Grey line Dwarka to dhansa bus stand Green line Two routes Inderlok to brigadier hoshiyar singh Kirti ngr to brigadier hoshiyar singh Red line Rithala to shaheed sthal Yellow line Samyapur to huda city Magenta line Jnkpuri west to botanical garden Pink line Mjnis park to shiv vihar Voilet line Kashmere to raja nahar singh Blue line Two routes Noida to dwarka Vaishali to yamuna Orange line/ airport express
Maine se vedio dekha par ye samajh nahi aa rha tha kaun sa metro kha jayegi kaise pata chalega, par aapke vedio se achhi trah see samajh aa gya, thank you.
If anyone having problem regarding metro ... please Google the Delhi metro ..where u can type the locations..u will get to know about the platform, duration,and which line u should take...
Thank u so much for the video,u clear one doubt of mine ..so thank u.. Karkarduma metro station se mauur vihar phase 1 tak kis station pe line change karni hogi aur phir kaun si line follow karni hogi ??
Hello sir namaste mujhe bahut Achcha Laga aapane Itna Achcha Se samjhaya Mujhe Duniya Ko samjhaya Mujhe Akela nahin mujhe bahut Achcha Laga sar Kyunki Kabhi Kadar Agar ham log New Delhi gaye ham log ko bhi Pata Hona chahie na aur Bahar Shahar Mein To koi apna nahin na koi Begana Nahin Hai Ki Nahin Sar ji bataiye aap Mai udisa se hun mera naam Jaya Pradhan hai mujhe bahut Achcha Laga thank you so much
Good initiative. but one point is missing. u should mention the stations coming in the line from embarking point to termination point. it can help strangers to pick right line for reaching their destnations.
Good information in proper ways Thank you Mujhe next week delhi ane ka hai first time. New Delhi railway station se tilak nagar jana hai Kon sa metro pakde, kon si line new delhi railway station se tilak nagar jayegi, direct hai ya bich me metro change karna padega Plz.... guide me I m from ahmedabad Reply must plz...
Bro Tilak Nagar ke liye Direct Metro nhi h aap aisa kro New Delhi metro station se platform 1 (Yellow line) se metro pkro or 1 stop ke baad rajiv chowk h waha utar jao waha se blue line milega uper mai hai waha platform 4 se metro pkro or 14 station ke baad janak puri east h waha utar jao or waha se paidal chele jao 10 minutes lgega
@@DurgeshBegusarai Sir pls give me your contact no, my fssai exam centre is near ghevra metro station. I'm living in gurgaon. How to reach huda city metro station to ghevra metro station?
New delhi se yellow line(samaypur badli)pakad ke kashmere gate pahuch jao. Waha se red line towards shaheed sthal pakad lo wo 5 station baad dilshad garden aa jayega.
Shahdara se platform 1 se pakaro or kashmere gate mai utar jao phir waha se platform 5 (Violet Line) se pakro or mandi house mai utro waha se platform 2 (Blue Line) se pakro or Rajouri Garden Utar Jao Happy Journey
Kashmere gate se rajouri garden ki metro par jaana hai toh kon si line se jaana hai yeh bta do Or timings kya hai from kashmere gate to rajouri garden ki metro times
Kashmere gate se Rajiv chowk aa jao yellow line se (platform 1) phir rajiv chowk se blue line (platform 4) se waha se 10 station ke baad rajouri garden hai OR Metro ke koe time nhi hota h 5 minutes mai aate rahata h aisa lag raha h aap mere channel ko subscribe nhi kiye ho video informative laga ho toh kar ligea q kee aisa video aur v milega
@@ajaykumar-vy3lj Aap pahele metro station jao waha koe dikkat nhi hogi samne bord laga hota usmai arrow bana hota hai usse aap samagh jaoge nhi toh kisi se puch lena
Someone pls tell rithala to Vijay Nagar which is in Ghaziabad how can I go to rithala?? I don’t think so that there is a straight line for this can anybody please tell me .
Bhai assume kro main station 'A' se station 'B' Tak ka token liya lekin galti se main station C ko chala gaya. kya Mein station C se bahar Ja sakta hun is token gate pr daalkr?
Dwarka se Blue Line ( Platform 1 ) se metro pakro phir Rajouri Garden mai Change kro Metro Platform 4 se ( Pink Line ) Pakro phir Netaji Subhash Place main change kro Platform 1 se ( Red Line ) phir Rithala utar jao
Are yar metro ka map samjhao yar. Kisi kisi jagah metro change karna padta hai. Wo kaise kre. ? Map ki line metro ki kine ko hi show karti hai , hai na ?. But ham to mao leke metro me ghoomane nahi. Fir kaise hoga
@@DurgeshBegusarai Sir pls give me your contact no, my fssai exam centre is near ghevra metro station (green line).. I want to ask to you how to reach there from huda city metro station
Vishwa Vidyalaya to Kashmere Gate section (Yellow line), Delhi Metro ka first underground section hai jo December 2004 me ready hua tha. Shahdara to Tis Hazari section (Red line), Delhi Metro ka first elevated section hai, jo December 2002 me ready hua tha.
@@DurgeshBegusarai my means to alert all hindu sikh and christan that growing population of muslim create trouble for non islamic people...... Beaware from muslim.. Nahin to yeh desh bi islamic desh ban jaya ga.... Hundred percent sure Hum inka vinash dekh chuke hai agla no..... Kisi ka bi ho sakta hai... 🙏
Grey line
Dwarka to dhansa bus stand
Green line
Two routes
Inderlok to brigadier hoshiyar singh
Kirti ngr to brigadier hoshiyar singh
Red line
Rithala to shaheed sthal
Yellow line
Samyapur to huda city
Magenta line
Jnkpuri west to botanical garden
Pink line
Mjnis park to shiv vihar
Voilet line
Kashmere to raja nahar singh
Blue line
Two routes
Noida to dwarka
Vaishali to yamuna
Orange line/ airport express
Hey two routes means same train with different routes or something else? And how many trains go to same station particularly?
Maine se vedio dekha par ye samajh nahi aa rha tha kaun sa metro kha jayegi kaise pata chalega, par aapke vedio se achhi trah see samajh aa gya, thank you.
Excellent & intelligent video...very useful video...fantastic....we want more this type of video on delhi metro...
Apki video bahut hi achhi hai bahut achhe se samjha bhi diya mujhe ab tk ye sb nhi pta tha lekin ab pta chal gya h thanks bhai❤❤
If anyone having problem regarding metro ... please Google the Delhi metro ..where u can type the locations..u will get to know about the platform, duration,and which line u should take...
Thank you for your help 😊
Thanku so much mujhe bahut confusion ho rha tha
Metro me line badal ta rehna parega kya
Thnku apne meri bhot help ki h metro route ko smjne m
Very useful information, mai confusion me aa kar dusri metro me baith gaya tha 😺
Mujhe apki video bhut achi lagi or samjh main bhi aa gyi varna main to confused ho jati hu ki koun si line kaha se jayegi thanks alot👌
Thenks bro 😊❤
Thanx so much Brother
Really Good job
3:47 crazy acceleration by the train i havent seen that kind of acceleration in any other line😱
Thanks🌹
Thank you 👍🙏
Nice video kaafi mehnat ki
Thank u so much for the video,u clear one doubt of mine ..so thank u..
Karkarduma metro station se mauur vihar phase 1 tak kis station pe line change karni hogi aur phir kaun si line follow karni hogi ??
Thank you❤❤...
Keep it up 👍
Hello sir namaste mujhe bahut Achcha Laga aapane Itna Achcha Se samjhaya Mujhe Duniya Ko samjhaya Mujhe Akela nahin mujhe bahut Achcha Laga sar Kyunki Kabhi Kadar Agar ham log New Delhi gaye ham log ko bhi Pata Hona chahie na aur Bahar Shahar Mein To koi apna nahin na koi Begana Nahin Hai Ki Nahin Sar ji bataiye aap Mai udisa se hun mera naam Jaya Pradhan hai mujhe bahut Achcha Laga thank you so much
COVID two vaccine certificate is mandatory now and timings?
Not mandatory
Thank you brother
Good initiative. but one point is missing. u should mention the stations coming in the line from embarking point to termination point. it can help strangers to pick right line for reaching their destnations.
Thank you very informative video. 🙏🙏🙏
Good information in proper ways
Thank you
Mujhe next week delhi ane ka hai first time.
New Delhi railway station se tilak nagar jana hai
Kon sa metro pakde, kon si line new delhi railway station se tilak nagar jayegi, direct hai ya bich me metro change karna padega
Plz.... guide me I m from ahmedabad
Reply must plz...
Bro Tilak Nagar ke liye Direct Metro nhi h aap aisa kro New Delhi metro station se platform 1 (Yellow line) se metro pkro or 1 stop ke baad rajiv chowk h waha utar jao waha se blue line milega uper mai hai waha platform 4 se metro pkro or 14 station ke baad janak puri east h waha utar jao or waha se paidal chele jao 10 minutes lgega
@@DurgeshBegusarai
Thank you so much
@@DurgeshBegusarai Sir pls give me your contact no, my fssai exam centre is near ghevra metro station. I'm living in gurgaon. How to reach huda city metro station to ghevra metro station?
@Rahul Jaat exam is on 30 and 31st
Kardiya bhai
Thanks bro
New Delhi se Indian institute of public administration jane ke liye kon si metro or bus jati hai krapya btay
Good work👍
Blue line do alag alag route pe hai kya ye samjh nhi aya
Pure video me shayed Durgesh Bhai ne dosto bolne ka record bana liya hoga!
Aap kch zada hi dosto dosto nhi bolte....😂
All India Institute Of Local Self Government janakpuri.. yha pauche k liye nearest metro station Kun sa padega
Bhaiya rajiv chowk and patel nagar ke liye kon sa hai
Green line Metro 2 terminal station
NYC😎😎🤗🤗🤗
Saket to nehru place kaunsi ?
Best video
Sir New Delhi se dilshad garden tak kaise jaye, direct metro hai ya change karni hogi. Please help me with full detail 🙏
New delhi se yellow line(samaypur badli)pakad ke kashmere gate pahuch jao. Waha se red line towards shaheed sthal pakad lo wo 5 station baad dilshad garden aa jayega.
@@wab-wearebrothers thnks sir
Hazrat nizamuddin to jahagiri gate ke liye metro ka route batao
Pehli baar metro safar h bhai
Gurgaon jaane ke liye kaun sa line mein jana hai
Are ye new bus adda jayega red line ka metro
Shahdra se rajori garden Jane k liye kaunsi metro leni h
Shahdara se platform 1 se pakaro or kashmere gate mai utar jao phir waha se platform 5 (Violet Line) se pakro or mandi house mai utro waha se platform 2 (Blue Line) se pakro or Rajouri Garden Utar Jao Happy Journey
Very nice
great video
Voice clear kro .... 👌👌
Kashmere gate se rajouri garden ki metro par jaana hai toh kon si line se jaana hai yeh bta do Or timings kya hai from kashmere gate to rajouri garden ki metro times
Kashmere gate se Rajiv chowk aa jao yellow line se (platform 1) phir rajiv chowk se blue line (platform 4) se waha se 10 station ke baad rajouri garden hai
OR
Metro ke koe time nhi hota h 5 minutes mai aate rahata h aisa lag raha h aap mere channel ko subscribe nhi kiye ho video informative laga ho toh kar ligea q kee aisa video aur v milega
@@DurgeshBegusarai bhai platform dhundhne mein dikkat hoti hain kya kare first time jaunga metro mein kal
@@ajaykumar-vy3lj Aap pahele metro station jao waha koe dikkat nhi hogi samne bord laga hota usmai arrow bana hota hai usse aap samagh jaoge nhi toh kisi se puch lena
Someone pls tell rithala to Vijay Nagar which is in Ghaziabad how can I go to rithala?? I don’t think so that there is a straight line for this can anybody please tell me .
now even the red line operates eight line coaches
Best information
Which line should I picked for D. Sarailla by metro
I don't know sorry
Amazing
Bhai assume kro main station 'A' se station 'B' Tak ka token liya lekin galti se main station C ko chala gaya. kya Mein station C se bahar Ja sakta hun is token gate pr daalkr?
Vivek vihar kon se line jate h please batao
Red Line
bro sabhi dabbe me ghus sakte h??? koi class vlass nhi h na???
yes jaa skte hai koe dikkat nhi all coach are same
Bijali ka board le ja sakte hain ya nahin sar metro
Old delhi se anand vihar jane ka kya route h bhai
Noida sector 64 nta exam centre jana h Noida se konsi metro Leni h
दिल्ली एयरपोर्ट से बहादुरगढ़ के लिए किस तरह पहुंचे
I.G.I. Airport se 3 metro change krna prega bahadurgarh Jane ke liye
@@DurgeshBegusarai पहले कहां के लिए
Bar bar hazaardar yeh dosto dosto bolne ka kya fayda??
Arjangarh se qutub minar ke liye kaun si metro aur kaha se jaati hai?
Arjan Garh metro station se platform 2 se direct qutab minar jaati hai
It's helpful 👍
Kashmeer gate se dwarka Sector 14 konsi line jaati he
Bhai direct nahi hai. Kashmere gate se violet line se Rajiv chowk pahuch ke waha dwarka sec 21 ke liye change karlo 15-20 station baad ayega.
Are green line ke 3 terminal hojayge kyuki voh hamare yaha ek construction chal raha hain metro ka
New Delhi se IFFCO Chowk ke liye kaun sa metro Chalti Hai
Yellow Line Platform 1 se Iffco Chowk ke liye
@@DurgeshBegusarai aur isko Chauk se New Delhi ke liye kaun sa metro Chalti Hai Honda City hai kya
ALL OVER INDIA METRO 50000, KM.+HAU GAYA HAI 10,00,000 K. M. +BEFORE 2029 TUK HONA TAYAAR HAU.NA NISHCHIT HAI
Badrpur bodar se patel naghr kon si line mai
Violet line se Mandi house waha se blue line
Bhai metro har ek point and city par rukti hai aur gate open hota hai har jagah aapko jaha Jaana hai waha bhi uttar sakte hai right 🙂
Right
Pls tell
Dwarka se rithala kese jayenge pls
Dwarka se Blue Line ( Platform 1 ) se metro pakro phir Rajouri Garden mai Change kro Metro Platform 4 se ( Pink Line ) Pakro phir Netaji Subhash Place main change kro Platform 1 se ( Red Line ) phir Rithala utar jao
नागलोई कैसे जाएं
Pahuc gya ki nhi 😊😊
@@fitnesstricks405 pahuch gaye bhai 😂😂
@@fitnesstricks405 or ja kar bhi aa gaye
@@Jaishreeshyam0101 tab to bhai mujhe bhi bta de kaise kaise gya
Dimag khrab kr diya dosto dosto krke iritate ho gya😅😅
Gandhi nagar kaise jaayenge
Chandni chowk ki liye kon si hi h ?
kaha se
Bhai thoda vdo me dosto word ka km ismaal kro
What if the passenger is color blind
Are yar metro ka map samjhao yar. Kisi kisi jagah metro change karna padta hai. Wo kaise kre. ? Map ki line metro ki kine ko hi show karti hai , hai na ?.
But ham to mao leke metro me ghoomane nahi. Fir kaise hoga
Sir red line metro ka andar kashmir gat station bhi aata h
Hlo siddhi
Hlo siddhi
Hlo
@@officialsiddhi644 aap delhi sa hu jii
@@Kusum82356 hnn
👌👌👌👌👌
YES
Shivaji stadium jana h kasa jay pls btay
Aap ka nearest metro station kon sa hai
Delhi station se karol bagh kase jaye?
Delhi se Rajiv chowk waha se Karol bag
OK thank u
Aur karol bagh se old rajendra nagar ka distance kitna hain
@@priyabanerjee1415 Sorry
Ab kya color hi yaad krte rhe
Isse accha metro k hrr dabbe me bahar route likh dete
Time table btao brother
5 minute mai metro aate rahata h
@@DurgeshBegusarai Sir pls give me your contact no, my fssai exam centre is near ghevra metro station (green line).. I want to ask to you how to reach there from huda city metro station
Itna dost bonle ki Kya jarrorat h Bhai🙄
Dosto sun sun ke dimaak dhi ho gya
I have trip on 2nd saturday Dhansa bs stand to trilokpuri
Delhi Metro All lines information
Line 1 Red Line
Line 2 Yellow Line
Line 3 Blue Line
Line 4 Blue Line
Line 5 Green Line
Why delhi metro are not underground
In yellow line mostly have underground
Airport line kan motro jaga hai
Orange line
बार-बार दोस्तों और आप देख सकते हो मत बोलो ।
Ok I will be try it Thanks
apko metro train me intest hai
Aap aisa q puch rahi ho
@@DurgeshBegusarai because itne ache se koi nhi batata metro ke bare me isliye
@@aswanimishara5172 Aisa kuch nhi h bus metro mai thora bhaut safar kar leta hu toh video bana leta hu
See in google images
Inbetween your voice is lagging in magenta line voice
Bhai tum dosto ! Dosto 1000 bar bol die vai
aap kitni baar dosto bolte ho
Kuch smjh ni aya
Vishwa Vidyalaya to Kashmere Gate section (Yellow line), Delhi Metro ka first underground section hai jo December 2004 me ready hua tha.
Shahdara to Tis Hazari section (Red line), Delhi Metro ka first elevated section hai, jo December 2002 me ready hua tha.
Abe roti nahi khai kiya bol nahi nikal raha
Ab to video mai bi sirf muslman hi dikhi deta hain..
Bhai Bolna kya chahte ho
@@DurgeshBegusarai my means to alert all hindu sikh and christan that growing population of muslim create trouble for non islamic people...... Beaware from muslim..
Nahin to yeh desh bi islamic desh ban jaya ga.... Hundred percent sure
Hum inka vinash dekh chuke hai agla no..... Kisi ka bi ho sakta hai... 🙏
Incomplete information
Thanks