Maine apne liye hi 1000rs ka simple suit kharida. Poore suit mein itni zyada kaan thi ki..... End mein salwar ke liya kapda hi poora nahi nikla. Salwar ka kapda alag lena pada. Suit stitch Karne mein bhi irritation ho gayi, chaak bhi badi hi mushkil se bane. Ek chaak mota aur ek patla bana. Pata nahi kya kya kapda aa raha hai. Stitching ka koi maza nahi aata.
Mam bataen aage aur piche ke palle ek Jaise cut jaaye bich mein se cut jaaye galti se to kaise sudharen arm hole ki baat mein nahin kar rahi hun main palle ko bich mein se kaatne ki katne ki baat bata poochh rahi hun ki bich mein se agar cut jaaye Jaise palla aage ka do hisson mein katata hai aise hi piche ka bhi cut jaaye to kaise sudhare use usmein kya Karen
Thanks so much maam main to apki sbi video dekhti hu bt ye kaise miss ho gayi actually mere two suite thhe wo aise hi problem thhi bt pta nhi thha ki kaan kaise nikalte h waise to thodi nikali h bt fir bi mera suite goom jata h so abi apki video dekhi vry helpful thanks main again
main aap hi ki pic lagai hai agar kurti ka kapda bacha hua hota hai to readymade kurti bhi theek ho sakti hai lekin kapda na ho to kurti ko tik karna possible Nahin h
@@learnwithkiranmehta6159 Radhey Radhey mam Aap to genius ho Kya koi matching kapda lagakar thik nahi ho sakta Mein kurti ko khol diya hai Pls mam aapka solution Right hota hai koi to solution hoga ek baar koshish jarooor karongi
Maam mera ek suite h uski front ki length 41 h and laces lgi or back side ki bi 41 h bt without lace to uski length kaise thik kru meri length 42h pl reply maam
थैंक्स दीदी
Very helpful video thanks mam❤
Mam , jado shirt ghumdi ha fr kida tk kr shkdaha g g 🙏🙏
Mam mera readymade suit strachable fabric se bana h ji k left side ghumta h
बाजू के डिज़ाइन बताएं plz
Very nice
Mam kaan nicha ki traff he niklne chiya???
Hello dear👍 friend🙋♂️ please🙏 stay connected
Maine apne liye hi 1000rs ka simple suit kharida. Poore suit mein itni zyada kaan thi ki..... End mein salwar ke liya kapda hi poora nahi nikla. Salwar ka kapda alag lena pada. Suit stitch Karne mein bhi irritation ho gayi, chaak bhi badi hi mushkil se bane. Ek chaak mota aur ek patla bana.
Pata nahi kya kya kapda aa raha hai. Stitching ka koi maza nahi aata.
Thank u.
Very helpful video
Thanks for telling video
Bahut accha bataye Mam kan nikalne ka tarika 👍🙏
Mam bataen aage aur piche ke palle ek Jaise cut jaaye bich mein se cut jaaye galti se to kaise sudharen arm hole ki baat mein nahin kar rahi hun main palle ko bich mein se kaatne ki katne ki baat bata poochh rahi hun ki bich mein se agar cut jaaye Jaise palla aage ka do hisson mein katata hai aise hi piche ka bhi cut jaaye to kaise sudhare use usmein kya Karen
Mare dress ka ghara kam karna hi please explain me how to do
Thank you mam
Vry helpful vedio thanku so mouch mam
अच्छा आइडिया है 👍
Thanks so much maam main to apki sbi video dekhti hu bt ye kaise miss ho gayi actually mere two suite thhe wo aise hi problem thhi bt pta nhi thha ki kaan kaise nikalte h waise to thodi nikali h bt fir bi mera suite goom jata h so abi apki video dekhi vry helpful thanks main again
Mam two plates wale suit me right side ka plates upar ki taraf khichta h uska kya reason h
Mam meri inner wali kurti bust se ek taraf se uper or ek taraf neeche rahti h
Neck wagera sab barabar hai
Yah problem bhi kapde mein tirchhapan hone se Hoti hai
@@learnwithkiranmehta6159 mam uska jo Inner h wo net h usme bhi teerchapan hota h
Net k capde m bhi teerchapan hota hai
Mam main jo niche center wale design ki neck banati hu ohh ekk side ko jane kyu lag jatta hai, center patti tedhi ho jaati hai plz help
Nice 🙂👏 video shearing sister 👌👌 sopar ❤️
Agr hm ko plate nhi dalni to kitna lengy looosing
सिलाई करने के बाद पहनें औऱ धोने के बाद घूमे तो कमीज का क्या करे प्लीज़ मैम कोई हल बताए ।मेरा नया सूट बेकार हो गया
Mam Mujhe puchhna hai bina baaju ke Kurti main hmm plate kaise daale
Plz mam batana..
Mam aap bhut ache se samjhate ho thanks
Mam front cutting kitne inch par deni hai,please aap sari drafting ka video upload karein
Radhey Radhey mam
Agar ready made kurti hi o to ussey kaise thik kare
Mein aapko kurti ki pic bheji thi
main aap hi ki pic lagai hai agar kurti ka kapda bacha hua hota hai to readymade kurti bhi theek ho sakti hai lekin kapda na ho to kurti ko tik karna possible Nahin h
@@learnwithkiranmehta6159 Radhey Radhey mam
Aap to genius ho
Kya koi matching kapda lagakar thik nahi ho sakta
Mein kurti ko khol diya hai
Pls mam aapka solution
Right hota hai koi to solution hoga ek baar koshish jarooor karongi
Maam mera ek suite h uski front ki length 41 h and laces lgi or back side ki bi 41 h bt without lace to uski length kaise thik kru meri length 42h pl reply maam
Mam Sili Hui kurti mein se tirchhapan kaise nikale
Agar kisi suit mein uper neck ka design bhi ho to use to center se hi set krna padta h vo kase set karen
Agar halka fulka hoga to theek ho jaega aur agar jyada tirchapan hua to fir aap mat bnao
Mam suit aade a jaate Hain to unki fitting sahi se nahin Banti please bataiye ki unki fitting kaise banaen Jo pahnane per tight Na Lage
Ap tera half kr ky us ko 1 inch km q krti ho hm log half le kr pav inch ar dalty hy plz samjhao
Thanku. Mam bhot aacha samjaya aapne 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
So helpful tips 👍
Thank u very much 💞
Mam asi kan bali video banya Karo sile huye kmij se kan kase nikale