ماشاء اللہ تبارک اللہ بہترین لیکچر الحمدللہ آپ جیسے استاد بہت کم ہوتے ہیں جو طلباء کی تعلیم کے ساتھ ساتھ تربیت کا بھی خیال رکھتے ہیں ان کی آخرت کی فکر کرتے ہیں اللہ سبحانہ و تعالیٰ آپ کو دنیا و آخرت کی ہر نعمت سے نوازے۔
ہماری عزت کونسی عزت دین سیکھنے میں علماء کتنی تکالیف اٹھانے ہیں گھر بیٹھے آپ ہمیں گھر گھر علم پہنچا رہے ہیں ساتھ میں دعوت کا کام بھی ہورہا ھے اسپر ہمیں شکر گزار ہونا چاہئے اللہ تعالٰی آپ دونوں کو اپنے رحمت کے سائے میں رکھے دین ودنیا میں آمین یا رب العالمین
Alhamdulillah Sir ap bohot achy hain ap ny prhany k sath hm sb ki tarbiat bhi ki bohot Acha lgta hy jb ap hmain itny achy treeky sy hmari deeni tarbiat krty rahy hain
SS55 Sir apk tamam alfaz hamaray liay intihayi mohtram hain, balkay Allah hamain maaf fermaye jo bhi hum nay ap say seekhtay huay gustakhi ki Jazakumullahu khairan kaseera sir and maam nadia
لیکچر کا اختتام بہت دل افسردہ ہوا آپ ہمارے استاد ہیں آپ جیسے استاد بہت کم ہوتے ہیں جو تعلیم کے ساتھ ہماری تربیت بھی ایسی کریں جو دنیا کے لیے تو فایدہ مند ہیں لیکن آخرت کے لیے بہترین ہے فلاح ہے ایک استاد کو اسی طرح ہونا چاہیے سختی تربیت کا حصہ ہونی چاہیے نہ کہ اجکل جو سکول و کالجز میں میں مار نہیں پیار کے لوگو نے بچوں کو ادب سے ہی محروم کر دیا عموماً ۔۔بے شک سب ایک جیسے نہیں ۔۔ اللہ عمل کی توفیق عطا فرمائے
Assalam o alaykum wa rehmat ullahe wa barakatuhu! Ap hamare rohani baap hai aur aik hadith k mutabiq aik baap ju sab se behtareen tuhfa apni aulad ko de sakta hsi wuh "ilm " hai. Jazakillah o khairan katheera wa ehsan el jaza fid dunya wal alkhirat. Allah swt ap ko khair o ilm ja sar chashma banayen rakhen aur hamain ap k lye sadqa e jaria banne ki taufeeq den ameen! Ap sada shad o sbad rahen.
Allah lamha lamha hamare ustaad g ko behtareen ajar Ata farmay itni belos meant Kearny walk log Kam hoty hy Allah imaan k sath Kamil sehat shifa Wali zindagi ataa farmay sister Nadia k sath milkar apny bacho ki tamam khushya dekhni nasib ho Ameen
جزاک اللہ خیراً کثیرا اُستاد ۔ Another lecture with many messages for us. May اللہ سبحانہ تعالیٰ accept all your efforts and provide you best in this world and hereafter. آمین یا ربّ العالمین
Allah ka boht ihsan hai k mjhe ap jese ustad se deeni taleem sekhne ka mouqa dya.. Masha Allah sir ap hmare ilm me izafa karne ki koshish me lage rehte hain.. Allah apko jazae khair de.
jazakallah hokhira ustad .Allhumduliallah ustad app ny to aaj mughay us question ka answer diya jes ki boht zarort thi. Allah aap sy razi hon or aap jub bhi hamain koie baat bataty hain boht dill khush hota hai dill sy dua nikalti hai aap k liya usta mohtaram. aap kitni mahnet kerty hain hain jetny bhi lectures aap ny samghaya allhumduliallah boht easy way main samjhay . asy shayed hi koie ustad hon lakin ya jo aap k zarya allah pak ny quran samagh ny ki tofeek di . main khti hon allah ka boht bara fazal hai jitna shukr ada kaon kum hai k aap jesy ustad allah ny hamain diya jazak allah ho khira ustad
Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa barakatuh sir Ma shaa Allah bahut hi khoobsurat andaz mein aapne grammer ke sare rules ko explain kiya h. Mujhe hamesha se hi Quran ko samajhne k liye Arabic ko janne ka shauq tha. Allah swt insano dilon ko behtareen janta h aur mujhe MAH jaisa plateform ata kiya . Allah swt ka bahut bahut ehsan o Karam o nawazish h. Beshak Allah swt raah dikhata h jo raah pana chahe. Allah swt se dua h ki wo apko aur hamari saari ustaza ko behtareen ajr o swab naseeb kare. Aur meri ye bhi dua h Allah swt mere tamam Muslim Bhai bahnon ko is ilm ko seekhne mein asani fermaye .mere liye bhi asani fermaye. Ja zak Allahu khairan kaseera Sir ,,,,,,,🤲🤲🤲
JazakalAllahu khairan kasira Ustaad e mohtaram Allah Paak Aapki mehnat Qubool kare aur dono Jahan m aala mukam ata kare aur sehat vo Barkat wali lambi Umar ata kare aur aapke seekhane aur hamare seekhane m Barkat ata kare itni mehnat se ilm sekhate aur Deen seekhane wala Ustaad kabhi nhi dekha.Allah Paak Aapko jannatul firdous m aala mukam ata kare.Aameen
Hmare bht pyare or mohtaram Ustad,ap hmare liye Allah Ta'ala ka bhtreen tohfa hn,hm is pr Allah ka jitna shukr kren kam he,k allah ne hme ap jaise ustad ata farmaye,ap ne kabhi kisi b student ko ghalat nhi kaha,hmesha kisi ghalti pr hi danta,ap ka itna to haq he k jitni mehnat se ap hmein parrhaate hn or hmari tarbiat krte hn ,to ap thorra sa ghussa kr sken,ap please khud ko qusurwar na samjhen,we are proud of you and MAH,
JazakAllah o khairan kaseera sir for all your efforts for making learning Quran easy for us. I felt so blessed when you summarise our learning at the end . I cant even imagine was it really me who learned this all. It is just because of your endeavouring efforts who make it possible in a very easy way. All praises be to Allah Subhana wa Taala Who chose us as a learner of Quran. Alhamdulilah. Best learning in the whole world. I have no words to explain my feelings, gratitude and happiness. ❤❤ May Allah Subhana rewards you the best in this world and here after (Jannat ul Firdous ). JazakAllah to mam Nadia and our teachers n MAH team. May Allah Subhana showers His countless blessing on you. Ameen.
Masha Allah sir bahot achcha lecture aur aapka samjhane ka tariqa bahot hi alag hai bahot easily sab samjh me aajata hai sir hamko bhi soch kar bahot rona aaraha hai ke itne dino se sab aadat me shamil ho gaya tha lectures sunna aur aapki itni sab achchi achchi baate bataye bahot changes aaye hai usse zindagi me bahot zayada ke ham likh kar nhi bata sakte aur hame bahot ehsas hai ke aap kitni mahenat karte hai iske liye aapki puri team aur aapke liye sir hamesha dil se dua nikalti hai jab bhi ham dua ke liye hath uthate hai to khud ba khud aapke liye dil se dua nikalti hai aapki puri team ke liye bahot bahot Jazakallahu khair sir bahot hi khush naseeb hai ham jo hame aap jaise itne achche ustad mile
اللہ آپکو دونوں جہاں میں عافیت عطا فرمائے، عرش کا سایہ نصیب کرے، اور انبیاء، صدیقین، صالحین، شھداء کے ساتھ اکٹھا فرمائے آمین یا رب العالمین فاطر السموات والأرض انت ولي في الدنيا والآخرة توفنى مسلما والحقني بالصالحين
Assalamualaikum warehmatullah. Waqai aapne aaj ke lecture me jo kuch bateen hame dikhayi wo bohot beneficial thi .Sahaba razi Allahu anhu ki misalen jab aap dete hain to lagta h k hamnl Sahaba ko sahi se jante hi nhi .Her bar aapke lecture se Alhamdulillah hamara eeman taza hota h or aakhirat ki fikr peda hoti h.Allah aapko in sab ka behtreen badala ata farmaye.
Ustadh hm ap sy razi hnn r hmri dil sy dua h Allah ap sy razi hon amin.Allah apk is khubsurt dil ko qabol farmain amin .ap ny hmen arabic k sath sath r b bht kuch sekhaia h Alhamdulillah ..
Jazak allah kasiran ustaad ji Maafi aap bilkul na mange aap jarsa b padhate hain sikhate hain o humari bhalai k liye hi hai Aap bilkul kabi kabi galat nai the ustaad ji .... Allah aap se razi hojaen🤲
Alhamdulillah Nahi Sir aaphamare saath matlab kisi ke saath koi sakhti nahi ki hai Balke aap bahut hi behtareen andaaz me hame samjhaya hai Bahut hi easy way se Barakallah jazakallahu Khairan kaseera wa fiddunya wal aakhira Allah raazi ho aapke iss kaam se Aameen
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ جزاک اللہ خیرا کثیرا استاد محترم کے لیے دل سے دعائیں گرائمر بھی سیکھ رہے ہیں قرآن کو سمجھنے کے لیے الحمد اللہ ساتھ میں استاد ہماری رہنمائی کے لیے ہمیں آگ سے بچانے کے لیے ہمیں روشنی کی طرف لے جا رہے ہیں اللہ ہمیں عمل کی توفیق دے ۔الحمد اللہ
اسلام علیکم ورحمته اللہ وبرکاتہ استاد محترم Alhamdulillah BARAKALLAHU FEEK Aap ka samjhane ka andaaz bahot hi umda hai Allahtala aapko jazae khair ata frmae yahan tak ke safar me hmne hmare ustaad ko aaj itna emotional hote huve suna Plzzz 🙏 🙏 استاذ is tarha hmse baar baar mafi mat mange Walid se koi naraz hota hai bhala . aap to hmsab ko ilm ke saath jeene ka tareeqa adab sunnath aqlaaq hr cheez sikharahe ho baar baar DOZAQ se bachne ki talqeen krrahe ho aap jaise استاذ hmne aaj tak nahi dekha 🤲🏻 Allahtala aapko dono jahan me kamyab kre aur Qayamat me aap ka hisab aasaan kre aur JANNATH UL FIRDAUS me aala se aala buland darja ata frmae Aap ki hr dua qubool frmae aur hr jaez maqsad me kamyabi ata frmae Aameen summa aameen 🍁Miss Ameena maam 🍁Batch 7 🍁 Sabiha 4
استاد صاحب آ پ کو ہمارے لیے اللہ ربّ العالمین نے نعمت بنایا ہے،ہم اللہ ربّ العزت کے اور اپکے شکر گزار ہیں ،،جو اپ اخلاقیات کا درس دیتے ہیں ہم تو اسکا بدلہ بھی نہی چکا سکتے جو علم اپ نے ہمیں دیا ہے وہ ہمارے لیے انعام ہے ہم اپکے احسانات کا بدلہ نہی چکا سکتے ، اللہ ربّ العزت اپ کو دونوں جھانوں کی عزتوں سے نوزے آمین 🤲🤲 ثم آمین
Asalamualaikum Sir ALLAH ❤️ ka bhot shukur ky apky badolat humy parny ka moqa diya apsy both Kuch sikhny ko Mila. ALLAH ❤️ apko aur apki family ko dunya aur akherat me behtar jaza-e-kher dy. Ameeeeeennnn.Sir plzzzz Dua me yad rakhe 😢😢
Assalaamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Respected Sir, Alhamdulillah very good Lecture Bohot ache se aapne Lecture samjhaya hai Alhamdulillah Aap tamaam team ko Allaah swt jaza e khair de, Aameen Ya Rabbal Aalameen Nazima Parveen 29 Miss Fakeha Firdaus Batch 07 Group 01 Jazak Allaahu khairan kaseerah fid'duniyah Wal Aakhirah for your support
ASSALAMUALAIKUM Jazakillah o Khairan kasira ustad muhteram......Ap arbi KY sath class main hamen r b bhot Kuch sekha jaty han....Mjà Kai baton Kay jawab AJ ap KY lecture main mily ALKHAMDULILA....... ALLAH pak hamen jannat ul firdos main apny nabi pak ka sath naseb farmay Amen..
Assalam o Alaikum Respected sir Ap ne jis mehnat r lgan se hamen is mqam taq pohnchaya h wo na qabile bian h Allah apko r apki sari team ko do jhan ki khoshian naseb frmaen Sir agr ap sakhti na krty to to shaed aj hm is qabil na hoty
Asalamualikum warhmatulillah wabaraktuhuu..Allahuma barik wazid ..behtreen naseeha and Ustadh truly the way app teach us not only the grammer but the essence of ikhlaq by being practical and every new lecture is filled with gems of naseeha and tadabur filled session Allahuma barik .may it be heavy on app scale ameen
Sama Siddiqui Sir ustaad ka haq hai dantna gussa karna...or Aap maafi na maanga kare ..Agar aap hm pr sakhti nhii karenga toh hm log padhenga kaise ..Ustad ka sakht hona bhi zaruri hai..Aapki Mehnat ko Allah Rabbul Aalameen be inteha qabool farmay or Aapka liya Aapke waaldain ka liya sawabe jariya banay..
ماشاء اللہ تبارک اللہ بہترین لیکچر الحمدللہ آپ جیسے استاد بہت کم ہوتے ہیں جو طلباء کی تعلیم کے ساتھ ساتھ تربیت کا بھی خیال رکھتے ہیں ان کی آخرت کی فکر کرتے ہیں اللہ سبحانہ و تعالیٰ آپ کو دنیا و آخرت کی ہر نعمت سے نوازے۔
ہماری عزت کونسی عزت
دین سیکھنے میں علماء کتنی تکالیف اٹھانے ہیں
گھر بیٹھے آپ ہمیں گھر گھر علم پہنچا رہے ہیں
ساتھ میں دعوت کا کام بھی ہورہا ھے اسپر ہمیں شکر گزار ہونا چاہئے اللہ تعالٰی آپ دونوں کو اپنے رحمت کے سائے میں رکھے دین ودنیا میں آمین یا رب العالمین
ماشاءاللہ بہت ہی اچھے طریقے سے سمجھایا اور ساتھ میں آخرت کی بھی فکرکی ہماری جزاک اللہ خیرا کثیرا آمین ثمہ آمین
ماشاءاللہ بہت بہترین انداز
اللہ تعالیٰ آپ کو دین ودنیا کی ساری بھلائیاں عطا فرمائے آمین ثم آمین
Alhamdulillah Sir ap bohot achy hain ap ny prhany k sath hm sb ki tarbiat bhi ki bohot Acha lgta hy jb ap hmain itny achy treeky sy hmari deeni tarbiat krty rahy hain
جزاك الله خير الجزاء
الله تعالیٰ اپ کے علم میں برکت عطا فرمائیں
SS55
Sir apk tamam alfaz hamaray liay intihayi mohtram hain, balkay Allah hamain maaf fermaye jo bhi hum nay ap say seekhtay huay gustakhi ki
Jazakumullahu khairan kaseera sir and maam nadia
Ma sha Allah
Buht Shukriya sir je itnaa pyara lecture diya...sb smj agai
Alhamdulillah sir aapne bahut hi acha samjhaya... Saath mai deen ki baatein batayi.. Jazaak allah sir
Ma sha Allah boht asha andaaz ha samjany ka Allah pak jzay khar dy Ameen
Jazakallah khair sir
Alhamdulillah aapne bht acha padhaya aur apply bhi krwaya quran ki ayaat ke through
لیکچر کا اختتام بہت دل افسردہ ہوا آپ ہمارے استاد ہیں آپ جیسے استاد بہت کم ہوتے ہیں جو تعلیم کے ساتھ ہماری تربیت بھی ایسی کریں جو دنیا کے لیے تو فایدہ مند ہیں لیکن آخرت کے لیے بہترین ہے فلاح ہے ایک استاد کو اسی طرح ہونا چاہیے سختی تربیت کا حصہ ہونی چاہیے نہ کہ اجکل جو سکول و کالجز میں میں مار نہیں پیار کے لوگو نے بچوں کو ادب سے ہی محروم کر دیا عموماً ۔۔بے شک سب ایک جیسے نہیں ۔۔ اللہ عمل کی توفیق عطا فرمائے
Mashallah subhanallah
Har lecture ki taraha is lecture me bhi bahut kuch naya seekhne ko Mila hai
Jazakallah khair kaseera
Assalam o alaykum wa rehmat ullahe wa barakatuhu!
Ap hamare rohani baap hai aur aik hadith k mutabiq aik baap ju sab se behtareen tuhfa apni aulad ko de sakta hsi wuh "ilm " hai.
Jazakillah o khairan katheera wa ehsan el jaza fid dunya wal alkhirat.
Allah swt ap ko khair o ilm ja sar chashma banayen rakhen aur hamain ap k lye sadqa e jaria banne ki taufeeq den ameen!
Ap sada shad o sbad rahen.
Allah lamha lamha hamare ustaad g ko behtareen ajar Ata farmay itni belos meant Kearny walk log Kam hoty hy Allah imaan k sath Kamil sehat shifa Wali zindagi ataa farmay sister Nadia k sath milkar apny bacho ki tamam khushya dekhni nasib ho Ameen
MashAllah great full, JazakAllah u Khair,
Alhamdulilah done
Subhan Allah. Ma Sha Allah. JazakAllah hu khairan kaseera. Allah app ko dono jahan mein kamayabi atta kuray. Ameen sum Ameen
جزاک اللہ خیرا کثیرا
اپ نے جتنی دعائیں مانگیں اللّٰه تعالیٰ ساری قبول فرمائیں آمین
Jazak Allah khair sir. Very nice advice sir . Allah opens our hearts and mind to follow Quran out of love for Allah Ameen
JazakAllah u kharin kasira
Alhamdulillah nasihath aameez lecture hai
Mashallaha
جزاک اللہ خیرا استاد محترم
آپ ہمارے بہت عزیز استاد ہیں
آپ معافی مانگتے ہیں تو دل بوجھل ہو جاتا ہے
جزاک اللہ خیراً کثیرا اُستاد ۔
Another lecture with many messages for us. May اللہ سبحانہ تعالیٰ accept all your efforts and provide you best in this world and hereafter.
آمین یا ربّ العالمین
Very good reminders الحمدلله.
جزاکم اللہ خیرا کثیرا!
ماشاءاللہ سر آج کا لیکچر بہت آسان تھا اور بہت اچھے طریقے سے آپ نے سمجھایا ۔
جزاك اللّٰه خيرا كثيرا في الدنيا والأخيرة...آمین
Allah pak apko Jaza e khair ata farmaye.Ameen
استاد محترم ہم آپ کا احسان انار ہی نہیں سکتے صرف دعا۔ ہی دیتے ہیں اللہ تعالی آپ کو دنیا اور آخرت میں بہترین اجر عطا فرماۓ۔آپ کی کوشش اور لگن بےمثال ہے
ماشاللہ بھت پیاری تلاوت ھے
الحمداللہ اتنا اچھا سیکھنے کو مل رہا ہے اللّٰہ آپ کو جزائے خیر دیں
Allah ka boht ihsan hai k mjhe ap jese ustad se deeni taleem sekhne ka mouqa dya.. Masha Allah sir ap hmare ilm me izafa karne ki koshish me lage rehte hain.. Allah apko jazae khair de.
Assalamualaikum ap ko dono jahano ki khushiyan nasib hon
Ap jaisa ustad nahi dekha itni mehnat ma sha Allah
Masha Allah. App ny boht achi tarah sy parhaty hain
Allah pak ajar Azeem Atta kre ameen
jazakallah hokhira ustad .Allhumduliallah ustad app ny to aaj mughay us question ka answer diya jes ki boht zarort thi. Allah aap sy razi hon or aap jub bhi hamain koie baat bataty hain boht dill khush hota hai dill sy dua nikalti hai aap k liya usta mohtaram. aap kitni mahnet kerty hain hain jetny bhi lectures aap ny samghaya allhumduliallah boht easy way main samjhay . asy shayed hi koie ustad hon lakin ya jo aap k zarya allah pak ny quran samagh ny ki tofeek di . main khti hon allah ka boht bara fazal hai jitna shukr ada kaon kum hai k aap jesy ustad allah ny hamain diya jazak allah ho khira ustad
Alhamdulillah boht acha lecture JazakAllah khair ustaad ✨
Ap jesa teacher Milna hamari Khush naseebi h
Jazakallah khairan kaseera taleem k sath sath tarbiyat b kar k taleemo tarbiyat ka haq ada kar diya. Allah ap ko dono jahan main kamyaabi de. Ameen
Mashaallah sir g Allah Ta'ala ap ko bhtreen jazaekhair ata farmaye Ameen
Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa barakatuh sir
Ma shaa Allah bahut hi khoobsurat andaz mein aapne grammer ke sare rules ko explain kiya h.
Mujhe hamesha se hi Quran ko samajhne k liye Arabic ko janne ka shauq tha.
Allah swt insano dilon ko behtareen janta h aur mujhe MAH jaisa plateform ata kiya . Allah swt ka bahut bahut ehsan o Karam o nawazish h.
Beshak Allah swt raah dikhata h jo raah pana chahe.
Allah swt se dua h ki wo apko aur hamari saari ustaza ko behtareen ajr o swab naseeb kare.
Aur meri ye bhi dua h Allah swt mere tamam Muslim Bhai bahnon ko is ilm ko seekhne mein asani fermaye .mere liye bhi asani fermaye.
Ja zak Allahu khairan kaseera Sir ,,,,,,,🤲🤲🤲
Excellent lecture with detail explanation Alhamdulillah.. JazakAllah khair !
اللہ پاک آپ کو بہت جزا عطا فرماۓ
JazakalAllahu khairan kasira Ustaad e mohtaram Allah Paak Aapki mehnat Qubool kare aur dono Jahan m aala mukam ata kare aur sehat vo Barkat wali lambi Umar ata kare aur aapke seekhane aur hamare seekhane m Barkat ata kare itni mehnat se ilm sekhate aur Deen seekhane wala Ustaad kabhi nhi dekha.Allah Paak Aapko jannatul firdous m aala mukam ata kare.Aameen
Hmare bht pyare or mohtaram Ustad,ap hmare liye Allah Ta'ala ka bhtreen tohfa hn,hm is pr Allah ka jitna shukr kren kam he,k allah ne hme ap jaise ustad ata farmaye,ap ne kabhi kisi b student ko ghalat nhi kaha,hmesha kisi ghalti pr hi danta,ap ka itna to haq he k jitni mehnat se ap hmein parrhaate hn or hmari tarbiat krte hn ,to ap thorra sa ghussa kr sken,ap please khud ko qusurwar na samjhen,we are proud of you and MAH,
JazakAllah o khairan kaseera sir for all your efforts for making learning Quran easy for us.
I felt so blessed when you summarise our learning at the end . I cant even imagine was it really me who learned this all. It is just because of your endeavouring efforts who make it possible in a very easy way.
All praises be to Allah Subhana wa Taala Who chose us as a learner of Quran. Alhamdulilah. Best learning in the whole world. I have no words to explain my feelings, gratitude and happiness. ❤❤
May Allah Subhana rewards you the best in this world and here after (Jannat ul Firdous ).
JazakAllah to mam Nadia and our teachers n MAH team.
May Allah Subhana showers His countless blessing on you. Ameen.
Masha allah alhamdulillah behtareen lecture hai sir allah apko jazae khair de aur hamare sikne me bartkath de aameen summa aameen
Masha Allah sir bahot achcha lecture aur aapka samjhane ka tariqa bahot hi alag hai bahot easily sab samjh me aajata hai sir hamko bhi soch kar bahot rona aaraha hai ke itne dino se sab aadat me shamil ho gaya tha lectures sunna aur aapki itni sab achchi achchi baate bataye bahot changes aaye hai usse zindagi me bahot zayada ke ham likh kar nhi bata sakte aur hame bahot ehsas hai ke aap kitni mahenat karte hai iske liye aapki puri team aur aapke liye sir hamesha dil se dua nikalti hai jab bhi ham dua ke liye hath uthate hai to khud ba khud aapke liye dil se dua nikalti hai aapki puri team ke liye bahot bahot Jazakallahu khair sir bahot hi khush naseeb hai ham jo hame aap jaise itne achche ustad mile
Jazak Allahu Khayran kaseerah fid duniya wal aakhirah.
Jazakallah khair... Our respected n devoted sir. May Allah pak bless you alot. Aameen. May Allah pak guide us all towards hidayat. Aammeen
Asslmo o Alikum
اللہ تعالیٰ آپ کو بہت عزتیں عطا فرمائے آمین ثم آمین یارب العالمین
bht hi umda lecture tha....... Jazakallah Ustaad💞
JazakAllah khairan kseera sir Allah subhan o tala'a ap Se razi ho
Assalam o Alaikum Muhtram Ustad ALLAH pak ap ki in tamam kosison ko qabool manzoor farmay ameen suma Ameen ALLAH pak ap sy razi hon ameen ❤️ 😢
SS38 ,MashaAllah zaberdest lectures
Assalamu alaikum
Jazakallahu kherunn kaseerunn sir ji Masha Allah bahot acha lecture hai
اللہ آپکو دونوں جہاں میں عافیت عطا فرمائے، عرش کا سایہ نصیب کرے، اور انبیاء، صدیقین، صالحین، شھداء کے ساتھ اکٹھا فرمائے آمین یا رب العالمین
فاطر السموات والأرض انت ولي في الدنيا والآخرة توفنى مسلما والحقني بالصالحين
Assalamualaikum warehmatullah.
Waqai aapne aaj ke lecture me jo kuch bateen hame dikhayi wo bohot beneficial thi .Sahaba razi Allahu anhu ki misalen jab aap dete hain to lagta h k hamnl Sahaba ko sahi se jante hi nhi .Her bar aapke lecture se Alhamdulillah hamara eeman taza hota h or aakhirat ki fikr peda hoti h.Allah aapko in sab ka behtreen badala ata farmaye.
Ustadh hm ap sy razi hnn r hmri dil sy dua h Allah ap sy razi hon amin.Allah apk is khubsurt dil ko qabol farmain amin .ap ny hmen arabic k sath sath r b bht kuch sekhaia h Alhamdulillah ..
Barak Allah Sir Alhamdulillah apki qirrat bht alarming lgti h
Jazak allah kasiran ustaad ji
Maafi aap bilkul na mange aap jarsa b padhate hain sikhate hain o humari bhalai k liye hi hai
Aap bilkul kabi kabi galat nai the ustaad ji ....
Allah aap se razi hojaen🤲
Jazakallah, very informative lecture
سر جی۔۔تسی گریٹ ھو۔۔۔جزاک اللہ خیرا فی الدارين
JazakAllah sir
Ap k lye bht sari duayn
Ap parrhany k 7 hmari تربیت bh kr rahy thay same like parents❤
Alhamdulillah
Nahi Sir aaphamare saath matlab kisi ke saath koi sakhti nahi ki hai
Balke aap bahut hi behtareen andaaz me hame samjhaya hai
Bahut hi easy way se
Barakallah jazakallahu Khairan kaseera wa fiddunya wal aakhira Allah raazi ho aapke iss kaam se Aameen
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
جزاک اللہ خیرا کثیرا
استاد محترم کے لیے دل سے دعائیں
گرائمر بھی سیکھ رہے ہیں قرآن کو سمجھنے کے لیے الحمد اللہ
ساتھ میں استاد ہماری رہنمائی کے لیے ہمیں آگ سے بچانے کے لیے ہمیں روشنی کی طرف لے جا رہے ہیں اللہ ہمیں عمل کی توفیق دے ۔الحمد اللہ
اسلام علیکم ورحمته اللہ وبرکاتہ استاد محترم
Alhamdulillah
BARAKALLAHU FEEK
Aap ka samjhane ka andaaz bahot hi umda hai Allahtala aapko jazae khair ata frmae yahan tak ke safar me hmne hmare ustaad ko aaj itna emotional hote huve suna Plzzz 🙏 🙏 استاذ is tarha hmse baar baar mafi mat mange Walid se koi naraz hota hai bhala . aap to hmsab ko ilm ke saath jeene ka tareeqa adab sunnath aqlaaq hr cheez sikharahe ho baar baar DOZAQ se bachne ki talqeen krrahe ho aap jaise استاذ hmne aaj tak nahi dekha
🤲🏻 Allahtala aapko dono jahan me kamyab kre aur Qayamat me aap ka hisab aasaan kre aur JANNATH UL FIRDAUS me aala se aala buland darja ata frmae
Aap ki hr dua qubool frmae aur hr jaez maqsad me kamyabi ata frmae
Aameen summa aameen
🍁Miss Ameena maam
🍁Batch 7
🍁 Sabiha 4
Mashallah Mashallah ustad ji charge a lot alhamdulellah
Apny bht mehnt ki ha hm py....
السلام علیکم و رحمتہ اللہ وبرکاتہ
سر جی اللہ سبحانہ و تعالی آپ سے راضی ہو۔ آمین یا رب
❤😊 Jazak allha ustad ap Boht mehnat se prha rhy hain allha apko jazae kher de
استاد صاحب آ پ کو ہمارے لیے اللہ ربّ العالمین نے نعمت بنایا ہے،ہم اللہ ربّ العزت کے اور اپکے شکر گزار ہیں ،،جو اپ اخلاقیات کا درس دیتے ہیں ہم تو اسکا بدلہ بھی نہی چکا سکتے جو علم اپ نے ہمیں دیا ہے وہ ہمارے لیے انعام ہے ہم اپکے احسانات کا بدلہ نہی چکا سکتے ، اللہ ربّ العزت اپ کو دونوں جھانوں کی عزتوں سے نوزے آمین 🤲🤲 ثم آمین
Asalamualaikum Sir ALLAH ❤️ ka bhot shukur ky apky badolat humy parny ka moqa diya apsy both Kuch sikhny ko Mila. ALLAH ❤️ apko aur apki family ko dunya aur akherat me behtar jaza-e-kher dy. Ameeeeeennnn.Sir plzzzz Dua me yad rakhe 😢😢
Allah ap sy raazi ho jain humsha k liy ameen humari waja sy ap ko koi taklif pohnchi tu maaf kr diyiej ga 🙏
Assalaamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Respected Sir,
Alhamdulillah very good Lecture
Bohot ache se aapne Lecture samjhaya hai Alhamdulillah
Aap tamaam team ko Allaah swt jaza e khair de, Aameen Ya Rabbal Aalameen
Nazima Parveen 29
Miss Fakeha Firdaus
Batch 07 Group 01
Jazak Allaahu khairan kaseerah fid'duniyah Wal Aakhirah for your support
ASSALAMUALAIKUM Jazakillah o Khairan kasira ustad muhteram......Ap arbi KY sath class main hamen r b bhot Kuch sekha jaty han....Mjà Kai baton Kay jawab AJ ap KY lecture main mily ALKHAMDULILA.......
ALLAH pak hamen jannat ul firdos main apny nabi pak ka sath naseb farmay Amen..
Masha Allah
Jazak Allahu khairan kasira
Ma Sha Allah behtareen lecture
JazakAllahokher sir.Allah apkko kussh rakhe
ماشاءاللہ ماشاءاللہ
الحمد اللہ
الحمدللہ رب العالمین
An excellent lecture, sir you are doing an excellent job lot of respect and regard for you, MAY ALMIGHTY ease your path,
Sarah umer
Batch #8
Bahut shandar sir...
JazakAllah
بہت بہت شکریہ استاد جی
اللہ آپ سے راضی ہو
جزاک اللہ خیرا کثیرا استاد محترم
جزاك الله خيرا و اجـول الله لك العطاء و بارك الله في ايمالك و
حياتك و مـالك و فـــر الله لك و لوالديك و اهل بيت
.. آمين
Jazakallahu khairrr ustad e mohtaram.,.... Itni mehnat aur lagan se padhane k liye... 😇👍🤲👌💐💐
MashAllah
ما شاء الله بارك الله
تقبل الله منا ومنكم جزاك الله خير كثيراً في الدنيا والآخرة.... أمين
Masha Allah very nicely explained. Jazakallhu khair
Jazakallah khairan khatheera
Masha Allah well explained
Assalam o Alaikum
Respected sir
Ap ne jis mehnat r lgan se hamen is mqam taq pohnchaya h wo na qabile bian h
Allah apko r apki sari team ko do jhan ki khoshian naseb frmaen
Sir agr ap sakhti na krty to to shaed aj hm is qabil na hoty
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
جزاك الله خيرا يا معلمي
وَکفیٰ بِاللہ نصِیرا۔
وَکفیٰ بِاللہ ولِیّا
الحمد لله رب العالمين ❤️
Asalamualikum warhmatulillah wabaraktuhuu..Allahuma barik wazid ..behtreen naseeha and Ustadh truly the way app teach us not only the grammer but the essence of ikhlaq by being practical and every new lecture is filled with gems of naseeha and tadabur filled session Allahuma barik .may it be heavy on app scale ameen
آمین
آمین🤲🏻🤲🏻
ہمارے لئے بھی😢😔
آمین یا رب العالمین
MashaAllah, JazakAllahu khair Sir
بعد تحیہ وسلام
اللہ تعا لی نے آنحضور کو افہام کاایک خاص ملکہ عطا کیا ہے
ناچیز کیلئے بھی دعا فرما ئیں
Sama Siddiqui
Sir ustaad ka haq hai dantna gussa karna...or Aap maafi na maanga kare ..Agar aap hm pr sakhti nhii karenga toh hm log padhenga kaise ..Ustad ka sakht hona bhi zaruri hai..Aapki Mehnat ko Allah Rabbul Aalameen be inteha qabool farmay or Aapka liya Aapke waaldain ka liya sawabe jariya banay..