Sir ekta question chilo .....if any mother receive anti D immunoglobulin in her first pregnany ..then is she receive anti D in second pregnany in case of rh incompatibility??
नमस्ते sir ❤❤ मैं आप का youtube पर video हमेशा देखता हुं Husband blood group (+) positive और wife blood group negativ (-) हैं Wife को तीसरे महीना में बच्चा misscarry मतलब नुकसान हों गया, उस time मैं अपने wife को AntiD 300mcg/ml Injection दिया था अभी वह pregnant हैं | क्या अभी 7th months में AntiD 300mcg/ml Injection देना परेगा ? Please reply 🙏🙏❤
Thank you sir ji mujhe 8 Mahina Ho chal raha hai pregnancy ka abhi Laga hai yah medicine injection aur iske bare mein mujhe koi knowledge nahin tha so tnq ji
Sar Mera blood group bhi negative hai aur mere husband ka opposite hai mere first delivery mein entry injection Laga tha aur second mein nahin lag Paya Van manth student so gaye hain to kya aap se lag sakta hai injection please sar first comment bataiye
Agar baby postive group ka ka paida hua ho to hr delivery k 48 hours k andr ye enjection lgna chahiye agar baby nigative blood group h to no problem 😊😊
Sar aapane ekadam Sahi kaha meri wife ki first delivery mein ladka hua tha kuchh din bad uski death Ho gai uske bad FIR ladki hui vah satven mahine mein ho gai thi uski bhi death Ho gai FIR humne wapas iska ilaaj private hospital mein chalvaya FIR humko pata chala Ki iska blood group negative hai aur FIR doctor ne humko kaha ki satven mahine mein injection lagega isko Jo humne cal lagaya hai vah hamare 4000 rupaye lge
Hi sir mera blood group a positive hai aur mere husband ka AB negative hai mera first baby girl hai 3 year abhi school admission k liye baby ka blood test Kiya baby ka blood group a negative hai to dr mujhe injection lagwana chaiye ya nhi second delivery m ya second pregnancy m lagwana padega
Meri wife ko 2nd month of pregnancy mein 1 Anti D injection lug chuka hey ab 28 weeks complete ho chuky hein kia ab doosri Anti D injection bhi lagwani ho gi ?
Ye injection kis month me lagana sahi rehta hai.. Please suggest & kuch dr. Bolte hai ki ye delivery ke baad lage ga.. Aur mere dr ne isi abhi 8 month chal raha hai to abhi lagane ke liye bola... Please positive response share kare.
interested video sir . i m from pakistan . sir meri sister ka 1st baby died ho gya 2nd baby alive hy ab 3rd pregnency m 29 week ho gy hn ab bhe Anti d injection lgy ga ? kindly rply me sir
Sir liver cirrhsis ka ilaj btao chahe elopathy homepathy ya ayurdedic ho jo sbse accha ho kyoki mere faimily me yeh bimari bhut logo ko mot ke mooh tk leja rhi he
Meri patni ka blood group b negative hai unki body mein antibody ki Matra 2 point kuchh ban gai hai kya hamare baccha ho sakta hai kripya ilaaj bataiye
भगवान शिव की महिमा आप पर बनी रहे सर जी जो आप इतने अच्छे ज्ञान देते हैं
🙏
Sir ekta question chilo
.....if any mother receive anti D immunoglobulin in her first pregnany ..then is she receive anti D in second pregnany in case of rh incompatibility??
नमस्ते sir ❤❤
मैं आप का youtube पर video हमेशा देखता हुं
Husband blood group (+) positive और wife blood group negativ (-) हैं
Wife को तीसरे महीना में बच्चा misscarry मतलब नुकसान हों गया, उस time मैं अपने wife को AntiD 300mcg/ml Injection दिया था
अभी वह pregnant हैं | क्या अभी 7th months में AntiD 300mcg/ml Injection देना परेगा ? Please reply 🙏🙏❤
@@umanandkumar19 hanji jarur lagwana antid injection 300mcg
Sir anti D injection ibostion ke baad 150 mg ja 300 mg ka lagana hai
Thnks
Apka smjhane ka tarika bht achha h
दिल से शुक्रिया सर........ बहुत ही अच्छा ज्ञान मिलता है आपसे ❤️❤️🥰🥰🙏🙏
Bahut hi achchhi vediyo hai isme hamare sare daut clear ho gaye
Thank you sir ji mujhe 8 Mahina Ho chal raha hai pregnancy ka abhi Laga hai yah medicine injection aur iske bare mein mujhe koi knowledge nahin tha so tnq ji
Ye injection kab laga aur first delivery h
@@umeshyadav9566
28 week k around 7 month k last me
आपके बेबी हुआ इस इंजेक्शन के बाद कैसा हुआ @@AnitaShukla-r1w
Tnq so much sir apki video se muje sahi slah mil gyi
Very knowledgeable vidio bania sir aapne
Nice veey helpful and fully explained video ❤
Nice & New info sir ! Keep it up 💪 ...love from gujrat ❤️🖤❤️
Very nice information sir
Mind blowing information sir🧡......
first pregnancy me first dose kitny week m lgni chae
19 oct ko covaxin ka second dose lena h or 26 oct ko into D le skte h kya
Very useful knowledge sir
Sir. Delivery ke 6 din ho gaye infection lagawa sakte hai kya?
Sir ye enjekxan kaha pe lgate hai
Agar sir first pragnace mai hi isko 7th mouth mai lagvale to koi problem thodi hai
Sir agar 1st delavry ke bad injection galti se nahi lage to bad me bhi lag sakta h 2nd delavry me
First dilevery me lga ho to second dilevery me kab lg bana chahiye
Plz mohit sir Risedronate tablet ke baare me vedio banaye
Thank you so much sir information
Thanku sir btAne ke liye
Is injecion ko kamr me ya hath me lagate hai sir ji
Sir 🙏 isko transportation kaise kiya ja sakta hai ,jisa ki aapne bataye ki cold jagah per rakhna hai
Hello sir Gravida 3rd hone par ye injection kb lagana h after delivery before delivery nhi laga sakte h kya?
Sir kya 8th month me anti d injection lga skte h kya
Sir plz btaiye ki mujhe ab koi complications to nhi aayegi na mene MTP kit ka use pahle Kiya tha or second time mene anti d lgwaya tha to
Bahut achi information thanks
Sir miscarriage ke 10din lgwaya h anti d to kya next pregnancy safe hogi
Sir i am your fans
Thanks from Pakistan
Thanks you Sir ji
Thanks sir for this information
Very nice shir
Sar Mera blood group bhi negative hai aur mere husband ka opposite hai mere first delivery mein entry injection Laga tha aur second mein nahin lag Paya Van manth student so gaye hain to kya aap se lag sakta hai injection please sar first comment bataiye
Injection ko kamar me lga diye hai to koi nuksan to ni hoga n sir ji second pregnancy me
Sire dilivery me kitna dose lagata hai
Plz ask tablet contains methyl clobamin 2000mcg
Sir yeh injection miscarraige k 3months k baath bi laga sakthe hai kya sir Actually mujhe nahi malum tha sir plz reply me sir plz😢
Very nice 👍🙏❤️ sir
Thank you so much 💓
Hello sar yah har delivery per lagwana jaruri hota hai ya pahli bar delivery ho tabhi lagwana jaruri hota hai
Agar baby postive group ka ka paida hua ho to hr delivery k 48 hours k andr ye enjection lgna chahiye agar baby nigative blood group h to no problem 😊😊
Thanku sir
Sir nixe vedio
Thnxx
Nice post sir
Sar aapane ekadam Sahi kaha meri wife ki first delivery mein ladka hua tha kuchh din bad uski death Ho gai uske bad FIR ladki hui vah satven mahine mein ho gai thi uski bhi death Ho gai FIR humne wapas iska ilaaj private hospital mein chalvaya FIR humko pata chala Ki iska blood group negative hai aur FIR doctor ne humko kaha ki satven mahine mein injection lagega isko Jo humne cal lagaya hai vah hamare 4000 rupaye lge
Sir humne anti d injection 7we mahine me lgwaya tha kya delivery k baad 72 hrs k ander lgwana pdega
Sir inj.diclofenac ke sath polybion inj mix krke im de sakte hain..
Nhi
@@LEARNABOUTMEDICINE but diclofenac inj. ke sath nurokind plus inj. To im diya jata hai..
Mix nhi kar sakte...saath me de sakte he
Kya sir 2nd inj lagwana jruri hota hi ya nhe
Thank you so much sir.
Hi sir mera blood group a positive hai aur mere husband ka AB negative hai mera first baby girl hai 3 year abhi school admission k liye baby ka blood test Kiya baby ka blood group a negative hai to dr mujhe injection lagwana chaiye ya nhi second delivery m ya second pregnancy m lagwana padega
Sir mera wife ko dr ne iss injection 24 weeks main leneke liye bola hai...lena sahi rahega?
Sir, masal e deoua jba? Ey inj ta?
Sir agar husband ka blood group O+ hai aur wife ka B+ hai kya sui lena hoga
Meri wife ko 2nd month of pregnancy mein 1 Anti D injection lug chuka hey ab 28 weeks complete ho chuky hein kia ab doosri Anti D injection bhi lagwani ho gi ?
First pregancy me laga tha
Detail zaroor share kare
Sir nebulize dose uses and overdose sideefect par video banao
Good information sir
Sir first pregency me nhi lene se koi complications to nhi hoga.
Agar phle koi miscarriage ya DNC na hua ho to problem nhi krega but ek baar Dr se zaroor consult krna chahiye ye injection 28 week k around dete h Dr
Nice information sir ji
Ye injection kis month me lagana sahi rehta hai.. Please suggest & kuch dr. Bolte hai ki ye delivery ke baad lage ga.. Aur mere dr ne isi abhi 8 month chal raha hai to abhi lagane ke liye bola...
Please positive response share kare.
aapka baby theek h
Thank you sir
Mnny frst baby k bad d anti injection lgwya kia agr next mn baby krn to us mn koui msla to ni hyga plzzz tel me reply
Thank u so much.. 🙏
Thank you so much
Anti d inj miss hone k bd agar consiv Krna chahe to kya Krna chahiye
Sir meri wife ko 4th month ki pregnancy h or uska Hb6.1aa rha h to kya sb thik ho skta h sr .
# L A M very good information mohit sir
very nice
Sir agr patient or baby dono k blood group A :- RH negetive (-) jb bi use lr skte h ?
No
@ujaykumarsah9189 but we have to give for next baby
First pregnancy mai 8month mai lagwa sakte hai
Pragnecy ke doran ek.baar laga he to delivery ke baad lagana jaruri hai
Mera abhi yahi sawal h bhai ap delievery ke bad bhi lagwaye h kya
Sir agar father ka blood groups AB nagtive ho aur mother ka bood O Postive ho to kiya kare sur
Thanks ser
60 year male pa ful Raha hai thoda Dard vi hai 3 din se kya Dena chahiye sir
Thyroid, kidney uric acid kuch Nehi hai
Sir kitna mcg lagwe
interested video sir . i m from pakistan . sir meri sister ka 1st baby died ho gya 2nd baby alive hy ab 3rd pregnency m 29 week ho gy hn ab bhe Anti d injection lgy ga ? kindly rply me sir
Sir liver cirrhsis ka ilaj btao chahe elopathy homepathy ya ayurdedic ho jo sbse accha ho kyoki mere faimily me yeh bimari bhut logo ko mot ke mooh tk leja rhi he
Pregnancy me kyo dete hai vah to delvert hone ka bad hi dete hai shir Ji kuchh bhi dr. Pahle hi lga dete hai kyo.🙏🙏🙏🙏🙏🙏plzzz reply my question.
Qki agar suppose that mother ke body se antibodies taiyar ho to wo hone wale baby ko koi nuksaan na kre
Sir ek ladies ka blood group 0neg h or bache ka 0 pos.h to kya inj lgana padega kya
Ji ha.. but on doctor advice
Sir aap mujhe ye bataye
Anti d injection kab aur kyu lagate
please
7 th month me injection lgana hi pdega kya
Miscarrige ho Jane k kitna din baad lagana chahiye sir 🙏
pehe
Thank you sir mera 6 month chal रहा है mera o negetive h mujhe boli h 7 month me lgwane ke liye meri Fast pregncy h
Ok
Sir mera blood group B nagetive h aur mere husband ka B positive h tu sir delivery ke baad mein lagwaskti ho kya
Haanji apni Dr. se poochiyega.. meri wife bhi negative blood group ki hai. Usey bhi lagega
@@MRMmmm-ys8duAgr kisi ki wife ka B+ ho r husbnd ka AB - ho tu kia phir b lagy ga?
Good.evening sir 🙏
जैसे की आप बता रहे है sir injection 100MCG/150MCG और 300mcg आता है । तो patiant को कौन सा लगे ga kaise pata kare
Generally 300 mcg lagta he
Nice video sir.
Delivery ke bad kitne din bad Lagana chahie Sar bata sakte hain aap kitne din ke andar Mein lag jana chahie Sar Bata De aap
Sir first pregnancy isko nhi laga sakte kya.
Just after delivery
@@LEARNABOUTMEDICINE sir next dose fir kab lena hoga.
Meri patni ka blood group b negative hai unki body mein antibody ki Matra 2 point kuchh ban gai hai kya hamare baccha ho sakta hai kripya ilaaj bataiye
Nice lectur sir 🙏
Heart' beat normal thi lekin movement kam ho ri h. Sir please kuch bataye
Agr pregnant Lady ka blood group possitve h tb to koi prblm ni hogi??
Koi problem nhi
Abortion ke kitne hours baad lgana chaaiye????
Sir mother ka O positive or father B negative blood group hai to pregnancy me NDT injection lagana chahiye ??
Apko laga sis?
Sir agar 28 week me anti D laga chuke h to after delevary bhi lagana padega kya
Ji ha...for next pregnancy
Sir pleural effusion par video banaiye please sir
Agar pregnant women ka abortion ho ya 2 month me hi to injection lagana jaruri he kya . please muze bataiye सर
Sir agar child ka blood group negative ho to usko kia lagana parega ?
Please sir please
Kuchhh nhi lgana fir.
Sir kya first delivery 72 hours Kay bad ya second delivery 72 hours Kay bad
Generally 1st delivery ke baad lagate hai but ager 2nd me pata chalaa hai to 2nd ke baad bhi lagate hai