Hamne 1 sal pehle 2 ton ka ac office ke liye install kiya tha. Office size 18 x 12 x 10 feet ka he. Lekin mera ac me 15-20 bar company ka technician ko bulaya. Vo ate he ok karke jate he. Lekin 4-5 din sahi chalta he. Uske bad cooling bandh ho jata he. 1 sal me itni bar service karane ke bad bhi problem solve nahi hota.
Zamil ka ac chal rahaa h but cold nahi kr rahaa h aur out door me braber pressure and ampier Le rahaa h pls btaye kya problem ho sakti jbki uska indoor clean kr diya h
Bhai cashcat ac me ko power diya to display sahi cooling number deta hei thore derme fan band hota hei or display me 33 number aata hei remot botton ghstayegato nahi ghata hei kya faults hei?
Mere window AC me 5 second 10 second ke liye compressor chalta h fir off ho ja Raha h... Washing ho chuka hai, Capiciter thik h... Kya problem hoga plz reply me...
Amresh ji namskar mai chhotan ji boll raha hu hamare pass indoor split ac hai indoor chal raha lakin outdoor me fan aur compressor dono nhi chal raha hai but jo contractor laga huwa hai uska battum ham pres karte hai to pura system chalane lagata hai kya problem hai explains kijiye
all video are good. I have a hisense split ac inverter, indoor turn on but sometimes outdoor does not work and there is no sound. Another day when I switch on, both indoor and outdoor work. Refrigerant is100psi (R410A}. Please help.
sir 2 ton ka A C ges usme r nig me 55 he lekin jb hm ampiyr mitor lga kr dekh rhe he to 11 .se 12 fir 13 fir 14 le rha he le kin sekshn pe aich aa rhi he or cooling coyl pe bhi aaic aa jati he kiya fault he btana sir
Mera midea split inverter AC ko mcb switch-ON karne par indoor pe sirf display aata he fir 2-3 seconds me "53" /(S3),,Likha aata he, fir Display OFf ho jata he,,,But AC nahi chalta he,,,!! Remite ka button press karne se bhi kuchh nahi hota. ,👉Lekin,,"Manually ON" karne par AC chalta he,,! Pls tell what will be reason of this problem and suggest solution to solve it. Thanx
Hlw sir new subscriber plz reply career ka spleet ac hai sir 2 mint chalta hai cooling bhi krta hai but 2 mint ke baad out door bnd hojata hai or phir 5 mint baad chalta hai
Sir LG k ac hai 1.5 ton h Section pipe thanda hai ice nhi h Dischage pipe bhi normal hai Amp bhi 9 le rha hai amp bhi thik aa rhi h filter bhi clean hai Indore unit bhi clean hai Magar room thanda nhi ho rha bas hawa aa rhi hai ac me kya problem ho skti hai Plz reply
मेरे पास एक टन एल जी का पुराना विंडो ऐसी है जिसमे रोटरी कंप्रेसर लगा हुआ है, इसे जब आन करते है तो ठंडा हवा देता है परन्तु ट्रिप होने के बाद ठंडा हवा देना बंद कर देता है बल्कि गरम हवा देना शुरू कर देता है। कृपया सुझाव दे इसे कैसे सही किया जा सकता है।
Hlo sir sharvo splite ac 1 ton ka compressor chalta hai fan vi chalta hai per outdoor se garam hawa nahi fekta hai or ampere 4 me 3.80 leta hai per suction pressure 20 leta hai or indoor thandi hawa nahi fektahai to aska kya problem hai sir coment me reply di jiega sir
Thanks bhai for fault find out and repair.
Nice information sir ji. Thank you
सर आप बहुत अच्छी तरह से समझते हो❤
बहुत बढ़िया जानकारी दी है, indepth knowledge AC के बारे मे। आप का experiance दिख रहा है।👍
Thanks 🙏
@@Amresh11Tech vvv
inverter ac ke bare me fault and solution bataiye full video sir
Ok brother
Apka samjana moje bahut accah lagta hai, thank you
Thank you sir ji keep making videos.
Bhai ne bahut acchi jankari di hai
Thanks
Bahut acchi video banai aapane sar❤❤❤
I'm ac technician from pune, great information sirji
Sir no chahiye aapka
Nice vedio sir great man😊😊
Superb bhai
Bhai compressor aur capacitor fan moter ki open me wiring ki vdo banao
Ok bro
Thanks amresh ji its time for revegion to start the job in India season starts A/ C DT 22/3/24 Happy holi dear
Thank you sir apne hamari help ki
Very nice video. Sir please guide kare compressor not working for split ac. Capicitor changed.
Very informative video sir
Nice video 💫
Amazing video sir ji ♥️♥️🌹
Thanks bro
Hamne 1 sal pehle 2 ton ka ac office ke liye install kiya tha. Office size 18 x 12 x 10 feet ka he. Lekin mera ac me 15-20 bar company ka technician ko bulaya. Vo ate he ok karke jate he. Lekin 4-5 din sahi chalta he. Uske bad cooling bandh ho jata he.
1 sal me itni bar service karane ke bad bhi problem solve nahi hota.
बहुत achaa.
Sir aap great hai ❣️
Very Very nice dada❤❤❤
Apne meri bahut help ki h think you❤ sir
बहुत खूब
Super demo sir ❤😅
Bhut accha samjhaya apne sir
Very nice sir
Zamil ka ac chal rahaa h but cold nahi kr rahaa h aur out door me braber pressure and ampier Le rahaa h pls btaye kya problem ho sakti jbki uska indoor clean kr diya h
Ye bath ssach hai ki, har parts ka num oar kam janna bahut jaruri hai, konsa patska konsa kam hai janna parega, tou jankari milega,
Blower motorka speed sahi hai ya kam hai ye kaisa pehjaanengey sir
Thanks ♥️
Nice video sir
Thank you so much 😊😊😊
धन्यवाद
Bhai cashcat ac me ko power diya to display sahi cooling number deta hei thore derme fan band hota hei or display me 33 number aata hei remot botton ghstayegato nahi ghata hei kya faults hei?
Mere window AC me 5 second 10 second ke liye compressor chalta h fir off ho ja Raha h...
Washing ho chuka hai, Capiciter thik h... Kya problem hoga plz reply me...
Nice information thanks 👍👍👍👍
Amresh ji namskar mai chhotan ji boll raha hu hamare pass indoor split ac hai indoor chal raha lakin outdoor me fan aur compressor dono nhi chal raha hai but jo contractor laga huwa hai uska battum ham pres karte hai to pura system chalane lagata hai kya problem hai explains kijiye
Aaj aapka video ready hai
Nice sir ❤
all video are good. I have a hisense split ac inverter, indoor turn on but sometimes outdoor does not work and there is no sound. Another day when I switch on, both indoor and outdoor work. Refrigerant is100psi (R410A}. Please help.
Sir all faults ka practical vdo bana ke daloo plzz
nice Sir
Ac out door me service wall discharge line me kyu nahi rahta kisi out door me rehta hai 2 service wall please reply i am wait
sir 2 ton ka A C ges usme r nig me 55 he lekin jb hm ampiyr mitor lga kr dekh rhe he to 11 .se 12 fir 13 fir 14 le rha he le kin sekshn pe aich aa rhi he or cooling coyl pe bhi aaic aa jati he kiya fault he btana sir
Ap kaha se ho sir I'm very big fan ❤
Nice video
Great sir
Thanks
Bahut acha datawa
M aapki video hmesha fast krke dekhta hun
Good
Nice knowladgeble video
Thanks brother
Very nice
Compressor din me sahi chalta h. Raat me start hokar band ho jata h. Power acha aata h rat me.
Ham Bole Hain sar split AC Mein E7 ka problem bataiye solution bataiye
Thanks sir very nice video
Sir outdoor ke senser ke bare bataye sir
Fridge ki discharge line Agar Thandi rahti hai to kya Kami ho sakti hai
bahi E3 problem kese tihk kare.....bahi pili is pe video banao
Room senso aur coil sensor check karo
Nice guru 👍 ji
Bht helpful vdo sir
Hamari ac bar bar on off hoti green light on off hoti he 2or 5 mint chalti he fir apne aap band ho jati he
Thank you sir😊
30 mfd ki 36 mfd cepisetar lga sakte h kya
Very beautiful
सही है sir ji
Shi baat h
Thankful video
Sir mai AC on krta hu 10 min cool krne ke baad cooling bnd ho jati hai kya problem ho sakti hai
Sar Mera Indore chalu hai lekin outdoor band hai Karan Nahin ja raha hai 410 Voltas AC inverter
Hello sir ek assamble ac ka video banaiye jese hum 410 gas ka outdoor 22 gas ke indoor me laga sakte he ki nahi
Gas se sirf compressor c Ka connection hota hai indoor Ka Nahi ,
Same milta julta indoor Laga sakte hain
Sir ek kastomar nei bola ki ac 10 minutes Tak thanda kar Raha hai uska bad garam hawa felta hai Kia problem hai
Display mein number kate hue aa rahe hain.
Sar Indore bolero motor kyon slow ho jata hai iske video banaaiye
Shukrya bhai
AC kaam Nahi kr raha Kya Kya check karein ,,,a to z plz make a video
Sir keval campresur direcot pawer dekar kitani der take Chala sakte hai...
2 - 5 minut Kyonki khali compressor heatup Bahut tej hota hai
Amper 12 so kar rha hee ranig presar 20 se upar nhe jata ded tan ac me kya falt ho sakta hee
Video banate rahiye sir
Ok thanks brother
Ap kaha se ho sir ap se ac thik karwana hai
Thanks
1 ton ka ac ka outdoor 5 mint Chalke band ho ja rha hi fir 3 mint me start ho raha hi. Kya falt hoga
Thanku sir
Sir ji inverter ac ke outdoor ka fan kuch time chal kar band ho jata hai kya problem hai
Thanks you sir ji
Sir fully automatic washing machine k baren me bhi btynge
Mera midea split inverter AC ko mcb switch-ON karne par indoor pe sirf display aata he fir 2-3 seconds me "53" /(S3),,Likha aata he, fir Display OFf ho jata he,,,But AC nahi chalta he,,,!! Remite ka button press karne se bhi kuchh nahi hota. ,👉Lekin,,"Manually ON" karne par AC chalta he,,! Pls tell what will be reason of this problem and suggest solution to solve it. Thanx
Hlw sir new subscriber plz reply career ka spleet ac hai sir 2 mint chalta hai cooling bhi krta hai but 2 mint ke baad out door bnd hojata hai or phir 5 mint baad chalta hai
Compressor heatup ho raha hai
@@Amresh11Tech nh sir normal chalta hai
Bhai out door ka capacitor change kar do
Thanks sar
Sir ye bataiye ki out dor ke cundensor coil ko kaise change kare coper ka .
Badiya
Sir LG k ac hai 1.5 ton h
Section pipe thanda hai ice nhi h
Dischage pipe bhi normal hai
Amp bhi 9 le rha hai amp bhi thik aa rhi h filter bhi clean hai
Indore unit bhi clean hai
Magar room thanda nhi ho rha bas hawa aa rhi hai ac me kya problem ho skti hai
Plz reply
Ok details video deta hoon
Bhai outdoor ka fan speed thik hea dekho
मेरे पास एक टन एल जी का पुराना विंडो ऐसी है जिसमे रोटरी कंप्रेसर लगा हुआ है, इसे जब आन करते है तो ठंडा हवा देता है परन्तु ट्रिप होने के बाद ठंडा हवा देना बंद कर देता है बल्कि गरम हवा देना शुरू कर देता है। कृपया सुझाव दे इसे कैसे सही किया जा सकता है।
Sir cassette Ac indoor me supply aa rhi ha par indoor start nhi ho rha
Voltas 1.5 ton inverter AC ki split global fan chalta hai uske bad band ho jata hai
Hlo sir sharvo splite ac 1 ton ka compressor chalta hai fan vi chalta hai per outdoor se garam hawa nahi fekta hai or ampere 4 me 3.80 leta hai per suction pressure 20 leta hai or indoor thandi hawa nahi fektahai to aska kya problem hai sir coment me reply di jiega sir
Ac chok hai
Sir windo ac me campresar start ho ne ke bad 4 ampr kuchh der bad 6 7 8 9 ampr ja ke campersar band ho jata
Bhai usme ya to capacitor kharab hai ya outer dusti hai
Sir ji aap Dubai me hai kya
Sir hamara ac karnekebad thode der ke bad out door fan chalu hota hai 5 minit me wapas band hota hai wapas chalu hota hai
Agar non inverter hai to capsiter change kariye
Sir ac 1 ton ka hai toh kitna feet tak extend kar sakte hai outdoor ko.
Kam se Kam 10 jyada se jyada 25
Sir hamare ac ka compresar kutkut aawaj karata hai compresar chalu nahi hota garam hota hai holtege jadha leta hai muze bataye sir kya huwa
Compresar ka A.M.P chek kro agr zyada load le rha h to stater maaro agr phir bhi nhi hua to kharaab hai ...
Sir ek mitsubishi ki ac hai 1. Ghante chalta uske bad band ho jata hai lite bling 14 martba karti hai kya problem ho sakta. Hai
ब्लोअर धीरे चल रहा है तेज चलने का उपाये बताए सर