Kaise Kharab Battery Bhi Full Backup Degi | Kya Kare Jisase Battery Ka Backup Jyada Ho Jay,

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 окт 2024
  • Kaise Kharab Battery Bhi Full Backup Degi, Kya Kare Jisase Battery Ka Backup Jyada Ho Jay,
    Battery ka backup kaise badaya Jay
    Battery ka backup kam ho gya hai
    battery ko kaise sahi kiya ja skta hai
    kya koi aisa padarth hai jisko battery me dalne pr battery ka backup sahi ho jata hai
    battery deep discharge kyo hoti hai aur deep discharge battery ko kaise sahi kiya jata hai
    kya battery deep discharge hone pr kharab ho jati hai
    kya battery ka pani gir jane pr battery kharab ho jati hai ki backup kam ho jata hai battery ka aur backup kam hone pr battery ko kaise sahi kiya ja sakta hai
    battery me acid dalna chahiye ki nhi, battery me kitna acid dalna chahiye, battery me jyada acid dalne se battery pr kya effect hota hai , battery me kaun sa acid dalna chahiye uska kya name hai
    #battery
    #inverterbattery
    #inverter
    #Luminous
    ##Luminous_inverter
    #Luminous_battery
    #exidebattery
    #amron_battery
    #microtek_battery
    Thank you for watching and subscribe to AS_TECH
    Creator- Anand Singh
    Gmai- as3059599@gmail.com

Комментарии • 50

  • @MZ4kmovie
    @MZ4kmovie Год назад +3

    Pahla insan jo utube pe sahi knowledge deta h

  • @liluahvlogs
    @liluahvlogs Год назад +3

    Ek ek baat ko acha say smjhaya gya h soda ka chakar me na pare ericksha bhai log aap apna battery aur kharab karlenge jaisa ye bhai na bataya good job sir

  • @હરેશઠાકોર-ચ6ચ

    Thank you

  • @yadvendersinghadvocate1163
    @yadvendersinghadvocate1163 2 года назад +5

    Thanks sir good information

    • @astech2021
      @astech2021  2 года назад +2

      Welcome,Also thank you for appreciation

  • @AgamPatel-bs6yo
    @AgamPatel-bs6yo Месяц назад

    Sir jo green botal ka distil water sahi hota hai

  • @MAJ2442
    @MAJ2442 Месяц назад

    Thanks

  • @biprabhai4892
    @biprabhai4892 2 года назад +2

    bhai mujhe batado ki mere pass 1000va ka artis ka ups hai ,uski battry lagbhag kharb ho chuki hai , to usme new battry kausi dalni chaiye ,ya kis company ka bhai mera namaskar dhanyabad

    • @astech2021
      @astech2021  2 года назад +2

      Exide ya Luminous ki 150AH-180AH Capacity ki Tall Tubular 3Year free replacement wali battery khareede

  • @solemo
    @solemo Год назад

    Sir hamare pass 4bettery h solor plant h pani bahut jaldi dalna padta hai ab backup kam ho rha h or ye bettry 3 saal purani h kya acid change hoga please any suggestions for me

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +2

      Branded Company ki battery ho aur warranty me ho to complain likhaye battery aapki kharab ho rahi hogi kyoki jyada pani sukhane ka matlab hai battery ka over heat hona aur over heat hone se battery ke plates kharab ho jate hai jiski wajah se backup kam hone lgta hai

    • @solemo
      @solemo Год назад

      @@astech2021 thanks sir

  • @Surendrakushwah_ji
    @Surendrakushwah_ji Год назад +1

    Sir mene battery kharidi 1year bhi nhi hua h
    Voh auto rickshaw mei foot gyi usme m-seal lga Diya ab voh self start nhi kar rhi h kya kre

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +4

      Jis cell ke paas se tuti hai us cell ka acid gir gya hoga usme 1250 gravity ka acid dal kr Charge karenge to chal sakta hai

  • @manojrana658
    @manojrana658 Год назад

    Sir inveter ki 150 ah ki battery kharab ho gayi usme 2 pankhe chalane hain kitne bada solar le ki oh chal jaye

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +1

      2 fan chalane ke liye 300 watt ka solar panel kafi hai lekin solar se hi battery bhi charge krna ho to kam se kam 600watt solar panel lagana sahi rahta hai

  • @AasuhAaauhrai
    @AasuhAaauhrai 5 месяцев назад +1

    Sar 48 voltage ko charge karne ke liy kitne watte ka solar panel lena hoga

    • @astech2021
      @astech2021  4 месяца назад +2

      Jitna AH ki battery ho uska do guna watt ka solar panel chahiye hota hai.

  • @MYINDIA20
    @MYINDIA20 2 года назад +2

    Bhai life max battery kese hai kiya le sakte hai price kiya padega

    • @astech2021
      @astech2021  2 года назад +2

      Wo bhi achi hai 5Year warranty 150AH me rate jyada hota hai 16500-17500 ke beech me market me milegi

  • @MYINDIA20
    @MYINDIA20 2 года назад +1

    Luminous ki sabse acchi bettary konsi hai

  • @11prashantrathour10
    @11prashantrathour10 Год назад +3

    Discharge battery ko kitne amp ke charger se charg kare ye to bataya nhi apne

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +2

      10 - 15 Amp se Charge krna chahiye 100AH se 220AH tk ki battery ko isase battery jyada garam nhi hoti hai aur battery ka dakkan Nikal kr hi Charge krna chahiye jisase battery me banane wali gass asani se bahar nikal jay aur battery blast n ho

  • @roshanjuyal6019
    @roshanjuyal6019 Год назад

    १२५० ग्रेविटी का वाटर डालने पर भी अगर एक सेल में ग्रेविटी चार्ज करने पर भी नही आ रही है तो क्या करें, वोल्टेज १२.८५ दिखा रही है।

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +2

      हो सकता है उस सेल में पानी रह गया हो जिसकी वजह से उस सेल कि Gravity नहीं आरही हो

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +2

      अगर Battery का Backup बङ गया हो तो Battery ko discharge करे उसके बाद उस सेल का पानी निकाल कर 1250 Gravity का Acid डालिये

  • @mastshortfunnyvideo
    @mastshortfunnyvideo Год назад

    Bhaiya mah battery ki dukaan per Gaya mana kar Diya ki acid nahi atta hai sirf woter atta hai please bataiye acid Kaha milega

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +2

      Battery acid sabhi shop pr nhi milta hai kuch shop pr hi milta hai jaha jo local battery banata hoga wahi rakhata hai acid

  • @yogi80090000
    @yogi80090000 2 года назад +2

    सात साल पहले की बैटरी भी सही हो सकती है क्या

  • @umesh190042
    @umesh190042 Год назад +1

    Dry battery ka back up Kam hua hai uska kya solution hai

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +2

      Ek baar boost Charge krwa lijiye agar Backup sahi ho jaye to thik hai nhi to kuchh nhi hota hai dry battery me

  • @KulwinderSingh-sf8uy
    @KulwinderSingh-sf8uy 2 года назад +3

    2 saal purani spray pump wali battery theek ho sakdi aa

    • @astech2021
      @astech2021  2 года назад +2

      Ek baar boost charging krwa lijiye agar backup sahi ho jata hai to thik hai nhi to battery change kr lijiye

  • @kuldeeptiwari7594
    @kuldeeptiwari7594 Год назад

    क्या सचमुच आप सर्बिस सेंटर मे कार्य करते है? इन्वर्टर का सेल्फ डिस्चार्ज नही होता बन्धु बैट्री का सेल्फ डिस्चार्ज होता है । हाँ यह जरूर है कि इन्वर्टर एक लोड के रुप मे कार्य कर बैट्री को डिसचार्ज करता है चाहे आप कोई लोड चला रहे हो या न हो ।

  • @sahurajendar1382
    @sahurajendar1382 2 года назад +1

    How much acid to be added not explained

    • @astech2021
      @astech2021  2 года назад +4

      1.250 specific gravity ka acid dalna hota hai agar battery ko palat diya gya hai agar battery 150AH Capacity ki Tall Tubular Battery hai to 12 se 14 liter 1.250 Sp.gravity ka acid padega

  • @chandrikaghridoda4365
    @chandrikaghridoda4365 8 месяцев назад

    3:31

  • @RahulYadav-oi2bn
    @RahulYadav-oi2bn Месяц назад

    Fast charger se charge karke bhi nhi chal rhi he

    • @astech2021
      @astech2021  Месяц назад

      Then Replacement is only solution.

  • @LaxmikantKashyap-b4z
    @LaxmikantKashyap-b4z 2 месяца назад

    ई रिक्शा का बैटरी बैकअप नही दे रहा 2 साल हो गया है तो क्या करे

    • @astech2021
      @astech2021  2 месяца назад +1

      Replace kar lijiye aur koi tareeka nhi 2 saal E-Rickshaw me chal gayi hai to bahut chali. Waise bhi E-Rickshaw Battery ki life jyada nhi hoti hai.

  • @franciscardoza128
    @franciscardoza128 8 месяцев назад

    कार बेटरी का एक सेल गया है क्या करना चाहिए

    • @astech2021
      @astech2021  8 месяцев назад +1

      Aapko new battery leni chahiye

  • @mahendarantela5082
    @mahendarantela5082 Год назад

    Bhai Agar battery ka ek Sel kam na Karen to Kya Karen kya bataenge aap

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +3

      Do Solutions hai pahla cell change kr sakte hai lekin isme dikkat ye ayegi ki jo cell change karenge wo new rahne ki wajah se aur se kafi soft rahega jiski wajah se current flow usme jyada hoga is wajah se us cell ka water bahut jaldi shukh jayega
      Our dusra battery change krna hi uchit rahega

  • @jaganmohanrao4447
    @jaganmohanrao4447 Год назад

    Bhai Mera betteri lagbag 5years honey ja Raha hai abhi dheere dheere se uski becup Kam hoti ja rahi hai usko kaise kare AAP thoda sa boliey Bhai

    • @astech2021
      @astech2021  Год назад +2

      Battery ko charger se Charge krva lijiye ho sakta hai hardness lag gai ho battery ke plates me jisase Backup kam ho rha hai, charger se Charge krne se sahi ho jayegi