RESPECTED SIR ...GRAM SABHA KA SAMMELAN HAR 3 MONTH ME EK BAAR BULANA HAI YA, FIR HAR 2 MONTH ME 1 BAAR BULANA HAI DOUBT AA RAHA KYUKI NIMORA WALA ME HAR 2 MONTH ME DIYA HUA HAI ......PLEASE SOLVE MY PROBLEMS
Aapka prayas bahut hi sarahniy hai. Chhattisgarh panchayat raj adhiniyam 1993 ke dhara aur vishay par bhi video banaiye. ADEO me bahut se que aate hain isme se.
thanks sir ji ager gram me Sarpanch and sachive ne gram me Jo kary krwaya he or usme lgne wali samgri ka Galt bill lgat he to ky kre unka sir reply please
Usi gram sabha ke matdata suchi me naam hona anivary nhi hota h... balki usi block ke kisi v gram sabha ke matdata suchi me naam hona mandatory hota h...
Thank you sir app bahut hi ache se pdha rhe ho sir ek bar me hi pura samjh me aaaa jata Hai sir adeo ka tuteja ne ek book nikala Hai usko Lena sahi rhega ya nahi or Hindi ka v video bnaoge kya
धन्यवाद सर जी निम्न कुछ प्रश्नों की पजानकारी दीजिए:- 1. लगातार 5 ग्राम सभा की बैठक में कोरम अनुपस्थिति पर सरपंच और पंच को कौन हटाएगा? 2. यदि ग्राम सभा की घोषणा 7 या 3 दिन पहले ना किया जाए तो उसके विरुद्ध क्या कार्य किया जा सकता है? 3. विशेष ग्राम सभा में 1/3 सदस्यों के हस्ताक्षर के उपरांत बैठक में गांव की समस्या के अलावा पंचायत के कार्यों की चर्चा भी किया जा सकता है? 4. विशेष ग्राम सभा बैठक आयोजन के लिए एक तिहाई सदस्यों में महिला पुरुष का भी कुछ अनुपात होता है ? कुछ पुस्तक में पहली ग्राम सभा की बैठक में कोरम की पूर्ति न होनेके पश्चात दूसरी ग्राम सभा की बैठक में कोरम आवश्यक नहीं होता बताया गया है कृपया स्पष्ट कीजिएगा।
Sir firstly biggest thank you for your great effort Sir mera ek doubt hai Ki one year me 6 gram Sabha ka ayojan hona anivarya hai aur ek gram panchayat me kar gram Sabha ho sakte hain To jo fixed decided date hai usi date pe gram Sabha ka ayojan kaise possible hai Agar 5 gram Sabha hai To sarpach aur sachiv to ek ek hi hain To us conditions me kaise ayojan hoga Sir please ans if possible
Bhai ek jagah sarpanch attend karega..Ek jjagah upsarpanch sabhapati banega..Baki jagah sadsya apne bich main sai chun lenge....Par koram kai liye utardayi sarpanch aur sambhandit panch he honge
Bhai ek bar question check karo gram sabha mai 1/3 koram hota hai aarkshan nahi...Jisme 1/3 mahila honi chaiye......1/3 ka aarkshan sai koi lena dena nahi hai
Sir 1 Doubt h..... Panch/Sarpanch ko lekar ke. Grampanchayat wale video me aapne kaha tha " Ganapurti na lane ki stithi me aur yah stithi 3 bar nahi aani chahiye aur iska lagatar hona aavshyak nahi hai ". Gram sabha ke is video me aapne kha ke " lagatar 3 bar ganapurti na kar pane par aur letter jari kiye jane ke bad 2 bar aur ganapurti na kiye jane par suspend ( panch/sarpanch) kiya jayega ". Confusion clear kar do sir ji.
sir gram sabha to fix date me hoti hai uska sabhapati bhi sarpanch hota hai phir ek hi sarpanch 4-5 gram sabha ka particular date me kaise sabhapati rahta hai " sarpanch to akela hai vo 4-5 gram sabha ka kaise ek hi din me aayojan karta hai?"
बहुत ही बढ़िया जानकारियां दी है आपने मैंने आपके सारे वीडियो देखे हैं ग्राम पंचायत से संबंधित
जय श्री राम
बहुंत ही बेहतरीन जानकारी बहुंत बहुंत धन्यवाद 🙏
RESPECTED SIR ...GRAM SABHA KA SAMMELAN HAR 3 MONTH ME EK BAAR BULANA HAI YA, FIR HAR 2 MONTH ME 1 BAAR BULANA HAI DOUBT AA RAHA KYUKI NIMORA WALA ME HAR 2 MONTH ME DIYA HUA HAI ......PLEASE SOLVE MY PROBLEMS
June aur nov ka date fix nahi hai....Isliye ho sakta hai month kai last main meeting ho...Isliye max.3 month ho sakta hai...
respected sir agar dono option me ho to lena kisko hai finally ????
3 month
thank you repsected sir ....
Gram sbha ka baki video nahi mil rha hai sir ji
sir aap iska 2nd part abhi tak nahi daale hain please agar ho gaya ho to daal dijiye... thanking you.
Nice sir Ji aapne bahut achhe se smjhaya or mere ko achhe se samjh me aa Gaya thankyou so much
Gram Sabha ka subject Bahut hi Rochak Laga Sir
क्या आचार संहिता के दौरान ग्राम सभा की बैठक की जा सकती है
Sir yadi gram sabha ka baithak hi nai Kiya ja raha h to shikayat kaha kiya jayega.....
बहोत बहोत सुक्रिया सर,,,,मुझे बहोत अच्छे से समझ में आया ,,,तहे दिल से सुक्रिया सर
must sir apka smjane ta trika bhut acha h
Thankyou so much sir this is the most detailed video ....
Sir yahan ek hi gram sabha hoga na agr isko gram ghoshit kiya gya h to...sbka alg alg kaise hota h ...please elaborate
तुलनात्मक राजनीति ka koi video hai sir ??
Sir aap bohat samjhate ho you are great sir so gud than you sir
Gram sabha ko kaise banaye ye kaise ragisterd hoti
Bahut badhiya bataya apne
Sbke chunav chinh same kse hngye please clear kre ye panch sarpanch ki
video dekhte jaiye aage sabhi chunav chinh batayabgaya hai....yaha jo paper main aaya hai sirf wo bataya gaya hai
Aapka prayas bahut hi sarahniy hai. Chhattisgarh panchayat raj adhiniyam 1993 ke dhara aur vishay par bhi video banaiye.
ADEO me bahut se que aate hain isme se.
gaurav dewangan thik bola aapne bhai. Adeo me last time dhara se 3 que aaye the. Ye bahut hi important topic hai. Sir plz is topic ko karaiye.
पंचायती राज अधिनियम 1993 की धारा एवं विषय का वीडियो बनाइये सर। plz
thanks sir ji
ager gram me Sarpanch and sachive ne gram me Jo kary krwaya he or usme lgne wali samgri ka Galt bill lgat he to ky kre unka sir reply please
sarpanch or upsarpanch adhyakchta nhi krenge gram sabha ka to kya koi panch kr skte hai adhyakchta?
ATTENDANCE HOTA HAI??
ग्राम सभा की दूसरा भाग जल्द बनाये
Usi gram sabha ke matdata suchi me naam hona anivary nhi hota h... balki usi block ke kisi v gram sabha ke matdata suchi me naam hona mandatory hota h...
Thank you sir app bahut hi ache se pdha rhe ho sir ek bar me hi pura samjh me aaaa jata Hai sir adeo ka tuteja ne ek book nikala Hai usko Lena sahi rhega ya nahi or Hindi ka v video bnaoge kya
Maine wo book dekha nahi hai. ....Agar aapko achi lag rahi to lai sakte ho
Sir adeo waali videos.. Jisme apne likha h.. Adeo k liye padhna h.. Kya psc k liye imp hai?
धारा ४ की सूचनाएं , कार्यालय द्वारा स्वत:पृकासित कीजाने का नियम है । इन को मां आने पर आवेदन शुल्क नहीं मां गा जानंआ चाहिए। पुष्टि करै ।
Sir thoda dikkt ho rha h
2nd part to dikha nhi rha..
सर ADEO के सिलेबस में आजीविका करके दिया हुआ है,,,,plz उसका भी वीडियो बनाइये सर
Monu Chandra aap pls. mujhe b adeo ka syllabus btaiye na pls pls pls
धन्यवाद सर जी निम्न कुछ प्रश्नों की पजानकारी दीजिए:-
1. लगातार 5 ग्राम सभा की बैठक में कोरम अनुपस्थिति पर सरपंच और पंच को कौन हटाएगा?
2. यदि ग्राम सभा की घोषणा 7 या 3 दिन पहले ना किया जाए तो उसके विरुद्ध क्या कार्य किया जा सकता है?
3. विशेष ग्राम सभा में 1/3 सदस्यों के हस्ताक्षर के उपरांत बैठक में गांव की समस्या के अलावा पंचायत के कार्यों की चर्चा भी किया जा सकता है?
4. विशेष ग्राम सभा बैठक आयोजन के लिए एक तिहाई सदस्यों में महिला पुरुष का भी कुछ अनुपात होता है ?
कुछ पुस्तक में पहली ग्राम सभा की बैठक में कोरम की पूर्ति न होनेके पश्चात दूसरी ग्राम सभा की बैठक में कोरम आवश्यक नहीं होता बताया गया है कृपया स्पष्ट कीजिएगा।
Sir adeo ka nots ke liye kya karna h
sir ji current affair ka video bhi daliye na please
Sir firstly biggest thank you for your great effort
Sir mera ek doubt hai
Ki one year me 6 gram Sabha ka ayojan hona anivarya hai aur ek gram panchayat me kar gram Sabha ho sakte hain
To jo fixed decided date hai usi date pe gram Sabha ka ayojan kaise possible hai
Agar 5 gram Sabha hai
To sarpach aur sachiv to ek ek hi hain
To us conditions me kaise ayojan hoga
Sir please ans if possible
Bhai ek jagah sarpanch attend karega..Ek jjagah upsarpanch sabhapati banega..Baki jagah sadsya apne bich main sai chun lenge....Par koram kai liye utardayi sarpanch aur sambhandit panch he honge
Sansad ke upr bhi video banao sir
एक ग्राम पंचायत में कितने ग्राम हो सकते है?
सर ग्राम सभा का 2 पार्ट कब अपलोड करोगे ?
Yai kal subah mil jayega
Sir abhi gram sabha wala que aaya tha saaf auditor me plz uska ans btaen
Sir gram shabha k bhi qustuion kray
ग्राम सभा पार्ट 2
आपने नही भेजा हैं सर
आपने कहा था कि ईसके बारे मे बताऊंगा
Video to maine banaya hua hai...Gram sabha kai karya karke...Playlist main dekh lo mil jayega
Sir gram sabha ka 2nd video ni dale ho kya
Bhai wo isi week main karunga post..Abhi manrega ka dala hu..10-15 min main mil jayega
Thnku sir
Gram Sabha ka 2nd part jldi post kijiye...
ruclips.net/video/9wL3JFpS4eQ/видео.html
kuch doubt
1.sal me mininmum gram sabha ki kitni meeting hogi
2.1 gram panchayat me kitni gram sabha hoti hai
Min 6
Wo koi fix nahi hai...
Sir apne Jo aarkshan niyam bataye h vo to samajh me AA gaya h lekin
Book me 1/3 sc aur st
Jisme 1/3 mahila bola h to kya yah badkar 50% ho gaya h???
Bhai ek bar question check karo gram sabha mai 1/3 koram hota hai aarkshan nahi...Jisme 1/3 mahila honi chaiye......1/3 ka aarkshan sai koi lena dena nahi hai
Aarkshan ka aadhar popullation hota hai..
Sorry koram 1/10 aur mahila usme 1/3
to st chetra me 1/10 hi rhega na sir jisme 1/3 st mahila
Sir gram sabha ja dusra part post kijie please
sir ek doubt hai gram sabha ki sanyukt बैठक की अध्यक्षता kon se गाँव का sarpanch karega..?
सरपंच एक ही होता है ,ग्राम सभा अनेक हो सकते है।
Sir, Gram sabha is for particular GAO or for GRAM(if it is formed by 2 or more gao) ??
Single bhi ho sakta hai....Aur milake bhi
Kab tak mile
Jayega part 2
Sir gram sabha part 2 upload kr dijiye plz
Upload hai...Channel ki playlist main dekh lijiye..
Sir iske bad ka video Nhi mil rha hai.
पंचायती राज: ruclips.net/p/PLbS26iva3HFCvZHi-wQu3dxSen8jz0nYc
sir gram sabha ka second part kab post kar rage ho
Sir gram sabha ka next video kb daloge
Kal
छत्तीसगढ़ पंचायती राज का बुक चाहिए सर
sir aajivika ka video banaeye plz
Sachiv ko gram panchayat ke deta ko hindi me note krna compulsory hota hai ya phir kewal gram sabha ke liye
Sabhi panchayt level mai hindi main he note hota hai har chij ok
Sir mujhe apke book btaiye
sir gramin vikas aur jaivik k lie video bnayen...
Video bane hue hai aap channel ki playlist main jaake search karlo
ujjavala yojana पर बनी
sort film rasoi
जो लोगो की सोच दिखा रही हैं .....
gram Shaba alag Karne ke liye ek video bnaaye sir🙏🙏🙏🙏🙏
He lo suhani can u see Mhanadi IAS
Sir new video upload kijiye....Excellent work done by you..Thank u.
Aaj raat ko ek video upload karunga..Bhai..
Sir plz daily upload kre video
gram sabha ke is video k bad ka part kon sa h
Iska ek part kal daalunga...Wo remaining hai...Aap janpad panchayat dekhlo...Wo dala hua hai..
CGPSC KNOWLEDGE tnx sir
Sir panchaayati Raj ke video ke bad uska or usi ka video bnaye ho kya
Panchayti raj ka 16 video daala hu..Aap channel ki list main jaake search kar sakte ho
I mean smjh nhi a rha ki ek gaw
Sir 1 Doubt h.....
Panch/Sarpanch ko lekar ke.
Grampanchayat wale video me aapne kaha tha " Ganapurti na lane ki stithi me aur yah stithi 3 bar nahi aani chahiye aur iska lagatar hona aavshyak nahi hai ".
Gram sabha ke is video me aapne kha ke " lagatar 3 bar ganapurti na kar pane par aur letter jari kiye jane ke bad 2 bar aur ganapurti na kiye jane par suspend ( panch/sarpanch) kiya jayega ".
Confusion clear kar do sir ji.
Bhai gram sabha kai liye lagatar 3 meeting aur notice kai baad 2 chance aur diya jayega....Aur gram panchayat kaibliye koi bhi 3 meeting hai....Ek jagah gram panchayat hai aur ek jagah gram sabha hai...Dono ka alag alag criteria hai....
Thank u Sir ji...
thanks for the video just one correction
meetings of gram sabha must be held at least once in 3 months aapne 2 months likha hai.
Sir gramin vikas aur ajivika pe video banaiye sir please
sir gram sbha ka next video kb tk aayega
4-5 din main...
CGPSC KNOWLEDGE sir ji thoda jaldi time bht kam bcha h
thanku sir
Sir ji nice job
Gram Sabha ka second part jaldi post kijiye
Please
sir ward explain kren
sir next video ...???
Daal diya hu..Upload ho raha..25-30 min main ho jayega....
Ati achchha
सर आपका कांटेक्ट नंबर मुझे मिल सकता है क्या
सर् कृपया आजीविका और ग्रामीण विकास पर विडियो बनाईये
Sandeep Sahu Hmm..Parso sai mil jayega video...
Anil Thakur
really awesome... you are doing a great job. became a fan!!
nagesh kumar tanjay
Thank you 🙏 sir
Nice explaination
ruclips.net/video/9wL3JFpS4eQ/видео.html
sabhi state ke pnchayt prtinidhiyo ka current salary list uplabbhd video banaye.Laxman yadav jharkhand
gram shabha....ka dusra video jaldi.. Banaye sir...........🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
tarun verma Jaise he meko clear hoga main banaunga bhai..
Shg aam saba
ग्राम पंचायत की संयुक्त अधिवेशन की बैठक की अध्यक्षता कौन करेगा?
Sir gram sabha Ki baithak 4 bar hoti h ya 6 bar...
Panchayati margdarshika wale book me 4 times diya h
Saal main kam sai kam 6 bar honi he chaiye...4 ki date fix hai....Aur uske alawa june aur nov. Main hogi...Bus uski date fix nahi hai
thank you so much sir best explanation
Jai hind
Thanks for very crucial information.
So gud
G8 sir
Thanku...
thanks
6:07
great work and thanku sir
DILESHWAR KUMAR
पांचवीं अनुसूची अनुसूचित विस्तार में रूढ़ीवादी परंपरागत ग्रामसभा के बारे में भी जानकारी दीजिए।।
अरूण कुमार चौधरी
गुजरात
Sir 23 January aur 14 April ke beech gap 2 month se zyada hai ...
great work sir , salute you
very helpfull and easy to learn video sir.. salute u...
sir pls iske mcq par video banai
Super se upar
thanq sir
Brilliant 💐💐💐
Tukarampatel
Second part
Aaj post karunga
sir ji, ek gram ke liye kitana jansankhya hona chahiye
sir gram sabha to fix date me hoti hai uska sabhapati bhi sarpanch hota hai phir ek hi sarpanch 4-5 gram sabha ka particular date me kaise sabhapati rahta hai
" sarpanch to akela hai vo 4-5 gram sabha ka kaise ek hi din me aayojan karta hai?"
Kahi sarpanch karega....Kahi upsarpanch aur baki jagah log apne bich main sai chun lenge sabhapati....