Pahli baat to dhanyvad aap apna keemti samay nikaal ke margadarshan diye bas aap jab tak paper ni ho jata tab tak video ke madhyam se batate rahiye ki kaise preparation kre ham kaha se MQCS question bank or non technical padh ke jaye jissee koi kami n rahe tayari me😊
Koi bhi topic ke marks decide nahi hote.. kisi bhi topic se kitne marks ka aa sakta hai. Ho sakta hai kisi topic se 3-4question aa jaye aur kisi topic se ek bhi question na aaye
sir copa se cti karnr ke liye 2 shal ka experience mang raha h aur teracher ki tayari karnr ke liye 3 shal ka experience mang raha h humko.ye jaana h ki kya hum cti se pahle 3 shal ka teaching experience ko cti karnr kr liye use kar sakte h kya
Old question paper se topic chal jayenge .. bharat skill and iti ki koi bhi book.. Fir market m koi MCQ ki mil jaye to wo lelo.. Study materil aapka jaha jaha se mile le.lo...its upto you
Thanku sir, sir ek bat puchni h copa trade ke liy copa ki theory or objective book ke question ke alawa or kya padhe ye aap batay h jo wahi bas padhe ki vyapam ke old computer paper chahiy
Old question paper se topic dekhana hai ki kis kis topic se question aaye hai. Fir us topic ko book se net se jha se possible ho waha se padna hai. Old question ka matlab sirf questions nhi hota beta ..old question ka matlab topic hota hai. Us question k topic ko pura padna hai jis topic ka question hai
Lucent gk...mp ke sports personality. Mp gk... And last one year k current affairs. Non tech m jayda time nahi dena hai. Per Han kuch basic gk mp ka pad kar jaiyega
Sir main computer operator and programming subject se form fill Kiya hai kya mujhe dusare trade ko bhi padhan hoga Kaya jainse electrician, mechanical etc kripaya batayen .?
सर 10 दिन में अगर कोई TO बन जाता तो फिर 15 दिन में IAS अधिकारी बन जाए तो, सालों कोचिंग में क्यों पड़ते हैं और इतनी फीस क्यों लेते हैं अभी तक तो कोचिंग बंद हो जाति आप बताओ आपने कितने दिन में TO बन गए थे हमें 10 दिन में बना रहे हैं आप तो 5 दिन में बने होंगे
sir ji bhart skill me jo questions diye h semester wise copa ke unki answer key kaise milgi or ap ham sab exam students ke liye mishal hoo guru ho apke sahi guidance se or ashirvad se ham se bhi students new t.o bange again thank you sir ji ap hamesha khush rhye 👍👌
Aaj pahla video dekha apka TO ki preparation karne ke liye.
Very very useful information.
Thank you...
Tareeka ekdum sahi bataya aapne padne ka
Thanks you for providing such information about "TO" TODAY 😅
Thanks sir ji... ❤❤❤❤❤🏵🏵👑🙏🙏🙏
Study material me sab practical ka hai theory nhi hai kaise pade bataye
Pahli baat to dhanyvad aap apna keemti samay nikaal ke margadarshan diye bas aap jab tak paper ni ho jata tab tak video ke madhyam se batate rahiye ki kaise preparation kre ham kaha se MQCS question bank or non technical padh ke jaye jissee koi kami n rahe tayari me😊
Abhi kuch imp MCQ question ka video dalne Wale hai questions ki shorting ho jaye thodi
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 ji thank you apki mail kiya h maine kuch important study material ke regarding hope aap help karege👍
Sir iti terning officer ke liye selection hone ke baad practical or interview bhi hoga kya
Nhi
Sir ji old paper main electrician ka paper kese nikale usme samaj nhi aa rha hai kon sa electricain ka hai
Trade to likhi hai usme
Sir mp iti tò pr new vedio bna dijiye or smja dijiye kaha se pdna he
Electrician ke pepper Mai digital electronic or transmission Kitne number ka hai
Koi bhi topic ke marks decide nahi hote.. kisi bhi topic se kitne marks ka aa sakta hai. Ho sakta hai kisi topic se 3-4question aa jaye aur kisi topic se ek bhi question na aaye
सर जो ऑफलाइन आवेदन किए है कोपा ट्रेड वाले उनका कितना पर्सेंट मार्क्स से उठाएगा सर जैसे की मेरे कोपा ट्रेड में 80% है तो क्या मेरा हो सकता है सर मेरा
Samjha nahi mai .kya puch rahe aap
Bahut acchi salah di sir aapne❤
Sir female ke liye konsi trade best rhegi fitter ya diesal mechanic mera dono trade me hua h
Diesel mechanic
Thank you sir ji
Sir mene computer operator ka pad bhara he ple uske bare bata ple sir ji
Is form ko fillup Apprentice kiye hai wahi kar sakte hai ki
Bina Aprentice k bhi chalega
Electrucian walo purane question pepar batao kaha se mil h
ESB m old question papaer m
Pehle ye btao emandari se,,, jitni slry milti hai,,, uska kitne % kam krte ho ITI m,,,kyoki mene abhi tk 95% TO ko tim pass krte dekha h
Nai nahi ..padate hai bakayda padate hai .bus student interest ho to aur maza aata hai padane mai
बिल्कुल सही कहा भाई
Aap t o banoge aap b aesa hi kroge
@@WCaugust2023 Me guest rha hu,, ye sb dekha hu,, isliye bol rha hu
@@divyeshjambhulkarvlogs8232
Right student interested ho
Sir training officer k liy electronic mechanic me ST ki sheets kitene h
3M1F
sir mechanical trade k liye best book btaiye english me or non tech me ky cvr kre
please make a video on 2024 iti to vacancy and how to start preparing for that
In next 24 hour
Very helpful video thanks
Glad it was helpful!
Sir paper me objective question ate hain ya subjective questions. Online mcq ya likhit pariksa sir bataiye please 🙏🙏
MCQ... descriptive paper nahi hota isme
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 thanks sir 🙏🙏
sir copa se cti karnr ke liye 2 shal ka experience mang raha h aur teracher ki tayari karnr ke liye 3 shal ka experience mang raha h humko.ye jaana h ki kya hum cti se pahle 3 shal ka teaching experience ko cti karnr kr liye use kar sakte h kya
Hn kar sakte hai
aur kya hum.ki.computer center se experience le sakte h kya copa trade kr liye
Nahi
Sir ncvt ki website ya bharat skills m mock test kese attempt kare??
Roll no mang raha h
Sir other 25 marks ke liye slybus ki reading kha se kre
Old question se
Jo ham iti ki book padte hain usse nahi ata kya sir mera trade Diesel mechanic ka hain present me main iti kar raha hu book se nahi ayega sir pepar
Ab to ho gaya paper beta
Jab sir ayegi vaccancy uske liye bola hu ITI wali books se na
Chhattisgarh me bhi vacancy Aane wala hh sir syllabus kis type ka rhega ?
Ek baar notification dekhna padega
Iti, instructor k liye mp me kya kya
Qualification chahiye
Technical se iti ya diploma ya engg.... MP ka domicile
Bhai 2021 me bhi vacancy nikalee thi
Sir trade ka mock test kha se lgay
Old question paper. Bharat skill...not se topic wise
Sir mentenance mechanic ka quotation nahi aa rahe h kuc kry😢
Karta hu pata kahi se aapke liye
Thank you so much
All the best
Sir me 10 th fail hu plz mujhe electric ka kaam sikhna plz koi upaye bataye kase iti me jau
Kisi aache se electrician k pass as a assistant kaam sekho
Nice
Sir welder trade ke liye kya karu
Skill test bh hota hai kya sir isme jese steno vgera mai or kya ek hi din m theory or skill dono hoga
Nhi
Copa hindi me kaise niklega isme ..kyunki English me a rha h
Elecetracian ke liye konsi book le sir
Old question paper se topic chal jayenge .. bharat skill and iti ki koi bhi book..
Fir market m koi MCQ ki mil jaye to wo lelo..
Study materil aapka jaha jaha se mile le.lo...its upto you
Sir Mera Copa bhi complete h aur electrician bhi dono dale h to Kya dono ke paper honge
Hn do dono k paper honge alag alag time per
Sir electronics and communication ke liye kaha se pade
Sir pgdca walo ke liye bhi same exam rhega ki khuc others rhega
Same
Mai mechanical engineer hu, Multiple trade ke liye apply kar sakta hu kya? Diesel mechanic or maths/drawing k liye?
Hn kar sakte ho ..fitter welder...n etc
ITI tot ke steno ka paper kis type ka aaega sir
Filhaal idea nahi hai..but trying to find out
Mp sub Engineer and Iti to me which is best
Sub engg . no comparison.
Sir mujhe ye bta dijiye jo nimi ke question bank me jo question diye h vha se question aayenge kya
Nimi se aane chaiye kyuki vyapam ne syllabus wahi se liya hai.
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 ok sir me vhi se padungi
Tq 🙏 sir ji मै आपका आईटीआई का स्टुडेंट रहा 2019 में
Ye btao bhai salary in hand kitni milti h copa to ko current m
Aap logo ko 40k + milegi
Sir uttarakhand k liye previous paper kha se mile
Google
TQ so much sir ji
Thanku sir, sir ek bat puchni h copa trade ke liy copa ki theory or objective book ke question ke alawa or kya padhe ye aap batay h jo wahi bas padhe ki vyapam ke old computer paper chahiy
Old question paper se topic dekhana hai ki kis kis topic se question aaye hai. Fir us topic ko book se net se jha se possible ho waha se padna hai. Old question ka matlab sirf questions nhi hota beta ..old question ka matlab topic hota hai. Us question k topic ko pura padna hai jis topic ka question hai
Electronic mechanic ka pepar nhi mil rha 2016 ka
2016 electronic mechanic ka paper hua tha???
Aap Bharat skills se is baar ki tayaari kar sakte hai.
Email I'd send kariye.. m send karta kuch old paper
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 ok
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 sir mujhe bhi electronic mechanics k questions paper send kr dijiye please
Sir me 2024 me exam dene vali hu to konse year ke questions paper se MCQ ki preparation karu
Iti to steno ke liye kya kare. Sir
25 number ka question isi me se ayga kya sir
Nahi wo to mahasagar hai
Sir me ager aaj se padai karta hu to kya mera ho sakta he fitter se form dala he
Bahut aaram se . Fir focus karke padna padega
Sir fitter me sare trade h to kya sare trade ka padhna hoga
Syllabus k according MCQ solve Karo bus ab.
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 kuki fitter me sare trade apply karwaya gya h is bar
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 main confusion fitter valo ke liy h
@@rahulpooja7393 vyapam ke rule book mai syllabus hai fitter ka .usse dekhiye aap ek baar
I have doubt .I m eligible for 6 trades ..so exam ek hoga ya different hoga different days
Alag alag hoga bhai
Different
Sir abhi k liye kuch bataiye kaise taiyyari kre
Ek do din m dalta hu video
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 ok sir
Non tacnical me kese kare tayari
Lucent gk...mp ke sports personality. Mp gk... And last one year k current affairs.
Non tech m jayda time nahi dena hai. Per Han kuch basic gk mp ka pad kar jaiyega
Kk
Sir Copa ka study material English me hai kaise padhe 😢?
Hindi m market m mil jayega ..
Sir only ye PDF padhne se selection ho jayega ya or bhi kuch padhna hoga plz reply me sir🙏
Bahut kuch padna padega beta
Sir Copa ke liye batay naa
Kya batana hai. Mail me
Sir main computer operator and programming subject se form fill Kiya hai kya mujhe dusare trade ko bhi padhan hoga Kaya jainse electrician, mechanical etc kripaya batayen .?
Nahi bus apna Copa ka... syllabus vyapam.ki rule book hai . details syllabus aapko dgt ki website m mil jayega
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 thank you sir ji
Thankyou sir ji 🙏
All the best
Sir agar ham 2 trade ke liye eligible hai,
Aur agar Mai form 2 trade ke liye bharte hai to , paper ka pattern kaisa hoga
Pattern to same rahega .. technical k questions change honge trade wise
सर जो इलेक्ट्रीशियन थ्योरी में 3 पाठ्य फिटर थ्योरी के है उन्हें पढ़ना जरूरी है उनसे भी सवाल आते है क्या T ओ के पेपर में
Bilkul aa sakte hai..
सर 10 दिन में अगर कोई TO बन जाता तो फिर 15 दिन में IAS अधिकारी बन जाए तो, सालों कोचिंग में क्यों पड़ते हैं
और इतनी फीस क्यों लेते हैं अभी तक तो कोचिंग बंद हो जाति आप बताओ आपने कितने दिन में TO बन गए थे हमें 10 दिन में बना रहे हैं आप तो 5 दिन में बने होंगे
100 question aate hai... 90 min ka exam hai . ....bana chaoge to ban jaoge aap bhi . Be positive
thanks Sir ji 👍👍
U r wellcome...all the best.
sir ji bhart skill me jo questions diye h semester wise copa ke unki answer key kaise milgi or ap ham sab exam students ke liye mishal hoo guru ho apke sahi guidance se or ashirvad se ham se bhi students new t.o bange again thank you sir ji ap hamesha khush rhye 👍👌
Sir 25 ke portion se maths ke questions puchhe ja sakte hai kya sir me copa trade se hu pls sir tell me
Syllabus k according Han puch sakta hai....per last paper k according nhi
To sir fir school level ki maths hi ayegi na
Iti steno Hindi to ke liye qualification kya h sir
Bhaiya apke notes mil pyge t.o ka
Iti to bnne k bad training di jati h ya fir direct TO bn jate h??
Direct To ban jate..
Guest faculty ban sakte hain?
Bahut bahut dhnyavad sir jee.
Thankyou sir
All the best
कौन सा पुस्तक पढ़ाई करे सर
Txx
All the best
Batayiye sir
sir kisi kr paas steno me 100 wpm ka certificate nhi hai 80 wpm ka certificate lag jayega
Notification me jo document mange hai vhi hona chiye usme 100 ka h bola hai
Social studies ke liye kaise preparation kare?
ITI ke baad diploma kiya hai lateral entry se to me eligible hu kya
Hn eligible ho .iti hi kafi hai
Sir TO exam me kitne nomber lane pr selection hota hai
Sir kaun si book se pade technical subject ko mp training officer ke liye please bataiye😊😊
Diesel mechanic ka trade hai mera 😊
12+Msw+Cpct/Pgdca
To Social Science wali post me apply kr skte h Sir
MSW ???
Maximum age kitni h sc wale candidate ke liye
45
Sir mere bhi taiyari bhi help kr diziyega
Sir ITI nahi Kiya But PGDCA kia hai kya me apply kar sakta hu ??
Copa k liye kar sakte h
Refrigeration air conditioning ka paper mil Jaega ismein kya
Aap dekho vyapam ki website m..nhi milta to batana ..mai old question arrange karta kahi se fir
Sir govt quater dikha do
Nahi mila
Other states vale bhi apply kar sakte hai kya sir
Nhi
Sir 10 din me preparation karne se agar t.o ki Naukri mil jaye to sabhi Naukri le sakte hai
Karo to 10din kafi hai ..na karo to ek Umar bhi kam hai...all the best aapko
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 10 din me kabhi sambhav nhi hi Naukri pana mahine bale pa hi nhi rahe
Thank you
All the best.
Mera engineering electrical and electronics se hai kya mai eligible rhunga
No
Hn
Sir me simply graduate hu or iti complete hai kya me eligible hu
Hn eligibil ho
Bro last exam year 2022-23 me hui thi 😮
Skill test hota h ky stenographer ka
Nahi
Sir please btaye posting ke baare me apne district me hoti h nhi to kitne time bad le sakte h
Bhai pahle selection lo ushke baad sochna ki agge kiya hoga
Sir mera 24 ko hai exam kuch btya
Hn bus aane wala hai aapki trade ka