Hi Dear, abhi aapka comment padha , bahut acccha laga. thanks hmse jude rehne ke liye, Happy New Year! May the coming year bring you joy and success! Wishing you a prosperous New Year filled with happiness and new opportunities.
Hi Dear, abhi aapka comment padha , bahut acccha laga. thanks hmse jude rehne ke liye, Happy New Year! May the coming year bring you joy and success! Wishing you a prosperous New Year filled with happiness and new opportunities.
Thanks dear bahot pyara lag raha he lehenga 👌but aapne Kali kesi tayar ki he o pura nahi kare ho jese ki aapne sirf kamber ki side ki kali ka megermert batay ho but niche se kitna rakhana he o nahi batay ho please explain dear
Smjane ka tarika bhaut acha h .mujy to pahli video aisi mili Jo itni bariki se btaya gya h.thank you❤
Apke bnane ka or btane ka tarika bhut saral or esy h thnk u dee
🙏
Bhot badhiya
Bahut sundar😊
Bht sundar😊
Bohot acha lehnga lg rhi h ❤
Mam uper se 3.5 inch ki li h or ör niche se kitna liya h . plss reply
Mam aapne Kali ek baar idhr or dusri baar opposite side rkhkr kaali kaati thi
Bahut acche se samjhaya aapane bahut achcha banaya aapane lehenga thank you so much for main Sahi video dhundh rahi thi aur
Aap bahut hi acche se sikha rhi you tube p sbse best ❤
Aapne kitne मीटर kapda liya hai?
Bahut mast didi ❤👌👌👌
Sach me bhut mst bna he
Super duper hai mam ❤❤❤❤
Very beautiful lahnga 👌👌
Bahut sunder ❤❤
Graft kaise banaya
Bahot hi sundar bana hai ❤
Very nice ma'am
Iske blouse or dupatta ka vdo link dijiye please
Waky m aapne bhut badhiya tarike se btaya h didi thankyou so much ❤❤❤
Nice lehenga❤❤❤❤
Thanks 😊
Bohot bohot acchi hai 😍😍😍
Very nice ❤🎉, abh mmi saree purani sarees k lehnga bnengy
Very nice
Thanks
Nice didi ambrella lehnga upr niche ho jata hai iska solution batao
Bahut pyara he ❤❤
Jo aap kali kati hai wo kaise ki hai
Didi hum can readymade le sakte hai kya bs kapde ka lehnga bna k bina astar lagye usko readymade can le k pehn sakte hai kya pls didi bta dijiye
Bhut hi beautiful ❤️❤️❤️❤️
Thank u so much kitna acha samghaya apne
👌👌👌👌👌Waw di supabbb 👌😍😍😍😍😍👏👏👏👏
Bahut Sundar hai ❤❤
Very beautiful lahnga didi
Ma'am fabric kha se purchase kiya aur kis rate mei milega
Bahoooot sunder lehnga h h 🔥🔥🔥
Very nice 🥰
Bohot Sundar hai lehenga
Bhut ache se explain Kiya aapane
Thanks a lot dear for this beautiful comment. Have a nice day. Stay connected, keep watching. 🙏
Bira bdiya sila h pr chunni red colour ki daliye eape
Bahat hi acha he
Wow beautiful
Nice did
Beautiful ❤️
Hi Dear, abhi aapka comment padha , bahut acccha laga. thanks hmse jude rehne ke liye,
Happy New Year! May the coming year bring you joy and success! Wishing you a prosperous New Year filled with happiness and new opportunities.
Acha bnaya h aapne lehnga vese aap kaha se ho agr aapse stich kraye to
Bahot Sundar
Can can Wale lehange me double asatr lena chahiye dii
Nice ji
Bahot achhayse samjhaya aapne. Thanks 😊
dii total lehnga Banane Mai kitna fabric use ki hai...plz reply dii
Soo beautiful
Thank you! Cheers!
@@Anujkumar_sewing_tutorials hloo
@@Anujkumar_sewing_tutorials di
Dii ye jo aap ne drop ki kali banai hai uska niche se kitna measurement liya
Neeche se apne golaai me cuting ki hai esa myjhe lgrha hai???
Ye fabric kitne ka li ho aap
Astar me konsa kapda liya h. Please bataye 🙏
Fabric kaha se liya aapne aur fabric name bataiye please
So beautiful
Mam fabric konsa hai kha se liya mam plz reply......
Very nice mam
Didi mujhe to bhot pashand aaya hai lendha me is ko jarur bnaungi thank you didi help karne le liye
🙏🥰👍🏻
Very nice Dii
bhut accha banye h apne dresj
Ye Saree se bnaya h kya❤
Mam ek kali ke niche ka measurement kya hoga... Please batayiye
3 इंच चौड़ाई होगी 40 इंच लंबाई होगी
👌👌👌👍👍👍👍👌
nice
Thanks
Didi..upar se 38 ÷ 20 liya to bottom se kitna Lena hai??
Drafting kese banai uska video btae
Acha lga bhot
Mam normally kitni kali bna sakte hai lehenge me.plz.btaiye
Dii ap kahn rhte ho ..mujhe v dena h lehenga silai karne ..kitna praice lete h
Dii ye fabric kitne रुपये m. Mila ye poora lehanga kitne rupees me ready hua tha
Nice ❤
Organza fabric se aisa kaliwala lehenga bna skte h?
Ye whai Bakram h jo patiyala mai use hoti h
But sis niche ka Kali kitna inch rakh k katna h
Didi ye lehnga banane me kitna pesha lag Chuka hai
YE velvet fabric h kya
beautiful
Nice mam beautiful
Cloth kha se kiya hai please bataoo
Di Kali ke niche ka maap kitna liya hai aapne ?
Didi niche border per border aata hai na use per Kali wala lehenga kaise silate hain vah batao hamen
Thanks a lot dear for this beautiful comment. Have a nice day. Stay connected, keep watching. 🙏
Is lehnge ke blouse ka schtiching dijiye plzz
Ho sake to dress bhi bnaiye
Agar upar apne 3 1/2 inch liya toh neeche se kitna liya hai ???? Please reply soon
Hi Dear, abhi aapka comment padha , bahut acccha laga. thanks hmse jude rehne ke liye,
Happy New Year! May the coming year bring you joy and success! Wishing you a prosperous New Year filled with happiness and new opportunities.
Lahnge ka kapda kitne Rs meter aaya h please tell me
Very pretty
Aap sale bhi krte he kya
Mam uper se to kali ki choudai 3c.meeter tha pr niche se kitna C.m.tha
Mam blouse ki video or dalo
Maine dal Diya hai
Kali k niche ki chaulai kitna liya h aapne
Mam mere pas 5 miter kapda h to ky hm 20 kaliyo ka bna skte h plz mam plz reply mam plz
Bahut achha bana hai
Kapda kitna he ye karoo bataya kijiye please
Thanks Aapne bhut acche se samjhya
Total cost plz ?
Ma'am iske fabric per mitre kya price h
So pretty ❤❤❤❤
👌👌👌👌👌👌
Thanks dear bahot pyara lag raha he lehenga 👌but aapne Kali kesi tayar ki he o pura nahi kare ho jese ki aapne sirf kamber ki side ki kali ka megermert batay ho but niche se kitna rakhana he o nahi batay ho please explain dear
It's soooooo beautiful dress 👗❤️