Direct seed ki buai to kar sakte hai, lekin utpadan bahut kam milta hai aisa karne se, size bhi nahi milta hai, Aur sabse badi baat iske beej ka size chhota hone ki wajah se driect buai properly ho nahi pati hai
Agar MP ki baat kare to khandwa district me bahut pyaj hota hai sath devas district me bhi, pyaj ki fasal idhar december se march tak mil jayega, us samay comment kariyega hum bahut se kisano ke contacts de denge
Pyaj ki quality bahut achchhi hai
Thank you 🙏😊
Bahut badiya hai
🙏😊
Bhai time btao hum jaise non farming logo ko, ki kab ugana hota hai n 1 acer mein kitna time lagta hai finished product tak
Pyaj kheti ki A to Z jankari ke liye Humari long video series dekhe👉 ruclips.net/p/PLuiSrcCrRirUpwGwATl_JFADOOQUT0b4F&si=aTz4mUw2ixW4mvzH
Your explanation so nice
Bhai shab hamko decamber mai narsury dalana hai bast quality kai leya koin sai seed dali
Ye rabi season ke pyaj h kya. Veriety konsi h.
Ha Rabi season ke pyaj hai, variety Ellora china king
@@farming3525 china king kharif me lagti h
Bhai kya eska direct seed se bhi buyaai kar sakte hai
Direct seed ki buai to kar sakte hai, lekin utpadan bahut kam milta hai aisa karne se, size bhi nahi milta hai,
Aur sabse badi baat iske beej ka size chhota hone ki wajah se driect buai properly ho nahi pati hai
@@farming3525 thank you g
Monsoon ke time me bhi buyaai ho sakti hai
एलोरा 350gm की भी होती है क्या
Aapne 1 quintal yani 100 kg ko 12 se multiple kiya hai? Mtalb kya ek quintal pyaaj sirf 12 rs ka ye clear kre
12/kg, 12x100= 1200rs/quintal
Store me jama karne par kya ho sakta h
Bhai mai up Varanasi se hu or onion 🧅 ka kam start krna chahta hu,
To kis jagah se directly farmers se pyaaj kharid sakte hai
Agar MP ki baat kare to khandwa district me bahut pyaj hota hai sath devas district me bhi, pyaj ki fasal idhar december se march tak mil jayega, us samay comment kariyega hum bahut se kisano ke contacts de denge
@@farming3525 Bilkul
Mp harda me iski kheti kar skte hay नर्सरी कब डालना है
Sabhi jagah ho skti h bhaisaab
Nursery soybean katne ke baad daal dena 15-25 October tk fir December 5-10tk ready ho jayegi
Sir pranam good evening sir please reply me Sir me kese ap k sat bat kar sekta hun
Namaskar ji! Aap humse facebook ya instagram page se bhi baat kar sakte hai
@@farming3525 80 hajar ki lagat kuchh jyada nahi hai
Bhai aapke pyaz bahut bde size ke h jyada size wale pyaz ke rate bhi acche nhi milte
इस बार रेट नहीं है
हमने ये 11 रु के औसत रेट से बेचे है, 154 क्विंटल प्रति एकड़ का उत्पादन मिला है
Number dalo bhai@@farming3525
Hmesha 15 august se 15 November ke bich becho khaskar dusherra navratri me har saal 25-30 per kg aaram se milega kismat acche huye to 50 bhi🎉
1 हैक़ड में 150 kontal नहीं निकलता
160 bhi nikala hai humne, aap kaha se ho mitra?
Bhaisaab 200-220 quintal acre bhi nikaalte h hamare idhr humne khud nikaala h🎉
Ret bahut kam hai pyaj ka lagat k hisab se
Ha Mitra abhi to bahut down hai! Lekin humne ye pyaj 11rs ke average rate se ye pyaj bech diya tha
कौन सी varity है
@@smartfarmingwithchandrakan6046 ellora chaina king
Bhaiya allora china king abhi ravi fasal me hoga ki nhi please ripped kijiye@@vinodchoudhary1669
Store krke becho
Abhi indore mandi 6 se 9 rs kg chal raha Hain (22_02_2023)
Ha Mitra! Abhi to down hai lekin humne ye pyaj 11rs ke average rate se bech diye the