao ya phir direct solar panel pe Solar Charge Controller laga do...
400 wat penel me derect lagega kiya.
Controller use karna hoga
Aap ka mobile number milsakta hai thora bat ka karna hai
@TanvikasingingBlockchannels Sorry bro aap mujhe Instagram ya Facebook Page pe baat kar sakte ho.
Kya esase press chal sakta hai
Agar 1,000Watt se kam ka ho to chal sakega warna nhi ...
@@HELPGURUCHANNEL kitane ko milega kaise milega
Link Discription Pe Diya Hua Hai
Press 750 watt ke aas paas hoti hai inverter 500 watt ka hai Bilkul bhi Nahi chalegi bhai
Maine khud 1,000watt tak ke load ko use Kiya hai 100% chalega
Bhai load chalte time voltage drop chek kariye , ki Kitana bolt drop ho raha hai
Bhai Voltage drop hota to mein apko jarur batata but drop nahi hota jab aap Solar Panel se use karte ho.
Bhai bahot se youtuber batate hai ki voltage drop hota hai.
is liye aap load ke time voltage chek kariye
Bhai agar voltage drop hota to mein video me jarur dikhata but mein durso youtubers ke jaisa nahi hun.
Jo sach hai wahi batata hun ...
Voltage drop hota hai 170 volt Tak
Nahi bhai
Sir mere paas 24v 330watt ka solar panel hai or 7 ah ki battery hai me 1000watt ka power inverter ko agar charge controller ke load me laga Raha hu to fault ki light jala raha hai charge controller me or power inverter bhi nahi chal raha hai plz tell me me kya karu kya mujhe badi battery chahiye.?
Bhai Bina dekhe hua me koi help nahi kar pa sakta 😔 aap mujhe Instagram pe photo ya video send karo dekh kar batata hun 😊
Bhai amozone par nahi hai please please please 1000w ka koi or batao please please please
Ye lo Link ⬇️
bitli.in/vczAt5q
@@HELPGURUCHANNEL bhai bhot mhenga hai kuch kam under 1500
₹1500/- me apko kam wattage ka milega kyunki Main khud ₹2500/- me liya tha.....
Last ye mila 500Wattage ka ⬇️
bitli.in/u8IW33c
Ise sasta nhi milega Lena ho to Lelo ok...
@@HELPGURUCHANNEL bhai do fan chal jaye bas or kuch nahi under 1500
Sir mere pas 170 watt ka solar hai kia mein is ko inverter pr laga skta hoon ?
Solar Panel ko direct inverter pe nhi laga sakte aap solar charge controller ka use kare inverter pe laga sakte ho....
Solar panel pe direct 22-25volt output aata hai or inverter ko 12volt ki jarurat hoti hai...
Okay 👍👍👍
@HELPGURUCHANNEL sir shukria
@AbdulBaqi-t5t dhanyabad
@@HELPGURUCHANNELsir kia is se Bettery charge hoga ? Qk controller lgane k bad solar 12 volt de ga
Laga sakte ho battery charge ho jayega..
Aise inverter per kitne age tak ki battery Laga sakte hai
150ah
Kaha se le sakte hai ye power inverter
Aap is Link se direct kharid sakte hai⬇️
bitli.in/vrVkbx0
Tomara battery kitni ah ki hai❤❤❤
7Ah
Uske prices kya hai aur yah Kahan milega
Price to change hota rahta hai but aap is inverter ko isi video ke Discription se Kharid sakte ho...
correct your knowledge bro. its a modified sinewave inverter & its proper 500w inverter. 1000w is its peak power
Thanks bro
1000wale ke sath heater bhi test karo please
Sorry Bhai battery choti hai load nahi lega aap use karlo🙏🙏🙏🙏
Shine wave nahi hai 😂😂😂😂
Aap phir se aa gaye maine kitni baar bataya hai ye Sine Wave Inverter hai
Bhai kya aapke RUclips income aati hai
Apko kya lagta hai🤔
Muje lagta hai ki aapki income aati hai
Lg washing machine run kare load ke saath
Washing Machine ki wattage kitni hai
LG 6.2 kg washer around 350 watts and spinner 250 watts only..
Brother this will work or ???
It will definitely work, please decide.
Deep freezer nhi chalega iss se
Main Manta hun,
Lekin mere case mein Deep Freezer chalta hai wo bhi 3,000Watt ka hai
मैक्सिमम लाइफ कितनी होती है इस इनवर्टर की
देखो भाई में किसी दूसरी या कंपनी की बात नही मानता क्योंकि खुद की एक्सपीरियंस से पता चलता है कितना लाइफ टाइम होता है किसी भी प्रोडक्ट की।।
लेकिन अगर आप जानना चाहते है तो चैनल पर बने रहे।।।
Bhai price?
Price Kam jyada hota rahte hai aap Review video dekh lo Link diya gaya hai
Bhaiya yah milega kaise
Link Discription pe diya gaya hai.
Bhai 0.5 hp water pump chala kar dikhao
Bhai mere pass 1.5hp ka pump hai
0.5hp motor chalega ya nahi
@sachchidanandvishwakarma4641 chalega kyunki 0.5hp ka Watt nikale to 759watt hota hai or inverter 1,000 Watt ka hai to jarur chalega...
@@HELPGURUCHANNEL galat hai bhai tujhe kuch bhi nahi pata hai 😂😂😂 1hp me kitne watt hote hain ?
Itna lafda kyun. 12 volt step down converter lo aur direct connect kro bina battery ka
Bhai Shop ke liye karna pada sirf video ke liye nahi
Toh bhai yeh direct connection nhi hai
Sun ke time Battery ka sirf voltage banaye rakhna hota hai or raat ke time Battery use hota hai....
To din ke time direct connection hua na bhai....
@@HELPGURUCHANNELnhi bhai yeh pwm controller hai.
Isme loss bahut hota hai power.
Mppt best hai agr battery and solar dono ko connect karna hai toh.
Agar lose hota to mein change kar deta but Aisa kuch nahi hai ye bhi best hai...
Prise?
Unboxing Video dekh lo price bataya gaya hai
Bhi aapka number
Koi pareshani ho to Instagram ya Facebook Page pe aao solution mil jayega but number nhi de sakta { SORRY }