Hazrat Ibrahim as or Hazrat Ismail ka bayan | Maulana Ishaq | Fri-21112008 | Maulana Ishaq Official

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 окт 2024

Комментарии • 6

  • @hamzaarif7249
    @hamzaarif7249 Год назад +1

    23:07 Ismael as K liye Jannat ka dumba
    36:02 Milawat

  • @sheraz1001
    @sheraz1001 Год назад

    Ye konse ulema thay jo samajhte thay ke Ishaq (a.s) ko zibah karne ka irada kia gaya? Jab ke Quran parhne se saaf pata chalta hai ke wo Ismael (a.s) thay. Quran main jahan ye waqia likha hai wo sara waqia suna ke Allah ne kaha ke phir hum ne Ibrahim (a.s) ko Ishaq (a.s) ke basharat de. Yani Ishaq (a.s) to us waqt tak peda he nahin hue thay jab ye waqia pesh aaya. Surah As-Saffat (37) main 100 se 112 ayat parhain to saaf pata chalta hai ke qurbani kis ke hue. Maulana sahab ke baat sun kar ke herat hue ke wo keh rahay hain hamain pata nahin kis ke qurbani hue.

    • @nomanhaiderpoetrylovers608
      @nomanhaiderpoetrylovers608 9 месяцев назад +1

      Ye enjeel me likha tha

    • @sheraz1001
      @sheraz1001 9 месяцев назад

      @@nomanhaiderpoetrylovers608 Hamare ulema ko Quran dekhna chahiye aise baton ke mutaliq na ke injeel. Quran se saaf pata chalta hai ke qurbani Hazrat Ismaeel (a.s) ke ke gaye.

    • @muhammadanwarbhatti981
      @muhammadanwarbhatti981 7 месяцев назад

      ​@@sheraz1001 Mery bhai lagta hay apko Punjabi nahi aati is liye apko galat fehmi ho rahi hay wo injeel main Jo jhoot Shamil kiye Gaye sath sath unko bhi point out Kar rahay thay...
      Allah Pak hum sb ko hidayat day aur theek bat samjhnay ki toufeeq Ata farmaye...

    • @sheraz1001
      @sheraz1001 7 месяцев назад

      @@muhammadanwarbhatti981 Main Maulana Ishaq ke baat nahin kar raha tha balke Maulana Ishaq ne kaha ke kuch Musalman ulema kehte thay ke zibah Hazrat Ishaq (r.a) hue thay. Main ye poch raha tha ke wo konse ulema thay jo ye samajhte thay halanke agar wo Quran parhte to saaf samajh jate ke wo Hazrat Ismael (a.s) he thay.