Размер видео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показать панель управления
Автовоспроизведение
Автоповтор
Thank so much sir for sharing this video
Bhai excellent ..please hamay embroidery sikhaaye online
Thanku itna achhe se batane ke liye❤
Sukriya
Very nice vedio Bhai Meri mashine ka spring tuut gya h wo kesy lgy ga new
❤❤❤
Hamey online sikhna hey app online nahi lete ho kiya
Thanks bro 👍😊
Machine bare me jankari nai ta app ka video dekh ne ke baad samjh me aya. Asya video aur daliye please sir
Nice
Best vedio bro.. but I recoment the first one
Nice😊😊😊😊❤
Sar shuttle bandhna sikhayen please❤❤❤
Bahut sare video already h youtube pe ab main kya banaun
Please sir full online embroidery course ka class do na shikhna h apse ....❤ please 🙏
sr bhot thankssr pydal ke setting hm.ghr kr sakty hy matlb jes ko ghotny sy zor dy kr tanka chora ya chota karty hy
Nice❤
Thankyou sir
Experience hy ya kisi guru se shiksha li hai
Hello brother....agar uppar ki dhaga niche joma ho jaye toh kya kare plz reply me
Tension spring me achhe se fasaye, aur uper ka dhaga jyada loose mat rakhen
Sir aap Kadai k beach cut kse bnate hai ji jo disigin jalidar ban jata hai
Solder iron se
Sir bobin me aap konsa dhaga use karte ho mai first time embroidery sikha rahi hu
Cotton ka ya polyester dhage ka nam batayiye
Cotton dhaga
Bayya neche me pedal kisa control karana pls bolona
Wahi to aapko sikhna dheere dheere dabayen ho jayega control
Sir pls reply me that bobbin case clip during stitching a bunch of thread and machine stuck there
Sir mera usha 130 hai 5no tak jane se table pura vibration hota hei... Table konsa lena hai
Table jo bhi ho usko jama ke rakhiye
Daga acha cahle kiya krna parega
Suttle setting, thread setting, tension setting sahi krna padega
Meri machine me jab zari dhaage se bnao to bobbin wala dhaage oper a jata hai zari dhhaga sai kam nahi krta kia karen us k liye?
Bobbin tight rakhen
Meri machine me dhaga to bahut badhya chalta hai lekin zari bahut bekar chalta hai. Koi idea hai ki zari kaun sa use kare ya zari me oil, pani ya kuch aur chhidke?
Shuttle setting achhe se karen, aur tension spring ko bhi perfect rakhen,gaj ki hight sahi rakhen
Which machine r u using
Ralson sewing embroidery machine model 130
Bai amarppas mishin ha bovin kaisisa thaga athaha bovin anthar dalaga thaga nahi athaha booth taitibiha
Bobbin case loose karke dekhen ya fir aapka bobbin ka size chauda hoga
Sui de dhaga khichte tym tut jata h kyaa kre
Sui change kar den,, king company ka needle mile to lagayen
Aur niche vali dhage ka boht jada guchha bnta h kya kre
@@vishantmoudgil430 niche ka dhaga bahot loos to nhi h,, thoda tight karke dekh len
Okk
Dage ka color se samjha nai arha hai
Sir online kam sikhna plz
Plees apka no
Thank so much sir for sharing this video
Bhai excellent ..please hamay embroidery sikhaaye online
Thanku itna achhe se batane ke liye❤
Sukriya
Very nice vedio Bhai Meri mashine ka spring tuut gya h wo kesy lgy ga new
❤❤❤
Hamey online sikhna hey app online nahi lete ho kiya
Thanks bro 👍😊
Machine bare me jankari nai ta app ka video dekh ne ke baad samjh me aya. Asya video aur daliye please sir
Nice
Best vedio bro.. but I recoment the first one
Nice😊😊😊😊❤
Sar shuttle bandhna sikhayen please❤❤❤
Bahut sare video already h youtube pe ab main kya banaun
Please sir full online embroidery course ka class do na shikhna h apse ....❤ please 🙏
sr bhot thanks
sr pydal ke setting hm.ghr kr sakty hy matlb jes ko ghotny sy zor dy kr tanka chora ya chota karty hy