Bhai aapka behaviour bahut badhiya hai video dalne ke baad bhi , comments ka bharpur reply de rahe hai 👍sare questions ka sahi jawab diye ,👍👍 Asa karta hun ki apka channel jald million me pahunche ❤
Sir Aadhar card pe husband ka name hai lekin scholorship ke liye residence certificate par father ka name hona chahiye kaise hoga please suggestion dijiye
भाई, आधार में ससुराल का अपडेट है, जाति में स्थाई मायके का है और अस्थाई ससुराल का, आवास और आय में स्थाई ससुराल का है, अब NCL डालना है तो पता कहा का दिया जाए??? RUclipsrs बता रहे मायके का डालना है और बिहार सरकार के एक नोटिफिकेशन में भी था मायके का(आवासीय और NCL में भी)।।। तो अगर आवासीय और आय में स्थाई ससुराल का हो और जाति में स्थाई मायके का और अस्थाई ससुराल का और हमने NCL में मायके डाला तो रिजेक्ट तो नहीं होगा???
Mai up se hu sir aur meri shadi Bihar me huyi hai Mere husband ke aadhar card pe bhi address up ka hi hai Lekin mere father in law ka sab kuchh Bihar se hai to kya mai unke aadhar card se jud ke Bihar ka nivas praman patra bnwa skti hu ????
@@NirajEducationTak abhi to voter card nhi banwaye h Agar voter card Bihar ka bnwa lenge to ho skta h ?? Kya mera bhi ctet me 89 marks pe ho skta h Bpsc ??
Sir mera aadhar card pr himchal ka address h or husband ke aadhar pr aasam ka pr unke pass nivasiya h bihar ka to me form fill up ke time apna aadhar card or unka aawasiya dalne se mera bn jaega kya nivas certificate plllzzzz sir btaie😢
Mai hu Bihar se aur adhar pe address bhi bihar ka hai . But husband ke adhar pe address punjab ka hai . Mai bihar se residence certificate banwana chahti hu to usme husband ka bhi adhar card upload karna hoga ?
Without adhar card agar Bhaiya mukhiya ke letter pad par asthai niwasi hu likha lu or signature stamp laga lo to issase bhi upload kar ke bana sakte hain niwas praman patra please reply reply
mera aur mere daughter ka aadhar wb ka h, mera obc cert. 20 yrs purana bihar ka h, ab daughter ka aawasiya banana h, to daughter ke aadhar ke sath mera obc certificate ka pdf upload karne se hoga? uske alawa hamare pas abhi bihar ka residential koi proof nahi h aur mera v sara document pan,voter etc wb ka hi h, pl advice a wayout and comment
Sir mera addhar card jharkhnd ka bna hua bt residents bihar ka hai to aadhar uplod krne ke baad reject to nhi hoga na new aadhar update kr diye bt abhi aaya nhi hai
@@NirajEducationTak जो शादीसुदा महिला जनरल कैटेगरी से है उसका भी फादर k address ka hona chahiye ya Jo reservation claim kadgi usko kaiwal father k address hona chahiye
लड़की का Up में गांव है और शादी बिहार में हुआ है तो कैसे जाति प्रमाण पत्र बनेगा। और कहा से ऑनलाइन होगा ?
Ladki ke mata pita ke address se banega jati
आधार कार्ड पर पिता का एड्रेस हो तो उसे स्थिति में कैसे बनाएं इस पर एक वीडियो डालिए please
Usi ko upload kijiye Or sath husband ka v aadhaar v upload kijiye ek sath
@@NirajEducationTak उसके पिता का आधार कार्ड भी अपलोड करना है
@AdityaKumarJaiswal0908 niwas me nhi upload krna hai
Bhai aapka behaviour bahut badhiya hai video dalne ke baad bhi , comments ka bharpur reply de rahe hai 👍sare questions ka sahi jawab diye ,👍👍
Asa karta hun ki apka channel jald million me pahunche ❤
जय श्री राम
🚩🚩🚩
Father name or address change karke husband name and address update karna hai to nivas praman patra kaise banaye
Online apply, address me husband ka address fill kijiye, photo pr signature kr ke upload kre,
Bhaiya, agar certificate jaldi chahiye to ladki k sasural k block me Jana padega ya mayke k block me?
Jis address pr banayenge usi ka block me jana hoga
मैंने आप लाइक किया पर भैया उसमें लड़की का मायके का माता पिता का नाम शो कर रहा है और पति का भी नाम पर उसमें सिर्फ पति का नाम शो करना चाहिए
Ma pita ka name to rhega hee rhega
हम फॉर्म भर रहे हैं तो अटैच एनेक्सचर का ऑप्शन नहीं आता है प्लीज बताएं
Aadhar number feel kiye Honge aur Aadhar se link mobile number ko OTP Aaya Hoga isiliye attach annexure ka option Nahin Aaya
Sir Aadhar card pe husband ka name hai lekin scholorship ke liye residence certificate par father ka name hona chahiye kaise hoga please suggestion dijiye
Apply time father name fill hota h
अगर किसी लड़की की शादी jh me hua hai उसका एड्रेस क्या डाले माता पिता का एड्रेस पर झारखंड का एड्रेस nhi leta hai
kis kaam k liye bna rhe h ,uske anusar add fill kre
भाई, आधार में ससुराल का अपडेट है, जाति में स्थाई मायके का है और अस्थाई ससुराल का, आवास और आय में स्थाई ससुराल का है, अब NCL डालना है तो पता कहा का दिया जाए??? RUclipsrs बता रहे मायके का डालना है और बिहार सरकार के एक नोटिफिकेशन में भी था मायके का(आवासीय और NCL में भी)।।। तो अगर आवासीय और आय में स्थाई ससुराल का हो और जाति में स्थाई मायके का और अस्थाई ससुराल का और हमने NCL में मायके डाला तो रिजेक्ट तो नहीं होगा???
Married woman ka ncl pita ke address se hee banega, rejected nhi hoga, candidates ke aadhaar k sath father ka v aadhaar upload kr dijiye ga
Bhai जाति बन गया है मैके से अब ससुराल से कैसे बनवाए जाति समझ नहीं आ रहा एक बार बनाए तो रिजेक्ट हो गया
Mayke se hee bnta hai
मेरा वाइफ का आधार में मायके का एड्रेस हैं तो मैं आधार कार्ड कैसे बनाएं
Niwas bna lijiye phle apne address ka fir usi niwas se aadhaar bn jayega
Domicile bna chuka hu usme Jo document diye h use change karna h kya ho parda
Vah change Nahin hoga
जो व्यक्ति thub लगाता उसका आय प्रमाण पत्र कैसे बनेगा
Online apply
Mai up se hu sir aur meri shadi Bihar me huyi hai
Mere husband ke aadhar card pe bhi address up ka hi hai
Lekin mere father in law ka sab kuchh Bihar se hai to kya mai unke aadhar card se jud ke Bihar ka nivas praman patra bnwa skti hu ????
Voter card h bihar ka to vo de dijiye
@@NirajEducationTak abhi to voter card nhi banwaye h
Agar voter card Bihar ka bnwa lenge to ho skta h ??
Kya mera bhi ctet me 89 marks pe ho skta h Bpsc ??
@@NirajEducationTak pls sir achhe se bta dijiye
Aadhaar ka v address update krwa skte h, ya apply kr ke block se baat kijiye
Mera ghar Bihar me hai pr hm jharkhand me rhte hai toh aadhar card v jharkhand ka hi bna hai ab apply krne pr bihar form reject ho jrha kya kre?
Bihar se bna rhe h to Bihar ka koi address proof de
Bhai mai bihar se hu aur meri wife west Bengal se aawasiye banana hai kaise banega hum banwaye hai to 2 baar reject ho gya h help me
Sir mera aadhar card pr himchal ka address h or husband ke aadhar pr aasam ka pr unke pass nivasiya h bihar ka to me form fill up ke time apna aadhar card or unka aawasiya dalne se mera bn jaega kya nivas certificate plllzzzz sir btaie😢
Aadhaar ke alawa, voter card v h to attached kr dijiye, niwas v
Signature photo par karna hai ye digital duabara
Kya mtlb
Agar ladki Jharkhand se h or uska shadi bihar m hogya h to wo apne pati ke trf se local residence bnwa skti h
Haa
Sbhi sath milke letter nikalwa dijiye sbhi district ka
Tb jaa k bne ga...
Hm bhi bhoot peresan hai bilkul nhi bana de rhe hai 😢😢
Kya hua
@@NirajEducationTak niwas praman patra nhi ban Raha h block se father k yaha se
Apply kr ke block se miliye,
@@NirajEducationTak ok dubara apply kr te hai..
Mai hu Bihar se aur adhar pe address bhi bihar ka hai . But husband ke adhar pe address punjab ka hai . Mai bihar se residence certificate banwana chahti hu to usme husband ka bhi adhar card upload karna hoga ?
Apna hee upload kr dijiye
Main ek student hu jharkhand ka address hai aadhar me but bihar ka residential hu to father ka adhar attach kar sakte hai kya?
Haa
Without adhar card agar Bhaiya mukhiya ke letter pad par asthai niwasi hu likha lu or signature stamp laga lo to issase bhi upload kar ke bana sakte hain niwas praman patra please reply reply
Other documents ka option h koi v dena hee hoga, voter pan, or sb v h
@@NirajEducationTak nahi bhai other option nahi h kya select karenge plz reply
Documents me hee sb documents ka option h
@@NirajEducationTak mukhiya ka koi option he nahi hai upload karne ka plz check and reply reply
Mere mummy ka mother father nahi hai to aay awashiye me name kaise likhe late. Lgakar ya sirf name likhe
Lga skte h
Apply to the office ke jagah par kya bharna
Automatic fill hota h
मां का mother and father name कहां का डाले। नहइर या माइके
Please reply me 😭😭😭😭
Unke original maa papa ka name
@@NirajEducationTak matlab mayka
@@NirajEducationTak aur pata kha ka dela
@user-rv7dx4vl6r haa
Sir husband bihr k hai but unka adhar pr delhi ka adress hai to kiya uplod kr skti hu apne sath
Jo v address fill karenge, uska koi v address proof upload kre
Residential certificate apply krte time word no dale the but jo aawasiye bn ke aaya h usme word no q nhi show ho rha h....plz jldi btayiyega
Dhyan se dekhiye nhi daale honge, dobaara download kijiye
@@NirajEducationTak sir cast certificate or residence certificate me ward no show nhi krta h kya agr gram panchayat se ho toh
Krta h, nhi show ho rha hai to koi dikkat nhi hai
@@NirajEducationTak bpsc teacher exam me chl jayega n ye...koi dikkat toh nhi hogi
Ward no se koi dikkat nhi hoga, dobaara download kr lijiye ek baar
Bhai agar mahila ke aadahr card par pati ka address nahi hai waha par dusra address hai tab kaise banega
Husband ka v aadhaar or candidate ka v aadhaar ek sath upload kre
@@NirajEducationTak bhai agar aadhar card ki jagah mahila ka paasbook ( jis par father ka address likha hua hai) upload kare to ban jaayega kya
Voters de dijiye jiska option h vahi dijiye
Abhibadan lgana jaruri hai kyaa
Nhi
@@NirajEducationTak sir agar lga diye shri residence certificate me but matric me shri nhi hai to koi problem hoga kya docoument verification me kyaa
@HARSHKING-om8sc isse koi dikkat nhi hona chahiye
ladki up se hai bihar sadi hui hai to kaise banega...
Husband address se bna lijiye
mera aur mere daughter ka aadhar wb ka h, mera obc cert. 20 yrs purana bihar ka h, ab daughter ka aawasiya banana h, to daughter ke aadhar ke sath mera obc certificate ka pdf upload karne se hoga? uske alawa hamare pas abhi bihar ka residential koi proof nahi h aur mera v sara document pan,voter etc wb ka hi h, pl advice a wayout and comment
Old jo vo upload kr dijiye
Permanent residence certificate kaise banwga
Same process
फोटो महिला का है
Sir mera addhar card jharkhnd ka bna hua bt residents bihar ka hai to aadhar uplod krne ke baad reject to nhi hoga na new aadhar update kr diye bt abhi aaya nhi hai
Apne aadhaar k sath husband ka v upload kijiye ek hee pdf me
mera residence aug 2022 ka bna hai..toh kya bihar 7 phase k liy valid hoga
Haa
Age vivahit mahila ka uske pita ke add pe banvana hai to kaise banega
Pita ka address fill kijiye
@@NirajEducationTakअगर आधार कार्ड हसबैंड का address ho phir kya kadna hoga husband father dono Bihar se hai
Pita ka v aadhaar card upload kr dijiye, jo v documents denge address match hona chahiye
@@NirajEducationTak जो शादीसुदा महिला जनरल कैटेगरी से है उसका भी फादर k address ka hona chahiye ya Jo reservation claim kadgi usko kaiwal father k address hona chahiye
Father
Pita ke address par reject karte he application of married female candidates
Husband ka address fill kijiye
@@NirajEducationTak Benefit of reservation nh milega as per notifications, fir kya kare
Pita ke address pr hee chahiye to, apply kr ke block se mil lijiye, kahi bn jaye
Sir please reply kigiye ki marriage girls father ke yaha pe nhi bana rha h block wala
Q nhi banaye ga, boliye ki bpsc teacher ke liye form fill krna hai,
Haryana ka btao.. Bhai.. G
❤❤ Aap haryana se ho bhai ❤❤
Bhai mere mai OTP khoj rha hai
Aadhaar number fill kre honge isliye
Dono ka aadhar card kaise upload hoga ak baar me.
Phle hee ek hee pdf me bna lijiye
@@NirajEducationTak Ok thanks 🙏
Address kaha ka dena apna ghar ka ya sasural ka
kon sa kaam ke liye bna rhe h unke anusar add fill kre
Tum mahila ho bhai 😂😂
Digitally signed ni likh h residential certificate mai
Dobaara download kre
Mai Bihar se hu meri wife jharkhand se hai to mai apni wife ka jati aawas bihar ka banwana chahta hu permanent kaise banega
Aawas bn jayega bihar se, jati jh se banega
@@NirajEducationTak cast same hai to bhi nahi banega or aawas permanent banega
@anshumankumar9660 jati parents ke yaha se bnta hai
Jankari sahi dijiye
Glti k liye mafi , but glti v bta dete to achha hota.
Hello bhi please reply de do
Hello bro boliye 🥰
@@NirajEducationTak जाति और निवास दोनों रिजेक्ट हो गया
Reason,
@@NirajEducationTak malum na
Message aaya hoga check