Mera blood group a negative hai our pati ka o postive hai our mera d&c huva hai our anti d injection liya hai ab mai kab tak pregnancy plan kr sakti hu
Mam meri wife ka blood group A negative hai aur mera B positive hai mam Mera ek baby ka heart beat ruk gya tha jiski pet mai hai death ho gyi thi 6 month ho gya tha baby ko fir wife ko Anti D injection bhi lag gya tha fir mam uske baad bhi 45 day ka ek baby aur miscarriage ho gya aur fir mam ek baar aur baby aaya dhai month ka bo pet mai seen hi ni hua uski bhi DNC Hui mam please suggest Aisa kyu ho raha hai baar baar 3 time ho gya mam iska aap treatment bataye
Mam mere wife ki b negative hai or pehe bacha already janm ho gaya hai uski b positive hai Dr ne lagane ke liye bola hai lekin bolte bolte der kar diya 6 tarikh ko bacha ka janm hua lekin Dr ne bola 11 tarikh ko Ab kya kare? Abhi lagaye ya dusre bache ke pet me rehehte hue lagye Please reply
1. Meri biwi ka blood group Rh negative hai, aur mera blood group B positive hai. Kya isse bacche ko koi pareshani ho sakti hai? 2. Rhogam injection ki zaroorat hai ya nahin? 3. Kya bacche ka Rh factor ka pata laga sakte hain? 4. Kya prenatal test ki zaroorat hai? 5. Delivery ke baad kya precautions leni chahiye?
Mam meri first pregnancy hai mera blood group A negative hai,mera 7 month chal raha hai,aur abhi tak koi complications nhi huaa hai to kya mujhe abhi anti-d injection lagwana chahiye ya delivery ke baad please mam bataiye please
Haa bahut jaruri hai 7th month me hi lagwana Anti D ka injection....Meri wife ka bhi Negative blood group hai 7th month chal raha hai to aaj anti D ka injection lagwaya hu.
@@tanveerajmi8119bhai apse puchhna chahta hu mai ki andi d injection 7 month me lagwaya h lekin delivery huwa to dr Dr saheb bol rhe h ki bachha pita taraf gaya h to fir injection lagega aur bachha mother taraf jati to injection nhi lagata kya bat sahi h bhai mujhe fir lagane ke liye bol rhe h
in first pregnancy mother is found Rh Negative and Baby is Rh Positive so given Anti D injection within 72 hours of Delivery. Now she is second time pregnant with twins and ICT is negative so my question is that is there need of repeat Anti D injection at 28 gestation and after second Delivery.
Mam mera baccha 25 week ka kharab ho gaya h or meri report ict positive aayi h doctor mam bol rahi aapke andar antibody bangaya ab apko anti D injection nhi de sakte h me agli pregnancy kr sakti hu ya nhi Mera mother blade group B- Mere husband ka B+ Please 🙏 🙏 mujhe batao age me ma ban sakti hu ya nhi Please 🙏 margdharsan kre 🙏
Mam mera blood group b negative hai,mai apna ek baby kho chuki hu,us time mujhe anti d bhi ni lga h ,ab mai kya kru pls rply bhut tension me hu😢😢.
Mam does Anti-D is given in each pregnancy?
Mera blood group a negative hai our pati ka o postive hai our mera d&c huva hai our anti d injection liya hai ab mai kab tak pregnancy plan kr sakti hu
Madam hamar6 baby katm ho Gaye Hay a ki bar hame ante d lag gaya hay7 mahene me kya koi parobalam Gogia zalde refale
Mam meri wife ka blood group A negative hai aur mera B positive hai mam Mera ek baby ka heart beat ruk gya tha jiski pet mai hai death ho gyi thi 6 month ho gya tha baby ko fir wife ko Anti D injection bhi lag gya tha fir mam uske baad bhi 45 day ka ek baby aur miscarriage ho gya aur fir mam ek baar aur baby aaya dhai month ka bo pet mai seen hi ni hua uski bhi DNC Hui mam please suggest Aisa kyu ho raha hai baar baar 3 time ho gya mam iska aap treatment bataye
Thankyou mam
Anti D 150mcg ya 300mcg lagwana chahiye
Mam agare male positive ho aor female negative ho to first baby ma koi problem nahi hogi
Bacha honeke bad chawtha din ya pachwa din me agar anti d injection kray to fayada hoga ya nahi hoga ya ma ko kuch noksan hoga please answer
Ye ICT test pe depend karta titre kitna aya h
Hlo mam with rh negative mother what is better way to deliver baby normal or c-section??
Mam mere wife ki b negative hai or pehe bacha already janm ho gaya hai uski b positive hai
Dr ne lagane ke liye bola hai lekin bolte bolte der kar diya
6 tarikh ko bacha ka janm hua lekin Dr ne bola 11 tarikh ko
Ab kya kare? Abhi lagaye ya dusre bache ke pet me rehehte hue lagye
Please reply
Lgwayo injection bhut jaruri h plz
@praveenkaur5719 jaruri hai lagaunga bhi lekin 72 HRS gujar chuka hai Dr bola ki ab lagane se koi fayeda nahi dusri pregnancy ke time lagana
1. Meri biwi ka blood group Rh negative hai, aur mera blood group B positive hai. Kya isse bacche ko koi pareshani ho sakti hai?
2. Rhogam injection ki zaroorat hai ya nahin?
3. Kya bacche ka Rh factor ka pata laga sakte hain?
4. Kya prenatal test ki zaroorat hai?
5. Delivery ke baad kya precautions leni chahiye?
sure hote hey?or ho sakta hey?
Dr father ka blood group - ho or mother ka + ho to bi ye injection lgvana jaruri h
No problem
Mam meri first pregnancy hai mera blood group A negative hai,mera 7 month chal raha hai,aur abhi tak koi complications nhi huaa hai to kya mujhe abhi anti-d injection lagwana chahiye ya delivery ke baad please mam bataiye please
Haa bahut jaruri hai 7th month me hi lagwana Anti D ka injection....Meri wife ka bhi Negative blood group hai 7th month chal raha hai to aaj anti D ka injection lagwaya hu.
Koi achhe doctor se milo aap wo khud saari bate bata denge apko
@@tanveerajmi8119bhai apse puchhna chahta hu mai ki andi d injection 7 month me lagwaya h lekin delivery huwa to dr Dr saheb bol rhe h ki bachha pita taraf gaya h to fir injection lagega aur bachha mother taraf jati to injection nhi lagata kya bat sahi h bhai mujhe fir lagane ke liye bol rhe h
in first pregnancy mother is found Rh Negative and Baby is Rh Positive so given Anti D injection within 72 hours of Delivery. Now she is second time pregnant with twins and ICT is negative so my question is that is there need of repeat Anti D injection at 28 gestation and after second Delivery.
Hi anything is going gud? Tell me
Dr meri fist pregnency h ICT test krvana chahiye ki nhi
Nhi phla pregnancy save hai
Mam mera baccha 25 week ka kharab ho gaya h or meri report ict positive aayi h doctor mam bol rahi aapke andar antibody bangaya ab apko anti D injection nhi de sakte h me agli pregnancy kr sakti hu ya nhi
Mera mother blade group B-
Mere husband ka B+
Please 🙏 🙏 mujhe batao age me ma ban sakti hu ya nhi Please 🙏 margdharsan kre 🙏
Kya iss pregnancy se pehle aapko kbhi miscarriage ya DNC hua tha??
Hn miscarriage hua tha
Mera o neg hto kb anti D injection lgvana h 7month ki pregnant hoo
Hn
28 week me apologise lga lo......mera bhi o neg h
Ict test blood se hota hai mam
Hanji
Agr mother positive or 1st baby negetive h to y complication hota h kya h.....plz reply mam
Sab normal hai anti body nhi bna hoga
@@MoniSingh-z4uachha shi h ..mene bhi dr.s confirm kiya h
Kisi Tarah ka problem nahin hai madam 5 manth Ho Gaya Mera madam ko blood group o negative
Kya apne lagwaya anti D
To comment kyun kar rahe ho?
Me o negative hu mere 2 baby h aesi koi complications nhi aati ye dr. Jitna dara rhi h
Apke bache ka nagtive blood tha ya postive bataye plz injection lgwaye the apne
O- ho
🇮🇳👏👏🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Pehle hi pasent ko dara rhi ho
Aap ek Dr h aapko sharm aani chahiye is tarah ki headline dalne me
Nhi mere sath huya h Maine apna bacha khoya h es problem k chalte😢😢😢