Onlite LED Emergency Light Circuit Diagram Faults And Solutions / Onlite Emergency Light Circuit

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 20 сен 2020
  • Onlite LED Emergency Light Circuit Diagram Faults And Solutions / onlite emergency light circuit diagram एलईडी इमरजेन्सी लाइट
    Subscribe our channel Sultan Singh. Like & share video. Thank you.
    / sultansingh
    Your one stop daily needs shop Amazon.in/shop/SultanSingh
    Visit us on:
    Facebook : burdakss
    Twitter : ssburdak
    Instagram : ssburdak
    Website : SultanSingh.in
    Our related channels:
    1 Jeevan Jiyo - / jeevanjiyo
    2 My Smart India - / mysmartindia
    3 Health Vigyan - / healthvigyan

Комментарии • 79

  • @hireswerghodeswar8609
    @hireswerghodeswar8609 Год назад +1

    Sir , very very good presentation good explain thanks

  • @hemantdevotional4995
    @hemantdevotional4995 3 года назад +1

    Mast

  • @purnendudas5374
    @purnendudas5374 3 года назад +1

    Very nice presentation and lucid explanation.

  • @motog5480
    @motog5480 2 года назад

    Verygood

  • @vilasmohite2574
    @vilasmohite2574 2 года назад

    थॅन्क्स आपने अच्छे से समझाया

  • @bstotalgaming2664
    @bstotalgaming2664 3 года назад +1

    Good information sir

  • @Mithleshsharma-li6ek
    @Mithleshsharma-li6ek 3 года назад +2

    Uf of capacitor

  • @yunuschaudhari2111
    @yunuschaudhari2111 2 года назад +1

    Hello Sar 12v inwatar led warig vedo dkawa

  • @biswanathsahoo8595
    @biswanathsahoo8595 3 года назад

    Good circuit diagram

  • @biswanathsahoo8595
    @biswanathsahoo8595 3 года назад +1

    Sir make automatic in off led emergency light without relay for power cut use c945 & d965 transistor give circuit diagram.

  • @user-sh5gh2xu7m
    @user-sh5gh2xu7m Год назад

    Ye trangistor ki jaga kan sa trangistor laga sakte he please batay

  • @pradippaul9055
    @pradippaul9055 3 года назад

    Battery na lagaya uske ware ko aksath jorkor yodi plag ko on korne se light jagle keya. Bhout din se jan ne ki kosish korti hu. Agar ap muje details me somjay to help hoga

  • @geharidassaad82
    @geharidassaad82 3 года назад +1

    अनदर लाईट को कहा लगाऐ

  • @ModifywithManoj
    @ModifywithManoj 3 года назад +1

    Switch ke niche 2 resister hai, uska value kya hai. Mere paas same hai, resister jal gaya hai.

  • @pravinthorat3792
    @pravinthorat3792 Год назад

    Isme AC fail buzzr add ho sukta hai

  • @raushankumar4632
    @raushankumar4632 3 года назад

    Nice

  • @studywithsoumitrasir
    @studywithsoumitrasir 2 года назад

    Acdc inverter bulb, Holder pe set korne ka bad, Switch off karne ka bat bhi Jalraha he, please Solve this.

  • @hirdyachaudhary7404
    @hirdyachaudhary7404 2 года назад

    Sar Jo transistor laga hi npn hai ki PNP hai

  • @hirdyachaudhary7404
    @hirdyachaudhary7404 2 года назад

    Sar aap TV ka repairing karna kyon nahin sikhate ok sar dhanyvad thank you

  • @soumitraledwall2503
    @soumitraledwall2503 2 года назад

    Sir ji mere pass ek ac dc bulp aya haa problem ac bright ness low. Dc may bright. What s problem can u help

  • @archanamohanty8977
    @archanamohanty8977 2 года назад

    Sir mera battery okey ac suply me kam jalta charging led nahin jalta charge nahin hota per dc me achha chalta light cut hone pe nahin jalta please solution me .....sir

  • @kamleshprajapati8341
    @kamleshprajapati8341 2 года назад

    SIR mujhe ek system samaj me nahi aya led ka negetive trasisitor ke throw diya he agar ac volt hoga to c8050 ke base par 560ohm ke resistance se base volt milega to led on ho jayega lekin jab ac off honepar base nahi milega to led ko negetive kese milega please reply

  • @manikumargiri3984
    @manikumargiri3984 3 года назад

    Led light agar 3,4 kharab hone par kyakare?

  • @amanentertainment678
    @amanentertainment678 2 года назад

    Aur Switch Ko Hata Ke Automatic Karna Ho To?

  • @smartelectronicsvideo9715
    @smartelectronicsvideo9715 3 года назад

    Sir is circuit mein 8 volt ka emergency light Ka battery charge kar sakta hun kiya. Aur emergency light jala sakta hun

  • @girdhariramudasarwale5489
    @girdhariramudasarwale5489 Год назад

    R2 kitane om ka hota h

  • @rameshsahu7109
    @rameshsahu7109 Год назад

    Sir series ka bulb kyo jalta hai

  • @tapandutta5964
    @tapandutta5964 3 года назад

    Sir agar selector switch AC side me hai aur line chala gaya to autometic kaise led battery se jalaga kuki transistor ka base voltage (+) battery se kahi se bhi connected nehi hai . yea simply on/off se hi controll ho ga .D IN5819 reverse hai udhar se bhi nahi milega.

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Tapan bhai, agar switch ac side me hai to led sirf ac se hi jalega. lekin agar dc side me hai, is condition me agar ac available hai to ac se jalega aur agar ac nahi milega to led battery par jalega. video me bhi yahi bataya gaya hai ji. Thanks for commenting. Please stay connected.

  • @vinoddesai4025
    @vinoddesai4025 2 года назад

    Bahut sare video dekhe lekin koi ye nahi batata ki kitana time charging per rakhe our continue charging per rakhane se koi nukasan to nahi hoga
    Is mai full charge indicator nahi hai jis se ye pata chale ki charging full ho gaya hai

  • @ranaji3879
    @ranaji3879 3 года назад

    Sir Mene ek bulb repair kiya usme abhi ye problem hua ki AC AND DC DONO CONDITION ME VO DC KA POWER LEKE CHAL RAHA HE KYA KARU , USKA DIAGRAM THODA ALAG HAI , USME EK ZENAR DIODE HE BICH ME , KYA KARU SUGGESTION DE 🙏 THANK YOU

  • @biswanathsahoo8595
    @biswanathsahoo8595 3 года назад

    I want dp 713 circuit diagram plz upload

  • @taquiddinshaikh2181
    @taquiddinshaikh2181 3 года назад

    Sir Onlite L81 18watt ke bulb me capacitor aur two resistor switch ke pass ke jal gaye. Pls mujhe unki value batau.unki value kya hai

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Aap apne onlite l81 led bulb ke 5 - 10 saaf saaf photo lekar 8209416621 par bhej de, isme circuit ke alag alag angles se photo aur led pannel ke photo bhi bheje please.

    • @shubhudeotale415
      @shubhudeotale415 3 года назад

      Same mera bhi yehi problem he kitna value lagau

  • @rameshrepairs
    @rameshrepairs 3 года назад

    Sir is curcuit me swich ke paas 2 resistor laga he uska vlau kiya he

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Chauhan ji, video ko dhyan se dekhkar samajh len ki kahan kaunsa resister laga hai. pura circuit diagram isiliye to diya hai bhai. thanks for commenting.

  • @kanhayadaw001
    @kanhayadaw001 3 года назад

    Sir rechargeble bulb cham jal rha h 220 volt pr aur battery se achchha jal rha h plz sir reply dena

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      ac par thoda kam jalta hai kyonki kuchh current battery charge karne me lag jati hai, aur dc (battery) par thoda jyada jalta hai.

    • @kanhayadaw001
      @kanhayadaw001 3 года назад

      @@SultanSinghsir ji mai abhi abhi led bulb aur home theater repairing ka ghar me hi kaam chalu kiya hu repley ke liye thanks sir 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏

  • @rajenmaru242
    @rajenmaru242 3 года назад +1

    Sk serise 2 rasiter ki vlue kya hai

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад +1

      Rajen bhai, aisa lagta hai, apne mere video ko theek se nahi dekha. Aap ek baar achchhi tarah se dekhlen please, apko resistances ki value mil jayegi.

  • @ashokpednekar5586
    @ashokpednekar5586 3 года назад

    आपका यह व्हिडिओ अच्छा है , क्या आप मुझे हेल्प करेंगे
    मेरे पास ऐसा लँप्म है , चालू करने के बाद सर्किटमे लगायेला 100 मा. फॕ 63 वो. का कन्डे. फट गया , उसी जगह नया लगाया , विदाऊट बॕटरी और ऐल ऐ डी प्लेट से सिरिज मे सप्लाय दिया तो वह कन्डे.फट गया , क्या कारण हो सकता है , प्लिज आप बतायेंगे

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Ashok bhai, is circuit me battery ek prakar se shunt ka kaam karti hai. Bina battery ke 100mfd 63v capacitor par voltage bahut adhik ho jate hain aur cap. fat jata hai sath me jyadatar led indicator ya/ aur uska series register bhi jal jata hai. Pure video ko aap dhyan se dekhenge to payenge ki is bare me maine direct/ indirect aisa bataya bhi hai. ye circuit without battery kaam nahi karta hai ji. thanks for sharing.

  • @amanentertainment678
    @amanentertainment678 2 года назад

    Switch Ko Hatana ho to

  • @ChandanDas-xz7gf
    @ChandanDas-xz7gf 3 года назад

    Capacitor ki value kiya hai

  • @NehaGupta-pm1ix
    @NehaGupta-pm1ix 3 года назад

    When i turn it on there is sparking in plug and sparking sound is coming and indicator led blinking

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Neha ji series capaciter circuit me loose connection hone par sparking hoti hai, jahan par spark ho raha hai wahan loose connection hai. loose connections ko theek karen aur wahan par sparking se carbon jama ho gaya hoga usko achchhi tarah se saaf karke lagayen. thanks for sharing.

  • @dolansarkar96
    @dolansarkar96 2 года назад

    Mera light of nahi hota

  • @bhurisidar4559
    @bhurisidar4559 3 года назад

    Sir ji mere pas yehi wala emergency is light hain par jab bhi main series se check karta hun series jal jata hain please reply

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Aapne likha hai, series jal jata hai. led jalti hai ya kuchh aur, samajh me nahi aaya. theek se batayen ji

    • @vishalkulkarni2699
      @vishalkulkarni2699 2 года назад

      सेम प्रोबालेम मेरा भी है
      सिरिज बोर्ड का बल्प धिमाजलता है बताईये क्या प्रोबलेमहै

    • @bhurisidar4559
      @bhurisidar4559 10 месяцев назад

      Sir ji series bhi jalta hain or led blub bhi jalta dono jalte Hain onlite ka

    • @bhurisidar4559
      @bhurisidar4559 10 месяцев назад

      Sir ji jab main onlite emergency blub ke circuit ko series ac se check karta hun to series blub or led blub dono bhi jalta hain kay problem ho sakta hain

  • @ramgariadakaka1029
    @ramgariadakaka1029 3 года назад

    Muje v bna na h par video nai mila

  • @ashokpednekar5586
    @ashokpednekar5586 3 года назад

    Led indication lamp ke liye 500 to 1000 ohms ka resist. Chalega aisa aapne bola
    lekin kitana watt kaa vah nahi bola

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      indicator led me jyada current flow nahi hoti, isliye 1/4 watt ka resistance kafi hai. watt nahi batane ka matlab bhi yahi hai.

    • @ashokpednekar5586
      @ashokpednekar5586 3 года назад

      @@SultanSingh thank you

  • @balajidige2415
    @balajidige2415 3 года назад

    Sir mera lamp ek hi time par ac aur dc pe chal raha hai to us me kya problem ho sakati hai

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Shayad transistor short ho sakta hai.

    • @balajidige2415
      @balajidige2415 3 года назад

      @@SultanSingh transistor rating bata sakte ho kya aur PNP hoga ya NPN ye kaise samje

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад +1

      @@balajidige2415 Video ko dhyan se dekhen. Transistor ke bare me bataya gaya hai aur ye npn transistor hai ji

    • @balajidige2415
      @balajidige2415 3 года назад

      @@SultanSingh mai samaj gaya madat karne ke liye thanks

  • @rajeevkumarpandey9606
    @rajeevkumarpandey9606 3 года назад

    Fius.chenj karne.ke.bad.baytri.charj.nahi.ho.raha.hay.awr.atocat.bhi.nahi.ho.raha.hay

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Pandey ji, circuit diagram ki help lekar multimeter se fault tress kijiye.

  • @pankajparmar6070
    @pankajparmar6070 3 года назад

    सर.. ये ब्लप बीगड ने के बाद इसकी लायन कहा कहा तक आती है ..ओर कहा कहा तक नहि आती.. वो केसे चैक करे...☺

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад +1

      multimeter se savdhani purvak check kar sakte hain

    • @rupeshborule1797
      @rupeshborule1797 2 года назад

      @@SultanSingh sir multimeter se chek jai se kare

  • @shubhudeotale415
    @shubhudeotale415 3 года назад

    R2 or R4 me kitne value vala resistors lagana hai?

    • @shubhudeotale415
      @shubhudeotale415 3 года назад

      Mere light me wo 2no jal gaya or capacitor jala tha wo badlaya but resistors ki values nhi mil rahi hai plz help me

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      bhai, lagta hai aapne pura video dhyan se nahi dekha. maine pura circuit diagram de rakha hai aur samjhaya bataya bhi hai, please samajh kar apne jale hue register change kar len. thank you very much for commenting.

    • @krishnashisdas9742
      @krishnashisdas9742 2 года назад

      100/50volt+10 to33 ohm and led ind 1k

    • @penandbrain
      @penandbrain 2 года назад

      @@shubhudeotale415 same here

  • @dulshanijayabahu9016
    @dulshanijayabahu9016 3 года назад

    some led circuit after off the switch.... with in one minute automatically on.
    some led circuit when power cut automatically on
    then
    actually on right system is "when power cut automatically on".
    but after switch off automatically on mean that circuit problem
    some made in china .....emergency led light having this problem.
    how to solve this problem

    • @SultanSingh
      @SultanSingh  3 года назад

      Dulshani ji, emergency light ke circuit ko samajh kar usme kuchh mamuli alteration karke theek kiya ja sakta hai. thanks for commenting

  • @vinoddesai4025
    @vinoddesai4025 2 года назад

    Bahut sare video dekhe lekin koi ye nahi batata ki kitana time charging per rakhe our continue charging per rakhane se koi nukasan to nahi hoga
    Is mai full charge indicator nahi hai jis se ye pata chale ki charging full ho gaya hai