Sir Prt english noraml prt me kya de difference h kya eligibility alag alag h Jaise prt english ke liye 12 th me English literature hona chahiye please reply sir 🙏
Sir..prt ..prt hindi ..prt English..ye alag alag kyu h?😢 kya matlab hai iska jb eligibility same hi h Aur kya teeno ka syllabus alag alag h?? Kya teeno me se Koi bhi fill kr sakte h?? Agr PRT English wale English padhayenge to PRT wale kya padhayenge?? Sabke jawab dijiye one by one pls 🙏pls 😢
@CPSmartClasses aa is pe ek video bnaa dijiye na bahut confusion hai... To sabke syllabus same hai to PRT exam nikalne par kya padhayenge aur PRT english Qualified hone par kewal english padhayenge kya Aur hm log sbi k liye eligible h kya????
Kya pgt tgt ar prt teeno category se form bhr skte h?
Sir primary hindi teacher ke bare me shi se bta dijiye
Railway teacher ke form me sign upload karne mai problem a rahi h ....kisi ka fill hua h form
Sir prt railway teacher aur prt english teacher me kya difference hai please bataye
PRT railway teacher aur PRT English teacher me koi difference nahi hai , donon ek hi hai , alag alag subject padhate hain .
Bhaiya yadi english prt K liye bhrte h to Kya exam bhi english m hoga or Hindi usme ayegi Ki nhi plz reply
PRT ke liye 12th tk english medium compulsory h kya sir ?
Yes
Hindi medium wale form fill nhi kr skte Kya??
Ker sakte hai
Pgt ke liye bhi banayie sir
Sir 15 marks ka interview prt ke liye v hoga ya fr only tgt pgt ke liye h plzz reply
Assistant teacher Junior School female and NTT teacher both are same?
Sir PGT ke post pr v vedio bna dijiye 🙏
आज शाम को वीडियो आएगा
Kya ek se jyada v zone se form var sakte hai
Sir Prt me interview h kya
Sir prt aur tgt dono post ek sath bhar sakte hai na? Ek hi zone me
Sir Prt english noraml prt me kya de difference h kya eligibility alag alag h
Jaise prt english ke liye 12 th me English literature hona chahiye please reply sir 🙏
Prt english jo hai wah english मीडियम school ke liye hai
Patna ya muzaffarpur zone me prt ka seats...?
Sir prt k liye education qualification qy h.ctet or tet nahi h qy aaply kar sakta hu.
Railway PRT k liye koi bhi ek tet chahiye
Sir maine Environmental science se MSc. Kiya h. Kya mai PGT botany se form bhar sakti hu
PGT ka video aaj aayega usme dekhna aap eligibility
Ajmer region m nhi h
no
Tgt sst ki kitni post h
TGT wala video dekhiye
Sir..prt ..prt hindi ..prt English..ye alag alag kyu h?😢 kya matlab hai iska jb eligibility same hi h
Aur kya teeno ka syllabus alag alag h?? Kya teeno me se Koi bhi fill kr sakte h??
Agr PRT English wale English padhayenge to PRT wale kya padhayenge?? Sabke jawab dijiye one by one pls 🙏pls 😢
Sab same hain kewal post ke naam alag hain
@CPSmartClasses aa is pe ek video bnaa dijiye na bahut confusion hai...
To sabke syllabus same hai to PRT exam nikalne par kya padhayenge aur PRT english Qualified hone par kewal english padhayenge kya
Aur hm log sbi k liye eligible h kya????
punjabi mae prt post😊
Punjabi kinl ha kya