Appointment no. +91 9810331066 Time 10 to 7 Pm Weak OFF Tuesday कृपया appointment लेकर ही आए अन्यथा काम नहीं हो पाएगा आपके वाहन का ना ही चेक हो पाएगी WORKSHOP LOCATION ARV SAGAR AUTO E-7C/611A, Opp.Bangali Sweets), Ratiya Marg, Sangam Vihar, New Delhi, Delhi 110080 g.co/kgs/B6V3NS
Bhai mein Jharkhand se mein apne pulsar RS 200 bs6 2021 model ki service aapke subh haato se karwana chahta hu,,,,,meri ye dream hai pichhle teen saal se. Or teen saal se aapke paas aana chah rha hu bhai,,, kaise aaye?
Tvs raider average 40 batata hai meter m jab se lee hai.... meter bhi change hoo gayaa software bhi update hoo gayaaa .problm sol nahi hoo rahi hai...service center walaa bhi theek nahi kar paa raha hai
Bhai mainey bike ka kal service karwaa ke laya he aur aaj engine oil drop bolt se oil leak ho raha he air bike overheat ho raha he kya karna sahi hoga.
Meri abhi new bike hai raider x connect mere me intelligo system work nhi kr rha hai sencer error btata hai nearest service center jane ko khta rhta hai 2 baar service center me gadi hold kr chuka ho center gadi me kya dikkat hai nhi pakar pa rhe hai
Bhai mere pass Honda ki dream Yuga he , Mera gear shift bahut hard he me mechanic ko kya bolu . Me engine me motul ka 7100 Full synthetic oil dalwata hu . Please help me.
mere paas bhi raider hai bas ek issue face kr rha hu, 4th or 5th grear pr sudden acceration krne se or hill/slope pr chadhte time knoking ki sound aati hai engine se. kya problem ho skta hai ??
tvs ka engine oil mujhe accha nahi laga me to apache jadya to nahi chalata par 2 mahane me change karna parta he warreny k liye aur jadya 600km par engine oil aur oil filter me to change karta hu par oil 500 km ke baad sarsoo ka tel se bhi patla nikalta he kya kare warrenty void bhi nahi karsakte aur yeha nepal me to crash alert aur turn by turn kaam hi nahi karta par advertizement karta to he par nahi he
@@shivapaul369 bhai bluetooth connectivity he par software me kaam nahi karta navigation set karo to aakhir me mac id invalid aur invalid speedometer bolta he me ne showroom engineerko costomer id diya usne kaha tha ki ab 2 din me active hoga par 4 mahene ho gaye kaam hi nahi karta and thanks for engineoil tips
@@heheboyholaamigo8742 bhy app koshish Karo kisi senior head ko complaint karo agr itna time ho gya hai toh jab mail jayegi tab automatic bulake theek krenge
Bhai meri raider ke meter me bubbles dikh rhe hai. Baarish me ride Kiya tha kuch der. Dhoop me khada bhi Kiya tha pr bubbles ht nhi rhe. Kaise thik hoga!?
Bhai iski timing chain ki problem 2nd service k next day se hi suru ho gai thi... Me almost har month hi ise TVS ki service center lekr jata tha... 2-3 service center bhi change kr liye the... Bcz iski average 27-30 aa rhi thi second service k bad se hi... Jb service center meri problem solve nhi kar rhe the to mene TVS me online complaint file ki thi... But unhone bhi bina kuch kare hi... Meri complaint ye bolkr closed kr di thi mene ye bike unauthorised service center se service krai hai... Ab banda kre to kre kya... Me almost 1 saal se pareshan tha is bike se... Ab jake ye thik ho pai hai...
Hi brother Mere pass Hai tvs raider125 cc magar mujy usmai eik problem hovi Engine light show karti hai aur gear mai clutch on pe start hoti hai Jo ki nhi hona chahiye aur throttle deni pe b kuch hard chalti hai aur auto off nhi hoti hai traffic jam mai Jo ki hona chahiye auto off engine aur auto on b nhi hoti throttle Dene pe abhi bas 900 km chali hai Sirf 1 service ki hai uski but why this problem brother any solution Clutch problem tou mat hai
Bhai, mujhe 125cc bike leni he. Final list me Raider 125 or Glamour Xtec he. Mujhe bike chahiye with good mileage, low maintenance aur lambi chalane wali. Please suggest 🙏🏻
Mere pass sp hai raider lene ki soch raha hun but Jahan Tak Maine suna hai raider ka maintenance zyada hai aur xtec bhi main soch raha tha lena agar tumko simple aur achi look me chahiye to xtec le lo , main tvs sirf shok ke liye Lena chahta hun xtec classic lagti hai faimly man ke liye best hai
सबसे ज़्यदा esm कॉन्शी बाइक मे खराब होता है सर मे न्यू बाइक 125cc मे लेना चाहता हु सबसे अच्छी बाइक आपकी नॉलेज मे सही रहेगी. बताने की कृपा करें क्योंकि esm की प्रोबलम हौंडा मे देकने को जायदा मिलती है 🙏🙏🙏
Rajveer bhaiya information makkhan Pani me chalane se engine ki aesi tesi to ho hi jati hai baki information dete rahiye Mata ji ki kripa bani rahe aappe hamesha ❤🎉🎉🎉❤
Ishiliye Raider nahi liya meine aaj mein bahut happy hoon sp 125 se 65kmpl ka mileage hai ek no chlatibhai 9170km chal gayi hai koi problem nahi hai 10saal ki extended warranty hai bhi le liya hai
Meri raider 16500+ chal chuki hai aur usaki sirf 1st service hui hai time na milane ke karan kai problame nahi aari hai but ye video dekhane ke bad lagata hai aaj hi jana padega
Dar lagta he vai service karne ko…esa lagta he jitna kam service me gari jayega utna atcha rahega..but mobil khud k andaz se 3/4k change krna he,fully synthetic oil,10w40,raider 125,33000km /3years complit,without any single nut open…also dont change plug till now…also i m happy with my bike…my bike is even better dn my frnd who servic regularly…i dont said servic is bad but i dont want to touch my bike less educatted person..its my life..
@@Pankaj-ki3zy bhy raider jab sirf 4000km mein he tappet awaz aane lg gyi thi fir set krwaya tappet or maire pass Apache hain wo balki 8400 chli hai sirf usme toh tappet ki awaz nhi a rahi abhi tak bhy engine ka fark hota hai bhy
Raider ghatiya hai mai le ke fas gaya, timing Chain change ho gaya , head ka kam ho gaya kya guarantee hai ki ye long term chale aur to aur abhi sirf 20,000km chali hai
Bhai Aaj kal gaadian ka care zyaada krna pad ta hai. Company ki monopoly chal rhi hai zaldi zaldi service krana padta hai, Garmi mein bhi aur Baarish mein bhi.
Appointment no. +91 9810331066
Time 10 to 7 Pm
Weak OFF Tuesday
कृपया appointment लेकर ही आए अन्यथा काम नहीं हो पाएगा आपके वाहन का ना ही चेक हो पाएगी
WORKSHOP LOCATION
ARV SAGAR AUTO
E-7C/611A, Opp.Bangali Sweets), Ratiya Marg, Sangam Vihar, New Delhi, Delhi 110080
g.co/kgs/B6V3NS
Bhai mein Jharkhand se mein apne pulsar RS 200 bs6 2021 model ki service aapke subh haato se karwana chahta hu,,,,,meri ye dream hai pichhle teen saal se.
Or teen saal se aapke paas aana chah rha hu bhai,,,
kaise aaye?
Broo TVs raider kitna kilometres ke baad survice karna chahiye
Bhai meri bike xpulse mein bhi timing chain ka issue hai aunga aap ke paas
Bhai meri raider me 300km k baad he heating problem ho rhi h
me janna he ki paani me gaadi chalane se clutch plate kaise kharab hoti he? kya paani kahi se engine ke andhaar me atta he kya?
Kya tvs Raider 125 Long term use krne ke liye sahi hai 10-15 saal tk
Plz reply 🙏
Ya fir mai Hf Deluxe lelu?
Bhai hf delixe bhut bekar aa rahi h
Gari chalane wala sahi nhi h
Rider achchi bike h
Sir aap tvs rider ka oil filtar hai ya nahi bataye hi nahi
Tvs raider average 40 batata hai meter m jab se lee hai.... meter bhi change hoo gayaa software bhi update hoo gayaaa .problm sol nahi hoo rahi hai...service center walaa bhi theek nahi kar paa raha hai
Suno mein bata ta hun 2 ltr petrol dalo avg reset Karo or nh road pe chalana hai 40 or 50 mein ho jayega
Sir meri gadi shine bs6 jub hit ho jati he tub gear hard dal ke lagte he uska retion kyaa he kyaa clutch cadana chahiye ya nahi 🥵🥵🥵🥵🥵🥵🥵🥵🥵🥵
❤ rider King 👑
I love to watch your videos at . 75% speed. 😂
Petrol tank me thoda oil dal sakte hy kya
Bhai laal ghoda diesel engine oil ke upper video banao
Bhai mainey bike ka kal service karwaa ke laya he aur aaj engine oil drop bolt se oil leak ho raha he air bike overheat ho raha he kya karna sahi hoga.
भाई जी मुझे नई बाइक लेना है plz बताएं कौन सी लेना चाहिए राइडर, पल्सर,अपाचे, होंडा sp
Sir mere pas sp 125 hai Honda ki mai uske dizitel meeter par leminasn karwana chahta hu aap muje bataye ki meeter ko koi nuksan to nhi hoga na
Meri abhi new bike hai raider x connect mere me intelligo system work nhi kr rha hai sencer error btata hai nearest service center jane ko khta rhta hai 2 baar service center me gadi hold kr chuka ho center gadi me kya dikkat hai nhi pakar pa rhe hai
agar paani me gaadi chalane ki zarurat pad gayi toh chalane ka tarika bataiya
Meri tvs raider missing kr rhi h but kabhi kabhi mostly theek chal rhi h! Kya problem h?
Ht coul ke input wire dheko loose connection hai kya ya fir coding kar ke dheko
Engine oil kon dalte ho or petrol ashe pump se dalwaya kro sahi chalgi meri Apache main bhi yahi ho raha tha pehle senthetic oil dalwayo
BhAi bike leni h daily 200 km 96 kg ka aadmi chlayega splandor xtech or sp 125 jaldi reply do bhaiya splandor 69-72 kmpl ka average de rhi h
*Kya Bro , Long Term ke liye ye bike sahi hai ya SP 125*
Sp is best ❤️ mere 68.7 ka mileage detha hei in eco mode 40-50kmph
Bhai Kitne Ka Kaam Hua Hai Isme Pese Batao Pls For Estimation Purpose
Bhai mere pass Honda ki dream Yuga he , Mera gear shift bahut hard he me mechanic ko kya bolu . Me engine me motul ka 7100 Full synthetic oil dalwata hu . Please help me.
भाई लोगों कृपया बताए कि पल्सर न 160 अच्छी बाइक है 10 15 साल के लिए
Bro mujhe kuch help chahiye jab main gadi ca clutch chalane ke liye chodtha hun tho khat khat khat Aisa sound atha hai aur gadi pickup bhi nahi lerahi
mere paas bhi raider hai bas ek issue face kr rha hu, 4th or 5th grear pr sudden acceration krne se or hill/slope pr chadhte time knoking ki sound aati hai engine se. kya problem ho skta hai ??
नयी गाड़ी हमेशा authorised service सेंटर मे ही सर्विस करानी चाहिए
Bhiayya mene xpulse 200 4v chalayi hai tour m ganapati pule pawnkhind panhala kolhapur and goa and then goa to direct Aurangabad Maharashtra
Bhi jammu se hai koi contact jo apke jaise kaam kra
Raider clutch plate change krane me kharcha kitna aata hai
Maina Aaj ek ajib Sapna dekha tha Tum meri Bike service kar rahe ho Lekin Tumne bike meri Kharab kar di aur mei Gussa Hoke tumhe Bohot Peet Raha hu.
😂😂😂😂
Mujhe bike leni hai new 160cc konsi achi hai tvs apache ya hero xtream
Sir. Bhopal me bhi service centre open kijiye 😢
Me aapki video dekhkar kaam karta hunn 1 number ka kaam hota hai bike ka
1 no. Ka kyo ni hota 🥲
@@ARVBrothers 1 number likha tha galti se 2 likh gya sorry bhai Maine abhi dekha
@@ARVBrothers 1 number hi hota hai 😊😊😊😊👍👍
Thora bahut seem problem hai mere bhi rider 125 me 4000 par 2 service bhi hone ke baad
Bike ki chain kaise saf aur lube karre under 100 rupees
Bhai mera bhi tvs raider hai usme kick install karwa sakta hu
tvs ka engine oil mujhe accha nahi laga me to apache jadya to nahi chalata par 2 mahane me change karna parta he warreny k liye aur jadya 600km par engine oil aur oil filter me to change karta hu par oil 500 km ke baad sarsoo ka tel se bhi patla nikalta he kya kare warrenty void bhi nahi karsakte aur yeha nepal me to crash alert aur turn by turn kaam hi nahi karta par advertizement karta to he par nahi he
Bhy motul 7100 10w50 try Karo kyuki 10w40 1.5ltr mein nhi ata aur agar Nepal mein blutooth version hoga toh kam Krna chahiye navigation nhi toh koyi softwares update krwao fault check karo agency jaake or sahi krwao bro
@@shivapaul369 bhai bluetooth connectivity he par software me kaam nahi karta navigation set karo to aakhir me mac id invalid aur invalid speedometer bolta he me ne showroom engineerko costomer id diya usne kaha tha ki ab 2 din me active hoga par 4 mahene ho gaye kaam hi nahi karta and thanks for engineoil tips
@@heheboyholaamigo8742 bhy app koshish Karo kisi senior head ko complaint karo agr itna time ho gya hai toh jab mail jayegi tab automatic bulake theek krenge
@@shivapaul369 will try bhy
Bhai meri raider ke meter me bubbles dikh rhe hai. Baarish me ride Kiya tha kuch der. Dhoop me khada bhi Kiya tha pr bubbles ht nhi rhe. Kaise thik hoga!?
Bhai meri me bhe moisture aagya h koi solution hai ?? Ya meter change karau?
TVS Raider mein wiring install kaise karna hai mere ko bataiye bhai
Apna service centre kahan per padega
Apche 180 hai front shocker konset kaam hona hai aa jau kya
Sir Bike ki services ketne km per kerani chahiye ?
Bhai aap kaha se hai
Bhai bhir me nahi h aap ki koi sarves senter
bhai apache 4v ka kam kab se resume kroge?
Sir kya scooty k wall loss hone se white smoke aa sakta hai kya or scooty ka oil 300kilometer main khatam ho sakta hai plz reply
Cheap Quality ka oil use krte ho lagta
7000 किमी में टाइमिंग चैन कैसे खराब होती है यह बजाज, हीरो और टीवीएस से पूछना पड़ेगा।
Kahan per hai service centre❤
Raider 125 clutch assembly rtr 160 ke sath pura milta he....
Bhai iski timing chain ki problem 2nd service k next day se hi suru ho gai thi... Me almost har month hi ise TVS ki service center lekr jata tha... 2-3 service center bhi change kr liye the... Bcz iski average 27-30 aa rhi thi second service k bad se hi... Jb service center meri problem solve nhi kar rhe the to mene TVS me online complaint file ki thi... But unhone bhi bina kuch kare hi... Meri complaint ye bolkr closed kr di thi mene ye bike unauthorised service center se service krai hai... Ab banda kre to kre kya... Me almost 1 saal se pareshan tha is bike se... Ab jake ye thik ho pai hai...
kaise theek hua bhai?
@@Kashyap.rishu1 bhai or khrb ho gai hai ab bike... Iski timing chain se bhot jda noise ati hai ab... Or upr se iski alinement bhi khrb ho gai hai
@@lokendersinghchauhan3191 aab kesa hain vai? Mene ye bike liya one month huya..likin pereshani shuru
@@SharingNative bhai.. mene to 15K lga kr bike bech di... Kyuki engine noise khtm hi nhi ho rha tha
@@lokendersinghchauhan3191 idhar bangladesh main ye prblm 75% gari par hain
Hi brother
Mere pass Hai tvs raider125 cc magar mujy usmai eik problem hovi
Engine light show karti hai aur gear mai clutch on pe start hoti hai Jo ki nhi hona chahiye aur throttle deni pe b kuch hard chalti hai aur auto off nhi hoti hai traffic jam mai Jo ki hona chahiye auto off engine aur auto on b nhi hoti throttle Dene pe abhi bas 900 km chali hai
Sirf 1 service ki hai uski but why this problem brother any solution
Clutch problem tou mat hai
Same
Bhai, mujhe 125cc bike leni he. Final list me Raider 125 or Glamour Xtec he. Mujhe bike chahiye with good mileage, low maintenance aur lambi chalane wali. Please suggest 🙏🏻
Mere pass sp hai raider lene ki soch raha hun but Jahan Tak Maine suna hai raider ka maintenance zyada hai aur xtec bhi main soch raha tha lena agar tumko simple aur achi look me chahiye to xtec le lo , main tvs sirf shok ke liye Lena chahta hun xtec classic lagti hai faimly man ke liye best hai
@@t_anwar Thank you Bhai. Maine Raider leli finally. I'm happy with it till now. Let's see aage kya hota he
Honda unicorn bs6 E20 acchi hai kya Bhai
Mera raider me tuning up down ho rha hai fir bike band ho ja rhi hai kya karu
सबसे ज़्यदा esm कॉन्शी बाइक मे खराब होता है सर मे न्यू बाइक 125cc मे लेना चाहता हु सबसे अच्छी बाइक आपकी नॉलेज मे सही रहेगी. बताने की कृपा करें क्योंकि esm की प्रोबलम हौंडा मे देकने को जायदा मिलती है 🙏🙏🙏
Hi .. Kon si bike li apne
ARV bhaiyya CT 125 X kaisi hai bhai leni thi ...bick..plz reply bhai..❤
Mere pass ha ct125x.. 12k kms chala hu abhi tak... Mobil aur filter k sivay kuch nai change kiya... Bilkul naye jaisi chalti ha
Jo bhai Ameer ho o Jaye tumare shop pe
Ham to gareeb hai
Normal service ka lagbhag 1,000
Lag jata hai
Hum jharkhand palamu jila se hai
Sar aap jyada tattoos kaun se company ko use karte
Adress kya h aapka
Oil filter hai ya nahi bataya hi nahi
Maintenance wise kon sa sasta hai Glamour ya TVS raider, aur dono me se kon sa pocket friendly aur bharosemand hai .
No doubt Raider
Glamour hum glamour 2011 se use kar rahae hai
Eske parts kha PE milenge jaipur me
Kha par h ap ki shop
Sir wiring ke bare me batao na
Bhai discover 150 ki timing chain bar change karvane par bhi firse awaaj kyu ane lagti hai?
Bhai yeh bajaj ka genetic fault h unki harr bike se kuch na kuch awaaz ayegi hee ek time ke baad jaake.
Sir rider m kon si chin lag gaa rear
Bro plz ek video
BAJAJ DISCOVER 135 DTSI par.
Kyoki iski quality achhi thhi.
Okay bhai
Aak din me aap ke Jaye sa sop kholunga
Zarur bhai god bless you
Raidor bike ka head light ka bhi problem Hai
Rajveer bhaiya information makkhan Pani me chalane se engine ki aesi tesi to ho hi jati hai baki information dete rahiye Mata ji ki kripa bani rahe aappe hamesha ❤🎉🎉🎉❤
Sukriya bhai ❤
Full support bhaiya ji
Brother Raju apka febaret Banda he kya
❤❤❤ hello sir hamen NS 200 engine repair karvana hai apartment nahin mil pa raha hai please sir help me
Ishiliye Raider nahi liya meine aaj mein bahut happy hoon sp 125 se 65kmpl ka mileage hai ek no chlatibhai 9170km chal gayi hai koi problem nahi hai 10saal ki extended warranty hai bhi le liya hai
Bhaiya apne puti life journey batao ek video me 😊😊
Raider 125 me 2 saal baad engine sahi work nahi kar raha hai.... Bahut bekari awaaz aati hai.... Pickup bahut low hai....
Sirji intruder Suzuki ka baar mein kuch video
सीबीआर होंडा का वीडियो बनाई जो पिछला प्रिया खोलने में दिक्कत होती है भाई पिछला भैया खोलने में दिक्कत होती है सीबीआर होंडा का वीडियो बताइए
Isko bana ma kitna prij lag ga
Meri raider 16500+ chal chuki hai aur usaki sirf 1st service hui hai time na milane ke karan kai problame nahi aari hai but ye video dekhane ke bad lagata hai aaj hi jana padega
Bhaii aapki gaddi ki to warranty chali gyi hogi?
tvs raider ki aisi major service ke liye approx kitna kharcha aayega bhai? mujhe krwani haapke yha se to budget leke aaunga
6,000/- lekr ana minimum
Barish me tute ud jate hai iss bike k
Nut gun se tight karna sahi nahi hai
Raider is king fill proper oil
Bhai jab gaadi ka dhayan nahi rakhoge toh yehi haal hoga isme gaadi ki koi galti nahi hai. Mere paas bhi tvs raider hai. Main bhi vlogging karta hu
Bhaiya ji bikes me jitna bi kam krte ho har video me. Costing bhi btaya kro sab cheezo ka ❤
Haa yaar 😢😢😢
Costing sunke inki shop pe jana bhool jaoge🤣
Owner pe depend karta hai, laparwahi karoge to hoega hi😮
Dekh bhai bike rider sahi hai but bande pr depend krta hai ke kaise karte hai bike ko bhi khrab nhi ho thi
Dar lagta he vai service karne ko…esa lagta he jitna kam service me gari jayega utna atcha rahega..but mobil khud k andaz se 3/4k change krna he,fully synthetic oil,10w40,raider 125,33000km /3years complit,without any single nut open…also dont change plug till now…also i m happy with my bike…my bike is even better dn my frnd who servic regularly…i dont said servic is bad but i dont want to touch my bike less educatted person..its my life..
aapki videos dekh ke me mere bike service karvata hun ....
Bhai maine TVS Rider 125cc li hai 4 din use Kiya uske baad mere indicator hi band ho Gaye left right side 4 ro bhi 😅
Good Information ❤
Mata ka Laal Dhaga / Chunri jab handle pe bandha hua ho ...then kuch kharab kaise ho sakta hai ?
SP Honda hamara bhi gadi mein care ka problem aa raha hai aage ke side mein fans jata hai
Love from moga punjab❤
Thankyou bhai
Raider 125 sahi nhi long term ke liye 😢 acha hua maine bech ke Apache le li
Shine 125 bs6 king ❤
@@VikramMeena-km5pw hmm or pulsar 125 & ns125 ye teeno best bike hai
Bhai rakhne ka tarika bhi hota hai. Apka Mann kare to aap 1 mahine me bhi nayi bike ka satyanash kar sakte ho
@@Pankaj-ki3zy bhy raider jab sirf 4000km mein he tappet awaz aane lg gyi thi fir set krwaya tappet or maire pass Apache hain wo balki 8400 chli hai sirf usme toh tappet ki awaz nhi a rahi abhi tak bhy engine ka fark hota hai bhy
Raider ghatiya hai mai le ke fas gaya, timing Chain change ho gaya , head ka kam ho gaya kya guarantee hai ki ye long term chale aur to aur abhi sirf 20,000km chali hai
सर्विस होने के बाद बाइक की आबाज nhi sunai😅
Interesting video sir ji
हमारे भारत मे हवा, पाणी, धूप रहती है तू क्या बाईक हवा मे चलना चाहिए क्या सब कंपन्या थर्ड क्लास बाईक निकल रही है
Kaha se ho bhai
Aaj kal bike quality down aa rahi h bhai
Go Electric
Bhai Aaj kal gaadian ka care zyaada krna pad ta hai. Company ki monopoly chal rhi hai zaldi zaldi service krana padta hai, Garmi mein bhi aur Baarish mein bhi.
Then i will xame to home town Aurangabad and after i ha e some accident on my bike
Customer k jeb dheeli😂