Amma Ki Yaad Mein Nahi Rona Mere Hussain | Syed Fardeen Kazim | Noha Ayam E Fatmiyah | Nohay 2021

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 7 фев 2025
  • Bismillah....
    Nahi Rona Mere Hussain | Syed Fardeen Kazim Nohay 2021 | New Noha Ayam e Fatmiyah 2021 | Urdu Noha 2021
    #NahiRonaMereHussain #SyedFardeenKazim #AyameFatmiyah202
    Noha | Amma Ki Yaad Mein Nahi Rona Mere Hussain (AS)
    Recited By | Syed Fardeen Kazim
    Poetry By | Janab Mir Sajjad Mir
    Composed By | Janab Mir Qasim Mir
    Vocals Recorded By | Janab Shoaib Raza Shobi- Lahore (Akhtar Saab Studio)
    Audio Mix & Master | ODS Karachi
    Chorus | Amanat Ali Khan (Sonu), Ghulam Abbas (Monu), Rajab Ali Khan, Munawar Ali Khan
    English Subtitles | Syed Komail Ali
    Video | TNA Records
    Cover | Zuhair Ali Creations
    Special Thanks |
    Safeer E Wila Janab Mir Hasan Mir
    Janab Mir Sajjad Mir
    Allama Syed Alay Abbas Naqvi
    Syed Zain Ul Abideen Naqvi
    Syed Ali Tabish Naqvi
    Mir Qasim Mir & Mir Jawad Mir
    Hassan Raza
    ---------------------------------------------------------------------
    Also Available On:-
    ♪𝗔𝗽𝗽𝗹𝗲 𝗠𝘂𝘀𝗶𝗰 - apple.co/3AlLTuL
    ♪𝗦𝗽𝗼𝘁𝗶𝗳𝘆 - spoti.fi/3zibtzM
    ♪𝗶𝗧𝘂𝗻𝗲𝘀 - apple.co/3Anq7Hk
    ♪𝗔𝗺𝗮𝘇𝗼𝗻 𝗠𝘂𝘀𝗶𝗰 - amzn.to/3nILz66
    ♪𝗦𝗼𝘂𝗻𝗱𝗖𝗹𝗼𝘂𝗱 - bit.ly/3ClAmMN
    ♪𝗗𝗲𝗲𝘇𝗲𝗿 - bit.ly/3ki4ySR
    ♪𝗝𝗶𝗼𝗦𝗮𝗮𝘃𝗻 - bit.ly/2XqDvLU
    ---------------------------------------------------------------------
    𝗙𝗼𝗹𝗹𝗼𝘄 𝗨𝘀 𝗢𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗢𝘁𝗵𝗲𝗿 𝗦𝗼𝗰𝗶𝗮𝗹 𝗠𝗲𝗱𝗶𝗮 𝗔𝗰𝗰𝗼𝘂𝗻𝘁𝘀:-
    𝗢𝗳𝗳𝗶𝗰𝗶𝗮𝗹 𝗬𝗼𝘂𝗧𝘂𝗯𝗲 𝗖𝗵𝗮𝗻𝗻𝗲𝗹 :
    / syedfardeenkazim
    𝗢𝗳𝗳𝗶𝗰𝗶𝗮𝗹 𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 𝗣𝗮𝗴𝗲 :
    / syedfardeenkazim
    𝗢𝗳𝗳𝗶𝗰𝗶𝗮𝗹 𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 𝗔𝗰𝗰𝗼𝘂𝗻𝘁 :
    / syedfardeenkazimofficial
    𝗢𝗳𝗳𝗶𝗰𝗶𝗮𝗹 𝗦𝗼𝘂𝗻𝗱𝗖𝗹𝗼𝘂𝗱 𝗔𝗰𝗰𝗼𝘂𝗻𝘁 :
    / syedfardeenkazim
    ---------------------------------------------------------------------
    •𝓝𝓸𝓱𝓪 𝓛𝔂𝓻𝓲𝓬𝓼•
    Amma Ki Yaad Mein Nahi Rona Mere Hussain
    Tanha Kabhi Bhi Khud Ko Samjhna Nhi Hussain
    Yeh Berida Tumhary Liye Sham Jaye Gi
    Choti Behan Tumharay Baray Kaam Aye Gi
    Zainab Ko Fatima Hi Samajhna Mere Hussain
    Bandhe Kafan Ko Tor Ke Kehti Thi Aik Maa
    Ab Karblaa Mei Hogi Mulaqaat Meri Jaan
    Seenay Se Phir Lagao Gi Ajaa Mere Hussain
    Maloom Hai Mujhe Tumhe Aye Ga Phir Na Chain
    Ghurbat Par Apni Maa Ki Bht Ro Gay Aye Hussain
    Khaye Gi Jab Tamacha Sakina Mere Hussain
    Haye Kehna Zaeef Hogayi Zahra Tumharay Baad
    Ummat Ne Uske Dar Ko Jalayaa Tumharay Baad
    Jakar Sunao Nana Ko Noha Mere Hussain
    Jab Bhi Kabhi Behan Teri Beta Udaas Ho
    Ghurbat Ke Waqt Koi Na Jab Uske Paas Ho
    Zainab Ko Meri Qabr Par Lana Mere Hussain
    Bichri Hoon Kabse Baba Se Unse Milun Gi Mei
    Ummat Ne Mujhko Mara Hai Ja Kar Kahoon Gi Mei
    Roko Na Apni Maa Ka Janaza Mere Hussain
    Sajjad Maan Hussain Ki Yeh Keh Ke Chup Hoi
    Zair E Lehad Karun Gi Duayen Zahoor Ki
    Woh Le Ga Apni Dadi Ka Badla Mere Hussain
    ---------------------------------------------------------------------
    #SyedFardeenKazimNohay #NohayBibiFatima #AmmaKiYaadMein
    𝗖𝗼𝗽𝘆𝗿𝗶𝗴𝗵𝘁 𝗣𝗿𝗼𝗵𝗶𝗯𝗶𝘁𝗲𝗱 © 𝗦𝘆𝗲𝗱 𝗙𝗮𝗿𝗱𝗲𝗲𝗻 𝗞𝗮𝘇𝗶𝗺 𝗥𝗲𝗰𝗼𝗿𝗱𝘀
  • ВидеоклипыВидеоклипы

Комментарии • 111