Sar Mera Chikku 4 Sal Ka ho chuka hai first time se hi varmi compost npk 0050 vagaira vagaira Khad deta rahata hun fir bhi uski growth Jyada Nahin Hogi
Maine 1 mahine pehle grafted chiku ka plant lgaya tha But usme koi change nhi h... Full doop milti h Vermi compost m har 15 days m dalta rehta hu Mai kuch cutting kru jo uski growth ho ya aise hi rehne du
Hello sir Mere ghr ki balcony kafi bdi hai, jiski wajah se garmi Mei Bahut jada dhup aati hai to kuch plant ya Bel btaiye Jo balkni Mei dhup rok ske aur achi bhi lge...plzzzs
मेरा चीकू का पौधा बहुत बड़ा हो गया और 5 साल भी हो गया लेकिन फल नही लगा अब तक जिस समय बाजार से पौधा को लिया था उसमे 2-3 छोटे फल लगे थे। अब क्या करे की फल लगे। और किस महीने फल फुल आता है
Sir mai bh chiku ka plant laai hu usme flowering aur fruting ho rhi hai par problem ye hai ki uski main trunk niche se moti hai uske baad jo uske upar ka part hai wo ek side ko jhuka hua hai centre mai nh hai ye sidha kese hoga
Cash on delivery ka option start kro sir please , mera chiko ka podha 2 saal ka ho gya hai , last year phool aye but fruit nhi bna ,, hum chicken poop ka liquid form use krte hai sath neem khali bone meal b dete hai , baki ab rab ki mrji fruit dena ya nhi oxygen to dega hi plant .so i love gardening 🙏
मेरे याह चिकू का पोधा ,, 6 months pehale Maine grafted podha laya tha ,, fruiting bhi start huwi thi ... , Par red ant ne attack Kiya .... Waha ab red ant ne apna ghar bana Liya hai ... What to do now?
हमारे plant को लगभग 14 साल हो चुके है फूल बहुत आते है पर फल नही| जमीन मे लगा है काफी बड़ा और धना है खाद - पानी भी समय पर मिलता है फल 3 - 4 ही आते है जो पकने से पहले गिर जाते है| क्या करना चाहिये?
👍
Mere pass 3 ears ka cheeku ka craftad plant h and 5ears ka grreps ka plant h jis par fal nhi aata h plees treetment btayen
Jo khaad maine bataye vo dalo time to time
mera chiku ka plant 1year ka hai.but abhi tk fruiting pr nhi aya fitne bhi flowers aate hai gir jate haii.
Nyc information sir. 😍👌
Good job
Good information for chiku
bhai lichi plant pr video bnao
Very informative video.
Amaa beej se laga7 sal ka plant pot me hai. Flowes bhi nahi aa rahe
2 saal aur wait kijiye
Beej wale me time lagega ...khaad paani time se dijiye
Sir banayan report bonsai video bnao
मेरे चीकू के पौधे में फल छोटे होते हैं ! बड़े
फल प्राप्त करने के उपायों को बताएं!
Khaad dalo time se
Sar Mera Chikku 4 Sal Ka ho chuka hai first time se hi varmi compost npk 0050 vagaira vagaira Khad deta rahata hun fir bhi uski growth Jyada Nahin Hogi
Plant dhum hai na ..growth to Verity par h kuch Verity jo grafted hoti h unki hight kam hoti hai
Maine 1 mahine pehle grafted chiku ka plant lgaya tha
But usme koi change nhi h...
Full doop milti h
Vermi compost m har 15 days m dalta rehta hu
Mai kuch cutting kru jo uski growth ho ya aise hi rehne du
Abhi kuch mat karo garmi tej h
@@Mammalbonsai ok thank u
Sir mere chikoo ke plant me flowers aa kar sookh jate hai, koi koi leave bhi jal raha hai.
Sir kya karu? Please reply.
Chiku ki care karni hogi khaad dena hoga but abhi nahi sahi time pe ..maine video dala hua
Wahh bhai mast hai
Nice video Vijay bhai
Agar kombo magvana ho to kese magvye poles batai
7sal ka podha h abhi may me bhi fool aa rhe h lakin kabhi fal nhi laga h ab tak ek bhi podha bhi bhut heldi h
Plant ko proper nutrition do
Hello sir
Mere ghr ki balcony kafi bdi hai, jiski wajah se garmi Mei Bahut jada dhup aati hai to kuch plant ya Bel btaiye Jo balkni Mei dhup rok ske aur achi bhi lge...plzzzs
Jhumka bel laga lo
@@Mammalbonsai apne store ka link bhejo
Mere pass chiku ka plant big size pot me hai,usme flowering b achhi hoti hai aur fruiting b, bcoz I have some secret for fruiting😉
Waah ..good
Please tell...mere plant me flowers bhi kum aate h and fruits nahi lagte
Nice sharing 👍👍👍
Mere chiku ka ped bada hogaya phul bhi arahi hai par fal nhi lagta hai . Ped jamin par laga hai . Bataiye kya karu
Khaad dalo
Superb job 👍👍👍
Online site kya h
Mera cheekoo ka plant boht dheere dheere grow krta hai....new leave kafi tym baad niklte hai...plant ko sunlight me rkhna hai ya shadow me....
Sunlight me aur Fertilizer diya karo
@@Mammalbonsai plant sunlight me hi rehta hai sara din but pot me hai
Sir maine bhi chiku ke seeds lagaye h iss sal aur me phele poly bag me grow karoonga phir jameen me lagaungi.
But beej wale me fruit bahut late ayenge
Sir mera curry plant ki Daliya Tut chuki Hain tejhava ki vajah se aur ab growth Nahin ho rahi hai Kya Karen solution Jarur den
Plant ki photo dikhana ... Ab new growth garmi me shuru hogi
Good Work Sir🌳🤗🌱🌲
Bn.?
मेरा चीकू का पौधा बहुत बड़ा हो गया और 5 साल भी हो गया लेकिन फल नही लगा अब तक जिस समय बाजार से पौधा को लिया था उसमे 2-3 छोटे फल लगे थे। अब क्या करे की फल लगे। और किस महीने फल फुल आता है
Is video me Jo bataya hai vo follow karo
भाई DAP और गोबर खाद एक साथ दे सकते है
10 saal purana chikoo ka pedh hai , phhol bhout aate hai par phal nahin bantee!
Khaad dalo
@@Mammalbonsai Thanks !
Mere pass 3 sall purana pauda hai jo jamin me laga hai but flowering gir jati hai, kya करूं
Isme Feb me potash,dap,compost,bonemeal,neemkhali do
मैरा चीकू plant 5year ka hai
App apne store par fruit plants bhi rkha kariye Kyoki yha par nursery valo ka bharosa nhi hai
I will try
Sir mai bh chiku ka plant laai hu usme flowering aur fruting ho rhi hai par problem ye hai ki uski main trunk niche se moti hai uske baad jo uske upar ka part hai wo ek side ko jhuka hua hai centre mai nh hai ye sidha kese hoga
Dhup se ho sakta hai ap force mat karna kyonki vo upar ka part hi grafted hai ..toot sakta hai
Cash on delivery ka option start kro sir please , mera chiko ka podha 2 saal ka ho gya hai , last year phool aye but fruit nhi bna ,, hum chicken poop ka liquid form use krte hai sath neem khali bone meal b dete hai , baki ab rab ki mrji fruit dena ya nhi oxygen to dega hi plant .so i love gardening 🙏
Mix khaad leni h
Hibiscus me kon sa fertilizer de skte hain bhai?
चीकू में फुल बहुत सारे आते है पर फल नहीं बन पाते हैं
मेरे याह चिकू का पोधा ,, 6 months pehale Maine grafted podha laya tha ,, fruiting bhi start huwi thi ... , Par red ant ne attack Kiya .... Waha ab red ant ne apna ghar bana Liya hai ... What to do now?
Ant se podhe ko kaise bachaye is topic pe video dala hua hai
@@Mammalbonsai ok
Chiku bade hote ha in per wo meethe nahi hote matlab pakte nahi hain kya karen Sir
Lage rahne do pakenge jarur time aane par ..agar ap sahi nutrients de rahe hai to
Bhai npk to nuksan dayak hota he khame wali plants me dene se
Chikuka pata mauljatahe to kay karnachahiy
मिट्टी के अंदर देने वाला एनपीके बताओ यह तो पानी में खुलने वाला है
Ap granual form wala le lena
Bhaiya aanar pe ful aa rha hai but fruit nhi aa rhe hai
Flower nahi girenge to jarur fruit ayega
Hi
Chiku main flawring bhi nahi ho rahi hai
Live kab aaoga bro
Cal sal ke ped ho gaya hai full aata hai fal Nahin Aata Hai Chiku ke ped
One year
Mere nimbu m phool to aye lakin gir gayi kya karu
हमारे plant को लगभग 14 साल हो चुके है फूल बहुत आते है पर फल नही| जमीन मे लगा है काफी बड़ा और धना है खाद - पानी भी समय पर मिलता है फल 3 - 4 ही आते है जो पकने से पहले गिर जाते है|
क्या करना चाहिये?
3 sal ho chuke or bagar aata h lekin phal nahi lagata
चीकू को पकाते कसे है pls एडवाइज दे
Ese plant par hi pakne de jub ye pak jyega to hath lagate hi hath mai aa jyega
Haha 🤣🤣 shai hai pinki ji
Plant ko nutrition ache se de
Mujhe chiku ka poudha lagaya 3sal Ho gaya hai
3 year ho gaye fruits lag k gir jate hai grafted hai
Nutrition do
दवाईयां बताई
Compost,neemkhali,bonemeal
मेरे चीकू पर नहीं लगते है
25 yer old chiku tree not fruit
Plant ki photo dikhana
लोगों ने बहुत सवाल किया
लेकिन आपने किसी का जवाब नहीं दिया।
Bhia sara din mian online nahi rahta jab time milta hai tab sabke deta hu
Itna kharch aur mehnat is se achcha khareed kar kha lenge
Vo bhi kar sakte but ek gardener khud ka grow kiya hua fruit khakar khus hota h
🚩🚩🚩🚩🚩
Hindi bolane me sarm lagti hai
Kyon
Phal nahi aa rahe
Kyaa kare
Bhai whatsapp number dena