Virasat par SAWAL JAWAB SESSION II Islami Nizam-e-Virasat II Shaikh Kifayatullah Sanabili

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 27

  • @muftiziaurrahman7243
    @muftiziaurrahman7243 10 месяцев назад +1

    ماشاءاللہ میراث کے متعلق آپ کی محنت قابل رشک ھے

  • @ayeshasultana3047
    @ayeshasultana3047 8 месяцев назад

    Alhumdulillah

  • @meharansari1613
    @meharansari1613 Год назад

    Alhamdulillah jazakallah khair allha aap ko acha rakhy

  • @achanekar1
    @achanekar1 Год назад

    جزاكم الله خيرا

  • @rizwanbhagwani8261
    @rizwanbhagwani8261 22 дня назад +1

    Mumbai se
    baat kar raha
    hun Maulana
    ka number
    chahie tha
    Kisi ke pass hu tu do plz

  • @perveendemral8199
    @perveendemral8199 Год назад

    Nice.

  • @mdhilalhilal3362
    @mdhilalhilal3362 2 года назад

    جزاکم اللہ خیرا کثیرا فی الدنیا والآخرۃ

  • @AbdullahAnsari-qb4oj
    @AbdullahAnsari-qb4oj 2 года назад

    Masha Allah, Jazakallah Khair

  • @ummsafwan8585
    @ummsafwan8585 Год назад

    Kya pension bhi wirasat me calculate hogi

  • @munafkaludi2806
    @munafkaludi2806 Год назад

    Assalmualaikum
    Marhoom baheno ka virasat me huk hotahai ya nahi
    Unke bacho ko huk milega ya nahi

  • @amjadmomin3221
    @amjadmomin3221 8 месяцев назад

    Asslamoallekum Mera sawaal ye he agar baap ko hayati me hi virasat Taksim karni to kya kare 2 bete 1 beti he

  • @DQSMedia
    @DQSMedia  2 года назад

    00:44 Mein Apni Behan ki Miras Dena chatah houn, par baqi bhai Miras dene ke liye Razi nahi, is ka hal kiya hai?
    07:50 Agar walidein apni Hayat mein Beto ya Beti mein se kisi ek ko koi chiz de aur doosre ko na de, is baat ki izazat deen mein hai?
    12:30 Agar Baap apne beto ko Hadya dene ke baad inteqal ho jata hai toh kiya Us hadye mein behan ka hissa bhi shamil hai?
    16:18 Baap ko Shaq hai ke Mera Bada beta mere wafat ke baad brabar se Miras ki taqseem nahi karega, toh aysi soorat mein ek line ki wasiyat kar sakte hain?
    18:00 Kisi ki Beti Murtad ho gai toh kiya usko bhi Virasat mein hissa milega?
    19:35 Mere Shohar ki Milkiyat mein (Shohar ki) ki behan ka hissa hai?
    26:15 Baap ki wafat ke baad beti ka bhi inteqal ho gaya, toh Beti ke hissa mein jo maal aaya, kon istemal karega?
    28:18 Baap ne do Bete ko Ghar Tohfa mein diya, aur do chote bacche Baap ke sath ek ghar mein rehte hai, Abhi Baap ke paas itna paisa nahi ke chote baccho ki kifalat kar sake, is ka kiya hal hai?
    38:14 Agar One third ki wasiyat karna zayej hain, toh kab kar sakte hain?
    39:07 Gumshuda ki Virasat mein Hissa kaise diya jayega?
    42:20 4 bhai aur 2 behan ki shadi ho kar sab alag alag rehte hai, Maa-Baap ka inteqal bhi ho gaya hai, Chota beta abhi usi Ghar mein hai, Hissa kaise hoga?
    43:49 kai bhaiyo mein se ek Bhai ko apne Miras mein Hissa Nahi Chahiye, toh iska kiya Hukm hai?
    44:48 Ek Aurat ne doosri shadi ki, uske Pehle sohar se jo Beti hai, kiya usko doosre Shohar ke Miras mein Hissa hai?
    46:35 Kiya dada ki Miras mein Poute ka Haq hai ya nahi?
    52:05 Dada ki Miras mein Poute ka Kitna Hissa hai?
    54:20 Hissa kaise taqseem kiya jata hai?

  • @ummsafwan8585
    @ummsafwan8585 Год назад

    Joint account ho to kis ka mana jayega

  • @qaisarjawed3412
    @qaisarjawed3412 Год назад

    Mri Amma jee ko unke Walid ke traf se kuch property Mila hai uska taqseem kaise ho ga ya Amma jee ko kuch alag se shariya ne power deya hai pl please batlayen

  • @hatimbabahatim8213
    @hatimbabahatim8213 Год назад

    Yar no do muje bat krni apse wirasat k uper

  • @javaidwani7163
    @javaidwani7163 Год назад

    To phir yateem pote kahan jayan

  • @sahfiqueahmed5754
    @sahfiqueahmed5754 Год назад

    Adhi se zyada ummat foot path per aa jayegi mufti saheb.khaas ker shehron mei,jahan log zyadater kiraye ke makanon mein rehte hain.present situation ke hissab se faisle kerne honge bohot se maamlat mein.

    • @mohsinsayedali4330
      @mohsinsayedali4330 7 месяцев назад

      Bhai Allah par tawakkal karne wala aur Allah ke qanoon par chalne wale ko Allah kabhi besahara nahi chordta balke un ke liye rasta nikalta hai..........

  • @sahfiqueahmed5754
    @sahfiqueahmed5754 Год назад

    Kiraye ka makaan ya dukan wirasat mein shamil hay kya? Milkiyat to malik makaan ki hoti hay.rehne wala kiraye daar hi hota hay,malik nahi banta.malik makaan bechne nahi deta, ooski permission ke bagair kiraye daar kisi aur ko bech nahi sakta.

  • @reyazkhan4189
    @reyazkhan4189 Год назад +1

    Haq mahjoob?

  • @KhatikDildar
    @KhatikDildar 6 месяцев назад

    रीकाडीग सही नही है

  • @mianishtiaq5267
    @mianishtiaq5267 6 месяцев назад

    Walid ny apni zindgi main betion ka Sara hisa bi beton ky naam kr diya.. Betion ko kuch nahi diya.... Kiya hukam hy

  • @sahfiqueahmed5754
    @sahfiqueahmed5754 Год назад

    Shaikh saheb hosh ke nakhoon lo.kwahmukhwah apni aqal ke ghode na daudao.kabhi kabhi apne ilm mein izafe ke liye javed ghamidi saheb wagairah ko bhi soon liya kijiye.

    • @farukkhan-mr1ty
      @farukkhan-mr1ty Год назад

      Munqare e hadees Javed Ahmad ghamdi gumrah hai
      Usse se ilm nahi liya ja sakta hai

    • @qamarsiddiqui4120
      @qamarsiddiqui4120 11 месяцев назад

      🤣🤣🤣