Sir ek ladki ko kya bolna hota h if agar uske parents aa gaye toh wo kaise help karegi apne husband ki and one more question if wo ladki ko apne parents se koi khas mtlb na ho
Sr main sadi karne wala tha ledki ki aeg 18+ hai lekin abhi 21 hogeya hai ledki ki aeg sr ye kanun lagu ho geya kya 😥😥😥 Kya mai abhi 18+ ledki se sadi kar sakta hun😢😢😢 ya mujhe 3yr Wt karna padega???🥺🥺🥺🥺ples sr 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🥺🥺🥺🥺 reply do 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir 😢 mai muslim hu aur ladki hindu h , kya bina parents k information ya notice jaye shadi ho sakti h 😢😭 vo mere bina aur mai uske bina nahi rah sakte h 😢plz hamrari shadi kra dijiye hamri dua lagegi 😢jabtak jiyenge 😭😭plz plz plz hamri madad kijiye 😢 family wale nahi maan rhe h hamare 😭😭😭 hum dono ek dusre k bina nahi rah sakte h 😢
Hello.. sir .. Maine apka number RUclips se liya hai, Court marriage karne ke liye. Kuch puchna tha apse . Court marriage karne ke liye . M jine pasand krta hu . Or bo sadi sudha hai. To kya bo court marriage kar sakti h .. Apne husband ko bina divorce die
sar me odisha ka rehene wala hnu kya lead india me register marriage kar sakhti hnu ro meri pattern ka ege 18 shal ke 1 month honeka bad registra marriage ho sakhta he please batay
@@LeadIndialaw mtlb..? or ye advice jo youtube pe dete ho kya ye proper legal advice nhi hoti h. Matlab youtube pe adhi adhuri jankari di jati h janbujh k.. taki appointment le ske. Saadi krne wala bdi muskil se paise arrange krta h wo chahta hai ki usk paise ek hi bar lag jaye faltu me na lge bas kaam januin ho jaye Isliye garib middle class waloe k liye complete sudh Jankari dijiye
Sir please ek baat batayen agar ladka ya ladki ghar se Nikal rahe hai or us situation me agar ladki police station me notice dekar jaye ki me jaha bhi hu apni marzi se hu or hm log par fir darz nahi ki jaye to sir kya police fir darz karegi ya nahi
@@ninjagamerofficial6643मेरे दोस्त ने शादी की थी, लड़की के पिता ने अपहरण का केस लगवा दिया था, पुलिस स्टेशन में जाकर marriage certificate दिखा दिया , पुलिस वालो ने FR लगा कर केस बंद कर दिया था, लेकिन शादी का सर्टिफिकेट होना जरुरी हैं,
Aise mein ap logo ke liye pareshani hoskti hai before marriage voh family ko inform kar sakte hai ap uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
@@LeadIndialaw Lekin sir problem yahi hai ki meri age 20 hai or April 30 ko 21 hogi isliye court marriage to nahi ho sakti to hm log levein relationship pe reh sakte hai kyaa
@@LeadIndialawok sir apka bohot bohot shukriya ek last baat or janni thi sir sabse badi problem ghar wale kese manenge ladki ke hme pareshan krenge fir sab darz krwa denge uska koi solution hoga na sir
Sir ek ladki ko kya bolna hota h if agar uske parents aa gaye toh wo kaise help karegi apne husband ki and one more question if wo ladki ko apne parents se koi khas mtlb na ho
Ap iss matter mein uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Sr main sadi karne wala tha ledki ki aeg 18+ hai lekin abhi 21 hogeya hai ledki ki aeg sr ye kanun lagu ho geya kya 😥😥😥 Kya mai abhi 18+ ledki se sadi kar sakta hun😢😢😢 ya mujhe 3yr Wt karna padega???🥺🥺🥺🥺ples sr 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🥺🥺🥺🥺 reply do 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Love merriage is best ❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Sir 😢 mai muslim hu aur ladki hindu h , kya bina parents k information ya notice jaye shadi ho sakti h 😢😭 vo mere bina aur mai uske bina nahi rah sakte h 😢plz hamrari shadi kra dijiye hamri dua lagegi 😢jabtak jiyenge 😭😭plz plz plz hamri madad kijiye 😢 family wale nahi maan rhe h hamare 😭😭😭 hum dono ek dusre k bina nahi rah sakte h 😢
Ap aise pareshan mat hoiye apki puri sahayta ki jayegi uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Very informative ❤
Glad it was helpful!
Interesting
Odisha m court marriage karne ke liye ladki ki age 21 hona chahiye .
Odisha police bola ki ladki ki age 21 ladka ka 25 .
Or Court married Ki Fees Kitni Hai Aapke pass
Me muslman hu aur meri biwi hindu waghri, devipujak hai hame kya karna chahiye? please any response me..........
Ap uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Living relationship kiya ho to wife ki id mein husband ka name dalwa sakte hai
Ji nahi , Uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
kafi aachi hai video
Thankyou
Court marriage me girl aur boy dono ki family ka signature lgta h kya
Ji nahi , uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Paise kitne lag jate hai pure process mein
Fees depend karti hai place of marriage par uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Kya dono ke paksho se relation. Gawah chahiye?
Ji aise mein kisi ki bhi taraf se witness aasakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir ji sadi ko 3,4 sal ho gya intercaste se to kya court merij ho payega abhi
Ji , isse sambhandit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Hmm ji bilkul ho jayegi
sar me odisha se hnu abhi odisha me ladki ki ege 21 or ladka ka 25 hoga ye bate police ne bolrahehe kya he sach he please boleye
Ladki ki age marriage ke liye 18+ hai odisha mein bhi ap aise mein kanooni roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
How long should the family not know?
Unless you want to tell your family, To get accurate information kindly call on our helpline number
Dono ka age minimum kitna hona chaihe??
Ladki ki age 18+ aur ladke ki age 21+ hona zaroori hai
Sir mera 2 mahina pehley mera 18 sal hua hain...pan card our votar card nhi banaya hai...baki sab documents hai isse hoga kya sadi
Ap apne sabhi documents hamare helpline number 8800444555 par bhej kar verify karwa sakte hai team apko guide karegi
Sir Kya Jharkhand Mein Same Day Court Marriage Ho Sakti Hai
Ap process and fees se related uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team ke dwara apko guide kiya jayega
Sir adhar mandatory hai kya
Ji Adhar card court marriage ke liye mandatory document hai
Sir kitne paise lagenge aur gawah bhi
Ap fees process se sambhandit uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
sir me jodhpur rajasthan me rehti hu or mujhe kya fees dena hoga sab process ka or cast alg alg h hum dono ki matlab intercast marriage hogi
Ap marriage process ki puri jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Bangalore mai 1 din mai hojayega kya
Yes 1 day mein possible hai , proper information ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Aap Punjab kyo nahi hai sir?
Hamari service pan india hai ap uchit jankari hamare helpline number par baat karke le sakte hai
Good one
Thanks
Sir meri help kre mere ghr Wale mujhe bhut preshan kr rhe h mujhe se jabardasti bin bty kisi or se shdi kr rhe h meri help k liye koi ni h mere stg
Ap pareshan mat hoiye aur uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Mujhe se bin btay khi or shdi fix krne bol rhe h mujhe mjbur kr diye h suside krne ko😢
Aise mein ap pareshan mat hoiye aur uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Sir nice video
Thanks
Delhi se Fees Kitni hai Or Gajiyabad ki Kitni hai
Fees or process se sambhandit jankari ap hamare helpline number par baat karke le sakte hai 8800444555
Matlab Advice Ke bhi pese lagege
Hello.. sir ..
Maine apka number RUclips se liya hai,
Court marriage karne ke liye.
Kuch puchna tha apse .
Court marriage karne ke liye .
M jine pasand krta hu .
Or bo sadi sudha hai.
To kya bo court marriage kar sakti h ..
Apne husband ko bina divorce die
No
@@Sandeepranarajput.Ese shadi ho jaye to second marriage valid hogi ya nai phir
Mtlb notary se divorce karke second marriage kar li aur marriage certificate bhi ban jaye to kya hoga
Sir adhar card our pan card se maride ho sakati hai
Bilkul hoskti hai ap apne sabhi documents hamare helpline number par bhej kar verify karwa sakte hai
sar me odisha ka rehene wala hnu kya lead india
me register marriage kar sakhti hnu ro meri
pattern ka ege 18 shal ke 1 month honeka bad
registra marriage ho sakhta he please batay
Ji ladki ki age 18+ aur ladke ki age 21+ hone ke baad ap marriage kar sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir aap se contact kese hoga Jaipur me
Ap iski jankari ke liye hamare helpline number par baat karein 8800444555
Sir m mp se hu ky ap meri shdi ek din m kra skteh please help me
Zaroor uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein Team apko guide karegi
Sir, aap bolte h jyada jankari k liye help number pe call kar sakte hai lekin receiver bolte h appointment le lo 1000₹ lgega
Aisa nahi hai, agar aapko legal advice proper leni ho tabhi paise lagte hai
Sahi bol rhe hoo bhai
@@LeadIndialaw mtlb..? or ye advice jo youtube pe dete ho kya ye proper legal advice nhi hoti h. Matlab youtube pe adhi adhuri jankari di jati h janbujh k.. taki appointment le ske. Saadi krne wala bdi muskil se paise arrange krta h wo chahta hai ki usk paise ek hi bar lag jaye faltu me na lge bas kaam januin ho jaye Isliye garib middle class waloe k liye complete sudh Jankari dijiye
Agar meri baat buri lge to usk liye Sorry 🙏 maine apni baat rkhi h kya pta mere jaise or bhi log ho
Message me for court marriage cases
20 ni chlegi kya sir ldke ki
Ji nahi ladke ki age 21+ hona zaroori hai
👍🏻👍🏻
Kya court merrege ki notice ladki ke ghar pr jati he ya nhi
Depend karta hai place of marriage par ap uchit jankari ke liye hamare helpline number par team se baat karein
Sir agar ladki k maa baap na ho to kya chacha tau v case kar sakty hai...??
Ji bilkul , lekin aise mein ladki kanooni roop se bhi sahyta le sakti hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
👍👍👍👍👍👍👍👍
Sir please ek baat batayen agar ladka ya ladki ghar se Nikal rahe hai or us situation me agar ladki police station me notice dekar jaye ki me jaha bhi hu apni marzi se hu or hm log par fir darz nahi ki jaye to sir kya police fir darz karegi ya nahi
@@ninjagamerofficial6643मेरे दोस्त ने शादी की थी, लड़की के पिता ने अपहरण का केस लगवा दिया था, पुलिस स्टेशन में जाकर marriage certificate दिखा दिया , पुलिस वालो ने FR लगा कर केस बंद कर दिया था, लेकिन शादी का सर्टिफिकेट होना जरुरी हैं,
Aise mein ap logo ke liye pareshani hoskti hai before marriage voh family ko inform kar sakte hai ap uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
@@LeadIndialaw Lekin sir problem yahi hai ki meri age 20 hai or April 30 ko 21 hogi isliye court marriage to nahi ho sakti to hm log levein relationship pe reh sakte hai kyaa
Bilkul reh sakte hai live-in ke liye age dono ki 18+ hona zaroori hai
@@LeadIndialawok sir apka bohot bohot shukriya ek last baat or janni thi sir sabse badi problem ghar wale kese manenge ladki ke hme pareshan krenge fir sab darz krwa denge uska koi solution hoga na sir
mujhe aap se baat krni hai please sir mujhe apna no. Dijiye.
@@Adv197 Sitapur
@@Adv197 up se hu please meri help karo