Hazrat Khwaja Sayyed Kamaal-ud-deen Allama Chishti rahmatullāhi alaihi : ♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦ Aap ki wilaadat 656 Hijri (1258 A.D.) me Avadh (Uttar Pradesh) me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Sayyed Abdur Rahmān bin Sayyed Yahyā hai. Aap Hasani saadaat hain. Aur Hazrat Ghauṡ e aazam Shaikh Sayyed Abdul Qaadir Jilani radiy-Allāhu anhu ki nasl se hain. Aap Hazrat Khwaja Sayyed Nasir-ud-deen Mahmood Chishti Chiraagh e Delhi rahmatullāhi alaihi ke bhatije hain. **************** Aap ne jawaan hone tak Hadeeṡ, Tafseer, Fiq'h, Usool aur deegar tamaam uloom me mahaarat haasil kar li. Is liye aap ke zamaane ke ulama Aap ko ‘Allaama’ kaha karte the. Aap Hazrat Khwaja Sayyed Nasir-ud-deen Mahmood Chishti rahmatullāhi alaihi ke mureed hue aur Sulook ki ta’aleem haasil ki. **************** Bahot saare ulama ne Aap ke paas ta’aleem haasil ki. Hazrat Makhdom Jahaaniya Jahaangasht Jalaal-ud-deen Bukhari and Maulana Shams-ud-deen Chishti ne Aap se ‘Sharh al-Mashariq’ ki ta’aleem haasil ki. **************** Aap ko 7 martaba Hajje Baitullāh ki sa’adat haasil hui. Pehli martaba jab Aap Hajj ke safar par jaa rahe the tab Khwaja Nasir-ud-deen Mahmood Chishti ne Aap ko apna Khirqa ata farmaaya aur use Hajj ke safar ke dauraan pehanne ke liye farmaaya. Aap ne Masjid e Aqsa ki ziyarat bhi ki. Is safar me Aap ne bahot saare ulama aur asfiya se mulaaqaat karke un se faiz hail kiya.
सुबहान अल्लाह - माशा अल्लाह : हज़रत गुलाम मोइनुद्दीन चिश्ती साहब के इल्म अमल उम्र सेहत शोहरत और इज़्ज़त मे अल्लाह बे-हिसाब बरकते अता फ़रमाएं ❤ आमीन सुम्मा आमीन ❤ या रब्बुल आलमीन ❤ ताजदारे खत्मे नबुव्वत जिंदाबाद. 🇮🇳 मस्लके आला हज़रत जिंदाबाद. 🇮🇳 ओलेमा-ए-अहले सुन्नत जिंदाबाद. 🇮🇳
Subhanallah
Subhanallah bahot khoob Hazrat
Masha'allah
Subhanallah ❤️
Mashaallah
Shubahanallah
Shubahanallah
Shubahanallah
SUBHAN ALLAH QURRATUL AYNE ALI SIBTE HASAN AALE HUSAYN DASTAGIRE DO JAHAN HAZRATE GHAUS E SAQLAYN
YA KHWAJA JAMAL E HAQ BA HAQQ E KHWAJA USMAN E HAROON AL MADAD YA MOINUDDIN CHISHTY BA HAQQE KHWAJA E MEHMUD RAJAN AL MADAD JAMALUDDIN JAMMAN CHISHTY
Masah allah Feaizane chistiya salamat Rahe.
Subhan'allah
સુબ્હાન આલ્હા
Masaallah Masaallah Masaallah Subhanallah Subhanallah Allah Hu Akbar Allah Aap Ki Khidmat Kabul Kare
Assalamualaikum aamin alhamdolilah Dua ki azizana darakhast ilteja iltemase dua
Mujhe bohot dukh hain jamanshah Bawa ki video pe itne kum views hain
ap ka wisal 19 zilhajj ko he sahab.
🌹Subhan Allah 🌹Masha
Allah 🌹Jazaak Allahu khaira 💕
Hazrat Khwaja Sayyed Kamaal-ud-deen Allama Chishti rahmatullāhi alaihi :
♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦
Aap ki wilaadat 656 Hijri (1258 A.D.) me Avadh (Uttar Pradesh) me hui.
Aap ke waalid ka naam Hazrat Sayyed Abdur Rahmān bin Sayyed Yahyā hai.
Aap Hasani saadaat hain.
Aur Hazrat Ghauṡ e aazam Shaikh Sayyed Abdul Qaadir Jilani radiy-Allāhu anhu ki nasl se hain.
Aap Hazrat Khwaja Sayyed Nasir-ud-deen Mahmood Chishti Chiraagh e Delhi rahmatullāhi alaihi ke bhatije hain.
****************
Aap ne jawaan hone tak Hadeeṡ, Tafseer, Fiq'h, Usool aur deegar tamaam uloom me mahaarat haasil kar li. Is liye aap ke zamaane ke ulama Aap ko ‘Allaama’ kaha karte the.
Aap Hazrat Khwaja Sayyed Nasir-ud-deen Mahmood Chishti rahmatullāhi alaihi ke mureed hue aur Sulook ki ta’aleem haasil ki.
****************
Bahot saare ulama ne Aap ke paas ta’aleem haasil ki. Hazrat Makhdom Jahaaniya Jahaangasht Jalaal-ud-deen Bukhari and Maulana Shams-ud-deen Chishti ne Aap se ‘Sharh al-Mashariq’ ki ta’aleem haasil ki.
****************
Aap ko 7 martaba Hajje Baitullāh ki sa’adat haasil hui.
Pehli martaba jab Aap Hajj ke safar par jaa rahe the tab Khwaja Nasir-ud-deen Mahmood Chishti ne Aap ko apna Khirqa ata farmaaya aur use Hajj ke safar ke dauraan pehanne ke liye farmaaya.
Aap ne Masjid e Aqsa ki ziyarat bhi ki.
Is safar me Aap ne bahot saare ulama aur asfiya se mulaaqaat karke un se faiz hail kiya.
Farrukh sarkar ke jadde aala
Subhan allah
Subhanallh
Masha Allah
Subhanallah
SubhanAllah
Subhanallah